• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Official Chit-Chatters Thread

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
49,904
84,515
304
Manne mazo 💵 aave, baaki sab timepass :D
Maya kisi ke pas na rave bhaya, kisi ki arthi ko dekh liyo ek baar dhyan se, khali haath jave. Isliye keval utna ko moh rakho jitne me maje sesab manage ho jave.
 
  • Like
Reactions: vihan27

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
49,904
84,515
304
Dekh bhaya, mein sab soch rakhi hoon, bc ek sapno hai jo puro karno hain, baaki zindagi to chalti rahsi
Or bo kai? Jaldi bata, abaar aashirwad deu
 
  • Like
Reactions: vihan27

Evaran Eternity

Don Eternity
Prime
11,623
20,642
214
Are bhaya, bapoti hai yaa toh, khud ki to 20-25 acre hi hain, baaki bhi aapni hain par purkha ki kamai hain
Yaha agar Jyada nhi agar 10-20 acre bhi Chhod Jate Jeevan safal Thaa

Rate malum hain high pahuch Gaye hamare waha
Ek bigha 1.25 cr
aur agar acre me convert karo To 2+ cr hain

aaj bhi Sunta hu bade dada ke Pass Sirf 500 rupees kam padh Gaye Thee warna Pados ka 7-8 bigha Tudka khareed lete To aaj kam se kam 15 + plus crore aur hote
aur wo 500-1000 kam kyu pade kyuki Dada ke chote bhai ne kuch lafda kar diya bc ek lafda 15 cr ke aas pass laga
 

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
Prime
21,117
12,462
213
Maya kisi ke pas na rave bhaya, kisi ki arthi ko dekh liyo ek baar dhyan se, khali haath jave. Isliye keval utna ko moh rakho jitne me maje sesab manage ho jave.
Saanchi baat hai bhaya par maya bina apki aulad bhi apki n hove, kadwo hai lekin sach hain, duniya e maya ke paache hi chale hain
 
  • Haha
Reactions: Raj_sharma

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
Prime
21,117
12,462
213
Yaha agar Jyada nhi agar 10-20 acre bhi Chhod Jate Jeevan safal Thaa

Rate malum hain high pahuch Gaye hamare waha
Ek bigha 1.25 cr
aur agar acre me convert karo To 2+ cr hain

aaj bhi Sunta hu bade dada ke Pass Sirf 500 rupees kam padh Gaye Thee warna Pados ka 7-8 bigha Tudka khareed lete To aaj kam se kam 15 + plus crore aur hote
aur wo 500-1000 kam kyu pade kyuki Dada ke chote bhai ne kuch lafda kar diya bc ek lafda 15 cr ke aas pass laga
Yeh wala logic mein lagau to abhi 100 plus hoti Bhai, but jo hona tha ho gaya, apne hath mein nahi tha, baaki abhi mere yahan property ka rate down Hain, baaki Hain Jo badhiya hai, fasal achhi ho jaati hai, baagh hain to waha se bhi achhi income hain
 

Evaran Eternity

Don Eternity
Prime
11,623
20,642
214
Sabaash beta, yahi aasha thi, bc ab pahchanega hi nahi ?? :D
Bilkul Kaam hi aisa kiya hain aapne ki pehchanu kese

Me Purane wale Raju ko Janta Thaa Mod sir ko nhi
 
  • Angry
Reactions: Raj_sharma

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
49,904
84,515
304
Saanchi baat hai bhaya par maya bina apki aulad bhi apki n hove, kadwo hai lekin sach hain, duniya e maya ke paache hi chale hain
Mera beera, samay aur karm hi aapno hove, maya nahi, samay theek to maya bhi kaam aai, nahi to zulaad bhi laat maar de, or maya bhi koi leja, ya fir bimaari pe laag jave., ee liye maya nahi, mayapati pe gaur karno. :approve:
 
  • Like
Reactions: vihan27

vihan27

“मृत्योः भयम् सर्वदुःखस्य मूलम्।”
Prime
21,117
12,462
213

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
49,904
84,515
304
Bilkul Kaam hi aisa kiya hain aapne ki pehchanu kese

Me Purane wale Raju ko Janta Thaa Mod sir ko nhi
khud kuch bhi bol de, or main bol du to mu fula le , waah :dazed:
 
Top