• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest PAIN

Golu_nd

Proud INDIAN 🇮🇳
1,617
4,936
143
UPDATE 1
dard kayi tarah ke hote hain
gareeb hone ka dard
ameer hote hue bhi khushi na milne ka dard
aapke saamne aapki maa ko aapka pita maarta ho
anath hone ka dard
jisse aap pyar karte hain uske na milne ka dard
poora parivaar hone ke baad bhi akyale rehne ka dard
bachpan mein aapke ghar se aapko agwa kar liya gaya ho
aur 10 saal tak mein rehne ka dard
aur bhi bahut se dard hain
lekin sabse bada dard hai
aapke saamne aapki maa dum tod de
aur aap kuchh bhi na kar paao
bahut dard hota hai
yahi hua avinash ke sath
avinash jab 10 saal ka tha
tab use kidnap kar liya gaya
aur aaj 10 saal baad use azaad kar diya gaya
jab Avinash ki aankh khuli toh woh ek maidan mein pada hua tha
aaj itne saalo baad usne khula asmaan dekha tha
uske chehre pe khushi thi
aur aankho mein aansu the

avinash ke jism pe naye kapde the
usne apna jeb check kiya toh jeb mein kuchh nahi tha

kuchh der baad avinash wahan pahuncha
paise the nahi uske paas
Chalke hi woh apne ghar pahuncha
woh bahut khush tha
kyunki aaj woh apne mata pita se milne waala tha
woh andar ghusta tabhi security guard ne use rok diya

kahan andar chala jaa raha hai
tere baap ka ghar hai

avinash ne uski baato pe dhyan nahi diya
aur andar jaane laga
guard uske saamne aagaya

maar khaani hai kya
chala jaa yahan se

uski baat sunke avinash ne uski taraf dekha

mera ghar hai yeh
main avinash Singh Rathore hoon

yeh sunke guard ne Avinash ko ghurke dekha
aur phir use dhakka de diya

aakhri baar keh raha hoon
chala jaa yahan se
warna maa chod dunga teri

bas itna hi kaha tha ki guard ke munh se khoon nikalne laga
avinash ne ek mukka guard ki pasliyo pe maar diya tha
uski pasli toot gayi thi
woh wohin apna pet pakadke baith gaya
yeh dekhke baaki guards avinah ki taraf lapke
avinash ka ek vaar hi jaanlewa tha
uske baad
avinash ghar ke andar ghusta chala gaya
tabhi usne dekha ki ek ladki farsh ki safayi kar rahi thi
us ladki ke kapde itne gande the
ki koi bhi dekhta toh apna munh fer leta
us ladki ke jism ka rang gora tha
lekin uski khubsurti jaise gayab ho gayi thi

kya kar rahi hai sahi se kaam kar
warna aaj tujhe khana nahi milega

kitchen se bahar nikalti ek 45 saal ki aurat boli
aurat ki 45 saal ki jarur thi
lekin koi bhi use dekhta
toh aahein jarur bharta
woh aurat aur koi nahi thi
avinash ki chachi sapna thi
247179001-1297832360732655-5877317677640879304-n.jpg

sapna ki baat sunke woh ladki phirse apna kaam karne lagi

tabhi sapna ki najar avinash pe.padi

kaun ho tum aur andar kaise aaye
tabhi kitchen se ek behad khubsurat ladki nikli
woh Ankit ki biwi sandhya thi
246663044-239367034891518-5346710989154763726-n.jpg


koi ek baar dekh le toh dil.machal jaaye uska
kuchh aur bhi machal jaaye
Sandhya ko jab pehli baar ankit ne dekha tha
toh uski khubsurti mein kho hi gaya tha
Sandhya thi hi itni sunder
school se leke college tak pata nahi kitne ladko ne use proposed maara tha
lekin usne kisi ko ghaas tak nahi daala tha
usne apni virginity apne pati ankit ko hi di thi
isi wajah se ankit uspe apni jaan luta ta tha

kaun hai yeh maa jee

Sandhya ne sapna se puchha

pata nahi
bolte kyun nahi kaun ho tum

tabhi alag alag room se do mard bahar nikle
ek the avinash ke chacha raghuveer singh
aur dusra raghuveer ka beta ankit
Sandhya ka pati

main avinash hoon chachi

avinash ki baatein sunke sabke chehre ka rang udd gaya
bomb fata tha bomb
kisi ko ummid nahi thi

aur sabse bada bomb fata tha raghuveer ke upar

kya bakwas kar rahe ho
raghuveer tilmilate hue bola

main avinash hi hoon chacha jee

tabhi us ladki ne kaam karna band kar diya
aur avinash ki taraf dekhne lagi
uska chehra aansu se bhar gaya tha

avinash ne us ladki ko dhyan se dekha
avinash apni yaado mein khota chala gaya
kaise uski didi bachpan mein use har waqt maarti rehti thi
uski didi meera ko yeh lagta tha
ki mummy papa avinash ko jyada pyar karte hain
use bas ek hi cheez chahiye thi
avinash kaise bhi karke kahin chala jaaye
phir woh apni mummy papa ke sath khush rahegi


avinash ne apni badi behen meera ko pehchan liya tha
meera ko is haalat mein dekhke avinash ki aankho mein aansu aagaye
uski didi rajkumari thi
aur aaj use dekhke yahi lag raha tha
ki woh koi bheekaaran hai
kapde huliya

meera apna chehra apne hatho se chhipake fut fut ke ro rahi thi
avinash ne apne chacha ki taraf dekha
apni aankho mein aansu liye
uske chacha ko toh kuchh samajh nahi araaha tha

kya hua didi apne bhai ki yaad aarahi hai
koi baat nahi didi hota hai kabhi kabhi
lekin kya fayda
jaise aapke mom dad is duniya se chale gaye
waise hi samajh lo ki aapka bhai is duniya se jaa chuka hai
ek ladki seedhiyo se neeche aati hui boli

yeh thi nidhi raghuveer ki ek lauti beti
84332619-865038910586980-2064586573616654857-n.jpg

avinash daudte hue meera ke paas pahuncha
aur ghutno ke bal baith ke meera ke kandho ko pakad liya

kahan hai mom dad

meera avinash ke seene pe sar rakh di
aur roti rahi

security guard kahan mar gaya
ankit gusse mein bola

aap ko kya hua bhai
nidhi ankit ke paas pahunch chuki thi

raghuveer ne apne aapko sambhala
aur apna phone nikaalke uspe ek number dial kiya

apni didi ko is tarah rota dekh
avinash ka dil baith gaya

kahan hain mom dad
aap batati kyun nahi

meera bas roti rahi

kuchh hi der baad hall ke andar kayi security guards aachuke the

utha ke bahar fenk do is kutte ko
Ankit ne Avinash ko ghurte hue bola

ek guard ne avinash ke kandhe ko pakda
avinash ne us guard ki taraf dekha
aur phir khada ho gaya

meera abhi bhi ro rahi thi

avinash ne us guard ki gardan pakad li
aur ek hath se hi use hawa mein utha diya
woh chhatpatane laga
aur phir avinash ne us guard ko zameen mein de maara
guard ki cheekh bhi nahi nikli

lekin baakiyo ki cheekh nikal gayi

yeh mera ghar hai
mere baap ka ghar
agar mujhe kisi ne hath lagaya
toh main use woh maut dunga
ki yamraaj bhi kaanp jaaye

avinash ne meera ka hath pakada
lekin meera uth nahi rahi thi
avinash ne meera ko apni goad mein uthaya aur apne room ki taraf badh gaya.....
Congratulations Brother.....🔥
new Story.....👏
 

Golu_nd

Proud INDIAN 🇮🇳
1,617
4,936
143
UPDATE 2

avinash jab apne room mein pahuncha
toh woh yeh samajh gaya
ki yeh room kiska hai
yeh room tha nidhi ka
kyunki chaaro taraf deewaar pe uski hi photo lagi hui thi
meera bas roye jaa rahi thi
avinash ne meera ko bed pe bitha diya
aur uske saamne baith gaya
avinash ne meera ke aansu pochhe
aur phir uske gaalo ko sehlane laga
dhakka toh use laga tha apne mom dad ki maut ka sunke
lekin usne apne aapko sambhal liya
bhale hi yeh koi chhoti baat nahi thi

ab rona band kar dijiye
aapko meri kasam

meera ne yeh sunte hi rona band kar diya
aur avinash ko dekhne lagi
koi bhi ladki avinash ko dekhti toh uspe fida jarur ho jaati
avinash ki personality hi aisi thi

aise kyun dekh rahi hain mujhe

jee bharke dekh rahi hoon
kya pata kabhi dekh paaun ya nahi

ab hum zindagi bhar sath rahenge
aapko mujhse koi juda nahi kar paayega
yeh mera aapse vaada hai

avinash ki baatein sunke meera ko bahut achcha laga
ab use apni jindagi mein ek ummid najar aarahi thi

yahan se kahin door chalte hain
wohin apni duniya basayenge
meera ne kaanpte hue bola

jise sunke avinash ne muskura diya
aur bola
didi yahan se toh na main jaaunga
aur na aap
jise jana hai woh chala jaaye

tu jaanta nahi hai
chacha jee bahut bure hain
pata nahi woh kya karenge
meera avinash ka hath pakadte hue boli

woh bahut dari hui thi
kyunki use pata tha ki uska chacha kaisa insaan hai

yeh sab kaise hua

meera samajh gayi ki avinash nahi maanega
isi liye usne baat badal di

mujhe is baare mein baat nahi karni hai
meera dusri taraf dekhne lagi

kya mera itna bhi haq nahi hai

nahi nahi
aisi baat nahi hai
batati hoon

aur phir meera ne batana shuru kiya
ki kaise uske jaane ke baad mom apna sudh budh kho baithi
aur gate ke bahar baithi
uska wait karti rehti
na khaati na peeti
dad se baat karna band kar diya tha unhone
kisi se bhi baat nahi karti thi
dad ko business ke silsile mein desh se bahar jaana pada
unke peeche mein mom ko ek tshirt mili
woh tshirt tumhari thi
jo khoon se sani hui thi
mom yeh seh na paayi
aur unhone dum tod diya
jab yeh baat dad ko pata chali toh dad turant india ke liye nikal pade
jis flight se woh aarahe the
woh flight crash ho gayi
aur ek hi din mein mera sab kuchh ujad gaya
uske baad se chacha jee aur chachi jee ne
apni asliyat dikhayi
unhone mujhe yahan qaid kar liya
kyunki mom dad ke jaane ke baad
property legally meri thi
isi liye chacha jee ne mujhe darane ke liye
mere saamne ek insaan ko jaan se maar diya
taaki main kabhi bhaagne ki koshish na karu
us din se main apne hi ghar mein ek naukrani banke reh gayi

poori baat bataiye
avinash ne meera ki aankho mein dekhke bola

bata toh diya

aapko meri kasam

meera ne ek lambi saans li
aur phirse batana shuru kiya

kayi kayi din use khaana nahi deti uski chachi
uska bhai ankit use maarta
uski chhoti behen nidhi use apni freinds ke saamne zaleel karti
uski bhabhi usse baat tak nahi karti thi

ek ek ko jaan se maar dunga
avinash kisi zakhmi sher ki tarah gurraaya tha

ek pal ke liye meera bhi ghabra gayi thi

wohin dusri taraf raghuveer aur baaki members ki haalat bahut zyada kharab thi
kyunki unke saamne avinash ne ek guard ko jaan se maar diya tha
baaki guards bhaag gaye the

nidhi ko bhi pata lag chuka tha
ki Avinash kaun hai

ankit aur raghuveer dono ek dusre ke saamne baithe chup karke baithe the

ab kya hoga dad

wohi hoga jo us kutte ki kismat mein likha hai
usne ek guard ko jaan se màar diya
bahar kayi guards zakhmi pade hain
hum sab is baat ke gawah hain
aur ab use faansi se koi nahi bacha sakta

raghuveer ne commissioner ko phone laga diya
aur use saari baat bata di
jise sunke commissioner saamant ne us area incharge officer ko raghuveer ke yahan jaane ko bol diya

saamant aur raghuveer achche dost the
dono ek dusre ki help karte rehte the

aadmi jyada bhejna saamant
woh jaanwar hai

don't worry raghu
police ko dekhke waise hi uski haalat kharab ho jaayegi
tum chinta mat karo
aur tension mat lo

mom main jaa rahi hoon
college
mere aane se pehle woh kutta yahan se chala jaana chahiye
nidhi ne apni maa se yeh bola
aur bahar nikal gayi

uski galti kahan thi
bachche jo dekhenge wohi toh karenge
poora ghar meera ko satata tha
bachpan se woh yeh sab dekhti aayi thi
pehle use bura lagta tha
lekin phir usne bhi yeh karna shuru kar diya


didi nahake dusre kapde pehen lijiye

avinash ki baat sunke meera kuchh nahi boli
aur neeche dekhne lagi

didi

mere paas jo bhi kapde hain
aise hi hain

apni didi ke munh se yeh sunke avinash ke dil mein aisa dard utha
uski aankho mein aansu aagaye
meri didi jo bachpan mein roz naye kapde pehenti thi
uske paas aaj kapde nahi hain
aisa kyun hua meri family ke sath
aakhir Kyu
i will kill that bastard didi
i will kill that bastard

kya hua kya soch rahe ho

Avinash ne apna sar meera ki goad mein rakh diya
aur rone laga

meera avinash ke sar ko sehlane lagi

it's ok
sab theek ho jaayega ab
main hoon na tumhare paas

avinash ne kayi saal pehle hi rona band kar diya tha
aaj woh apni behen ki haalat dekhke ro raha tha


tabhi room ka gate khula
aur kayi police waale room ke andar the

sabse aage thi inspector Aditi
26 saal ki age thi uski
uske juniors tak use dekhke aahein bharte the
woh ek serious person thi
apne kaam se kaam rakhti thi

toh tum ho avinash

avinash ne Aditi ki taraf dekha
ek pal ke liye Aditi bhi avinash ko dekhke kho gayi
phir usne apne aapko sambhaala

arrest karo ise

yeh sunke meera ne avinash ko zor se pakad liya
aur Aditi se boli

kya kiya hai mere bhai ne

kya kiya hai
ek guard ko jaan se maar diya
kayi guards ko zakhmi kar diya
aur keh rahi ho ki kya kiya hai

meera but ban gayi thi
yeh sunke
use pata tha ki iska anjaam ab kya hoga
kaanp rahi thi woh
kyunki woh ab apne bhai se alag hona nahi chahti thi

avinash ne ek lambi saans li

tabhi Aditi ka phone baja
call commissioner ka tha

yes sir

wahan se abhi ke abhi niklo

but sir aapne hi toh ise arrest karne ko kaha tha

maine kaha na wahan se niklo

lekin sir isne khoon kiya hai
isne ek aadmi ko berehmi se maar diya
yeh jaante hue bhi main kaise ise arrest na karu

it's an order

aur phone cut gaya

Aditi ne avinash ki taraf dekha
jo muskura raha tha

what did you do
Aditi ne avinash se puchha

nobody can hurt me
because i am the pain....
Wow Bro.........
very Interesting.......🙄🙄
waiting for next update........
 
Top