Bahut hi umda Update tha akash bhai
Vastav me ab story padne me mja Aa rha hai pehle to vo sali tharki kavita sunidhi sulochana ke karan gappa gapp hi chal raha tha
Ye kya akash ke bap ka khoon hua tha vo bhi pratap ne kiya
Ye dadi ab mafi mang rhi hai par Etna jaldi mafi nhi .mil sakti kam hi aisa kiya hai
Sarvanam is great. Bhai muje sabse acha cherecter esi ka lga achaa pyar karti hai akash se par ye attitude me hi rehta hai
Kisano ke sath ye kya ho raha ye to dono tarah se pishe ja rhe hai
Disha disha disha .......fuck him
W....4....N....U.... Akash bhai