• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parijaat : A Romantic Fantasy

Notebook

Active Member
1,511
3,033
143
Parijaat : A Romantic Fantasy

Pics-Art-01-06-10-09-31.jpg

Screenshot-20200104-203753-01.jpg
 
Last edited:

Notebook

Active Member
1,511
3,033
143

Prologue
-----------------------

" Aww kya pariyan sach me hain ? "

" Bilkul nahi jana hai wahan par tumko nahi pata wahan par bhoot hain ."

" Ghane jangal me kale bhoot rahte hain jisase vandevi hamari raksha karti hain . "

" Aadi raat ke baad bhoot aate hain . "

Doston aise saikdon rahasyamayi dialogues se shayad hi kisi ka bachpan mahroom raha ho . Bade hokar bhale hi ham ise andh vishwash ka naam dain par us umar ka sabse bada research topic hi yahai hota tha . Nani ki pariyon wali kahaniyan aankhon me gajjab ki chamak la deti thi to wahi school ke washroom me bhoot hone wali kahaniya raaton ki neende uda deti thi par kya kabhi socha hai ki in baaton me kitni sachchai hoti thi ? aur agar ye baatein poiri tarag jhooth hoti hain to inka continuously jikra hi kyu hota hai .

Log kahte hain ki kalpna se pare kuchh bhi nahi hota hai lekin insan itna dheeth hai ki isne har jagah apne dimagi ghode dauda rakhe hain . Lekin phir bhi aisi ek duniyan ya dimension maujood hai jo insano ki khurafaat se koson door hai . Jara sochiye kaisi hogi wo rahasyamayi duniya jo insani dimag ko maat deti hogi ? Kaise honge wahan ke log aur kaisi hogi unki jindgi jinki kalpna matra hi romanchit kar deti hai .

Kabhi socha hai ki agar ham log wahan pahunch jayein ya wo yahan aa jaayen to kya hoga ? Kaisi kaisi ghatnaayein pesh aayeingi hamare sath . Kya wo duniya khoobsurat hogi ya khaufnaaq ? Kya sach me pariyan sitaaron ki sawari karti hain aur kya rakshas bahut hi bure hote hain ?

Chaliye ek aisi hi kahani ka jikra karte hain jisme kuchh apni dharti ki baat karenge to kuchh baatein kisi aur duniya ki . Kuchh baatein jadu aur khuchh jikra ishq ka . kyu ki ishq hi wo shay hai jiski dakhal har jagah hoti hai . Ishq ke aage farishte bhi jhuk jate hain .

Ye Kahani poorn roop se kalpnik hai jise mere dimag ne racha hai . Iske patra aur ghatnaon ka kisi jinda ya mrit insaan aur kisi ghatna se koi bhi lena dena nahi hai .
 
Last edited:

Sona

Smiling can make u and others happy
13,403
20,577
228

:congrats: for new story sir
Start kaafi achha hai:applause::applause:
Umeed hai apki ye story bi baaki stories ki trh heart touching hogi
Waiting for first update
 
Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,413
259
Prologue
-----------------------

" Aww kya pariyan sach me hain ? "

" Bilkul nahi jana hai wahan par tumko nahi pata wahan par bhoot hain ."

" Ghane jangal me kale bhoot rahte hain jisase vandevi hamari raksha karti hain . "

" Aadi raat ke baad bhoot aate hain . "

Doston aise saikdon rahasyamayi dialogues se shayad hi kisi ka bachpan mahroom raha ho . Bade hokar bhale hi ham ise andh vishwash ka naam dain par us umar ka sabse bada research topic hi yahai hota tha . Nani ki pariyon wali kahaniyan aankhon me gajjab ki chamak la deti thi to wahi school ke washroom me bhoot hone wali kahaniya raaton ki neende uda deti thi par kya kabhi socha hai ki in baaton me kitni sachchai hoti thi ? aur agar ye baatein poiri tarag jhooth hoti hain to inka continuously jikra hi kyu hota hai .

Log kahte hain ki kalpna se pare kuchh bhi nahi hota hai lekin insan itna dheeth hai ki isne har jagah apne dimagi ghode dauda rakhe hain . Lekin phir bhi aisi ek duniyan ya dimension maujood hai jo insano ki khurafaat se koson door hai . Jara sochiye kaisi hogi wo rahasyamayi duniya jo insani dimag ko maat deti hogi ? Kaise honge wahan ke log aur kaisi hogi unki jindgi jinki kalpna matra hi romanchit kar deti hai .

Kabhi socha hai ki agar ham log wahan pahunch jayein ya wo yahan aa jaayen to kya hoga ? Kaisi kaisi ghatnaayein pesh aayeingi hamare sath . Kya wo duniya khoobsurat hogi ya khaufnaaq ? Kya sach me pariyan sitaaron ki sawari karti hain aur kya rakshas bahut hi bure hote hain ?

Chaliye ek aisi hi kahani ka jikra karte hain jisme kuchh apni dharti ki baat karenge to kuchh baatein kisi aur duniya ki . Kuchh baatein jadu aur khuchh jikra ishq ka . kyu ki ishq hi wo shay hai jiski dakhal har jagah hoti hai . Ishq ke aage farishte bhi jhuk jate hain .

Ye Kahani poorn roop se kalpnik hai jise mere dimag ne racha hai . Iske patra aur ghatnaon ka kisi jinda ya mrit insaan aur kisi ghatna se koi bhi lena dena nahi hai .

:congrats: bhai, aap jadui story likh rahe ho ? :hmm:
weise posters bahut badhya banaaye hein aap ne.
hope padhne ka mauka milega mujhe bhi.
weise mera maanna hai ke agar weisa koyi dunya hai to wo hamare iss dunya se laakh gunah behtar aur khubsurat hoga.
pariyon ka to main nahin jaanta haan farishton ki dunya hota hai iss par yakeen hai mera aur imaan bhi. aur wo khuda ke masoom aur paak bande hote hein....
chalo aap ki iss kahani ki first update ka wait karta hoon.
 
Hellohoney

Well-Known Member
3,420
8,249
159
Congrets for new tred bhai
 
Top