• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parijaat : A Romantic Fantasy

Notebook

Active Member
1,511
3,033
143
Awesome fabulous update
Ye to Sach main Bali dene Wala h lakin kisko uthata h
Keep posting
Bali aur bala kabile ke mukhya rivaj hote hain bhai . Koi beemar hua to bali , koi jashn ho to bali , shaitan hamla kare to bali . Kabhi badi bali to kabhi chhoti bali :D thanks for reading bhai :yo:
 
Sona

Smiling can make u and others happy
13,403
20,577
228
Waiting for next update
 
  • Like
Reactions: Hayaan and Aakash.

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
32,796
79,343
304
Karan has heard many stories, yet is unable to trust Swara. Don't show Karan so harsh, I feel pity seeing the lovely swara. Mother has answered all the questions, the sooner Karan understands it, the better. The tribesmen want to sacrifice a human being, but for whom, who is the devil? Queen Pari has received a letter, let's see what is the news.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story. Thank You...:heart::heart::heart:
 
Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,280
13,925
144
Superr fantastic update sir !!
Swara Kis musibat mein pada gayi...
Kabeele walo par Fir Pareshani aan khadi hai...Kiski hogi bali...??

Rani pari ne aisa kya padh liya patra mein?
Agle Update ka beshabri se wait rahega..
..

Update # 11

Karan ka dam ghutne laga to wo chhat par jakar tazi hawa me pareshan sa idhar udhar tahalne laga . Tahlte huye Uski najar chhat ke doosre kone me gayi to wahan Swara kone me baithi thi aur badi badi neeli aankhon se Karan ko hi dekh rahi thi . Din ki roshni me uska saundraya kayi guna badh gaya tha . Karan ne aaj tak isase masoom chehra nahi dekha tha . Karan ko Swara ke Pari hone par jara bhi yakeen nahi tha . Uske bhi hisaab se ye koi jaadui chudail wagaira thi baawjood iske wo apni aankhein uspar se nahi hata pa raha tha .

( Usko nahi pata tha ki iss roop ke chakkar me usko aage chal kar naa jane kaun kaun se din dikhai padne wale the .)

Karan thodi der tak door khada kabhi aasmaan to kabhi pahaadon ko dekh kar Swara ko najar andaaj karne ki nakaam koshish karta raha lekin wo jyada der tak aisa nahi kar saka . Na chahte huye bhi Wo Swara ke paas ja pahuncha par haan usne abb bhi itni doori bana kar rakhi thi ki achanak hamla hone par khud ko samhal sake . Swara ka chehra sach me behad masoom tha par usase bhi jyada masoom uski aankhein thi jo bin bolo sau sau baatein bolti thi .

Karan - aap jo bhi ho kya aap ko ek baar me baat samjh me nahi aati hai kya ? Maine aap ko mere ghar se jane ke liye bola tha na to aap yahan chhat par kyu aakar baith gayi ?

Swara - par mai kahan jaaun ?

Swara ne Karan ke kareeb aakar poonchha wo bhi bina khadi huye . Ji haan hawa me uska shareer baithe baithe hi Karan ke samne pahunch gaya . Karan hadbada kar peechhe hat gaya .

Karan - hadd hai yaar sabse pahle to door rah kar baat karo mujhse aur ye batao ek taraf to hawa me udti ho , gayab hoti ho , kahti ho ki pariyon ki rajkumari hoon aur doosri ore rahne ki jagah bhi nahi hai . Are Jao wapas apne pari wale ghar yahan kyu padi ho .

Karan ek saans me bol gaya .

Swara - nahi ja sakte ham wapas jab tak hamari saja khatm nahi hoti . Hamare liye yahaan rahna hi hamaari saja hai . ( dukhi swar me )

Karan - ok fine mat jao par mera to pind chhodo . Itna bada gaon hai kahi bhi jao . Apne jadu ka istemaal karo aur bita lo time ped par ya pahaad par ya jungle me nahi to ek kaam karo ghosla bana lo .

Karan ne kheejh kar gurrate huye kaha .

Swara - aap bhool gaye kya abhi to bataya hamne ki hamaare jadu ka asar dhire dhire kam hota ja raha hai , khabar nahi kab poora hi chala jaye . Hame ghosla banana nahi aata aur hame bhook bhi lagi hai do din se kuchh khaya nahi hai .

Karan - yakeen kaise karun aap par ?

Swara - na kariye par ham kahi ja nahi sakte hain aur kabhi bhi ye gayab hone wala jadu bhi chheen liya jayega aur ham aap ko bachane ke chakkar me pade hain is musibat me to ham to aap hi ke sath rahenge chahe jo kar lijiye .

Karan - kya bakwas hai ye ?

Swara - bakwas nahi ye sach hai .

Karan - to kya jaadu khatm hote hi aap sabhi ko najar aane lagengi ?

Swara - haan ( very sadly )

Karan - badhiya hai log maar dalenge pata hai na ?

Swara - haan pata hai . Hamare saath hona bhi yahi chahiye . Bhala karne chale the wo bhi insaano ka . Rani maa theek kahti thi ki insaan dogle hote hain unko apne siwa kisi ki koi parwah nahi hoti hai. Bilkul aap ki tarah . Wo aap ko kha jata . Hamne bachaya aur aap hame ghosle me rahne ke liye bol rahe hain .

Swara ne udaas man se bola aur achanak gayab ho gayi wahan se . Karan uske achanak gayab ho jane se hairat me tha lekin peechhe khadi maa ki awaaj ne use turant hi Swara ke gayab hone ki wajah ko samjha diya .

Maa - Karan tu akele khada yahan kya kar raha hai ?

Karan - kuchh nahi maa bas neeche dumm ghut raha tha to yun hi upar aa gaya .

Maa - beta mai tumhari pareshani samjh sakti hoon .

Karan - aap ko kkkaise pata meri pareshani ?

Karan sach me dar gaya tha .

Maa - tumhare chehre par dikh rahi hai pareshani . Mujhe yakeen hai tumhare papa jald wapas aa jayenge .

Maa ki baat sun Karan ko yaad aaya ki in sab ke chakkar me wo papa ki khoj to bhool hi gaya tha . Use khud par bahut gussa aa raha tha aur Swara par bhi .

Karan - maa bhooton aur pariyon me kya antar hota hai ?

Maa - ye sab baatein nikaal do dimag se aur padhai par dhyan do .

Maa ka wahi jawaab tha jo shayad ye swaal sunkar koi bhi dega .

Karan - please maa bataiye na ?

Maa - beta waise to maine bhi sirf suna hai is baare me . Bhoot nakaratmak urja waalein hote hain jo sirf aap ka bura karte hain jabki pariyaan pavitra aatma hoti hain jo hamari raksha karti hain .

Karan - bhoot aur pari ko alag alag kaise pahchana ja sakta hai ?

Maa - are asaan hota hai . bhoot bhayanak hote hain , wo kitna bhi achha banane ki koshish kyu na karein unke aas paas aate hi kroorta feel ho hi jati hai jabki pariyaan bahut dayaalu hoti hain . Maanav aur Pariyon me yugon - yugon se mitrata hai .

Karan - to kya koi pari bhi aisi ho sakti hai jo insaan se madad maage ?

Maa - kyu nahi ho sakti aur aisi ghatnaayein hoti bhi aayi hain ki insaanon ne bhi unki madad ki hai . Badi rahasya mayi duniya hoti hai ye . Jadui asar se ghatnaayein gayab kar di jati hai yaadon se sirf unke ehsaas rah jate hain shayad isliye bahut kam logon ko yaad rahti hain aisi ghatnaayein.

Karan - maa to kya papa ke bare me bhi pariyon ko pata hoga ?

Maa - Karan ..... beta .... aa jayenge tere papa ..... kuchh nahi hua unko .... wo dekh hi nahi sakte ham sabko pareshan ...

Isase jyada Karan ki maa kuchh nahi bol payi aur kafi der se roki huyi rulaayi ka gubaar ek dum se foot pada . Maa beta dono kafi der tak sisakte rahe jabki Swara sari baaton ko sun udaas aankhon se aasmaan ki ore dekhne lagi jaise kisi ko yaad kar rahi ho .

####

Kabeele me abb bhi afra tafri ka hi mahaul tha . Boodhe aur bachche devi ke pairon ke neeche bani gufa me ja chuke the . Dheere Dheere jungle ke beechon beech dharti fatne lagi thi jise Raja Karoon ne teesra sanket bataya tha . Ek hi din me teesre sanket ne sabhi ke bheetar khauf bhar diya tha . Raja Karoon baar baar sirf sayam rakhne ke liye bol rahe the jabki
Raftaar apni ladaaka sena ke sath mustaid ho chuka tha kyu ki abb halaat karo ya maro wale hone wale the .

Rajkumari Chandrika apne hawaash me lautne ke baad bahut kamjori mahsois kar rahi thi lekin jaise hi thoda behtar hiyi seedhe Raftaar ke paas ja pahunchi ..

Raftaar - Are tum yahaan ?( Hairaani se )

Chandrika - kyu nahi aa sakti ?

Raftaar - itne khatre me niklne ki kya jaroorat hai ?

Chandrika - mai nahi ghabraati kisi khare se . Bachpan se khatron se hi to khelti aa rahi hoon abb ye sab aam baat lagti hai .

Raftaar - oho Rajkumaari ke tewar katilaana hain aaj to .

Chandrika - kya socha hai fir tumne ?

Raftaar - kis baare me ?

Chandrika - bali dene ke liye prabandh kahan se karoge ?

Raftaar - basti se uthata hoon kisi ko .

Chandrika - itna asaan nahi hoga jante ho na ?

Raftaar - haan janta hoon par koi chara bhi to nahi hai . Basti se nahi launga to kabeele ka koi mara jayega ,

Chandrika - hmm wo to hai . Chalo jab jana to batana mai bhi chalungi tumhare sath aur haan uttar ki taraf jo kuchh akele ghar hain usme se kisi ko lana hai aasan rahega .

Raftaar - jaisi aagya Rajkumari ki .

Raftaar aur Chandrika ne uttar ki disha ka chayan kiya tha jis taraf Salon aur Karan ka ghar padta tha . Kul mila kar ya to basti walon ke liye ya to kabeele walon ke liye din bhari hone wale the .

####

Dharti se koson door aasmaan ki ayi parton ke upar ek jadui parat ka jadui najara jahan halke Gulaabi rang ke aasmaan me indra dhanushi panchhi udd rahe the . Rand birane ped paudhe jispar vichitra prakar ke phal latke huye the . Charo taraf sapno se bhi sundar najaare man ko mohne ke liye aatur the .

Phoolon ka aakar samanya se kayi guna bada tha to unki khushu behad maadak thi to wahi us par mandraane wali titli bhi kai guna badi thi . Har taraf sone aur heere - jawaahraat se jadi huyi imartein uss jagah ki sammpannata ki ibaarat likh rahi thi .

Har taraf behad khoobsurat stri aur purush parindo jaise udd rahe the . Jee haan ye paristan tha jahan pariyaan rahti hain . Paristan ke sabse bade mahal me ek vishal kaksh ke bade se aasan par khoobsurat par umradaraaj pari baithi thi jo pariyon ki Rani thi . Charon taraf kari paroyaan khadi thi lekin char pariyon ko baandh kar rakha gaya tha jo Swara ki hi hamumar yaani 18 - 19 saal ke kareeb thi.

Mahaul kafi sanjeeda tha tabhi ek udta hua patra seedhe Rani pari ke samne aa pahuncha jo laal rang ka tha aur jise dekhte hi sabhi ke chehron par chinta dikhne lagi . Uss patra me jane kya aisa likha tha jisko padh kar Rani pari apne sthan se khadi ho gayi .

  • Like
Reactions: Aakash.

Vikram singh rana

Active Member
509
3,075
138

WWoooooo.......
Very good update.....

Ye of confirm hai ki jungli kisi insaan ki hee bali denge.....OR wo insaan karan or rohan ke ghar ke aas pass se hoga.....

Karan ne Abhi bhi puri tarah pari par believe nahi kiya hai...OR sahi bhi hai uske or uski family ki jaan ka sawaal hai....

Dekhte hai aage kya Hota hai.....
ANYWAYS
Very good update
thanks....
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Aakash.

Mbindas

Active Member
1,957
4,153
158
Waiting bhai
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Romeo 22

Well-Known Member
9,733
5,415
189
:yourock::dost:
 
  • Like
Reactions: Hayaan and Aakash.

Romeo 22

Well-Known Member
9,733
5,415
189
Cover bahut interesting h dost, poori ummed h story bhi jarur hogi. Jaldi hi aapko follow karunga :bow:
 
  • Like
Reactions: Aakash.
Top