- 26
- 166
- 29
Shamne vo log jise dekh rahe the vah koi or nahi balki Priya hi thi jo ki apne shavbhav ke bulkul viprit kapde pahne hue thi aaj vah ek simple sut salvar me thi halaki isme bhi vah kafi sunadar lag rahi thi. Koi or samay hota to aaj sab uski khubsoorti ki tarif karte lekin aaj sab use is dress me dekh kar chok uthe the kunki sabhi is dress ko achhi trah se pahchan rahe the or yahi vajah thi unke is trah se shocked hone ki thi kunki Afav ne hi kuchh mahino pahle Rajani ko yah dress di thi. Lekin Priya ko mano koi fark hi nhi pada ho lekin Mamta ne Priya ko roakte hue bolti hai ki
Mamata " Priya ye tumne kya pahan rakha hai kya mai jaan sakti hu."
Priya " kyu maa ye kapde apko pasnd nhi aya."
Mamta " beti baat pasnd na pasand ki nahi hai yah kapde tumne kiske pahne hue hai."
Priya " maa aap bhi kaisi baate karti ho mere kapde hai agar apko vishwash naa ho to aap Nilam didi se puchh sakti ho. "
Mohini uski baat sunkar chidte hue bolti hai ki
Mohini " tumhe kya lagta hai tum kuchh bhi bologi or ham log use maan lenge. "
Mohini ko is trah se gussa karte hue dekh kar Priya ek minat ke dar jati hai lekin agle pal Nilam ki traf kuchh ishare karti hai jise Pooja dekh leti haito Nilam uth kar Mohini ke kaan me bolti hai ki
Nilam" didi aap kya kar rhi ho Priya jo kuchh bhi kar rhi hai bhut soch samjh kar kar rhi hai aap shant rahiye mai apko baad me sab kuchh samjha dungi bas is wakt aap sahnt raho. "
Mohini ki baate sunkar Mamata ko yakin ho jata hai ki jo vah soch rahi hai bilkul thik hai. To vah Priya se bolti hai ki
Mamata" ab tak to mujhe keval sak tha lekin Mohini ki baate sunane ke baad mujhe yakin ho gya hai ki jo kapde tumne pahan rakhe hai vah Arav ne kuchh din pahle hi yah kapde Rajani ko diye the or tum bol rahi ho ki yah tumhare hai. "
Priya" maa aap jo soch rahi ho bilkul thik hai. Yah kapde Arav ne hi Rajani ko diye the or maine usase aaj hi yah kapde kharide hai. "
Arav" di yah kya majak laga rakha hai apne aap kisi or ki utari hui kapde kaise pahan sakti hu. "
Priya" kya karu bhai ek fatichar ki bahan hu naa to jab bhai hi mera garib hai to mai kaise amiri me rah sakti hu isliye aaj se maine bhi tay kiya hai ki aab mai bhi tumhari trah hi simple rahungi. Oh sorry bhai apki trah nhi balki apse hi jyada simple rahungi. "
Rajesh" Priya beti ek pagal kam tha jo tum bhi usake jaise bartav karne lagi ho. "
Priya" nhi chacha ji Ab apko jo bhi sochana hai soch sakte hai lekin maine bhi faishala kar li hu ya to Arav sudhar jaye nhi to ham log bigad jayenge "
Sunil" beti yah kya tamasha laga rakhi ho aap "
Priya" dad tamasha mai bna rakhi hu. Apko pata hai jiski okat hamare samne khade hone ki bhi nhi hai Arav ko vo log uski garibi ka majak udate hai jab ise aapki ya hamri ijaat ki parvah hi nhi h to ham bhala kyu parvah karu. "
Sunil" iska matkab yah to nhi hai naa ki tum bhi uske jaise hi harkate karo Mamata tum samjhao ise. "
Mamata" mai kya samjhau mujhe lag rha hai ki Priya jo bhi kar rhi hai bilkul thik kar rhi hi mai to yahi soch rhi hu yah baat mere dimag me kyu nhi ayi. "
Arav" maa aap bhi didi ki tarah bate karne lagi aapko to inhe samjhana chahiye or ulte aap or jyada badhava de rhi hai. "
Priya" bhai mai puchhati hu isame galt kya hai tum agar apne dost ke liye simple rah sakte ho to mai apne bhai ke liye kyu nhi rah sakti hu "
Arav" didi aap mujhe emotionally blackmail nhi kar sakti hai. Aap janti hai mai apko is halat me nhi dekh sakta hu phir bhi aap aisi halat apni banai hui hai. "
Mohini" bhai tumhare pass sirf 1 ghanta ka samy hai soch kar apna faishala bata dena taki ham bhi apni taiyari kar sake. "
Arav" didi ab aap kon si taiyari ki baat kar rhi hai. "
Mohini" kya kare pahle ek bhai is halt me rahta tha or ab to ek bahan bhi aa gayi hai to hame bhi to ana hi padega. "
Arav" didi aap log chahti kya hai yah bataye"
Nilam " ham sab bas yahi chahte hai ki tumhare sar par jo ye simple rahne ka bhoot sawar hai use chhod do"
Mohini " akhir kyu nhi chhod sakte."
Priya " didi aap log bekar me kyu bahas kar rhi ho ise nhi chhodna hai mat chhode. Ab mai ise mahsoosh karaungi ki hame ise is halat me dekh kar kitna bura lagata hai or jab koi bahri ise hamre samne kuchh bolata hai tb kitna dard hota hai ise aise samjh me nhi ayega ise yah baat tabhi samjh me ayegi jab yah khud use hamre sath vahi sab hota mahsoos hoga. "
Arav ( rote hue bolata hai ki)" didi mai apko aise nhi dekh sakta hu aap meri majboori ko samjhiye mai apne dost ko nhi chhod sakta "