• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Prince the devil or hero

Should i start this story


  • Total voters
    86
  • Poll closed .

Akil

Well-Known Member
3,078
8,462
158
Update 33
Hum dono ek dosra ko asa dehk raha tha jaisa kafi samay sa ek dosra ko janta hoo

Disha mujsa kaha kho gya bhai or main hosh main aakar kahi nahi

Tabhi sujal bola insa milya ya hai meri choti behan Nitya or nitya ya hai mera dharti ka dost sa unka intro karwta hoo

Main –nitya sa aap bahut saaf dil ki hai maina dehk kaisa apna us budi auraat ki madad ki

Nitya –ya to mera farz tha or vaisa bhi main agr apni janta ka liya ya nahi karongi to or koon karaga

Main uski baata sa bahut khush hua tha asa hi kuch der humri baata hua or hum mahal ki taraf jana laga

Jb hum mahal pounch to sb apna apna kaksh main chala gya vishaka mujsa muja maharaj sa kuch baat karni hai aap tb tk vishraam kijiya

Main lekin kya baat karni hai

Vishaka wo aapko bad main batata hoo

Or vishaka chali gyi

Main soch main akhir usa raja sa kya baat karni hogi

Raja ka room main rani or raja mera hi baara main baat kar raha tha

Raja –wo aa gya hai ab kya hoga

Rani –aap to kaha raha tha uski shaktiya yaha kaam nahi karangi phir bhi aapna usa khtam kyu nahi kiya

Raja –kyunki uska sath uski patniya bhi hai jo ussa bhi jayda shaktishali hai or main unka kuch nahi bigad sakta

Rani to ab kya karna hai

Raja –ab to kewal ek hi kaam hoo sakta hai muja nitya sa baat karni hogi wo hi is mamla main humri madad kar sakti hai

Tabhi sanika maharaj aapsa milna parilok ki rajkumari vishaka aya hai

Maharaj unha ander bj do

Rani wo humsa milna kyu aya hai

Raja wo bhi pata chal jayga dheeraj rahkya

Vishaka ander aakar maharaj ko mera parnaam

Maharaj –itna lamba samay baad tumsa milkar acha laga vishka

Vishka muja bhi

Maharaj –lekin muja ek baat samaj nahi aya wo zinda kaisa hai jabki wo to mar chukka tha

Vishaka –wo mar chukka hai lekin ya unka nya janam hai or wo is baar apni mout ka badal lena aya hai

Raja –to kya wo humsa bhi badal laga

Vishaka –nahi or aapsa kyu

Raja –pichli baar kewal meri ek galti ki wajah sa usna jaha ka sabhi logo ko khatm kar diya tha

Vishaka – maharaj wo vidi ka vidan tha jo hona hi tha or agr aap apni beti ki shadi us sa karwa bhi deta to kya tb bhi ya vinash hota

Raja – tum sahi kah rahi hoo vishaka agra main maan gya hota to ya sb kuch hota hi nahi lekin main anhkar main aa gya tha or usa marna chala tha jis wajah sa meri beti mera hi haatho mari gyi or usna is plante main muja or meri patni ko chodkar sb tabha kar diya lekin devraj narad na to usa begunaah logo ko marna ka liya sharp diya tha ki wo jaha kadam nahi rahk sakta

Vishaka –haa diya tha lekin unhone iska tod bhi unha diya tha jo sirf muja pata tha

Jo unhone sirf muja hi batya tha or main jaha aapko ya bolna aya thi ki aap usa uska pichla janam ka baara main kuch bhi nahi batyanga chaha jo kuch ho jya or ek baat aap dhyan sa sun lijiya is baar wo galti mat karna jo pichli baar ki thi kynki pichli baar wo thoda hi shaktishali tha lekin is baar wo bahut shaktishaali hai bina apni powers ka bhi

Raja- thik hai or vishaka waha sa nikil kar sida humra kamra main aakr so jati hai hum log to already so gy tha

Raat ka 2 bje meri nind kholi muja kuch awaza sunya da rahi thi maina ishika vishaka or disha ko bhi uth diya

Wo sb uthkar kya hua

Main tumha kuch awaza sunya da rahi hai

Wo sb nahi to

Main to muja kyu sunya da rahi hai or main insa chalo pata karta hai or main jaha sa awaz aa rahi thi unko lekar us awaz ka picha chalna laga

Ishika – bhai or meera ko bhi sath la chalta hai

Main nahi unha sona da kya pata yam era veham ho

Ishika –thik hai jaisa aapki marzi

Or hum chal pada awaz ka picha karta karta uska picha karta karta hum mandir tk pounch gya or mera sath vishaka ,disha or ishika bhi

Vishaka ya to hum us mandir ka pass hi pounch gya

Main lekin muja yaha sa hi awaz aa rahi hai jaisa koi muja bola raha hai

Disha –thik hai bhai to phir ander chalta hai

Main lekin tumna suna nahi tha sujal na kya kaha tha

Disha –bhai ho sakta hai ya hi humri manzil hoo

Main chalo to phir chalta hai or hum mandir ka ander pravesh kar gya

Wahi dusri taraf jb hum jaga tha or mahal sa bahar nikila to ek shaks or tha jiski nind humra chlna ki aahat sa khol chuki thi or wo humra picha aa raha tha jiska huma kuch pata nahi tha

Wo shaqs waha rukkar ab kya kiya jya or wobhi ander hi aa jata hai ab ya shaqs koon hai abhi pata chal jayag

Hum jaisa hi ander mandir main gya charo taraf roshani hi roshani thi disha or ishika or main us taraf dehk bhi nahi paa raha tha lekin vishaka us roshani ko assani sa dehk rahi thi or uski chmak sa wo or jayda chamak rahi thi main ya sb dehk kar harrian tha or soch raha tha ya kaisa possibal hai

Jb wo roshani km hua to humra samna ek darwaza open hua hum usa dehkkar lagta hai huma ab is raste sa hi jana hoga

Vishaka haa muja bhi yahi lagta hai or jaisa hi hum us darwaza ka ander jana wala hota hai tabhi picha sa wo hi shaks hum bolta hai ruk jao or hum picha mudkar dehkta hai ki wo koon hai

Main jaisa hi picha mudta hoo main bolo tum jaha kya kar rahi hoo( pichala janam main kya hua tha raja vikrant ka sath or vishaka na is baar bhi kyu chativani di raja ko or koon hai wo shaks or aaga kya hoga uska liya keep read & support)
Yeh shakhs kahin nitya toh nahin na?
 
Top