• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Prince the devil or hero

Should i start this story

  • Total voters
    86
  • Poll closed .

Prince aman

Active Member
813
926
94
Update 40
At hospital (ab yaha kya hona wala hai or kaisa raaz hai prince ka apna maa baap sa door or nafraat karna ka sb aaj is update main)

Main or disha ICU ka bahar baitha hua tha or baata kar raha tah

Tbhi sb gharwala hospital main pouch gya wo sb ICU ki taraf hi aa raha tha sb aakar sara ka baara main pochna laga

Disha na unha sb bata diya ki ab wo khtara sa bahar hai

Jaisa hi sbna ya suna sbki jaan main jaan ayi

Or ek baar phir sb meri tarf dehkna laga jaisa muja kachha kha jyanga

Dada ji bola ya sb isi ki wajah sa hua hai bachpan sa lekar aj tk jb bhi iska saya hum par pada hai kuch anart hi hua hai

Disha- gussa sa kya kaha apna ya sb bhai ki wajah sa hua hai jin hona sara ki jaan bachya unha hi aap dosh da raha hai

Dad –haa

Disha –lekin kyu

Dad -janana hi chahta hoo tu aj main sb ko sach batata hoo jo tum log nahi janta

Flashback start

Ya tb ki baat hai jb tum dono ko janam hua tha hamra dawra par ek rishi aya tha usna hi tum dono ka naam karan kiya tha or unhona kuch bivashyvani bhi ki thi jo ya thi ki jb tk abhay humra saath rehga hum sbki jaan ko kahtra hamesha rahaga or isi ki wajah sa iski behan ki jaan jayagi or ek baat or jo rishi na batya jisa sunkar hum sb chintit ho gya tha ki disha ki shadi sirf abhay sa hi ho sakta hai agr humna kisi or sa tumhari shadi karna ki koshish ki to wo shadi sa ek din pehla hi mout ko pyaar ho jayga sath hi ya bhi batya ki jb disha or tum 18 saal ka ho jayga tb tumha kuch shaktiya prapt hongi or disha ki shaktiya tum hi jagoga or agr sansaar ko bachana hai to hma apna maa baap hona ka moh tyagan hoga or abhay ka dil main apna liya nafrat paida karni hogi taki wo kisi ka bhi pyaar ka moh main na banda isliya hum sb tumsa nafraat karna laga lekin rishi na ya bhi kaha ki wo muja door bj da lekin hum moh ka karan tumha apna sa door nahi bj saka maina or tumhari maa na in baato ka vishvaas nahi kiya lekin jb tum ek mahina ka hua to mera ek accident hua jissa main bach gya lekin tb tumhari maa ko chinta hona sharu ho gyi lekin jb tum ek saal ka hua tb tumhara dadi or dada marna sa bacha

Agga maa bolna lagi main in sb chizo ko nazarandaaz karti gyi lekin jb disha ki jaan ek baar khatra main aa gya muja bhi us rishi ki baat sach lagna lagi us rishi na kaha tha ki huma tumha apna sa door kar dena chiya tha lekin maa baap ka moh na huma asa nahi karna diya isliya main tumsa nafraat karna ka natak karti rahi jabki tumhara papa ab bhi in baata ko manana sa inkaar karta raha lekin unha bhi is baat ka abhass ho gya isliya jb tum 11 saal ka hua rishi ek baar phir aya or humna unsa is samsy ka samdaan pocha tu unhona huma tumha apna nana nani ka pass bjna ko kaha isliya humna tumha apna nana ka pass bj diya lekin asa koi din nahi tha jb maina apni maa ko phone karka tumhara baara main na pocha hoo

isi vich jb sara ka janam hua to tumhara chacha or chachi in ghatno sa pershan hokar gaav main chala gya taki wo waha surkshit raha saka

flashback end

main -rote hua itna sb saha apna sirf meri wajah sa kyu maa aap muja hi jaan sa mar deti kam sa kam main bhi apsa nafrat to nahi karna lagta

Dad- beta jo ho gya usa badla nahi ja sakta or ab samay aa gya hai ek or sach tum jaan lo jo ki rishi na muja batya tha tumhari mout bhi hona wali hai jaisa hi dad na ya kaha maa rona lagi or boli ya nahi ho sakta

Dad –yahi sach unhona band kamra main muja akela baty tha or disha nahi papa asa nahi hoo sakta

Dad- yahi sach hai beti us rishi na kaha tha jb abhay 18 saal ka ho jayga tb hi uski mout ka samay sharu hoga or ya samay uska 19 saal hona tk chalta rahga lekin wo apna 19 jinmdin par jivit nahi hoga

Ya kahkar papa bhi rona lagi jbki dada dadi or chacha chachi bhi ya sunkar rona laga

Main ya sb sunkar dad mom asa kuch nahi hoga or main apka samna hoo wo bhi thik thak

Maa –nahi beta un rishi ki kahi hua baat aj tk kabhi jhooti nahi nikili

Main lekin is baar ya astya hokar hi rahaga

Wahi kahi door ek parvat par ek rishi tapasya kar raha tha or ya sb dehk raha tha wo man main is stya ko koi nahi badal sakta samraat apki mout kuch dino main hona hai wo hokar hi rahagi usa to sway bagvaan bhi nahi badal sakta

Or yahi satya hai or ya sb dehkta hua ek baar phir apni tapasya main leen ho jata hai( ab koon hai ya rishi ya pichla janam ka rahasy main pata chalga abhi kahani ko present main hi rahkta hai)

At shiv lok

Jaisa hi kaliash main bukump ka zatakoo ka ahsaas hota hai devi parvati ya sb sochkar ya kaisa ho sakta hai or sb shivgun bagvaan shiv ka pass pouch jata hai jbki mata parvati bhi unka pass pounchkar prabu ya kaisi maya hai jiska asar humra lok main hua hai

Mahadev –devi ya koi maya nahi hai ya to samsat sarshti main hua hai or maya main nahi kata ya bhi ek laila hai apka bhai ki

Mata kaisi laila prabu

Tabhi bagvaan Vishnu mata lakshmi ka sath or brahma mata sarswati ka sath kailash main padrta hai unka yaha ata hi devraj bhi devtao ka sath kaliash lok main prakat hota hai

Devraj –mahadev sa prabu ya sb kis karan hua hai

Mahadev- ya sb to aap narayan sa pochya ya sb to unki hi lela hai

Narad- bhi waha parkat hokar kaisa laila jo muja bhi gyat nahi or sbko abhinandan karta hua

Shiv –narad sa aya nard mani ji aapka swagat hai kailash main or apka prabu ki lela main kaisa bata sakta hoo

Bagvaan Vishnu –mahadev sa aap sa is sansaar main kya chupa hai prabu or rahi in zatkoo ki baat to main sbko bata doo ki Rankaal ka azad hona ka samay aa gya hai

Brahamdev- prabu wahi Rankaal jisa aapna or mahadev na kaid karka kisi asi duniya main chupa diya hai jaha sa koi nahi aa ja sakta

Mahadev-haa satya kaha apna bharamdev

Mata Laxmi ,Parvati,Sarswati koon hai ya rankaal jiska baara main hum nahi janti

Devraj or devta bhi –haa prabu koon hai ya Rankaal

(Rankaal ka baara main agli update main)till bye I hope u like it
 
Hellohoney

Well-Known Member
3,419
8,245
159

Fentastik update bhai akhir raj khul gaya lekin abhi pichle janam ka baki he waiting for next update
 
Top