UPDATE 1 Continue
Devraj-= koon
Narad-bagvan shiv ka ansh jiska dharti pr janam ho raha hai
Devraj –lekin narad ji isak andera sa kya lena dena
Narad – wo shiv ka ansh hai unka krodh sa utpun urja sa uska janam ho raha hai ab wo bura banga ya acha ya tu waqt hi batyaga
Devraj – tb tu us doundna padga
Narad- asi galat mat karna devraj indra pehla baat tu wo tumha doundna pr bhi miliga nhi or wo 18 saal sa pehla usko uski shkti ka ahsaas nhi hogi.
Back to the earth
Ek hospital main ek admai apna 6 saal ka beta ka sath icu ka bahar khada tha ki tabhi icu sa doctor bahar nikla or apni patni ka baar main pouchna laga
Doctor – mubraka ho Mr. vinod kapoor(ji haa ya hai apna hero ka father) apki patni na beta or beti ko janam diya hai tbi waha pr puri kapoor family pounch jati hai or sbi ek dusra ko badhai deta hai.
Bacha ka janam ka sath hi andhera khtam ho gya or raat main hi din jaisa ujala ho gya.
At asur lok
Asurraj kansa ka wo ki ek nya shakti ka ahsaas hua or pura asurlok main jashan manya jana laga.
Kansa-jashan mana raha tbhi asur guru prakat hua or usi agaah kiya ki jashan na manya
Kansa-kyu gurudev
Asur guru-abhi hm nhi janta ki wo asura ka hi saat dega or na hi tum usa dunda sakta hoo isliya asa na ho ki wo balak asura ka ant ka karan ban jiya isliya uska saal ka hota hi tumha ek shakti ka ahsaas dharti pr hoga or tumha khud usa marna dharti pr jana hoga…….