• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Prince the devil or hero

Should i start this story


  • Total voters
    86
  • Poll closed .

Prince aman

Active Member
813
926
94
Update 19
At great magician plante

Jaisa hi subah hua main or disha jagkar

Disha bhai ab ham kya kara

Main dekta hai kya karna hai ussa pehla muja or tumha dyana main jana hoga jab tak pratiyogta nahi hoti hama dyan awasat main rehna hogataki ham aapni soya hua shaktiya ko kam sa kam jaga saka

Disha..lekin bhai hum yaha apni shaktiya ko pryog tu kar nahi pa raha phir hum ya sab kaisa karenga

Main disha haum apni shaktiya ka use bhala hi nahi kar sakta par hum dyana sa apna urja ka apni body main hi dhyan karenga

Tabhi meri man ki awaz na boo sahi kaha apna bhai

Isi vich rajkumari ishika ko muja dekna ki iccha hua wo chupke sa kaid khana main aya mujse milna tabtak main or disha dhyan main leen ho gya tha isi karan unha wapas jana pada ….

Isiparkar kuch din gujar gya or ab chalta hai prati yogta maidan par yaha bahut sara yoda aya hua tha or samsat rajya ka logo waha mojood tha

Maina or disha na apna dyan toda..

Disha bhai aakhir wo samay aa hi gya ab main inko batyangi inhone hama kaid karka apni moot ko nimtran diya hai

Main- shant disha abhi hama pratiyogti jeetkar wo book hassil karni hai uska baad inko dekanga…

Kuch samay baad kuch sanika hame lekar waha groud ka pass la gya ab ham jaisa hi yaha pounch muja or disha ko apni power phir sa wapas pana ka ahasaas hua….

Or isi vich muja negative energy ka bhi pata chala main man main ya sab kiski energy hai…

Awaz bhai lagta hai aapka dushman bhi yaha aya hai isliya aapko iki energy feel ho rahi hai or ho na ho unko bhi aapki energy feel ho rahi hogi……..

Isi vich disha ko bhi is baat ka pata lag gya..

Disha – koi baat nahi bhai unko bhji deka lanaga

Maharaj magnato apna pariwar sahit apna mahal ka uperi hissa main singhsan par baita gya or prati yogta ko shru karna sa pehla bolo

Magnato – sabhi ka yaha ana par muja bahut khushi hai aj tak bahut sa logo na ek padav paar kar book ki duniya main gya hai par wo kabhi bhi us book sa wapas nahi aya isiliya ajtak is pratiyogta ko kabhi koi jitna main safal nahi ho piya ab dekta hai aap main sa koon safal hota jo bhi ya pratiyogta jeetga

Uska saath meri putri rajkumari ishika ka vivah bhi kiya jyaga

Sabhi taraf is souchna sa harsh or khusi ka mohala dekna ko mila raja na goshna karta hua kaha jo bhi is pritiyogta main hissa lena chata hai wo maidan main aa sakta hai bahut sa logo ismain hissa lena aya

Muja or disha koi azaad karka ground main bej diya gya

Disha aapka jitna par aap ussa vivah karanga

Main isbaar main jeet ka baad dekanga magar rajkumari hai bahut sunder

Disha mujsa bhi jayda

Main nahi tumsa jayda bhala koi sunder koi ho sakta hai

Disha hasne lagi or tabhi………… ……….

Disha ki nazar senpati par padi wo gussa sa bhai isa tu main maza chakaongi..

Main koi nahi tum hi is samblana par pehla pata tu laga kya hone wala hai

Tabhi 50 50 logo ka gp banana laga jinma dusra plante ka bhi rajkumara senpati or rajya ka hi kuch logo or magician plant ka senapati tha….

Jabki ham do bhai behan hi asa tha jo kisi ka bhi saath nahi tha
ab main kuch khas logo ka jikr yaha par karonga jo aaga aham bhumika niba sakta hai story main

In main pehla tha sword lok ka rajkumar Pramveer or unka kuch sathi…

Dusra tha gurad lok ka rajkumar Sujal jinka sath unki sena ka kuch logo tha

Or akhir main naaglok ka rajkumar Vikrma bhi apna senapati or kuch sanika ka sath wah moojod tha

Inmain Sujal shant sawab ka tha jabki Pramveer or Vikram gussa wala tha jabki dono bahut hi acha mitr bhi tha par wo rajkumar pram sa jalta bhi tha,……………..ab chalta hai maidaan par yaha partiyogta ho rahi hai…

At ground rajkumar sujal na ham apna sath ana ka liya kaha par maina or disha na mana kar diya ..

Phir pratiyogta aramb ki gyi….jismain pehla talvaarbaazi phair mal yodh or uska baad sabhi main group fight hua jisa hamna assani sa jeet liya sabki nazar muj par or dsiha par tha ham asani sa sabko hara raha tha……………

Saya urf shodow ya sab dekhkar myavi mohak ab hamra liya kya agya hai

Mohak tum yahi roo main kisi manav kinder jaakar inhi dekta hoo

Isi ka sath woe k manushy ka ander gusskar ,mujsa ladna laga main thoda samay ka liya achimabit ho gya tha ki ek mommali sa sanika itna taqtavar prahar kar raha hai

Mohak ab tu mera hath sa nahi bachaga,,……..

Main ya tu abhi pata chal jayaga or isi ka sath main ice sword sa us par hamla karna shru kar diya jabki dusri hand maion fire sword use karka us par hamla kar raha tha uski hallat bahut kharaab ho gyi thi jaisa hi wo thoda deela pada maina apni aag ki talwaar sa uska sar dadh sa alag kar diya iska sath admai ka sath mohak bhi mara gya

Ya sab door maidan main bith saya dekh raha tha tabhi ek saya bolo

S1 – ab hama kya karna chiya mohak tu mara gya

S2-hama ispar nazar rakta hai or s3 sa tum shodow world jakar king darco ko ya souchna do…..

ab baari thi magic round ki jis main hamra samna magician plante ka hi senapati durram sa tha

Disha ab wo mouka aa hi gya jab teri ant mera haath sa hoga….

Senpatika sath uska kuch sanika bhi thaw o bolo tuja or isa merakar main dika donga ki hamra rajya main bina agya ka ana wala ka saaath kya hota hai isa ka sath usna muj par aag ka gola fainka jisa disha na aga aakar rok diya or disha mujsa boli bhi isa main dekti hoo aap in saniko ko sambala

Main thik hai or isi ka sath main aag ki ek talwaar banker uska saniko ko gajar muli ki tarah katna laga jabki wo disha sa ladna laga

Disha na us par bijli ka gola fainka diya jissa wo bhuat door gira jb wo uta tu usna aag or mitti ka golo sa diha par hamla kiya

Disha na uska hamla aasani sa rok diya or us npar water magic sa usa barf ka banker apni aag ki taalwar sa uska sir kaat kar alag kar diya or isi ka sath ham jeet gya or sab senpati ki asi moot dekkar harian tha or raja magnato bhi disha chahti to usa jinda chod sakti thi par wo sabka man main hamra dar paida karna chahti thi

Isi vich jb ya sab ho raha tha tb rajkumari ki nazar muj par hi thi wo muja hi deka ja rahi thi…maina bhi ya baat notice kar li thi

Ab maidan main main disha or rajumar vikram, sujal, pramveer hi bacha tha..

Rajkumar vikram or pramveer ab ek hokar maidan main aa gya unka maqbala sujal sa tha maina vikram or paramveer ko ladta hua dekh tha isliya muja andaaz ho gya tha ki Sujal unka samna apni sena ka saath nahi kar piyaga isliya maina disha sa kaha ki hama rajkumar sujal ki maddad karni chiya

Disha – bhai hama ussa kya wo hamra dost to hai nahi or hum dono hi inha aasani sa hara danga……

Main bhala hi wo hamra dost nahi hai or hum inha asani sa hara sakta hai par uska alawa yaha hama kisi nab hi apna sath shamila hona ka liya nahi kaha tha is liya main uski maddad karna chahta hai nahi tu wo log usa mar denga

Disha jaisa aapko thik laga bhai

Main rajkumar sa ab jab ya dono sath aa hi gya hai tu kya main aapka sath aa sakta hoo

Rajkumart sujal awashy mitra……..

Tabhi vikram hama sujal ka sath dekhkar bolta hai aj tum dono tu maro ga hai par sath main tumhari sath joy a ladki hai isa main apni randi banakar rakonga ab wo itna hi bolo pia tha ki maina us par aag pani bijili mitti or hawa sa hamla kar diya wo issa sambal na piya or door jaakar behosh hokar gira disha na paramveer para aag or pani sa hamla karka usko gyal kar diya or 1 minute sa bhi kam time main hamne unha niche gira diya dono behosh ho gya tha main vikram ko jaan sa hi maar dena chahta tha par wo mera pehla hamla sa hi behosh ho gya rajkumar sujal hama aankha fadakar dekh raha tha……

(Ek baat main aapko batana chahta hoo yaha abhi tak koi nahi janta ki disha meri behan hai or na hi maina ya kisi koi abhi batya hai)

Is padaav ko jitna ka saath wo book khul gyi or main disha sujal or uska kuch sanika book ka ander ek mayavi jangal main aa gya

(ab is mayavi jangal main kya hona wala hai or kaisa main wo book hassil karonga uska liya padta raha prince the devil………..or aapna suggestion bhi bejta raha kal update nahi da piya uska liya maafi chahta hooo next update kal )
 
Top