• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Priyaarush_A Love Story_Romantically Erotica

Sirajali

Active Member
1,881
4,825
144
UPDATE 30



Agle kuch din aise hi beet jaate hain……ek din Priya ko Ankur ka call aata hai…….Ankur uska haal chaal puchhne ke baad kehta hai……..



Ankur – suno…..ho sakta hai aaj shaam ko Sonia ka dost Parshant ghar aaye……



Priya – aap use mana kar do……..keh do ghar par koi nahi hai…….



Ankur – lekin main Sonia ko haan keh chuka hoon……..usne kaha the ke use ek raat ke liye rukna hai bas…….subah hote hi chala jaayega……..isliye maine haan kar diya……



Priya – aapko mujhse puchhna to chaahiye tha haan karne se pehle…….



Ankur (rudely) – isme tumse kya puchhna hai…..mera ghar hai main decide karunga ke kaun aayega aur kaun nahi…….samjhi tum…….



Priya – lekin aap meri baat samjhiye to sahi……



Ankur – mujhe kuch nahi sunana……woh aayega to uska khyaal rakhna…….



Priya (gusse se) – hmmmmm……



Yeh kehkar Priya gusse se phone kaat deti hai………Priya ko samjh nahi aata ke kya kare……woh thoda ghabra jaati hai…….din mein usko Aarush ka call aata hai roj ki tarah………to woh usse baatein karne lagti hai……..lekin Aarush ko kuch gadbad lagta hai uske baat karne ke andaaj se isliye woh puchh leta hai…….



Aarush – kya hua Jaan……aap disturb lag rahe ho……koi problem hai kya……



Priya – nahi to……aisa to kuch nahi hai……tumhe aise hi laga hoga…….





Aarush – hey my love……bataayiye na kya baat hai…….roj to jab main aapse baat karta hoon to aap kaafi khushi se baat karte ho…….lekin aaj aap udaas lag rahe ho aawaaz se……



Priya – aisa kuch nahi hai Mere Aarush……. (thoda gusse se kehti hai)



Aarush – main jaanta hoon aapko koi baat pareshaan kar rahi hai……isliye aap sahi se baat nahi kar rahe ho…….upar se gussa bhi kar rahe ho jabki aap kabhi gussa nahi karte ho kisipar bhi……..ab bata bhi do na jaan kya problem hai……..



Priya – sorry Jaanu…..tumpar gussa karne ke liye…….tum sahi keh rahe ho main bahut pareshaan hoon abhi…….



Aarush – kya hua……..



Priya usko sab bata deti hai jo uski baat Ankur se hui us baare mein……..Aarush uski baat sunkar kuch sochta hai aur hansta hai……..



Priya – main yahaan pareshaan ho rahi hoon aur tumhe hansi soojh rahi hai……..



Aarush – hansu nahi to aur kya karoon jaan……..itni si baat ke liye itne pareshaan ho rahe ho……….



Priya – itni si baat…….tum jaante nahi ho use…..bahut hi ghatiya insaan hai…….party mein bhi badtamiji kar raha tha mere saath……us din to tumhaare friends ne bacha liya……aaj kya karungi main……..



Aarush – kab aa rahe hain Prashant Ji…….



Priya – aaj shaam ko yehi koi 8-9 baje ke beech…….



Aarush – chalo achha hai……aapko bhi company mil jaayegi…….unka swaagat achhe se kariyega smile ke saath…….



Priya – tumhaara dimaag to kharaab nahi ho gaya hai na…….kya bole jaa rahe ho……main aur oos neech insaan ka swaagat karungi……..my foot……..

Aarush (hanste hue) – ek to aap gussa bahut karte ho baat - baat par………aapko yeh bhi nahi pata lagta ke gusse mein aap aur bhi jyada hot aur sexy lagte ho mujhe…….kitni baar to kaha hai aapko……..aap samjhti hi nahin………kaash is waqt main wahaan hota to aapko apni baahon mein bharkar khoob pyaar karta……….




Aarush ki yeh baat sunkar Priya muskuraati hai……..



Priya – tumhe is situation mein bhi romance soojh raha hai……paagal kahin ke……



Aarush – woh to main hoon aapke pyaar mein paagal………I Love You My Love Jaan……aur aap chinta mat kijiye……kuch nahi hoga……..aap meri baat dhyaan se suniye……..



Phir Aarush Priya ko kuch samjhaata hai……..uski baat sunkar Priya ko thoda relief milta hai……



Priya – are you sure…….koi problem nahi hogi……..



Aarush – sirf itni ho sakti hai ke aapke pati aapko daant dein…….bas isse jyada kuch nahi hoga…….



Priya – woh koi baat nahi……..hamesha to daante rehte hain……..



Priya kuch der Aarush se baat karne ke baad phone rakh deti hai……..Aarush se baat karke uska mann shaant ho chuka tha…….woh shaam ka intejaar karne lagti hai……..



Raat ko 8:30 baje ke kareeb Priya ke ghar ki ghanti bajti hai……woh thoda tension mein aa jaati hai aur jaakar gate kholti hai......saamne Prashant khada muskura raha hota hai……



Prashant – hello Priya…….how are you…….



Priya – I am good……come inside pls…….



Prashant ander aa jaata hai…….uske haath mein ek bag hota hai………



Priya – aap yahaan bathiye…….main abhi aapke liye paani lekar aati hoon…….



Prashant – sirf paani……..whisky bagaira nahi milegi kya…….



Priya –nahi……mere yahaan sirf paani hi milega…….



Yeh kehkar Priya kitchen mein chali jaati hai……….phir paani pilaakar kitchen mein jaane lagti hai to Prashant kehta hai……..



Prashant – Priya baitho to sahi…….kahaan ja rahi ho…….



Priya – main dinner ready karne jaa rahi hoon…..aap baithiye…….



Prashant – lekin mujhe company kaun dega…..main to akele bore ho jaunga……aao kuch der to baitho na mere paas……..main itni door se tumse milne aaya hoon aur tum ho ke jaa rahi ho……



Priya – maine aapko nahi bulaya tha…….



Prashant – tum gussa lag rahi ho……..us din party ke liye sorry yaar……galti ho gayi mujhse……



Priya kuch nahi kehti aur tv on karke kehti hai……



Priya – aap baithkar tv dekhiye…….bor nahi honge…….main tab tak dinner ready kar leti hoon……..



Prashant – itni bhi kya jaldi hai……kuch der to baitho yahaan……..



Priya – sorry…….mujhe jaldi khaana khaakar sone ki aadat hai…….



Yeh kehkar Priya kitchen mein chali jaati hai aur khana ready karne lagti hai………kuch der baad Prashant bhi kitchen ki taraf chal deta hai aur Priya ke paas jaakar khada ho jaata hai…….



Prashant – yeh kya hai Priya…….tum mujhse baat kyun nahi kar rahi ho……main tumhe pasand karta hoon……



Priya – aisi ulti sidhi baatein mat mujhse mat kijiye………pls aap jaayiye yahaan se…….aap mujhe disturb kar rahe hain……..



Priya ki baat sunkar Prashant baahar jaakar hall mein baith jaata aur apne lund par haath pherte hue sochta hai…….



“Koi baat nahi Priya……kuch der baad hi sahi…….tum meri baahon mein hogi……. main aaj tumhaare is kaatil jism ka majaa jarur lunga…….woh bhi poori raat…….. subah tak tujhe maine apni randi na banaaya to kehna”



Priya khana ready karke Prashant ko de deti hai…….khana khaate hue………



Prashant – tum bahut tasty khaana banaati ho……dil kar raha hai ke tumhaare haath choom loon……..



Priya (gusse se) – mind your language Mr. Prashant…….



Prashant – isme gussa karne wali kya baat hai…..main to tumhaari taareef hi kar raha hoon…….



Priya – mujhe aisi ghatiya tareef pasand nahi hai……



Prashant phir kuch nahi kehta aur chupchaap khaana kha leta hai…….Priya phir kitchen mein chali jaati hai…..kitchen se free hokar Priya apne room mein jaate hue kehti hai……



Priya – main sone jaa rahi hoon……aap saamne waale room mein sone chale jaayiyega……..



Tabhi Prashant uthkar Priya ka haath pakadkar kehta hai……



Prashant – kya yaar Priya……suno to sahi…..kuch der to baitho mere saath……



Priya – leave me Mr. Prashant…….yeh aap kya kar rahe hain……….mujhe neend aa rahi hai……mujhe sona hai………



Prashant – to phir aaj mere saath so jao……..main jaanta hoon tum aajkal akeli ho aur ghar par koi nahi hai……yeh baat mere aur tumhaare beech mein hi rahegi…….trust me…….mujhe tumhara jism bahut pasand hai……





Priya – pls chhod do……nahi to achha nahi hoga tumhaare liye…….



Prashant – us din to woh inspector aa gaya tha beech mein……lekin main jaanta hoon aaj tumhe bachaane yahaan koi nahi aayega……..pyar se maan jao yaar…….apni is kaatil jawaani par taras khao Priya……..



Yeh kehte hue woh Priya ki gardan par kiss karne ki koshish karne lagta hai jabardasti…….dusri taraf Priya apni poori taakat lagaakar khud ko usse bachaane ki koshish karne lagti hai………lekin tabhi door bell bajti hai……Door bell ki aawaaz sunkar Prashant jaise hi pakad thodi dheeli karta hai……. Priya use dhakka dekar khud se alag karti hai aur jaldi se jaakar gate khol deti hai…….saamne Aarush khada tha…….woh Priya ki aankhon mein aansoo dekhkar hairaan reh jaata hai…….tabhi pichhe se Prashant aakar gusse se kehta hai…….



Prashant – tum kaun ho…..aur is waqt yahaan par kya karne aaye ho……



Aarush ek baar Priya ki haalat dekhta hai……usko gussa to bahut aata hai lekin khud ko control karke Priya ki taraf dekhkar kehta hai…….



Aarush – maam aap theek to hain……..koi problem to nahi hai………aap ro kyun rahi hain…….



Prashant – tum apne kaam se kaam rakho bachche…………..yeh hamara aapsi mamla hai…….



Aarush – main aapse baat nahi kar raha hoon sir……..



Prashant – ae ladke……tameej se baat kar samjha…….



Aarush ek baar Prashant ko dhyaan se dekhta hai phir use chhodkar Priya ki taraf dekhkar usse kehta hai……..



Aarush - maam……aapne yeh milk, bread aur butter mangwaya tha…….sorry thoda late ho gaya…….main jara baahar tha doston ke saath to bhool gaya tha……phir socha jab khaana khaane aaunga tab le aaunga yeh sab…….aapko to subah chaahiye hoga na…….



Priya – thanks…….(Aarush ko saamne dekhkar khud ko sambhaalte hue kehti hai)



Aarush apni baat kehte hue ghar ke andar aa jaata hai…….Prashant ko bahut gussa aata hai……



Prashant – tumhaari himmat kaise hui ghar mein ghusne ki……..jao tum yahaan se…….hamein kuch jaruri kaam hai…….



Priya – Mr. Prashant aap aise kaise baat kar sakte hain isse………waise bhi yeh mera ghar hai……aapka nahi……..isliye apni limit mein rahiye……samjhe aap……..



Aarush (muskuraate hue) – maam……..mujhe bahut bhookh lagi hai……khaana milega kya……amma ne bola tha ke aapke yahaan kha loon aaj ka dinner…….aapko to pata hi hai aaj mere ghar par koi nahi hai........



Priya (muskuraakar) – haan…..mujhe pata hai……amma ne mujhe bata diya tha……



Tabhi Prashant jeb se paise nikaalkar Aarush ki taraf phenkte hue kehta hai……..



Prashant –ae ladke…..yeh paise utha aur jaa yahaan se…….baahar kha lena kuch……tu hum dono ko disturb kar raha hai……..



Priya – nahi……tum baitho…….main abhi khaana lekar aati hoon…….




Aarush – theek hai maam……..main khaana khaakar hi jaunga……waise bhi main baahar ka khaana nahi khaata uncle………



Priya ke Aarush ko rokne par Prashant ko gussa aa jaata hai……..Prashant agay badkar Priya ka haath pakadkar apni taraf khinchta hai aur uski kamar se pakadkar kehta hai…….



Prashant (dhire se) – is ladke ko jaane ko bolo Priya…….yeh hum dono ko disturb kar raha hai……..nahi to problem ho jaayegi Ankur ke liye……samjho baat ko…….



Aarush ko yeh dekhkar bahut gussa aata hai……woh jaise hi chair se uthta hai…….usse pehle hi Priya gusse mein ek jordar chaanta Prashant ke gaal par maar deti hai…….


slap-bitch-slap

Yeh dekhkar Aarush apni jagah par ruk jaata hai…….




Priya (gusse se) – tumhaari himmat kaise hui mujhe chhune ki……tumhe ek baar kaha hua samjh nahi aata kya………tumhe jab ek baar keh diya ke main aisi waisi ladki nahi hoon……..phir bhi tumhaari samjh mein yeh baat nahi aati……dafa ho jao yahaan se……..aaj ke baad apni shakal mat dikhaana mujhe……..



Yeh kehte hue woh gusse mein uska bag uthaakar gate se baahar fenk deti hai……..Prashant ko bahut gussa aata hai………woh ek baar Aarush ki taraf dekhta hai phir apne gaal sehlaate hue Priya se kehta hai……



Prashant – yeh thappad tumhe bahut mehenga padega Priya……..hum phir milenge……. is baar to tumhe is bachche ne bacha liya lekin agli baar tumhe mujhse koi nahi bacha paayega……..jo main chaahta hoon woh main haasil karke rehta hoon…….Ankur ka career main barbaad kar dunga………aur saath mein tumhaari jindagi bhi……….



Yeh kehte hue woh wahaan se gusse mein nikal jaata hai………Priya phir rote rote gate band karti hai……aur doudkar Aarush ke gale lag jaati hai……..Aarush use apni baahon mein bhar leta hai aur uske sir par haath pherte hue kehta hai……..


hugging-hug

Aarush – kya hua Jaan…….aap ro kyun rahe ho………




Priya – tumne dekha nahi kaise badtmiji kar raha tha woh mere saath tumhaare saamne……tumhaare aane se pehle bhi woh mere saath jabardasti karne ki koshish kar raha tha………..agar tum aane mein aur late hote to main apni jaan de deti……….



Aarush usko lekar sofe par baith jaata hai aur uska chehra apne dono haathon mein pakadkar upar uthaakar usse kehta hai……..



Aarush – aaj aapne jaan dene ki baat kahi hai……aaj ke baad kabhi mat kijiyega…….haalat kaise bhi hon……..kitne bhi bure hon…….aap jaan dene ke baare mein kabhi mat sochiyega………yeh yaad rakhiyega agar aapko kuch hua to main bhi jinda nahi rahunga……..aap ho to main hoon…….aap nahi to main bhi nahi……..sach keh raha hoon main…….aapko pata hai main majaak nahi karta aisi baaton mein……….



Priya uski baat sunkar uske munh par apna haath rakh deti hai aur hairaani se rote hue usse puchhti hai………



Priya – itna pyar kyun karte ho mujhse……kyun…….aisa kya hai mujh mein…….jo tum apni keemati jaan mere liye dene ko hamesha teyaar rehte ho……main is laayak to nahi…….



Aarush apne munh se uska haath hataata hai……..aur sofe se utar kar uske pairon mein ghutno ke bal baithkar……uska haath apne haathon mein lekar kehta hai……..



Aarush (Priya ki aankhon mein dekhte hue) – aap kis laayak hain aapko bhi nahi pata hai My Love Jaan……….main aapse kyun itna pyar karta hoon…….is baat ko main aapko ya kisiko bhi sabdon mein nahi samjha paunga………..aap meri aatma ka hissa ho………bas itna samjh lijiye aap……..



Uski baat sunkar Priya usko hairaani se dekhne lagti hai…… tabhi Aarush phir se kehta hai……



Aarush - waise aapne achha sabak sikhaaya use aaj…….darr to nahi laga aapko…….



Priya – laga tha lekin itna bhi nahi ke main apni ijjat ki raksha ke liye kuch na karoon…….mere liye meri ijjat se badkar kuch nahi hai…….jyada se jyada kya ho jaata…….shayad main khud ko usse bacha nahi paati……lekin yeh bhi sach hai ke agar aisa kuch hota to main apni jaan de deti………. (Priya saath mein roye jaa rahi thi)



Aarush use apni baahon mein kaskar jakad leta hai…….aur kehta hai….



Aarush – aisa kuch nahi hoga jaan……aap bekaar mein chinta karti hain……



Priya (rote hue) – tumne dekha nahi usne kya kaha jaate hue…….kaise dhamki de kar gaya hai woh…….



Aarush – suna maine…….aap chinta mat kijiye…….main hoon aapke saath hamesha meri jaaneman……… ab rona band kijiye……



Priya khud ko sambhaalte hue…….



Priya (muskuraakar) – kyun……kya main roti hui tumhe hot aur sexy nahi lagti hoon…….



Aarush – agar aansoo khushi ke hon to haan………..nahin to nahi………..



Uski baat sunkar Priya muskuraate hue uske honthon par apne honth rakh deti hai aur uske honthon ko chuste hue…….. use khinchkar sofe par baithaakar uske gale se lag jaati hai ……….


Jab-We-Met

Aarush bhi usko apni baahon mein bhar leta hai aur sofe par usko apne upar lekar late jaata hai………….kuch der tak Priya uske hontho chusti rehti hai pyar se……..


love-hot

Lekin aaj Aarush uske honthon ko nahi chusta bas Priya ko apne honth chusne deta hai……..kuch der baad jab Priya apni honthon ko uske honthon se hataati hai to Aarush kehta hai…….




Aarush – Jaan……ab aap room mein chalkar so jaayiye…….



Yeh kehte hue woh Priya ko apni baahon mein uthaakar room mein le jaata hai aur usko bed par leta deta hai……..Priya usko kuch nahi kehti bas uski aankhon mein dekhti rehti hai chupchaap…….Aarush ki aankhon mein use apne liye sirf pyar aur care najar aati hai……Aarush bhi usko dekhkar bas muskuraata rehta hai aur uske maathe par halka halka haath pherta rehta hai jaise insaan chhotte bachche ke maathe par haath pherta hai sulaane ke liye……..kuch der baad Priya ko neend aa jaati hai………Priya ke sone ke baad Aarush baahar aakar sofe par late jaata hai aur Prashant ke baare mein aur uski kahi hui baaton ke baare mein sochne lagta hai…….kaafi sochne ke baad woh kuch faisle karta hai aur so jaata hai……..
Komalkh ji.... jab aap kaam se free ho jayen .. to updat dene ki koshish karein..... dhannywaad
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

parkas

Well-Known Member
28,446
62,758
303
komalkh ji next update kab tak aayega?
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

park

Well-Known Member
11,778
14,030
228
waiting for the next update...
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

parkas

Well-Known Member
28,446
62,758
303
:congrats: For completed 1lk views on your story thread.....
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

dhparikh

Well-Known Member
10,544
12,175
228
:congrats: For completed 1lk views on your story thread..
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

park

Well-Known Member
11,778
14,030
228
:congrats: For completed 1lk views on your story thread...
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )
Top