• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Priyaarush_A Love Story_Romantically Erotica

10,276
43,157
258
Badhiya update
 
Last edited:
10,276
43,157
258
Bahut badhiya mauka hai Priyambada ke liye....Arush se kah kar ek jamalghota mangaye aur khane me mila kar Ankur ko khila de....jab har 20 second me toilet jana shuru kare tab dono Premi us ke maujudgi me hi apna pahla sexual experience prapt karne. :D

Ankur yahi deserve karta hai. Jab wo khud apne patni ko apne dost ke haathon sopna chahta hai to kyon n uski wo ichha sahi kar diya jay.
Haa , dost ki jagah Aarush le lega.

By the way update was really outstanding.
And Amazing.
 
komalkh

Member
168
1,484
139

thanks for liking Sanju Ji.........
 
komalkh

Member
168
1,484
139
UPDATE 50

Agli subah Priya apne time par uthati hai aur jogging ke liye nikal jaati hai kyunki use pata tha ke Ankur 8 baje se pehle nahi uthega aur tab tak to woh waapis aa jaayegi………..Priya 7:30 baje waapis aa jaati hai…...waapis aakar woh breakfast ready karti hai aur nahaakar teyaar ho jaati hai…….Ankur bhi apne time par uthkar nahaane ke baad breakfast kar leta hai……….aur phir teyaar hokar office ke liye nikal jaata hai……uske jaate hi Priya bhi teyaar hoti hai aur apni training ke liye nikal jaati hai……apni training se waapis aate hue woh market jaati hai aur kuch jaruri samaan lekar ghar aa jaati hai………. ghar aakar woh kuch der aaraam karti hai…..shaam ko Ankur waapis aakar tv dekhne lagta hai…….Priya bhi dinner ready karke apne room mein chali jaati hai………woh Ankur se jyada baat nahi karna chaahti thi abhi…….raat ko jab dono dinner karne baithte hain to Ankur usse puchhta hai………

Ankur – tum theek to ho na……

Priya – haan main theek hoon kyun……

Ankur – agar koi problem ho to batana…….mujhe tumhaari bahut fikr hoti hai jab main baahar hota hoon to……..

Priya uski baat sunkar uski taraf dekhti hai aur muskuraakar kehti hai……

Priya – tumhe meri fikr ho rahi hai…..aisa kya hoga…….tumhaari tabiyat kharaab lag rahi hai mujhe yeh sunkar…….

Ankur uski baat sunkar apne gusse ko control karke kehta hai…….

Ankur – kya majaak kar rahi ho…….mujhe tumhari fikr kyun nahi hogi……patni ho tum meri……

Priya – pehle kabhi tumne aisa kuch puchha nahi na isliye maine kaha……

Ankur chup ho jaata hai……..Priya jaanti thi ke woh usse aisa baat kyun kar raha hai…….phir dono khana kha lete hain…….khaana khaane ke baad Priya kitchen mein jaakar apna kaam khatam karke jab waapis apne room mein jaane lagti hai to Ankur kehta hai……

Ankur – kahaan jaa rahi ho……aao baitho…..mujhe tumse kuch baat karni hai……..

Uski baat sunkar Priya jaakar single sofe par baith jaati hai………

Priya – haan kaho……kya baat hai……

Ankur – tumse maine kuch kaha tha…….kya socha us baare mein…..

Priya – kis baare mein…......

Ankur – wohi Prashant ke baare mein…….

Priya – uske baare mein maine kya sochna hai…….

Ankur – tumhe pata hai use tumhaare haath ka khana bahut pasand aaya tha…….bahut taareef kar raha tha tumhaari woh……… (muskuraate hue kehta hai)

Priya – achha……use thanks keh dena meri taraf se iske liye……. (muskuraate hue jawaab deti hai aur uthkar jaane lagti hai)

Ankur – yaar usse ek baar milkar baat to kar lo……. hamaari jindagi ban jaayegi……. maan jaao na…….

Priya – kya maan jaun…….mujhe kuch samjh nahi aa raha hai…….tum saaf saaf bolo kya kehna chaahte ho……..

Ankur – tum saaf saaf hi sunana chaahti ho to suno……..woh tumhaare saath waqt bitaana chaahta hai……..

Priya – mere saath……woh kyun……. apni family ke saath bitaaye waqt………… matlab main samjhi nahi………

Ankur – matlab yeh ke woh tumhaare saath sona chaahta hai…….he wants to make physical relations with you……

Priya – tum yeh kya keh rahe ho…….main tumhaari patni hoon……tum mujhse aise kaise baat kar sakte ho……..

Ankur – wohi to main keh raha hoon…….jab mujhe koi problem nahi hai to tumhe kyun hai…….waise bhi mujhe isme koi burai nahi lagti…….

Priya – kya tumhe isme koi burai nahi lagti…..

Ankur – haan koi burai nahi lagti…….tum usse mil lo…….woh tumhaare saath sone ke badle mein apni company mein mujhe partner banaane ko teyaar hai…….isme koi nuksaan nahi hai balki sirf fayda hi fayda hai hamaara……..raani ban kar rahogi saari umar…….socho is baare mein……….

Priya – fayda hai……kya keh rahe ho tum…….

Ankur – meri baat thande dimaag se suno aur samjho……..main yeh keh raha hoon ke abhi tum uske saath kuch raatein gujaar lo aur use khush kar do……agar tum uske saath so jaogi to kaun sa pahaad toot padega……. woh khush hokar mujhe apni company mein partner bana lega aur baad mein jab kabhi kabhi woh kahe to usko khush kar diya karo……..woh bhi khush aur hum bhi………agar tumne use khush kar diya to hum dono ki jindagi ban jaayegi…….itni si baat tumhaari samjh mein kyun nahi aa rahi hai……

Priya – tumhe pata bhi hai ke tum kya keh rahe ho……..apni hi patni ko apne boss ke saath sone ko keh rahe ho tum……….

Ankur – haan to…….yaar isme kya problem hai…….life mein agay badne ke liye bahut se compromise karne padte hain…….aur log bhi to aisa karte hain…….main tumhara pati hoon jab mujhe koi problem nahi hai to tumhe kis baat ki chinta hai……

Priya kuch nahi kehti chup rehti hai…….usko chup dekhkar Ankur phirse kehta hai……

Ankur – agar tumhe yeh chinta hai ke kisiko pata lag jaayega to main tumhe vishwaas dilaata hoon ke is baare mein kisiko kuch bhi pata nahi chalega……….

Uski baat sunkar Priya ki aankhon se aansoo behne lagte hain is baar…….woh rote hue kehti hai……..

Priya – lekin tum aise kaise kar sakte ho apni patni ke saath……..tumhe mere aansuon se bhi koi fark nahi padta kya………..

Ankur – mujhe to yeh samjh nahi aa raha hai ke tum ro hi kyun rahi ho…....isme rone waali kya baat hai…….tumhe to balki khush hona chaahiye ke tumhara pati itna open minded hai ke tumhe dusre mard ke saath dekhkar bhi accept kar raha hai…….

Priya – lekin……mere pariwaar ko pata lagega to…….

Ankur – arre main keh raha hoon na kisiko kuch pata nahi lagega……yeh baat hum teeno ke beech mein hi rahegi……….

Priya uski baat sunkar kuch nahi kehti aur apne room mein jaane lagti hai…….yeh dekhkar Ankur kehta hai…….

Ankur – maan jao Priyambada………main pati hoon tumhara….mera haq banta hai tumpar……..tumhe apne pati ki baat ko kaise taal sakti ho…….apne pati ki baat manana farz hai tumhaara………

Priya – sach mein tum mujhse yeh chaahte ho……tumhe koi guilty nahi hai jo tum keh rahe ho use lekar……….

Ankur –isme guilty jaisi kya baat hai…….Prashant ek businessman hai aur usne ek deal hamein di hai……..jo agar tum maan leti ho to hum karodon mein khelenge……..isliye keh raha hoon tum maan jao na please……main tumpar kabhi gussa nahi karunga agar tum meri yeh baat maan leti ho to…….tum khubsurat ho yeh mujhe pata tha lekin itni khubsurat ho ke kisiko bhi paagal kar sakti ho apni khubsurati se……. yeh to mujhe tab pata chala jab Prashant ne tumhe lekar partnership ki yeh shaandaar deal rakhi mere samne……… tumhe vishwaas nahi karogi jab se usne tumhe dekha tumhe lekar woh paagal ho gaya hai…….. mara jaa raha hai tumhaare saath sone ko……. (besharm bankar keh deta hai)

Priya rote hue uski baat sun rahi thi………uski baat sunkar ek baar phirse woh uski aankhon mein dekhkar puchhti hai………

Priya – kya tum sach mein yeh karwaana chaahte ho mujhse…….

Ankur – baar baar kyun puchh rahi ho tum……keh to diya haan main yeh chaahta hoon…….

Uski baat sunkar rote hue Priya majboor hokar kehti hai……..

Priya – theek hai phir agar tum yehi chaahte ho to…….

Ankur khush hote hue………

Ankur – matlab……kya sach mein tum teyaar ho…….

Priya – haan (rote hue)

Ankur – thanks so much yaar…….tumhe nahi pata tumne mujhe kitni khushi di hai……

Yeh kehkar woh khushi mein use apni baahon mein bhar leta hai…….lekin Priya koi reaction nahi deti is par bas uski aankhon se aansoo behte rehte hain……..

Ankur – tum ro kyun rahi ho…..ab rone ke nahi khush hone ke din hain……tum use achhe se khush karna……koi kami nahi rehni chaahiye……. agar tum use khush kar dogi to woh mujhe apni company mein partner bana lega……..socho kitna bada achievement hoga yeh mere liye……..

Priya uski baat sunkar kehti hai……..

Priya – kab bula rahe ho usse……

Ankur – jab tum kaho……tum batao kab bulaon…….aisa karo tum hi bula lena use phone karke……use bhi achha lagega……. (khush hote hue kehta hai)

Priya uski baat sunti hai aur bina koi jawaab diye apne room mein chali jaati hai…….apne room mein jaakar woh ander se lock karti hai aur bed par baithkar rone lagti hai……kuch der baad woh khud ko sambhaalti hai aur apne pati ki kahi baaton ke baare mein sochne lagti hai….

“Ankur keh to theek hi raha hai……uski baat maanane mein buraayi hi kya hai…….main uski baat maan leti hoon……usne sahi to kaha…..main uski patni hoon to mera bhi farz hai uski baat manana………lekin is baare mein Aarush ko kuch bhi batana theek nahi rahega…….use bura lagega…… baad mein samjha dungi use, ke maine yeh kyun kiya…….I hope woh mujhe samjhega…….”

Yeh sochte hue woh neend ke aagosh mein chali jaati hoon………
 
Abhi32

Well-Known Member
8,023
12,408
188

Nice update
 
xandercage

New Member
6
10
3

Ye story kis track par jaa rahi hai komalkh ji. Priya aisa kaise kar sakti hai, woh apne naalayak pati ke liye Aarush ke pyaar ke saath dhokha kaise kar sakti hai. Usne ye soch bhi kaise liya
 
Last edited:

parkas

Well-Known Member
28,476
62,805
303

Bahut hi shaandar update diya hai komalkh ji....
Nice and beautiful update.....
 
Top