UPDATE 53
Building se baahar aakar Priya ghadi mein time dekhkar khud se kehti hai…..
Priya – ohh…..11 baj gaye…….
Phir woh kuch der khadi hokar sochti rehti hai ke ab itni raat ko kahaan jaaye……..phir woh kuch der sochkar woh apna phone nikaalti hai aur ek number dial karti hai…….kuch hi der mein call pick hoti hai aur saamne se ek ladki ki aawaaz aati hai…….
Ladki – hi Priya……kaisi ho tum……itni raat ko call kiya……… sab theek to hai……….
Priya – haan yaar sab theek hai…….kya main aaj ki raat tumhaare ghar par ruk sakti hoon…….
Ladki – tu ekdum paagal hai……. kya puchh rahi hai tu…….main tujhe mana karungi kya kabhi……. bata kahaan hai tu main abhi lene aati hoon tujhe……….
Tabhi Priya ko kuch dhyaan aata hai……woh hichkate hue us ladki se puchhti hai………
Priya – tere ghar mein koi problem to nahi hogi mere aane se……mujhe bas aaj ek raat rukna hai……kal main apna intezaam khud kar lungi……….dekh main nahi chaahti ke meri wajah se tu problem mein pade…….
Ladki – tu itn mat soch……. koi problem nahi hogi……tu ruk main abhi aati hoon…… bata kahaan hai tu………
Priya - lene aane ki jarurat nahi hai…….tu address bhej de……… main taxi karke pahunch jaaungi kuch der mein……
Ladki – are you sure………tu akele aa jaayegi…….raat bahut ho chuki hai tujhe dar to nahi lagega………nahi to maine lene aati hoon na………
Priya – haan yaar……tum chinta mat karo…….main aa jaungi…….tu bas address bhej………
Ladki – theek hai……..abhi bhejti hoon……….
Ek minute ke ander Priya ke phone par ek message aata hai jisme us ladki ka address likha tha…….phir Priya ek taxi karti hai aur us address ki taraf chal deti hai…….taxi driver gaadi chalaate hue baar baar Priya ko dekh raha tha rear view mirror se………..Priya bhi yeh notice kar rahi thi kaafi der se lekin use aaj darr nahi lag raha tha……..kuch hi der mein woh us ladki ke ghar pahunch jaati hai jise usne phone kiya tha……uske ghar pahunchkar woh hichkichaate hue door bell bajaati hai……kuch hi seconds mein gate khulta hai……saamne wohi ladki khadi thi jise Priya ne phone kiya tha…….woh ladki Priya ko dekhkar khushi se uchhal padti hai aur jaldi se agay badkar use jor se gale laga leti hai………Priya uska aisa response dekhkar ekdum se chounk jaati hai……woh ladki kehti hai……..
Ladki – meri jaan…….kitne dino baad mili hai tu………chhuttiyon mein bhi nahi aa sakti thi mujhse milne………itni busy thi tu………. (Priya ke gaal par kiss karte hue kehti hai)
Priya – bas time hi nahi mila…… nahi to jarur aati………
Yeh Priya ki bahut hi achhi dost thi isliye Priya ne ise phone milaya tha itni raat ko……… Phir woh ladki usse alag hoti hai aur uska saamaan uthaakar use ghar ke ander le aati hai………idhar udhar dekhte hue Priya dhire se usse kehti hai……….
Priya (dhire se) – tujhe sach mein koi problem nahi hogi na mere yahaan rukne se……
Ladki – nahi hogi yaar……..tu itna kyun sochti hai……..waise bhi ghar par koi nahi hai…….bas ab khush……….ab to teri chinta dur ho gai hogi mujhe lekar………paagal…….
Priya – ghar mein koi nahi hai matlab………..
Ladki – sab ghar waale shaadi mein dusre shehar gaye hain…….do teen din baad aayenge…… tu baith main tere liye paani laati hoon……… (yeh kehkar woh ladki palat kar kitchen ki taraf jaane lagti hai)
Priya yeh sunkar thoda relax hoti hai aur agay badkar picche se us ladki ko apni baahon mein bharte hue puchhti hai……….
Priya – ohh achha……aur kaisi hai tu………. ghar mein sab kaise hain………
Priya ke aisa karne par woh ladki chounkte hue……….
Ladki – sab theek hai………lekin tu yeh kya kar rahi hai……yeh pata lagte hi ke ghar par koi nahi hai………mujhpar bada pyar aa raha hai……tere iraade to nek hain na…….. tu to aisi nahi thi…….kya baat hai kuch mahino mein itna kaise badal gayi tu……..
Priya – kaisi baatien kar rahi ho tum…….kya main tumhe gale bhi nahi laga sakti…….
Ladki – gale lagaane ki kya baat hai…….tu to mere saath jo chaahe kar sakti hai……. main tujhe rokungi nahi……chal shuru ho ja……..(palatkar aankh maarte hue kehti hai)
Priya uski baat sunkar sharma jaati hai……..woh sharmaate hue kehti hai…….
Priya – tu kabhi nahi badlegi na…… hamesha aisi ulti sidhi baatien karti rehti hai…….
Ladki – main kya karoon…….tu hai hi itni khubsurat ke tujhe dekhkar kabhi kabhi mera dil be-imaan hone lagta hai………ha……ha……ha…….. (hanste hue kehti hai)
Priya – tu ab chup karegi ya nahi…….
Ladki – ha….ha……ha…..chal tu baith main tere liye paani lekar aati hoon…….
Phir woh ladki kitchen se paani laakar Priya ko deti hai aur Priya paani peekar glass table par rakh deti hai…….woh ladki kehti hai………
Ladki - achha hansi majaak bahut hua…….ab seriously yeh bata ke kya baat hai……sab theek to hai na…….tu itni raat ko yahaan kaise…….aur jhooth to bolna mat mujhse……
Priya – main is baare mein abhi baat nahi karna chaahti…….baad mein bata dungi tumhe……
Ladki – theek hai…….main tujhe force nahi karungi……lekin haan koi bhi problem ho bina jhijak mujhe bata dena…….
Priya (muskuraate hue) – hmmmmmm…….achha yeh bata tu kaisi hai…….ghar mein sab theek to hai na…….
Ladki – chhod na in baaton ko…….haan abhi tak to sab theek hai……. tu chinta mat kar…….koi aisi problem hogi to tujhe jarur bataongi……..
Priya – theek hai…….main teri baat maan leti hoon…….
Phir dono baithkar kaafi der tak baatien karte rehte hain……phir Priya kehti hai…..
Priya – ek baat kehni thi…..tu bura to nahi maanegi…….
Ladki – haan bol na…….main bura manungi woh bhi teri baat ka……tera dimaag to theek hai na…….
Priya (seriously) – nahi…..kya pata bura lag jaaye tujhe isliye kaha maine……
Ladki – ab bol bhi kya baat hai…….
Priya (jor se) – mujhe bhook lagi hai…….pet mein chuhe kood rahe hain……aur tu mujhe khane ko bhi nahi puchh rahi hai…….ja jaakar khana banaakar la…….ha…..ha….ha……. (yeh kehkar Priya jor jor se hansne lagti hai)
Ladki – tu kitni kamini hai…….mujhe laga pata nahi kyun serious ho gayi tu…..ruk baith yahaan par…..main abhi khana banaakar laati hoon………sorry tujhe milne ki khushi mein bhool hi gayi ke tujhe bhook lagi hogi…….waise tu itna kaise badal gayi………
Priya – waqt ke saath badla chaahiye………yeh sab baatien chhod……..chal main bhi teri help karti hoon…….dono milkar khana banaate hain……
Ladki – oye hoye…….tu to badi samjhdaar ho gayi itne dino mein….ha….ha…..ha……..
Yeh kehkar Priya ki dost hansne lagti hai……….uski baat sunkar Priya muskuraate hue khadi hoti hai aur apni dost ki kamar mein haath daalkar kitchen ki taraf badne lagti hai……..kitchen mein pahunchkar dono aapas mein baatien karti hain aur khana banaane mein lag jaati hain……….
Dusri taraf Ankur ke ghar par Priya ke jaane ke baad Prashant ka gussa saatvein aasmaan par tha……woh apne munh par haath rakhkar gusse se Ankur ki taraf dekhkar kehta hai…….
Prashant – tu to keh raha tha ke woh teyaar ho gayi hai mujhse chudne ko…….aah……
Jaise woh apni baat khatam karta hai uske haath mein uska ek daant aa jaata hai……yeh dekhkar Ankur uske paas aakar darte hue kehta hai……
Ankur – maine to wohi kaha jo usne mujhe kaha tha…….ismein meri kya galti hai……..
Prashant – kutte tu to kehta tha ke woh teri kisi baat ko mana nahi kar sakti……itna darti hai tujhse……tere ko maarti hai tune yeh nahi bataya…….jitni baar main usse mila hoon usne har bar meri be-ijjati ki hai aur har baar mujh par haath uthaya hai………mere ko chaanta maara hai…….aur aaj to had hi ho gayi hai…….saali ne mera daant bhi tod diya……. (apne haath mein apna daant dekhkar gusse se kehta hai)
Ankur – sach keh raha hoon…….mujhe nahi pata yeh sab kaise ho gaya…….maine uska yeh roop pehle kabhi nahi hai Prashant Sir………aap ghabraayiye nahi…….ek do din mein waapis yahin aayegi apni naak ragdte hue…….tab aap jo chaahe uske saath kar lena……
Prashant – bahut ho gaya sharafat ka dikhawa…….ab main batounga use ke main kya cheez hoon……apni har be-ijjati ka aur uske maare hue har ek thappad ka aisa badla lunga us randi se………ke woh sapne mein bhi nahi soch sakti………saali ko nanga karke poore shehar mein ghumaanga…….
Ankur – Sir aap shaant ho jao…….waapis aane do use……phir jo chaahe karna uske saath……
Prashant – tu use talaaq mat dena……..samjha tu…….agar pyar se maan jaati to sirf mujhse chudti…….lekin usne meri ego ko hurt kiya hai…….ab use iski bahut badi keemat chukaani padegi…….kya kaha tha usne ke usko bhagwan bachayega……main bhi dekhta hoon ab usko mujhse kaun bachata hai…….agar tujhe business mein partner banana hai to tu waisa hi karna jaisa main karne ko kahoon………samjha na……..
Ankur – Ji Sir…….jaisa aap kahenge main waisa hi karunga………..
Ankur ka jawab sunkar Prashant muskuraane lagta hai aur khud se kehta hai…….
“ek baar Priya ko mere niche aane de……uske baad bataunga tujhe bhi……saale ko partnership chaahiye company mein……..”
Idhar Priya aur uski dost khana banaane ke baad khaakar so bhi chuke the……….
वाह क्या बात है
यह अपडेट मुझे बहुत पसंद आया
प्रिया एक से विवाह जैसे बंधन में बंधने के बाद खुद को कहीं खो देती है रस्म व रिवाजों के भंवर में खुद को कैद कर लेती है
वही प्रिया जब प्यार करने लगती है वह बेहद आत्मविश्वासी हो गई है यहाँ तक अपने घर छोड़ने के बाद भी उसने आरुष को मदत के लिए नहीं बुलाया l बेशक टैक्सी चालक उसे रियर मिरर से बार बार देख रहा था पर प्रिया जरा भी डरी नहीं l
प्यार इंसान को क्या से क्या बना देता है कितनी हिम्मत भर देता है के वह दुनिया जहान से भी टकरा सकता है l
लाजवाब रहा यह अपडेट इसलिए क्यूंकि प्रिया की व्यक्तित्व में यह परिवर्तन आजादी की एहसास दिलाती है l हाँ उसके आगे की सफर आसान नहीं है जैसा कि प्रतीत हो रहा है l पर जब सच्चा प्यार करने वाला साथ डट कर खड़ा हो तो कोई भी सफर, कैसा भी सफर कट ही जाएगा