Ash Mishra
Active Member
- 559
- 1,489
- 138
enigma Sir ab to Super Saturday ka wait rahega dekhte hain kitne naye or bhari RDX se bhare hue bomb fode jate hain sidha handgrind bomb giraya jayega 


1. Aisa kabhi nahi ho sakta kyu ki shakar sharma teeno se bahut pyar karte hai. Shankar sharma apni jaan de sakte hai teeno ke par le nahi sakte. Par aisa jarur ho sakta hai. Shankar sharma ke hatho se teeno mein se kisi ek maut ho jaye par anjane mein. Waise ye sambhawa nahi hai.On behalf ongoing story I have 3 prediction which I have a logic for their possibilities, but chances are 00.000001% to be right.
1) naridar, umed and sanjiv one of them or all of them will killed by Shankar Sharma.
2) Damayanti was not there for kill Arjun Singh, she was there for save here daughter neelima as she was kidnapped by here brother sarang.
3) At the end of the story Arjun will kill Shankar Sharma.
Bhai main ne kaha hai Shankar ke hatho maut hogi un tino mai se kisi ek ki ya fir tino ki.1. Aisa kabhi nahi ho sakta kyu ki teeno hi shankar sharma se bahut pyar karte hai. Shankar sharma ke liye apni jaan de sakte hai par le nahi sakte. Par aisa jarur ho sakta hai. Shankar sharma ki maut in teeno mein se kisi ek hath ho par anjane mein. Ya yun kah lijiye ki jab shankar sharma ki maut ho us samay teeno waha ho aur naam teeno par aaye.
2. Ho sakta hai damayanti apni beti ko bachane aayi ho. Par ye bhi ho sakta hai. Ki arjun singh ki maut ka karan damayanti ho ya damayanti ne arjun singh ko mara ho. Apni beti ki jaan bachne ke liye kyuki use nahi pata tha ki uski beti ka kidnap kisne kiya hai. Kya pata sarang ne damayanti ko arjun singh ka naam bataya ho ki uski beti ka kidnap arjun singh ne kiya hai.
3 aisa kabhi nahi ho sakta kyuki ek beta apne baap ko mar de. Haan ye jarur ho sakta hai. Rekha ji shankar sharma urf apne pati ko mar de. Wo bhi is liye kyuki shankar sharma arjun sharma ko jaan se marne ki koshish karege.
Ant baki to hamare bhai Engima ji jaane kyuki is kahani ke rachita yahi hai.
Maine dhyan nahi diya. Bas flow mein likha diya. Waise ye sambhawa nahi hai. Kyuki shankar sharma teeno ko jaane se bad kar pyar karta hai. Han ye jarur ko ho sakta hai ki un teeno mein se kisi ek maut ho us samay shankar sharma wahan maujud ho. Aur usi karan naam shankar sharma ka aaye.Bhai main ne kaha hai Shankar ke hatho maut hogi un tino mai se kisi ek ki ya fir tino ki.
Sahi hai Bhai jab lata ko pata chalega in logo ke pass wo sare saboot hai jiski badolat uske raaz khul sakte hai tab woh Shankar ka use karegi unhe mitane ke liye jo uske liye khatra hai.Bili bhai ladayi jab aar paar ki hogi toh shankar munni ka sath dega kyunki kisi ne bhi usse munni ki sachayi nahi batayi aaj tak aur na hi aage bhi batane wale hain. Jab ki thoda thoda sach sab jaante hain munni ka . Baki hamare writer sahab jane.