• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,875
173
Enigma bhaiya esa lgta hai ki sunanda ji ka taluk raaj gharane se hai.
Jaise ritu ne richa ko btaya ki uski nani wahan se jahan ke baare me wo use bta bhi nhi sakti toh kya ritu ko maloom hai aur agr wo raaj gharane se hai toh arjun ko kya yeh baat maloom hai ?
Ek chg clear kro aapne update me arjun aur preeti dwara pehle patni ka darja ritu ko dilvaya hai yaa manju ko?
Rekha ji ne jo manch pe bola wo thda smjh nhi aya, aap bta skte ho dubara?
Rajesh mama wala bhi jo unhone seat ko leke bola tha.
Aur wo bell wala seen aane wale update me dikhega ?
Bhai sunanda ji bade zamindaar Evan raajnaitik gharane ki eklauti aulaad thi, raaj pariwar se nahi.
Arjun ne Manju ko patni ka darja thik waise he Diya hai jaise Manju ne uske naam ka sindoor apni Shaadi me lagaya tha. Vastavikta yahi hai ki na Renuka khul Kar Arjun ko pati bula sakti hai aur na he Manju.
Arjun ki pratham jiwansangini ka fainsla toh Ritu ke sath pratham Milan me he ho gaya tha. Haan ab Preeti samkaksha jarur hi gayi hai.
 
Last edited:

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,875
173
2. Kundanlal Sharma (66 Saal)- Ye vyakti the jo shehar me waise he prasidh the jaise inke samdhi Rameshwar ji apne shehar me the. 6 feet lambe aur chust sharir ke Kundan ji ki khasiyat thi unke chehre par hamesha rehne wali muskurahat. Anaaj mandi ke pradhaan bhi the aur aas-pas ke ilake ke pramukh jamindar bhi, kyonki bade bhai Sohanlal toh 40 saal naukari par he the toh pehchaan inhi ki thi. Inke pitaji inki jawaani me Kundan ji ko bahar nahi jaane dete the aakarshak vyaktitva ki wajah se. Aur fir inka vivah bhi jinke sath hua woh inse bhi 2 kadam upar he thi. Smt Sunanda (65) apne samay ki aadhunik mahila thi aur ek prasidh rajneetik pariwar se thi. Kundan ji ke pitaji ne inhe dekhte he apne bete ke liye pasand kar lia tha aur fir dono pariwaro me kuch mulakato ke baad shaadi ho gai thi dono ko. Inki saas aur jethani ne inhe vivah ke pehle 5 baras ghar se bahar nahi nikalne dia tha, kyonki woh khoobsurti me bejod thi aur upar se shehar se byaah kar ek kasbe me aai thi. Atche vyavahar aur milansaar vyaktitva ki wajah se inhe ghar ki jaan kaha jata tha. Fir vivah ke ek saal baad he inhone janam dia tha Rekha ko, jo apne maa-baap ki he sampoorn jhalak thi. Pandit Rameshwar ji is ilake me jab bataur thaanedar aaye the toh unhone pehli najar me he Rekha ko apne manjhle bete Shankar ke liye maang lia tha. Sohanlal ji aur Kundanlal ji ne atche se pariwar jaanchne ke baad he apni beti ka hath saupa tha Shankar Sharma ko. Lekin fir sambandh aise bane the ki Kundanlal ji aur Rameshwar ji ek dusre ko bhaaiyo sa samman dene lage the. Waisa he rishta tha Sunanda ji aur Kaushalya ji ka. Pariwar badh gaye toh jarur milna kam hua lekin hafte me nirantar phone par baat hoti rehti thi. Rekha ke bacho ko bhi yaha bharpoor pyaar mila tha kyonki ghar ki woh akeli beti thi.
update 59 Nanihaal ke charitra.PG 173.
My memory still serves me right.
Haan Bhai bilkul sahi lekin raaj-gharane se nahi hai yahi main batana chaah Raha tha sabhi readers ko. Aapki yaaddasht par sandeh nahi hai bhratashree.
 
XLNC

Banned
1,817
8,913
143
Haan Bhai bilkul sahi lekin raaj-gharane se nahi hai yahi main batana chaah Raha tha sabhi readers ko. Aapki yaaddasht par sandeh nahi hai bhratashree.
Bhai maine Raaj gharana nahi kaha tha.Maine Rajnaitik gharane se tallukat ke bare main kaha tha.Aur aap ke har ek post pe meri aise nazar rehti hai ke Yaddasht apne aap hi thikhi ho jati hai.
 
Enigma

Well-Known Member
4,125
57,875
173
ek sawal tha bhai ke preeti ko sabne ghar pe rukne ke ijjajat kaise de dee, itne bare karyakram mein shamil na hone kee.
Bhai laadli ka Dil nahi tha jaane ka aur apne pille ki dekhbhal bhi karni thi Jo pehle he Akanksha ke Ghar Hain ?
 
aka3829

Prime
3,369
12,318
159
Update 153 (c)
Antarmann aur Prem (2)

Bathroom ke darwaje se khud ko niharti un nigaho ne Preeti ko simatne par majboor sa kar diya. Ghutno ki lambai tak ka wo jism se chipka pardarshi vastra asafal raha is Aprodite ke maadak sundarta ko chhipane me. Gori lambi aur sudol taange aapas me sata kar Preeti jaangho ke beech chhipe us khajane ko Arjun ke najro ki tapish se bharska bacha rahi thi.

Kataav liye wo unnat nitambh is prayaas me aur ubhar kar apna sondarya pradarshit karne lage. Arjun 8 feet duri se apalak Preeti ko aise dekh raha tha jaise apni he kismat se rashk ho. Apratim sondarya ke sath wo masoomiyat bhara khoosbsurat tarasha chehra. Aisi preyasi ke liye toh insaan devta se bhi takra jaaye. Preeti ke wo gulabi adhar kuch kehne ke liye jara sa fadakne he lage the aur Arjun ki awaaj ne wo pal waise he rok diya.

"Tumhari khoobsurti ka bayaan karke main gustakh nahi kehlana chahta. Har kann me jaise bas tumhara samavesh hai Preeti. Apne aaspas he dekho, is drishya ko jivant karne wali sirf tum ho. Ye pani bhi tumse lipat kar tumhara ho gaya aur faili hui mehak bhi. Main nahi jaanta ki hum bachpan me kya the lekin us gudiya se mera jahaan tha aur tumse jeene ki saans. Main bhi tum me milna chahta hu Preeti, jis se mera astitva tumhare sath ho.",Arjun ke alfaaj kehne bhar ko jubaan se nikal rahe the. Preeti ne hath failate hue Arjun ko aane ka ishara kiya aur kuch kadam chalta wo ek baar fir se Preeti ko baahon me bharta hua usko apne seene par litaye tha.

"Preeti Arjun Sharma ka wajood bhi aapki Inayat se hai maalik. Kuch jyada he gehri baatein nahi karne lage? Kehne ki jagah bas pyaar karo. Aaj koyi darr nahi koyi bandish nahi.", Preeti ne wo jheena vastra nikalne ki koshish ki toh Arjun ne honth choomte hue uske dono hath pakad liye.

"Jism se pyaar nahi hai Preeti, aatma se hai. Lekin jaanta hu tumhari bahot andekhi ho chuki hai aur aaj mere jism par tumhara haq saunpta hu.", Ab bhi Arjun khud pehal karne ki jagah kamaan Preeti ke supurd kar raha tha. Preeti ko toh vastra utarne se usne rok liya lekin khud Preeti ne he uski nikkar sarkate hue tub se bahar fenk di.

"Aage kya irada hai jaan?", Preeti dono taraf paanv failaye jaise Arjun ko uksa rahi thi aur paani ke andar nirvastra ling uski chikni golaiyon ki talhatti me fadakta hua nimantran swikaar karta dikha.

"Uff... tum shaitaan ho poori..", Arjun ne is ehsaas se ek pal aankhen band ki aur phir kaanch ki wo badi bottle kholte hue gulabi wine Preeti ki gardan se girate hue tub me gholne laga. Ek pal toh ye naya ehsaas Preeti ko bhi kaamuk laga lekin turant bottle hath se lete hue usne apne hontho pe laga li. Ek ghoont mooh me bhar kar ab wo ye taral Arjun ke chaude seene par girati uske hontho ke kareeb aa ruki. Palke jhapkaati Preeti ki is adaa par Arjun bhi peeche na hata. Is baar ke chumban me alag kashish thi. Hontho ko khol kar ek dusre ka ras chusakte hue wo kahi jyada madhosh ho chale.

"Uhhh.. Mujhe bister par le chalo Arjun.", Preeti ki neeli aankhon me alag he ushma thi aur kaampti awaaj guhaar laga rahi thi ki ab wo bandan-mukt hona chahti hai. Sarvasva ek dusre ko samarpit karte hue. Wo badi bottle bhi ab tub me kuch pal tairne ke baad doob chuki thi. Badi kushalta se us gore gulabi badan ko baahon me uthaye Arjun dhime kadmo se apni mehbooba ko liye chal diya.
.
.
Is vishaalkaye prachin mandir me aaj kahi bhaari jamghat laga tha. Ek khaali maidaan sirf gaadiyon se bhara tha jaha suraksha ke poore intjaam the. Har taraf logo ka jamghat aur mandir ke prangann me goonjti mantrocharn ki awaaj. Ek samanya mangalwar ki subah kisi parv me tabdil ho chuki thi. Mantri-santri se le kar jaane kitne he gannmanya vyakti yaha pooja-paath me shamil the. Pandit ji ke pariwar ke sath sath unke sabhi shubhchintak shamil the aur aaj ke sabhi karya me Sanjiv, Maadhuri ko pramukh rakha gaya tha.

Sindoor chadhi balaji ki vishaal pratima ke saamne bade bade thaal laddu se bhare the aur kitne phal-phool ka bhog lagaya gaya tha. Ghar ka har sadasya is maanglik karyakram me dil se shamil tha. Kisi ke chehre par kuch alag bhaav na the siwaye nishtha aur prarthna ke. 6 baje kareeb shuru hua ye mangal-gaan agle dedh ghante tak nirantar chalta raha.

Aarti ke samay har vyakti sar dhake wahi dohra raha tha jo poojari ji gaa rahe the. Mahol har tarah se aseem aanand aur urja se bhara tha jaha baari baari se har vyakti aarti ka thaal se lau le kar natmastak ho raha tha.

"Prabhu hamesha samast jann par apni kripadrishti banaye rakhe. Jis seva-bhaav se aaj prarthna ki gayi hai, prabhu usko poorn kare. Rameshwar ji, aap dono bacho ke hatho prabhu charno me arpit prashaad ka bhog upasthit gano ko karwaye.", Ye pujari bujurg hone ke bawjood tej se paripoorn the. Unki baat sunn kar turant he Sanjiv ke pita-chachao ne wo bade bade thaal utha liye. Mandir prangann me upasthit sabhi ko prashaad dene ke baad wo log bahar nikle toh pita ki awaaj suni.

"Is kaam me sabhi bacho ko bhi shamil karo. Dharamvir bhai, aap bhi bhej dijiye Marina, Avi aur gudiya ko. Ruchita bitiya tum bhi Renuka, Shalini ke sath sabhi ko phal-prashaad do. Ye karya sabhi ke liye hai sirf Bhajan (CM) ko chhod kar. Inhe toh yaha bhi apni behan ke pallu se bandhe rehna hai.", Rameshwar ji ki baat par turant amal hua hansi ke thahke ke sath aur Bhajan ji bhi jhempte hue apni didi (Kaushalya) ke sath seva me jutt gaye.

"Pandit ji, aapne toh kaha tha pariwarik log honge. Yaha 150 se upar aamantrit hai.", Bade Sangwan ji nange paanv he Pandit ji ke sath chalte hue bahar nikal rahe the. Unke sath he Kundanlal ji apne dono bhaiyo ke sath the aur Col sahab bhi.

"Dr sahab, apne Pandit ji ka pariwar he toh hai ye. Haan inke nawaab nahi hai nahi toh 150 bhi 251 ho jata.", Kundanlal ji ki baat par sabhi ke chehro par hansi aa gayi. Sangwan ji ko bhi khushi thi ki Pandit ji ki najar me har vyakti jo unse juda tha wo pariwar ke sadasya samaan tha. Praangan se bahar aate he mulakaat hui Aacharya Pramod Shashtri ji se. Ye bhi apne poore pariwar ke sath padhare the.

"Lo ab 251 ko 1008 kar lo sabhi. Bahot khushi hui Shashtri ji aapko yaha dekh kar.", Rameshwar ji purn ijjatt aur maan dete hue inse mile the aur Aacharya ji ne bhi unse gale lagne ke baad waisa sabhi ke sath kiya.

"Aapke darshan-abhilashi hai hum Pandit ji aur aapne itne maan se hume ghar aa kar aamantrit kiya toh gair-haajir hone ka jokhim nahi utha sakte. Waise aap shayad Arjun ke nana ji honge.", Kundanlal ji toh hairaan he the in mahanubhav ko apne saamne sakshaat dekh aur unke sawaal par bas haan me sar hila paaye.

"Arre Kundan bhai, ye kehne ko hamare mitra hai lekin inke yaha honi ki wajah wahi naam hai jisko aapke sath jodd rahe hai. Shashtri ji, jab aap aur Arjun ek divya rishtey me bandh he chuke hai toh aap hamare bhai hue. Ghar me parv sath mil kar he manaya jaata hai.", Is charcha ke sath he sabhi ka aapsi parichaya hua aur tehalte hue wo log mandir ka jaayja bhi lene lage.

"Tum princess ho na?", Marina yaha Ritu ke sath shamil hui thi sabko phal-prashaad baantne me aur jaise he Himani Ritu se gale lag kar mili toh uske chehre ko dekh kar Marina ke mooh se anyaas he nikal gaya. Utni he hairaan Himani bhi thi ki ye ladki desi hai ya jo dikh rahi hai wahi hai.

"Yar main toh thode samay pehle he zinda hui hu lekin tum koyi Russian princess jarur lagti ho. Meri Husky eyes dekh kar aisa kaha na? Ritu aur Preeti ne meri aisi aankhen kar di.", Is baat par jaha Ritu joro se hansne lagi thi wahi Marina thoda sharmane lagi.

"Himani Shashtri, Arjun ki behan.", Himani ne hath badhate hue apna parichaya diya aur Marina ne bhi najakat se hath milaya.

"Marina Sangwan, Arjun ki behan.", Is baar dono khushi se mukurai aur dugne josh se sabhi logo me shamil ho gayi. Kuch log bade maidaan me laal lambi dariyan bicha rahe the aur pariwaar ki mahilaye mandir ke ek tarah ban rahe bhojan ke bade bade patilo-kadhai ka nirikshan kar rahi thi. Sabkuch ek gajab taal-mel ke sath ho raha tha.

Sabhi logo ko bhojan karwan ke baad vasta-daan bhi kiya jana tha aur uske baad gareeb basti me bhi ye khana pahuchaya jana tha. Andar jaha mahol itna hara-bhara tha wahi iske bahar suraksha-karmiyo ki hawa tight thi. Itne bade bade log aur pramukh hastiya upasthit thi yaha aur ek chhoti si chook bhi ghaatak ho sakti thi. Lekin inse kahi jyada chokas the andar aane ke dwar par khade Sangwan ji ke 2 khaas shwaan, Mili aur Tyson.

"Bhai, aaj pehli bar apne sahab ko kaam karte dekh raha hu. Tum kiske sath ho?", Ek suraksha wala apne kareeb khade dusre wale se pooch raha tha.

"CM sahab ke sath aur wo aksar aise kaam tabhi karte hai jab unki ye didi sath hoti hai. Pooch he mat dost kya zindagi hai apni. Aise kaam he kyo karte hai ye bade log jis se inki jaan ko khatra hota hai.", Ye dusre wala thoda rukha tha apni dincharya se.

"Mitra, ye log bade kaam na kare toh hajaro log berojgar ho jaaye. Kisaan, bacho, yuvako ko rojgaar, paisa aur shiksha na uplabdh ho. Main bhi ek karobori ka bodyguard hu aur unke pas 1500 pariwar palte hai. Log samajhte nahi ki insaan bada kyu hai kyonki wo uski aalishaan zindagi aur daulat dekhte hai. Khatra un logo se hota hai jo logo ki bhalai nahi chahte, laalchi hote hai ya unhe galat tarike se bada bann-na hota hai.", Ye suraksh karmi mustaid bhi tha aur samajhdar bhi. Baaki dono ko apni galti ka ehsaas hua.

"Haan bhai mere ghar bhi chulha inke yaha naukari karne se jalta hai. Holi-diwali bharpoor ijjatt ke sath uphaar bhi dete hai. Bas ek tarah ki dincharya se dimaag kharaab ho he jata hai.", Sabke apne dukh aur apni shikayate thi lekin yaha khud Rameshwar ji inhe prasaad dene aaye toh us samajhdar vyakti ne apni bandook ko lock lagate hue diwar par rakha aur Pandit ji ke charan sparsh karne ke baad prasaad liya.

"Kaise ho Malkeet beta? Aaj bhi niyamo ke pakke ho ye dekh kar atcha laga. Apni roji-roti ko aise he maan dete rehna.", Rameshwar ji ke mooh se ye lafz sunte he Malkeet ne dono hath jodd diye.

"Jis din galti hui us din isko phir se hath nahi lagaunga Pandit ji. Aapki meharbani se ghar-pariwar sampann hai aur naukari ne bharpoor maan-sammaan diya hai. Beta NDA me select ho gaya hai aur training jaane se pehle ek baar aapse milwane ki chahat hai."

"Hum milne khud he aa jayenge bhai. Satish ko khushi hogi ye jaan kar, usko bhi sath le kar aaynge.", Rameshwar ji chand shabd kehne ke baad aage badh gaye. Jiwan ka sahi arth baaki dono vyaktiyon ko abhi pata chala tha. karam aur imaan sarvopari hai. Wahi aaj dusri taraf mahol poori tarah badal chuka tha.
.
.
"Mujhe pata hai ki tumhari kya chahat hai Preeti. Aaj tumhe main thik waise he apnanna chahta hu jaise tum chahti ho.", Preeti apni maa ke kamre me ab bilkul viprit avastha me thi aur jo Arjun kar raha tha usko dekh kar sharam ke sath he garv bhi kar rahi thi. Wo laal saree ki chunnatte banata hua Arjun apne hatho se he Preeti ki daivik kaya ko saja raha tha. Preeti ke angvastro se le kar harek vastra khud Arjun ne pehnaya tha aur abh bhi wo uski gori patli kamar par, nabhi se niche saree ki plates bana kar jis tarah makhmali peit ke andar kar raha tha Preeti ko reh reh kar sokhsm current ke jhatke lag rahe the.

"Kya hamara eksath in kapdo me bahar jana sahi rahega Arjun?", Arjun ab saree pehna chuka tha aur gale ke necklace ko sahi karta wo apne hatho se Preeti ke maathe par ek chhoti si laal bindi lagane ke baad kaan ki pichli taraf najar tika laga chuka tha.

"Tumhare bhagwaan ke sath meri koyi gehri dosti toh nahi hai lekin aaj main tumhare sath he chalunga. Rahi bahat sahi ya galat ki jaisa tumhe gali me dekhe jaane ki parwaha hai toh car main aangan me laga dunga. Ye laal chuddiyan tumhe khud pehan ni hai jaan. Main car lene ja raha hu.", Arjun ne jaane se pehle Romela ke camera ka ek bar fir prayog karte hue Preeti ki wo dilkash tasvir utaar li jisme wo bina maang bhare he dulhan lag rahi thi.

"Ab intjaar nahi ho raha hai Arjun, jaldi aana.", Kuch waqt pehle jaha dono nagna bathtub me ek dusre ko sehla rahe the ab haalat viprit ho chuki thi. Arjun us tambai kurte aur safed pajame me hu-ba-hu pauranik Rajkumar sa lag raha tha. Aaj uske sharir ki aabha koyi teesra dekhta toh yakeen nahi karta ke aisa yuvak kalyug me maujud hu. Wahi Preeti uske samkaksh kisi devi si damakti hui dono ko ek dusre ka purak bana rahi thi.

"Chahta toh ye hu ki tumhe baahon me bhar kar is kamre me qaid rahu. Aisa bhi jald hoga Preeti, tum ho toh meri he. Abhi aata hu.", Arjun chaandi ki zari wali mojri pehne bahar nikal chala toh Preeti ne darpan me khud ko dekhte hue sirf itna he kaha.

'Didi, aap ne yahi chaha tha aur dekhiye main aapke aur kareeb ho gayi.'

"Madam, vicharo se bahar aaiye aur ijajat ho toh aapko baahon me utha sakta hu?", Arjun jald he wapis aa gaya tha lekin itni der se Preeti apne he vicharo ke manthan me doobi hui thi. Kuch samajhti us se pehle he Arjun usko baahon me uthaye hall se nikal kar car tak chala aaya. Preeti ki aankehn car ko dekhte he phail he gayi. Kaunsa aisa khoobsurat phool hoga jo us kaali car par susajjit na tha. Arjun ne iske baad Preeti ko pichli seat par baithaya toh wo hairani se dekhne lagi.

"Apni biwi ko le ja raha hu uske ghar se, aise toh nahi le ja sakta na.", Arjun ne jabse Preeti ka shringaar kiya tha ek bhi aisi harkat na ki thi jisme uske chooma ho ya kisi ang ko sehlaya ho. Preeti awaak si bas ye dekh rahi thi ki aaj Arjun ke tarkash me aise kitne teer hai jinka usko pata he nahi. Wo apni soch se tabhi bahar aayi jab car mukhya sadak par sarpat daudne lagi. Subah ke 7 baje mahol shaant tha aur abhi tak suraj ka taap andolit nahi hua tha.

"I love you Mr Sharma. Soch rahi thi ki aaj kuch bhi unch nich ki toh tumhe kacha chaba jaungi. Pata hota ki tum itna khayaal rakhne wale ho toh wo sab bathtub me nahi karti.", Preeti ki baat sunn kar Arjun peeche dekhne wale aaine me muskurate hue bola.

"Abhi toh din thik se shuru bhi nahi hua Mrs Sharma. Second wife ke liye abhi bahot kuch baaki hai. Waise jitna tumhe dekhta hua utha he adhik paane ki chahat badh rahi hai. Zindagi me bas itna yaad rakhna ki dusri patni jarur kaha hai lekin dono me koyi antar nahi."

"isliye har yaad sanjo rahe the? Waise tum abhi pichde hue ho Sharma ji, camera ki tasvir develop karane se rahe. Mere pas hamare video hai jo meri badi behan ki farmaish thi. Ghabrana nahi, erase ho jayenge. Aur bata deti hu ki mandir sirf isliye jaa rahe hai kyonki na Ritu yaha hai aur na ye samay hai maa (Rekha) ka aashirwad lene ka. Waise andar aane ki jarurat nahi hai, tumhari dosti nahi hai unse aur bair bhi nahi. Intjaar karna bas.", Pranami mandir ke bahar pahuchte he Arjun ne car ek taraf lagane ke sath Preeti ke liye darwaja khola aur yaha bhi wo agli seat par uski pooja ka poora samaan liye aaya tha.

"Agar tum kaho toh main andar kadam rakhne ko tayaar hu Preeti.", Arjun sath chalne ke liye aisa keh raha tha aur Preeti ne ek shaant muskaan se naa me gardan hila di.

"Jis din ye sar apni marji ke bina jhuka wo shayad meri kami hogi. Aap yaha tak le aaye, main is se he bahut khush hu. Main yahi chahti thi ki maa jaha par aapke liye prarthana karne aati hai main us bhagwan ko sakshi maan kar apne aur Ritu didi ke liye apni suhaag pooja karu. Inse he maa ne aapko paaya hai toh inhe batana bhi jaruri hai. Bas aap kuch pal intjaar kijiye.", Aaj pehli baar Preeti ne usko 'aap' kaha tha. Arjun samajh chuka tha ki aaj rishta swaroop le chuka hai.

"Main yahi hu Preeti, tum jao aur mil lo apne bhagwaan se. Ritu pehle he vivahit hai mujhse."

"Sindoor toh dena hoga na aapke naam ka? Pata hai ke unki manjil mushkil hai lekin yakeen rakhiye mujhse pehle hamesha wahi hongi. Aati hu.", Aaj toh Preeti ne rahi sahi kasar poori kar di thi Arjun ke dil ko poori tarah se jeetne ki. Arjun wahi bahar seedhiyon par baith chuka tha. Sachmuch usko jo sapne aate the uski bagal me hamesha Ritu ya Preeti he dikhi thi. Alka jab bhi dikhi seene par.

.
.
"Main yaha elaan karta hu ki mere baad party ki baagdor Umed Raghubir Singh sambhalega aur is saal ke chunaav me meri seat par yahi aapka pratyakshi bhi hoga. Mere bhanje ke liye main kisi se bhi maan-manuhaar nahi karunga lekin aap sabhi jaante hai ki pradesh ki har ladki jo besahara hai uska sanrakshak Pandit ji ka ye dattak putra aur bhatija hai. Aasha rahegi ki aap is par mera sath denge.", Bhajan apni aadat se majboor beshak tha lekin aaj yaha hajaro logo ki upasthithi me bhojan se pehle jo ghoshna usne ki thi iski aasha kisi ko bhi nahi thi. Is halke ne he usko mantri aur fir mukhyamantri banaya tha.

Swayam Umed Singh bhi hairat se is ghoshna ko sunn raha tha aur utne he hairaan wo log the jinhe kabhi aisi aasha he na tha. Shankar ne apne dharam bhai ke kandhe par hath rakha toh wo jaise neend se jaaga.

"bhole, ye kya hai be? Main raajneeti me aur wo bhi seedha pradesh adhyaksh ki tarah?", Lekin tabhi dusri awaaj bhi mike par goonji jis se taaliyo ki gadgadahat har seema laangh gai.

"Umed Singh.. Is mitti ka he ek toh jo sabke liye jal ke samaan nirmal aur waqt padne par uski taqat ka bhi ehsaaas karwa deta hai. Jiske ek taraf Shankar ho aur dusri taraf swayam Inderjeet. Saaye bhi Pandit ji aur swargyiya Raghubir Singh jaise. Paalan meri bhabh Kaushalya ji aur Purnima ji ne kiya ho toh wo vyakti kaise koyi aviveki karya kar sakta hai.? Ye raajneeti me nahi aana chahta lekin aayega nahi toh bhala kaise karega. Main aapka apna Pramod Shashtri is baat par mohar lagata hu ki badlaav aur vikaas ki jarurat hai. Doctor, vakeel aur police bhi tabhi sahi kaam karti hai jab raajneta sahi ho. Meri xxxx gaanv ki samast 60 ekad jameen Shri Raghubir Singh ke charno me arpit karta hu.", Ye Aacharya ji ke shabd the aur Umed ko ghabrahat hone lagi.

"Bhole, ye toh naya he karyakram ho gaya re bhai. Main toh parshad hu aur yaha is Bhajan mama ke sath Hans ji ne mujhe taang he diya.", Umed kuch aur bhi kehta lekin agli awaaj sunn kar Shankar aur Narinder bhi hairaan ho uthe.

"Main aur meri behan Rekha, is pehal ka samarthan karte hai. Mere pitaji ki chahat dekh kar main bhi Umed jija ji ke sath maan-niya mukhyamantri ji ke nyote ko swikaar karte hue xxxx seat par apna naam rakhta hu. Pradesh sewa me hamesha Umed Jija ji aur Bhajan ji ke charno me rehne ka vachan.", Rajesh ne ek seedhi seat Umed ki jholi me daal di thi jaha Manoharlal ji ki anumati se he MLA ya MP ka chunaav hota tha. Lekin is se badi hairaani ki baat thi swayam Rekha ji ka mike par aana wo bhi apne pita ke sath.

"Mandir ka jirnodwaar mere pita Shri Rameshwar ji ke hawale hai aur unhi ki anumati se mere pratham pita aapke shehar ke sath sath hamare shehar me bhi apne dono college sarkari kar rahe hai. Mere pati Dr Shankar Sharma ji ki taraf se nishulk saptahik chikitsa ka laabh ab har jile ko mile iska prarambh atishigrah hoga. Main Rekha Shankar Sharma apni taraf se purn yogdaan dungi.", Aaj pehli baar Shankar ji ki aankhen taral hone lagi thi.

"Baap re. Shankar ye le tera ek sapna toh bhabhi ne poora kar diya. Matlab pata hai tujhe? Unhone wo jameen tere hawale kar di.", Narinder kuch keh raha tha lekin Shankar ne ciggratte ki dibbi jeb se nikaal ka jameen par fenk di. Waisi he haalat bahuto ki thi aur sabhi hairaan the. Richa toh ye jaan kar he aankhe faade Ritu ko dekh rahi thi ki uski maa ne 120 ekad jameen bech kar sirf yahi muheem par paisa daan karne ka fainsla le liya tha.

"Tumhari maa kitni ameer Ritu?", Richa ne ye baat aahista se kahi thi.

"Meri naani itni ameer hai didi ki sadak tak unki maa ki jameen se gujarti hai. Maa jo daan kar rahi hai wo Komal didi aur mera hissa hai. Sunanda Sharma meri naani jo hai kehne ko wo yaha se hongi, lekin jaha se hai main bata nahi sakti. Atcha hai na papa gareebo ke liye yahi chahte the.", Ritu ne chehra manch ki taraf rakhte hue jawaab diya jaha ab uske dada ji aage badh rahe the.

"Aaya toh main yaha prasaad he baantne hu waise. Khair ab kya he kahu. Ghar me saala aur aala nahi hone chahiye lekin mere toh dono he kismat se badhiya mile.",Is kahawat me joro se hansi ki awaaj goonj uthi.

"Aap sabhi sadar aamantrit hai mere paute aur pauti ke vivah bhoj par jo 22 tareekh ko aapke he halke me hone wala hai. Is se pehle ki koyi aur raajnaitik baat kahi jaaye, main shukriya karta hu aap sabhi ka jo yaha padhare. Umed mera nahi aap sabhi ka hai jaise main khud. Lekin aavashyak baat kehni jaruri hai kyonki kuch log camera liye bhi khade hai.", yaha Rameshwar ji ke ishaare ko wo siti channel wale bhi samajh gaye jo yaha badi aas se aaye the.

"Haan inko bhi jaankari chahiye bhai. Aaj main khud ko vimukt karta hu aap sabhi ki sewa se. Bhaag kahi nahi raha hu, befikar rahiye. Ye Umed sambhal raha hai sabkuch aur main sath hu mere baaki bacho ke sath. Bhajan, Dharamvir bhai, Kundanlal ji aur Satish bhai ke sath sabhi aise he aapki sewa me rahenge." Pandit ji ne is baar mike pakad kar ek gehri saans lete hue apne bete Rajkumar aur Shankar ki taraf nigah ki.

"Arjun aaj bada ho gaya hai. Umed ke sanrakshan me in 3 zilo ki sewa Sanjiv aur Arjun karenge lekin filhaal Arjun padhaai me vyast rehne wala hai aur grihasthi me bhi. Main vyavastha ka vaada karta hu aapse lekin bina kisi naam ke. Chunaav maayne nahi rakhta isliye mere bacho ko wahi naukri par bharosa dilwaya jis se wo jan-kalyaan kar sake. Bhajan aur Umed ko kharij kar sakte hai. Koyi dabaav nahi aur sach kahu toh party ki jagah pradesh ka hitt karne wale ko chuniye. Ab se kuch he der baad bhojan shuru hone wala hai. Beta beti ko aashirwaad dijiyega.", Rameshwar ji ke is kathan par ab taaliyon ki gadgadahat kahi jyada he tej ho chuki thi. Dopehari ke is samay bhi yaha 40 gaanv aur poore shehar ke log upasthit the. ye sirf samanya pooja-archana ka karyakram nahi tha, janta ko sath le kar chalne ka samay tha.

Aaj Umed Singh ke sath sath Shankar Sharma ka ek naya astitva prapt hua tha. Sanjive aur Arjun ko bhi darshaya gaya tha aane wale sewak ke roop me.
Bahut hi umda update diya he bhai. Jis tarah se arjun preeti ka dhyan rakh raha he aur in dono ke beech vartalap chal raha he aisa lagta ge ki ye scene kabhi khatam hi na ho. Kya pyaar dikhaya he bhai. Preeti ka ritu ke liye adar aur arjun ka khule sabdo me preeti ko 2ri patni ka darja dena. Wahi preeti ka khud ko dulhan ke rup me dekh kar kehna ki wo ritu ke ek kadam aur najdeek aaa gayi. In kuch sabdo ne hi in teeno ka apas me kya sambandh he sab samjha diya.

Udhar mandir me umedh ji aur shankar ji ko bajranbali ke ashirwaad ke sath 2 jimmewari bhi mil gayi. Jaha umedh ji mama ji ke aschryachakit the wahi shankar ji ne apni patnu ke dwara diye gaye uphar ke badle me cigret na pine ki kasam kha li.
Waiting 4 aaj ka update
 
Meri Nazar aapke comment par sahi se nahi padi Bhai ?. Frank ke sath walk par tha toh chook ho gayi
 
Status
Not open for further replies.
Top