Yeh Last Line Pe 100 Pratishthit Bharosa Nahi Fakire.Bhaiya yahan sab he fakir hai, sab kuch yahen reh jana hai , yeh toh bss zindagi ke sadhno ko behtar krne ke piche itna pariksham ho rha hai wrna aaye bhi toh khali haath the aur jaaenge bhi khali haath , bss haan jab aaye the toh bht se chehro pe khushi aaye the lekin jab jaenge tb kuch chehro pe dukh ke aansu aenge .
Bharose toh mjhe bhi nhi hai ki jis din apna janaja niklega uss kandha dene ke liye 4 haath honge bhi ya nhiYeh Last Line Pe 100 Pratishthit Bharosa Nahi Fakire.
Apan to sarang ke area mai hai bhaiya jaipur mai
Jaipur Aur UAE Main Koi Farak Nahi Jaise Kaushalya Ji Ke Man Main.Waise Bach Ke Rahiyo,Kahani Main Koi Raghav Na Nikal Aaye.Aghori Ke Tareh.Apan to sarang ke area mai hai bhaiya jaipur mai
Khul Ke Kaho Bhai,Kisne Roka hai?Kehna to hum bhi bahut kuch chahte hai lekin in logo ne sudharna to hai nahi to kya kahu aur kyu apna mood kharaab karu bas tum logo ko jo sbse ganda lagta hai jo sabse bura lagta hai wo apne aap ko meri taraf se keh do.
Kya milega bhaiya khul ke kehne se saale pura din waiting waiting krte rehte hai 1-2 baar smjh bhi aata hai in sbka pura din chalta rehta hai, isse mann nhi bharta hai to ab kahani khatam ho gyi ab writer chala gya ab, isse bhi mann nhi bhara to writer ko aise treat krte hai jaise writer ko ye kahani ke pay krte hai are bhai wo bhi insaan hai unka bhi apna jeewan hai bhara pura pariwar hai unki apni bhi kuch jarurate hai pariwar ke prati kuch kartavya hai jinka palan har grahsth jeewan jeene wale vyakti ko karna pdta hai lekin nahi inko to chudai dekhni hai bina uske pet kaise bharega. Aur ye sab to kuch bhi nahi kuch log to jaan puch ke pta nhi konse janam ki dushmani nikaalte hai sab kuch keh lenge jee bhar ke kos lenge fir kahenge hume kya hai hume to kahani acchi lgti thi isliye aate the isliye comments karte the ab nhi karenge ab nhi aayenge is kahani pe.Khul Ke Kaho Bhai,Kisne Roka hai?