RAJIV SHAW
Well-Known Member
- 5,087
- 10,163
- 188
Dono ki milawat nahi kuch mamlo me gun dono ke hai. Aur sath me glen bhi hai usse bhi mil lena.Dono ki milawat ho?
Jarur bhai.Dono ki milawat nahi kuch mamlo me gun dono ke hai. Aur sath me glen bhi hai usse bhi mil lena.
Shukriya chacha. Waise main reason tha ki Saarang par raaj droh lag sakta tha jaanch hone par. Lekin tha toh raja ka beta he, isliye Motilal ji ne uske mama ko mara jo ek galat shasak bhi tha aur aage pata chal jaayegi uske mama ki kartoot. Dekha jaaye toh Motilal ji Saarang ko bacha bhi rahe the aur raja bhi bana gaye. Lekin chikna ghada kaha samajhta hai ye sab. Ulta Motilal ji ke kayi dushman bann gaye is kaand se.Superb update motilal ji ka vajir wala pahelu sabse chipkar wo rakhe the shayad kisi karanbas ya phir woh bhi bachanvaddh the kyun ki raja ji ko woh ekant mein naam se bulana motilal ji aur raja ji ke parasparik sambandh ko darsata hai ki woh kitna close hai aur kya unhone apne rajya ko bachane ke liye sarang ko rajasthan ke raj parivar mein jane ke liye dwar unmukt kar diya uske mama ko mar kar? Ya phir motilal ji ke taraf raj mahal mein sadhyantra rachna karne mein sarang ke mama ka hath tha aur phir uske maut se koi naya dushman paida ho gaya us raj gharane mein se jiska andaja motilal ji ko ho gaya tha jiska jikr wo apne patr mein likhe the.....
Dhanyavaad bhai.शानदार जबरदस्त अपडेट,
200 अपडेट पूरे होने पर हार्दिक शुभकामनाएं और बधाई।
एक मासूम से सवाल... मोतीलाल अनुराधा शर्मा क्यों लिखा गया पत्र में? क्या जुगलाल जी का कोई कर्म ऐसा रहा है जिस वजह से उन्हें पिता होने का हक़ खोना पड़ा और काली हवेली में अलग से रहना पड़ा।
क्या मोतीलाल जी की माता जी अनुराधा का राजमहल से कोई संबंध रहा है?
Je baatDhanyavaad bhai.
Motilal ji ne waha apni mata ka naam bhai isliye likha kyonki wo unhe janam dene ke kuch varsh baad swarg sidhar gayi thi. Unhe apne naam ke sath rakh kar wo hamesha apni maa ko kareeb rakhe hue the. Is se kahani par jyada prabhav nahi padega isliye Jawaab diya.
Aur rahi baat mehal se sambandh ki toh Anuradha ji ka rishta sirf Juglal ji ke sath tha. Juglal ji ka mehal se gehra sambandh raha hai. Tabhi maharaja unki haweli me rehte the jyadatar