• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Sameer Garg

Banned
670
2,710
123
Wo is sandarbh me kaha gaya ki Pandit Motilal ne baatchit na karte hue Kishori lal ke baap aur bhai ko maar diya aur raja ne koyi action nahi liya 😂
Ab Kishori Lal kaam toh itne purane ghatnakram par kar raha tha lekin ye tak pata nahi tha ke 2 kodi ka wo Munshi, is nakli raja ka sabkuch tha, jisko naam se pukara jata tha vyaktigat samay me.
Khoon ka rishta to nahi ho sakta raja aur Motilal ji me nahi to apni beti ka rishta Rameshwar ji se kyon karte?
Shayad bohot gehri dosti ho.
 

Raj142

Well-Known Member
5,096
7,836
188
sambhav ji ka sbke samne ane ka chance he kya?
aur he to kab tak
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Enigma

Rohn.mak123

Member
145
830
108
eternity bhai sarpratham aapko pranaam. Jaise maine pehle bhi kaha hai ki kirdaar ghadhna koyi mushkil kaarya nahi hai, wo kahi na kahi hamare kareeb he hote hai bas wo drishty jaruri hai jo inhe samajh sake ya gehraai me utar sake. Yaha aam samaaj, jo ki sabse kam hai 97% usko wo bada varg apni khaas mehnat se chalata hai jinki sankhya 3% jitni badi hai. Saubhagya se ye bada varg hum jaise nimn sadharan log he banate hai. Raaj shahi khatam karne ke peeche sabse badi wajah kya rahi hogi? Maan Liya ki usme kuch kamiyan hongi par wo ek saral aur nishpaksh prajatantra tha chote chote praant sucharu vyavastha se chalane ke. Udhyogpati galat hai toh wo pehle dandit hota tha aur jamakhori karne wala bhi. Jaat-paat jis tarah se aaj darshaai jaati hai wo toh hargiz he nahi thi. Shashak khud saamne upasthit rehta tha darbaar me aur apne praant par aane wali vipda ke samay bhi wahi sabse aage rehta tha. Satt-yug se dwapar yug tak ke udaharan dekh lijiyega aur 200 saal purane bhi. Sone ki chidiya kehne ka sandarbh yahi tha ki log sukhi aur sampann the. Vyapaar tab bhi desh videsh tak kiya jata tha aur bhukhmari, prakritik aapada me har naagrik apna praant bhula kar dusre tak ki sewa me tayaar milta tha. Rishwat, jamakhori, par-nari gaman ya durachaar, shadyantra, chori, hatya jaise apradho par tatkaal prabhaav se dand aur saja ka pravdhan rehta tha. Ab aisa hoga toh kapti aur vishaile log sar kaha uthayenge? Inko jyada samajhdar logo ne badal diya aur badlaav atcha bhi hota hai kabhi kabhi lekin hum nischint ho gaye ki naye raja toh aayenge, wahi karenge bhalai. Naya raajtantra bas yahi vaar kar gaya jo naam ke liye prajatantra tha. Isme raja chunn ne ki ajaadi thi praja ko. Gutt bann gaye, dharam alag ho gaye aur aage unme bhi 4 jaat se 4000 jamaat nikal aayi. Humne toh raja chunn na tha aur hum padhe likhe ganwaar toh is beech apne aap ko he chunn ne lage. Ye mere dharam wala, ye us dharam me swarn, ye hamara vyapari dost, ye taqatvar mukhiya, falana dhimkana .. natija aapke saamne hai ki aaj paristhiti kya hai.
Motilal ji jab is baat se he ghutan mehsoos kar sakte hai ki unhe ye awaajen har waqt sunaai deti hai jinme se jyadatar unho ne suni he nahi. Sirf 2 bachhiyon ki he suni thi. Lekin naitik jimmewari le kar poora shadyantra aur ghatnakram khola toh 57 nikal ke aayi. Seene ka bojh jyada badh gaya toh jimmewari bhi khud uthaai. Har shashak aur pramukh ko yahi toh karna chahiye ki wo durghatna ki jimmewari le aur aise insaan apne atche karyo ka shreya khud lete bhi nahi. Aaj ulta ho raha hai prajatantra me. Jaha insaan ke durgam jiwan me pehle 4 log hothe the sahare ki, gaav dehaat me bahar se aaye musafir ke liye kisi bhi ghar ke aangan me charpaayi bhojan milna saral tha. Aaj wahi ek dukhi insaan guhaar laga de ki mujhe taklif hai aur prashashan uski sahayata nahi kar raha, falane mukhiya, MLA, adhikari uski arzi thukra rahe hai kyonki uske paas rishwat ko paise nahi hai, uske dost bade auhdo par nahi hai, wo falani haat se hai. . toh uski pareshani ki jagah usko jiwan se he nijaat dila di jaati hai. Har ghatna me pehla konn yahi dhoonda jata hai ki isko anjaam dene wala vyakti kis jaat se tha, kis samudaye se, kis party ka shashan hai uske praant me aur thik baja kar aam aadmi ki awaaj samjhe jaane chauthe stambh ko bhi samjha diya jata hai ki jab tak masala nahi lagaoge, boti nahi paoge. Lekin hum kar he kya kar sakte hai? 97% jitne kamjor jo hai. 50 ki vaccine black me 50000 ki bhi le lenge kyonki yahi toh samadhaan hai hamare paas. Wo polio vaccine ki tarah muft me lagni chahiye par raajkosh bhi toh khaali ho raha hai. Ab paise nahi hai toh gadi, janwar ya beti bahu toh hogi. Giddh hai sabhi ke sabhi wo 3% shasak jinhe 97% ne chuna. Abe 10vi ke baad subject chunn na sake sahi jis se apna jiwan banana tha aur raja chunoge?
'bhai wo mera dost bol raha tha badhia aadmi hai aur uski pehchaan bhi hai andar tak. Isliye maine bhi usko he vote de diya. Sahi hai na kaam toh padta he rehta hai?'
Le lo pehchan pichwade me bhai jab wahi aadmi us vote ke badle tumhare ehsaan ko aise chukayega
'apna he bacha, wo 50000 wali iske liye 45000 me.. haan . Apna he hai toh hume fir kehna na pade. "

Mil gayi pehchaan bacha kar 5000? Abe wo 50 ki thi jo 45000 me le kar itra rahe ho. Jiske paas paise nahi the wo shamshan he le gaya apne baapu ko ye bol kar ki waha oxygen na mili toh lakdi toh Hain he. Udhar bhi wo 2000 ke 10000 dega. Ye hai prajatantra eternity bhai aur dekho 2 minute me hamara comment report fir delete.
Sadhuvad
Pehle he maafi chahte hai aap sabhi se apne vichar prakat karne ke liye. Bhai vichlit the thoda toh hum bhi ho gaye. Subah gaanv se sandesh mila tha ke rishtey ke bhai kal raat poore ho gaye. Batao paisewale bhi ja rahe hai ab.
Na yeh wo mahualla hai,
Na wo shahar dikh raha hai,
Jahan bachpan se raha hun mai,
Jo bachpan se mai dekh raha hun,

Gunjhti thi kilkariyan bachchon ki
Khel-kud mai sham savere,
Khidaki khol ke sunsan sadak aur
Banjar gali ab mai dekh raha hun,

Kabhi hota tha bujurgo ka yeh dera,
Har baat ki charcha hoti thi yahan,
Matam si khamoshi mai dooba,
Aaj yeh Chopal chauraha dekh raha hun.

Ek Adrshya dushman se ladte
Jung jaise halaat dekh raha hun,
Kahi jeetne ki ummeed aur khushi to kahin,
Haaarne ka ghum aur bebasi mai dekh raha hun.

Aaj aisa mahol hai yahan har taraf
Majboor aur pareshan log mai dekh raha hun,
Aapda mai bhi avasar dekhne wale
Sheitan lootere dekh raha hun.


Bandh dukane, karkhane aur pathshala
Khandar bante dekh raha hun,
Maut se ladte mariz asptalo mai aur
Samshano mai lasho ke dher mai dekh raha hun.


Khali sadke, sumshan galiyan aur nirjan choupal, chauraha,
Aisa to pahle na tha, wo mera shahar jo mai dhoondh raha hun.
 

Chinu singh

Member
101
287
78
eternity bhai sarpratham aapko pranaam. Jaise maine pehle bhi kaha hai ki kirdaar ghadhna koyi mushkil kaarya nahi hai, wo kahi na kahi hamare kareeb he hote hai bas wo drishty jaruri hai jo inhe samajh sake ya gehraai me utar sake. Yaha aam samaaj, jo ki sabse kam hai 97% usko wo bada varg apni khaas mehnat se chalata hai jinki sankhya 3% jitni badi hai. Saubhagya se ye bada varg hum jaise nimn sadharan log he banate hai. Raaj shahi khatam karne ke peeche sabse badi wajah kya rahi hogi? Maan Liya ki usme kuch kamiyan hongi par wo ek saral aur nishpaksh prajatantra tha chote chote praant sucharu vyavastha se chalane ke. Udhyogpati galat hai toh wo pehle dandit hota tha aur jamakhori karne wala bhi. Jaat-paat jis tarah se aaj darshaai jaati hai wo toh hargiz he nahi thi. Shashak khud saamne upasthit rehta tha darbaar me aur apne praant par aane wali vipda ke samay bhi wahi sabse aage rehta tha. Satt-yug se dwapar yug tak ke udaharan dekh lijiyega aur 200 saal purane bhi. Sone ki chidiya kehne ka sandarbh yahi tha ki log sukhi aur sampann the. Vyapaar tab bhi desh videsh tak kiya jata tha aur bhukhmari, prakritik aapada me har naagrik apna praant bhula kar dusre tak ki sewa me tayaar milta tha. Rishwat, jamakhori, par-nari gaman ya durachaar, shadyantra, chori, hatya jaise apradho par tatkaal prabhaav se dand aur saja ka pravdhan rehta tha. Ab aisa hoga toh kapti aur vishaile log sar kaha uthayenge? Inko jyada samajhdar logo ne badal diya aur badlaav atcha bhi hota hai kabhi kabhi lekin hum nischint ho gaye ki naye raja toh aayenge, wahi karenge bhalai. Naya raajtantra bas yahi vaar kar gaya jo naam ke liye prajatantra tha. Isme raja chunn ne ki ajaadi thi praja ko. Gutt bann gaye, dharam alag ho gaye aur aage unme bhi 4 jaat se 4000 jamaat nikal aayi. Humne toh raja chunn na tha aur hum padhe likhe ganwaar toh is beech apne aap ko he chunn ne lage. Ye mere dharam wala, ye us dharam me swarn, ye hamara vyapari dost, ye taqatvar mukhiya, falana dhimkana .. natija aapke saamne hai ki aaj paristhiti kya hai.
Motilal ji jab is baat se he ghutan mehsoos kar sakte hai ki unhe ye awaajen har waqt sunaai deti hai jinme se jyadatar unho ne suni he nahi. Sirf 2 bachhiyon ki he suni thi. Lekin naitik jimmewari le kar poora shadyantra aur ghatnakram khola toh 57 nikal ke aayi. Seene ka bojh jyada badh gaya toh jimmewari bhi khud uthaai. Har shashak aur pramukh ko yahi toh karna chahiye ki wo durghatna ki jimmewari le aur aise insaan apne atche karyo ka shreya khud lete bhi nahi. Aaj ulta ho raha hai prajatantra me. Jaha insaan ke durgam jiwan me pehle 4 log hothe the sahare ki, gaav dehaat me bahar se aaye musafir ke liye kisi bhi ghar ke aangan me charpaayi bhojan milna saral tha. Aaj wahi ek dukhi insaan guhaar laga de ki mujhe taklif hai aur prashashan uski sahayata nahi kar raha, falane mukhiya, MLA, adhikari uski arzi thukra rahe hai kyonki uske paas rishwat ko paise nahi hai, uske dost bade auhdo par nahi hai, wo falani haat se hai. . toh uski pareshani ki jagah usko jiwan se he nijaat dila di jaati hai. Har ghatna me pehla konn yahi dhoonda jata hai ki isko anjaam dene wala vyakti kis jaat se tha, kis samudaye se, kis party ka shashan hai uske praant me aur thik baja kar aam aadmi ki awaaj samjhe jaane chauthe stambh ko bhi samjha diya jata hai ki jab tak masala nahi lagaoge, boti nahi paoge. Lekin hum kar he kya kar sakte hai? 97% jitne kamjor jo hai. 50 ki vaccine black me 50000 ki bhi le lenge kyonki yahi toh samadhaan hai hamare paas. Wo polio vaccine ki tarah muft me lagni chahiye par raajkosh bhi toh khaali ho raha hai. Ab paise nahi hai toh gadi, janwar ya beti bahu toh hogi. Giddh hai sabhi ke sabhi wo 3% shasak jinhe 97% ne chuna. Abe 10vi ke baad subject chunn na sake sahi jis se apna jiwan banana tha aur raja chunoge?
'bhai wo mera dost bol raha tha badhia aadmi hai aur uski pehchaan bhi hai andar tak. Isliye maine bhi usko he vote de diya. Sahi hai na kaam toh padta he rehta hai?'
Le lo pehchan pichwade me bhai jab wahi aadmi us vote ke badle tumhare ehsaan ko aise chukayega
'apna he bacha, wo 50000 wali iske liye 45000 me.. haan . Apna he hai toh hume fir kehna na pade. "

Mil gayi pehchaan bacha kar 5000? Abe wo 50 ki thi jo 45000 me le kar itra rahe ho. Jiske paas paise nahi the wo shamshan he le gaya apne baapu ko ye bol kar ki waha oxygen na mili toh lakdi toh Hain he. Udhar bhi wo 2000 ke 10000 dega. Ye hai prajatantra eternity bhai aur dekho 2 minute me hamara comment report fir delete.
Sadhuvad
Pehle he maafi chahte hai aap sabhi se apne vichar prakat karne ke liye. Bhai vichlit the thoda toh hum bhi ho gaye. Subah gaanv se sandesh mila tha ke rishtey ke bhai kal raat poore ho gaye. Batao paisewale bhi ja rahe hai ab.
Bahut hi behtareen Enigma bhai, apni 35 saal ki awastha me pahlibaar koi apni soch ka mila bhai.
Ek ek line dil ko chhu gayi.
Virtual hi sahi, chhadm vesh me hi sahi par apse judana bahut hi mayane rakhata hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top