• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

odin chacha

Banned
1,415
3,460
143
Enigma bhai kya narendar ji ke job ke baare mein rameshwar ji ya kaushalya ji ko pata hai?
 

Sushilnkt

Well-Known Member
3,094
5,364
143
Waah bhai gajb

Sach me alg hi level par pahucha di hai kahani ko.... Har kirdar apne me ek maharat rakhta hai.. sabki alg pahchan hai.

Sach me adhbhut.......


Ab dekhna bahut kuch hoga... Kahani me alg hi mod aayega
 

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,899
173
Matlab retire ho bhi sakte ya chutti pe.Lekin yaha Dept ki baat ho rahi jaise Pandat ji ne bataya tha tha ke teeno bete sarkari sewa baje rahe.
Haan conda bhai bande toh sarkari hai aur filhaal lambe avkaash par ghar. Dekha jaaye toh business me bhi Umed ke sath kisi ka ghoshit naam shamil nahi hai sirf sarkari naukri ki wajah se.
 
165
704
108
Meghnaad amar raha bhai aur ye toh apne Inderjit hai jo Vishnu baandh gaye. Inke bina Pyaar 💯 bar poori na hone wali. Sexy krishna ji ki kasam. 🤣
Badr bhai ek scene me jab sanjiv se baat karte waqt inderjeet ne Kaha kis usne apna nirjeev shab dekha hai. Aur ek scene jo bhavisya ka tha apne usme hi ek admi ko nirjeev dikhaya tha .dono kya inderjeet se jude hai kya .

Ek aur baat inderjeet ko swayam bhagwaan sheshnaag ke avatar laxman ji ne maara tha.
 

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,899
173
Badr bhai ek scene me jab sanjiv se baat karte waqt inderjeet ne Kaha kis usne apna nirjeev shab dekha hai. Aur ek scene jo bhavisya ka tha apne usme hi ek admi ko nirjeev dikhaya tha .dono kya inderjeet se jude hai kya .

Ek aur baat inderjeet ko swayam bhagwaan sheshnaag ke avatar laxman ji ne maara tha.
Bahot sahi baat kahi bhai aapne lekin main isko thoda aur kholna chahta hu. Meghnad/Meghnath ekmatra yodha tha jisne ek he din me sabse jyada dushman sena khatam ki thi aur swayam Shri Ram us waqt asahaye the bhrata Lakshman ke sath. Samooche pauranik katha sangrah ya kisi bhi granth me uske samkakah koyi yodha-shoorvir nahi milega agar aap jaankari jutaaye toh. Wo Sulochana se vivahit tha jo swayam sarpraaj Sheshnaag ki beti thi. Lekin vivaah Sheshnaag ki anumati se nahi hua tha. Meghnad dwara Amar-rath ke yagya ke dauran Vibhishan ne he waha Lakshman ke dwara yagya khandit karwaya aur tabhi Meghnad ko pata chala tha ki Laksman he Sheshnaag hai. Wo yudh se prithak hone ka vichaar liye jab Raavan ke pas lauta toh ehsaas hua ki ye yudh uske pita ke maan-samman pratishtha ka bhi hai. Na chahte hue bhi Meghnad lauta aur yudh me shamil hua. Sheshnaag tabhi Meghnad ko maar sakte the jab wo niyati ke dono charan atharth 14 baras bina soye aur Meghnad ka wo durlabh yagya khnadit kare. Meghnaad unka sach jaan chuka tha isliye wo pehle he apne pariwar ko bata kar he aaya tha ke aaj uske jiwan ka aakhiri din hai aur Sheshnaag waha uska intjaar kar rahe. Yahi wajah thi ki us yudh me Meghnad ka ek bhi baan Lakshman atharth Sheshnaag ko koyi haani na pahucha saka aur wo unke hatho mrityu prapt karne ke bawjood ajay kehlaya. Kuch bengali poems hai jinhe padh kar behtar jana ja sakta is kidaar ko jiski prashansha swayam Shri Ram ne ki thi.
 
298
776
108
Enigma bhai,
Bahut hi shandaar update raha aur Inder bhai ka jalva jaise chahe the vaise hi dekhne ko mila,sath hi Inder bhai ka IB officer vala suspence bhi.
Ek taraf Deepa bhabhi aur Jasleen ka deeply khulna,Krishneshwer ji ka surrender bus chha gaye ho aap is update me.🤗
Aapko meri taraf se❤️💯12
Aap aise hi ✍️rahe hum aise hi 👻kare rahe.
DHANYAVAD
 
  • Like
Reactions: Sameer Garg
Status
Not open for further replies.
Top