• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Enigma

Well-Known Member
4,125
57,924
173
Bhout hi adhbhut update bhai g.super- duper se bhi hit bhai.itna pyar itni dosti bro .bachpan ki yaad dilla di bhai g🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pr guruji to already sasural jake as chuke h🤔🤔🤔🤔
Waiting bhai
Bhai Goa wale hai😅
Wah..Jannat ka "JANNAT SA NAJARA"
Kya kare sahab....


Suna suna sa lage hai. Jb koi update nhi dikhe hai....

Ek to jb update aata mn vichlit ho jata hai...
Are Rahim Chacha aap yaha 😂😂😂.
Nahi chacha kisi ka wait kar rhe h 🤤🤤🤤🤤
Tufaan se pehle ki khaamoshi hai agle update me Anamika ke sath tufaan ayega.
waise koyi kucch bhi kahe .. magar iss 'Pyaar - 100 baar' ka asli nayak to Dr. Shankar kaushalya sharma he hai .. bhai ye laddoo 50 ke lapete mein hai .. aur in mahashay ka abhi tak bachpana pura na hua .. jo har samay apni maa ke palloo bandhe rehte hai .. asli tabahi to bechare Inder aur Madhu bua ki rahi hogi .. kyonki kaushalya ke iss laddoo ne apne chhote bhai-behen ko to maa ki gaud mein aane na diya hoga ...

aprampaar leela hai mahadev ki ...
Bhai update kab doge time ho gya h Arjun se milne ka
Kya chhutti Bhi aane wala hai?
Sir...Mera ek Prasanna hai...?
Arjun ne Jo akhade se praman Patra laya tha use lotane Ka drisya Aya he nahi..Kay age es drusiya pragat Hoga ki Nahi..........
Waiting for next update.
Apdate hamesha rat ko hi ayega mostli sabhi storees ka to din mai check karna bekar hai rat ko aata hai apdate wo bhi das baje ke Baad
baap numbri{ sankar}
beta dus numbari { ARJUN}
Pandit ji ka purnima dadi jinko ye kehna ki "Galat keh raha hu kya bhabhi? Aur aapse toh Raghuvir kuch chhipata bhi nahi tha chahe kabhi bhule bhatke bacho ko sab na bataya ho."
Yaha mera sawal he ki agar raghuvir ji purnima ji se khuch chupate nahi the to kya unhone Divya sang apne prem ke bare me purnima ji ko bataya tha ?
Ayr kya Sambhav ke bare me bhi purnima ji ko batay tha.
Agar haa to iska jikar pehle kyu nahi kiya gya.
Aur agar nahi to pandit ji ye kaise keh sakte he ki Raghuveer ji purnima ji ki sab batate the.
Gulabi aur Hara.Aaj ki tarikh main.Jitni jarurat ho aur thodi us se jyada.Happy holidays Amigo and stay safe,and keep the others around you more safer.
Super update hai Bhai
kyaa baat guruji
2 din mai 2 update deke toh jannat ki saur krwa di aapne
lekin alka aur ritu ke firse adhure milan ne aur jyada curiosty bada di inka purra milan dekhne ki
kripya krke jaldi se jaldi inka poora scene dikhado guruji 🙏🏻🥺😍😍Enigma
Bhut hi ummdah or lajawab update.
3300 Pages Complete hony waly hain jis par Advance main MubarakBaad qabool karyn

Or NEXT Update ka Intzar hai bhai 😈
lomad(shankar) ko na kuchh bolofirefox420 (jalti lomdi) fir sulag jaati hain...
Update 168
congratulation for 3300 pages Bhai..
congratulation for 3300 pages Bhai.. :rock1: :rock1:
Update time sayad Index update ke next din bataya gaya tha....
Congrats for 3300 pages bro
Enigmaa sir ji. Bohot updates se 'H' ka jikr nahin kiya aapne ???


Uske bhi athkheliyan dikha dijiye ek aadh update mein !!!
Vartaman ke bare me jitne bhi updates hai unke no. koi bata do bhai log
Vartaman to koi nhi hai story mein bhai :hmm:
Jis update mai ek aadmi(shayad arjun) andhere kamre mai mala chadi huyi photos ko dekhta hai aur daaru peeke dukhi hota hai aur sochta hai ki ab wo kitna akela hai wo seen vartamaan ka hai baaki sab aage peeche kaa.
Barfili jagah par toh Arjun Zubeida se milta hai
Enigma bhai aaj update aayega kya??
Sirji,,,,,
kya aaj Anamika chachi ki thukai hone vali hai????
Agr hone wali hai to kitne baje??

Pratiksha me 🙇🏻🙇🏻🙇🏻
Khani past mn chal rhi hy oor 2012 tk rhy gi vartmaan k sb sy pass pehla page hy ka start hy jhaa arjun 2020 mn 40 saal ka hoga 😇
Aaj update ayega?
IMG-20210617-224311WAITING......
मेरे विचार आपसे पूरे मिलते है…सहमत हूँ…
Afsana ka to pta nai zubaida ko mila tha shayad
Update page number 3304 par 2 bhaag me pesh hai dosto. Agla bhaag 19 ya 20 taarikh ko dene ke baad main laghu avkaash pe rehne wala hu. Bahot se kaam baaki hai isliye ye pehle bata dena uchit hai. Mumkin hua toh likhunga par samay pariwar ke beech vyatit karne ki itcha hai. Fir se padh lijiyega bahot kuch samajh tabhi aayega.
Shubhratri 🌱💚🙏
 

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,769
189
Update page number 3304 par 2 bhaag me pesh hai dosto. Agla bhaag 19 ya 20 taarikh ko dene ke baad main laghu avkaash pe rehne wala hu. Bahot se kaam baaki hai isliye ye pehle bata dena uchit hai. Mumkin hua toh likhunga par samay pariwar ke beech vyatit karne ki itcha hai. Fir se padh lijiyega bahot kuch samajh tabhi aayega.
Shubhratri 🌱💚🙏
Jald hi wapis lautiyega laghu avkash se
 

eternity

Active Member
501
1,876
138
"Papa aur chacha toh aaye he nahi daadi. Aap unhe bol dena ki main unse naraaj hu.", Savere 4 baje he Ritu tayaar ho chuki thi aur uski daadi bhi samay se pehle tulsi me jal arpit karke apni pauti ke pas bahar aangan me baithi usko waha rehne aur jeene ka gyaan dene me lagi thi. Ek policewale ki biwi hone ke sath unhone bhi duniya ghoomi thi aur Kashmir se kanyakumari tak apne bacho, pati sang avkaash bitaya tha.

"Aisa hai ki tu naraaj hai aur wo idhar hai nahi toh bhalaai isme he hai ki tu khush ho ke jaa aur apna sara samay apne hisaab se jee. Jab laut ke aayegi toh pakad liyo bade doctor ka collar. Sach kahu toh tere baap ka bhi dil na lagne wala tere peeche se isliye usne furlow maar li. Aayega toh fir nautanki karta puchega ki uski gharwali aur beti kaha gayi jabki sab pata hai usko. Tu samajhdar hai Ritu aur Alka Aarti khud ko duniya me ladki ki tarah jyada dekhti hai isliye apni maa aur naani ke sath inka bhi khayaal rakhna. Jis tarah pahado me mausam ka koyi hisaab nahi waisa he insaan aur udhar basne wale janwaro ka bhi. Kab kiski matt fir jaaye keh nahi sakte.", Ritu ne apni daadi ko apne sath lagate hue utne he pyaar se jawaab diya.

"Ye main jaanti hu meri pyaari daadi aur jab main Aaru ka dhyaan rakh sakti ho jo sabse bada bailbudhi hai toh fir Alka kahi jyada samajhdar hai. Haan Aarti dekh lena udhar bhi khana peena sona aur padhna he karne wali hai par usko kudrat ke kareeb rehna jyada pasand hai. Aapke peeche se wahi toh bagiche ka dhyaan rakhti thi Krishna chachi ke sath. Waise meri sifarish laga do na bau ji se ki ek aadh pistol he dilwa de.", Ritu ki aisi nautanki sunn kar halke hatho se uska gaal thapak diya Kaushalya ji ne aur idhar Pandit ji bhi naha dho kar saaf kurta pajama pehne unke saamne charpaayi daal kar baith gaye.

"Sunn rahe ho apni pauti ki baat? Isko tamancha chahiye abhi se. Iske baap ko toh aajtak na dilwaya aapne aur ye uske he nakshe kadam par hai.", Pandit hi bhi ye sunn kar hansne lage the jabki Ritu apni daadi se jhooti narajgi dikhati hui mooh jhukaye baithi thi.

"Doctor ke paas aujaaro ki kami hoti hai kya bhaagwan? Waise galat toh nahi kaha meri gudiya ne jab ye tumhe sara shehar ghuma deti hai dopahiye par aur tumhi naraaj thi jab Sanjiv inke liye scootry laya tha. Bematlab na wo prayog hui aur na ye car jo Arjun ke bina waisi he khadi hai. Suraksha sabka adhikaar hai aur aaj ke jamane me ladkiyon ka toh kahi jyada. Filhaal puttar ji college poora karo, fir kya pata choti si pistol ki jagah 10-10 bandook dhari tumhari suraksha me rahe. Kisi mahaan vyakti ne ye kaha hai ki dimaag se bada hathiyaar koyi nahi lekin usko bhavnaao aur galat uddeshyo se dur he rakho. Dushman saamne ho ya andhere me, wo khud apni kamjori tumhare hawale karega. Galat kaha kya kuch maine Ritu bitiya?", Ye sab Ritu bade dhyaan se sunn rahi thi aur apne dada ji ke mukh se ye shabd jaise usko ummeed nahi thi.

"Arjun ne bataya aapko bau ji?", Unhone haami bhari aur fir khud he aage ho kar Ritu ke sar ko bade he pyaar se sehlaya.

"Insaan bada ho jaaye toh wo sabki najro me aata hai par wo kaise bada hua ye log jaante nahi beta. Tumhara chota bhai yahi shiksha mujhe de raha tha kyonki wo jab bhi darta tha tum usko sambhaal leti thi. Usne mujhe stadium se pehle hui tumhari aur uski vartalaap ka ye chhand aise he sunaya tha aur ye bhi bataya ki jab wo ghira hua tha, hum sabse dur akela toh usko yahi yaad tha ke kamjor wo log hai jinke paas hathiyaar hai aur taqatwar wo khud kyonki sabhi usko ghere hue hai. Tumhe humne kabhi kitabo aur ghar se itar nahi dekha fir ye itni gehri baat?"

"Darr... Darr sabkuch dikha deta hai bau ji par kya hume wo baant kar baaki sabko bhi kamjor karna chahiye? Aapne toh aisa kuch daadi ji se kabhi sanjha nahi kiya hoga jisme kabhi aapko darr laga ho. Phir bhi aap ek udaharan hai sabke liye kyonki aapne us darr ko uski wajah tak wapis bheja khud rakhne ki jagah. Ek shaant dimag, mahol ki samajh aur sharirik bhasha pehla charan hai khud ko aage badhane ka. 8 Nov 1992 aur ye baat aapne ek naye naye DSP ko bataai thi jo Sunday ko aapse milne aaya tha aur agle din uski joining thi. 7 March 1993, Holika poojan wale din aap Raghuvir dada ji ke sath aakhiri baar is ghar me the aur unhone kaha tha ki ab wo kamjor hai aur unhe kuch yaad nahi rehta siwaye aapke, dono daadi aur Ajju ke. Unhone mujhe Shalu kaha tha us waqt aur yahi shabd kahe the ki beta tum hamesha yaad rakhna ki dil se jyada dimag ko prathmikta deni chahiye. Ye jo tumhare chacha hai na Raame, isne jo saha hai usko rakha dil me lekin halaat ke saamne dimag band nahi hone diya. Dimag se kaam lene wala insaan ..

"Kabhi bhi haarta nahi aur dil se sochne wala aksar toot jata hai'. Sachmuch itna mujhe bhi yaad nahi tha beta lekin tumhe toh din aur tarikh tak yaad hai 5-6 baras purani. Kaushalya ab maante hai ki tum aise he is doctor ko us bailbuddhi se upar kyun rakhti ho.", Rameshwar ji gadgad ho uthe the apni pauti ki yaadashat aur har lafz ko yaad karne ki kabiliyat par aur unke beech ab Alka aa baithi thi bau ji ki bagal me.

"ye sab maine he toh sikhaya hai isko bau ji. Ab dekho majedar baat main batati hu jis par daadi ne bhi gor nahi kiya. Aapka janamdin aata hai 31 July ko aur aap DSP bane the usi taarikh ko aur thik usi din aap retire bhi hue 1988 me. Lekin kuch aur bhi hua tha us date par agar Ritu bata de toh main maan lungi ki ye mujhse behtar hai.", Alka ki nautanki par Ritu toh hans rahi thi jabki inhe chai de kar paas khadi hui Komal ne fataak se jawaab de diya tha.

"Ritu ek mahine ki ho gayi thi agar dekha jaaye toh aur agle din 1 August ko Aarti ka janam hua jis din Papa ka bhi birthday aata hai. Ab ho gaya ho toh tum dono apne apne bag utha lao, bahar naani ji ki gaadi aa chuki hai. Bau ji main aur chai abhi leke aati hu.", Komal ke jawaab ko sunn kar Rameshwar ji ne prashansha se Alka ki taraf dekha jikse chehre par 12 baje hue the.

"Toh Komal ne sahi jawaab diya?"

"Unki memory kamaal ki bau ji aur yahi wajah hai ki unke ganit aur itihaas me kabhi number nahi kat-te. Hum dono didi se he toh padhti aayi hai aur baad me chachi se jinse ab bach kar rehna padta hai. Wo kitaab par underline tak ke khilaaf hai kyonki baaki likhne wala koyi bewkoof thodi hoga. Ritu behan mera bhi bag leti aa na.", Alka wapis baith gayi thi apne dada ji ke kehne par aur Ritu pehle apne nana naani se mil kar unhe yaha tak laane ke baad bhitar chali gayi.

"Aao aao Kundan ji maharaaj. Aho bhagya jo savere savere pandit ji ke darshan hue.", Rameshwar ji ka mood toh pehle se he badhiya tha aur wo gale lag kar apne samdhi se mile, hath jodd kar Sunanda ji se jinhone Alka ko gale lagane ke baad Kaushalya ji se bhent ki.

"Dekh lo bhabhi, inke tanj. Maine kaha ki jab gaushala tak aa rahe ho toh ghar bhi aa jao par bahana ye tha ki aap ghar pe nahi thi. Waise ye bhi sahi hai ki hume ajaadi milne toh lagi jab aap log khud he bacho ko bahar leke jaane lage ho. Toh gaanv me sab thik se ho gaya na?", Raat ko Umed ko chhodne jaane wali baat ko unhone is tarah ghuma kar bataya tha.

"Haan bhai sahab aur ab bache bade ho rahe hai toh unhone dada daadi tak ko nischint kar diya hai sab bojh se. Bittu wapis aaya kya?"

"Agle mahine he aana hoga uska toh ab. Der se he sahi par usko apni pasand ka mehkama toh mila aur iski wajah bhi hamare Pandit ji he hai. Waise Arjun jyada lambi chhutti nahi le raha?", Komal ne chai dene ke sath apne nana naani ka aashirwad liya toh Kundan ji ne apni jeb se kuch note nikaal kar uske aur Alka ke hatho bhar diye jebkharchi ka bolte hue. Samaan aangan me Aarti aur Ritu ne he rakh diya tha jisko ek patla sa driver us safari gaadi ke pichle hisse me rakhne laga jo ye log sath laaye the. Aarti bhi Sunanda ji ki bagal me aa baithi thi jisko wo Ritu ke samkaksh he chahti thi. Alka ke hath me paise dekh usne khud he hath aage badha diye jis par Kuashalya ji ki ghoorti aankhon ko Sunanda ji ne he mana kar diya.

"Ab bacho ka samay hai aur hum he inhe apna kaam kaaj, dharohar na dikhaye toh kal ko ye sambhalenge kaise. Arjun aur Sanjiv hamesha is sabse bhaagte rehte hai isliye ye ladkiyan he laayak hai ab sab sambhalne ke. Aarti ko toh waise bhi pahaad bahot pasand hai. Shimla jo gayi thi apne dada daadi ke sath 3 baar.", Sunanda ji ko bhi bacho ke baare me sab pata tha aur Rameshwar ji ne bhi isme sehmati di.

"Toh driver ke sath badi gaadi me ye 5 log chale jaayenge? Pichli seat utni araamdayak nahi hai is gaadi ki. Kal he pata laga mujhe toh jab thodi kharaab sadak par pichli seat par samaan ast-vyast dekha.", Thik yahi gaadi toh ghar me bhi khadi thi.

"Main toh chahti thi bhai sahab ki Rekha ya bachiyan he chala le chale par pata nahi ye sab jaanti bhi hai ya nahi aur gaadi badi hai thodi.", Rekha ki gaadi chalane wali baat par Pandit ji thoda tajjub kar gaye par Kaushalya ji shaanti se bas muskura bhar di.

"Tara chala leti hai par uska abhi office jaruri hai. Ritu ka hath saaf nahi utna aur gaadi sachmuch badi hai. Rekha akeli tang ho jaayegi itne lambe safar par, hath me patti bhi bandhi hai uske. Koyi baat nahi driver thik hai jab aur koyi hal nahi toh.", Idhar Kaushalya ji baat poori hui thi ki Rekha ji bhi apne saas sasur ka aashirwad lene lagi jinhe pata tha ki Pandit ji ko kanyao ka jhukna pasand nahi isliye unse hath jodd kar he abhivadan kiya. Baap ne bhi beti ko sada khush raho bol kar waha sabka dhyaan dene ka mashwara bhi jodd diya. Bas kuch alag baat thi toh ye ki Rekha ji ne saree ki jagah ek safed-aasmani rang ka salwar kameej pehna tha jiska dupatta sar se seene tak tha. Chai par thodi bahot baatchit ke baad Kaushalya ji ne Kundanlal ji ko toh rok liye pati ke sath nashte par sath dene ke liye wahi sara samaan rakhwane ke baad jab driver ko khade paaya toh sabhi jaane walo ko samay ka bhaan karate hue ab nikalne ko kaha. Dhoop badhne par safar thoda kashtdayak ho sakta tha.

"Apna dhyaan rakhna aur papa ka bhi. Tara peeche se Rupali tumhari jimmewari hai beta.", Rekha ji ne gate ke paas he Rupali ko apne gale lagate hue dulaar kiya toh thik waisa he Ritu ne bhi. Komal aur Priyanka ne bhi khushi se unhe vida kiya tha Lalita ji aur Krishna ji ke sath. Kaushalya ji gaadi ke peeche jal arpan karke prabhu se safar surakshit rakhne ki dua maang bina dwaar band kiye he wapis laut aayi.

"Sonu beta waha chowk wale dhabe par gaadi rok dena.", Sunanda ji ne jab driver se ye kaha toh saamne wali seat par baithi Ritu thoda hairani se dekhne lagi peeche jaha Sunanda ji ke sath Aarti aur Alka thi jabki aakhiri hisse me akeli Rekha ji. Gaadi me abhi se AC chalu tha aur is sector se bahar nikalte the agle chowk par market me bane us badhiya dhaabe ke kinare safari ke break lag gaye. Driver gaadi me chaabi lagi chhod kar hath jodta hua pichla dwaar khol kar apni malkin ke bataye thikane chala gaya tha. Pichla darwaja sahi se band karke ab chaalak seat par Rekha ji baithi thi aur dupatta sar se utar kar bas unke gale me 'v' akaar me bandha unke chehre ko saaf dikhane laga. Apni beti ko muskura kar dekhne ke baad unhone gear aage ki taraf daalte hue panja dabaya aur safar fir se shuru ho chala.

"Aap chala lengi itni dur tak maa? Aur hath par chot hai wo?", Ek hath ki ungliyon se he steering sambhalti hui Rekha ji ne dusre hath se Ritu ki goad me rakha apna handbag khol kar wo gulabi kapde ka bana bina ungliyon wala dastana nikaal kar kohni steering par rakhte hue jis tarah se pehna tha Ritu ke sath khud Alka aur Aarti tak hairaan reh gayi. Jald he ye gaadi shehar ki khaali sadak par 80 paar jaa rahi thi aur bhitar ki khamoshi ko itna khinchta dekh Rekha ji ne khud he dhimi awaaj me wo 8 number wala chalu kar diya. 'Zindagi ek safar hai suhana, yaha kal kya ho kisne jana.'

"Arre badi maa, aap toh sachmuch he mystery ho. Aapne gaadi chalana kab seekha aur wo bhi aise hath chhod kar?", Waise yahi sawaal us driver ka bhi hota agar wo sath hota jisne Rekha ko steering par us pehchani hui gaadi me dekha. Par Narinder ji ke chehre par muskurahat thi ye dekh kar aur unke baaki dono bhai jaise apni he charcha me masroof the. Rajkumar ji jaise kuch deri se aane wale the Walia ji aur Dharampal ji ke sath. Lekin Rekha ne bhi wo gaadi bakhubi dekh li thi jo uske pati ki he thi aur chalane wale uske devar.

"Aarti bitiya isne gaadi toh tabhi seekh li thi jab tere bade mama ko tere nana ji jeep sikhane lage the. Haan ye Bittu se pehle sikh gayi thi shayad 14-15 ki umar me."

"Maa, sirf chalaai thi us waqt. Hath toh mera aur Rajesh ka ek saal baad sahi hua tha jab jeep ghar pe rehne lagi thi. Main chahti hu ki tum teeno bhi scooter se ab car pe aao. Jarurat kabhi bhi padd sakti hai aur hamesha toh driver ya bhai papa nahi honge sath. Bas chalana tabhi jab option na ho. Chaho toh waha chal kar main thodi help kar sakti hu. Alka aur Arjun ne toh Sanjiv ke sath practice bhi ki hai pehle.", Ye badi gaadi pull ko paar karte hue he 100 ke paar ja chali thi lekin halka sa bhi kampann ya raah bhatke bina.

"Daadi mana thodi karegi aapko agar aap unko sath lekar market waigarah jaane lage toh. Kayi baar unhe Tara ka wait karna padta hai jab aur koyi na ho.", Ritu bhi shehar ko paar hote hue dekh rahi thi aur andhkaar khatam hone ka ishara dete us neele narangi aasman ko bhi.

"Toh unhe pehle mandir ya tumhare college kaun leke jata raha hai.? Aaru ke school bhi toh main gaadi se he jaati rahi hu. Unhe pata hai par sirf kaam se jana thik hai. Aaj bhi wo khud he kehti ki main gaadi le jaun agar hath pe patti nahi hoti.", Rekha ko dekh kar ek pal ko toh khud Ritu bhi unki khoobsurati ke sath gaadi chalane ke andaaj par fida ho chali thi.

"Daadi ne naani ke saamne ye kaha bhi tha aur bau ji ko atcha bhi laga jaan kar ki aap gaadi chala leti hai. Sach kahu toh chachi mujhe bhi na is tour par driver pasand nahi aaya tha. Par safar toh 7 ghante ka hai na?", Alka ne abhi se wo paani ka flask khol kar peena shuru kar diya tha. Aarti ne Ritu ko apna dupatta utaar kar ek taraf rakhte dekha toh aap bhi waisa karti hui ab araam se baith gayi.

"XXXX bypaas 1 ghanta aur XXXX shehar dedh jaha andar se jaane ki jagah hum hamare gaanv se pehle he river-side se dusra route lenge. Sab thik raha toh fir dhaai ghante aage. Matlab 5 lekin tum sabne breakfast bhi toh karna hoga? Hum atchi si jagah rukte chalenge. Maa aap chaho toh thoda so sakti ho, ye log mere saath hai filhal.", Yahi nadi wala rasta Arjun ne Ritu ko bataya tha jo jyada logo ko pata nahi tha par uski maa ko tha.

"Chachi bas ek galti ho gayi jo ab dhyaan aaya. Is Ritu ke chakkar me main Sanjiv bhaiya wala camera bhool gayi. Samaan he itna jyada tha.", Iska jawaab Aarti ne he de diya jabki Ritu ne wo daraaj waise he kholi thi jiske bhitar ka samaan dekh usne turant he band kar diya par uski maa se ye bhi na bacha tha jo bas halke se muskuraai aur ab Ritu ne unhe dekh liya tha jiske badle me bas halke haami bhar di.

"Pata tha mujhe isliye maine raat ko he camera aur dher sari battery badi maa ke bag me rakh diye the. Waise naani wo jagah kaisi hai dikhne me? Matlab bheed-bhaad toh nahi hai na udhar?", Sunanda ji seat par sar tikaye halke se muskuraayi.

"Bheed toh tum lagana chaho toh laga lena lekin uske ek kilometer aaspas toh sirf sabkuch hamara he hai, kuch jungle sarkaar ne le liye sadak kinare wale par nadi aur jheel kinare sab apna he hai. Tumhe waha kisi tarah ki kami nahi khalegi meri gudiya. Haan shehar thoda 2-3 kilometer dur hai jitna mujhe yaad hai baaki 4-5 saal me kuch badla ho toh pata nahi aur us se pehle main tabhi gayi thi jab tumhari umar ki thi aur haan shaadi ke baad bhi 2 baar."

"Wow. Bas fir toh ye pakka ho gaya ke main toh meri padhaai poori karne ke baad udhar he rahungi aur bas apni books likhungi. Badi maa, aap bhi mere sath he rehna kyonki ye doctor toh videsh bhaagne wali hai aur Alka ji ke vichaar hai saari duniya ghoomne ke. Mujhe thehraav pasand hai bas jagah aisi he honi chahiye jaisi naani ne bataai. Haan raat me light ki problem na ho bas, andhere se aajtak darr lagta hai mujhe aur itni badi jagah par toh ye aur jyada.", Ab Ritu aur Alka khulkar hansne lagi thi Aarti ke kaboolnaame par.

"Maa, Aarti ne toh samasya he khatam kar di ye keh kar par fir iske liye toh ghar-jamaai na lana padega?", Rekha ji ne toh baaton baaton me yaha Aarti ko jis tarah dhara tha uske sath baaki dono ke chehre bhi khamosh ho gaye the. Par Aarti ne thoda tunak kar jawaab diya ek aankh Ritu ki taraf daba kar jo uski nasamjhi thi.

"Mujhe shaadi he nahi karni badi maa aur mujhse pehle Pinki didi aur Komal didi bhi hai. Unke baad Alka, Ritu, Rupali.. Main sabse chhoti hu toh mujhse pehle bahot se baaki hai.", Aaine se unke is bachkana ishare ko dekh Rekha ne chehre par jyada bhaav laaye bina saamne khali sadak par he dhyaan rakha jaha sirf yahi gaadi apni gati par bhaag rahi thi. Double highway par bahar se koyi dekhta toh gaadi saaye karti nikalti dikhti jabki bhitar toh agli seat par belt bandhe Ritu upar chaukdi lagaye araam se baatchit me lagi thi. 155 par sthir chalti gaadi jaise Rekha ke bhi anumaan se tivra thi. Aaj wo apni betiyon ko samaaj-pariwar se dur aise safar par le ja rahi thi jaha wo unke charitra aur kshamta ko nikharna chahti thi khush rakhne ke sath. Halki fulki batchit aur Rekha ji ka unkse sath masti majaak karna teeno ko bha raha tha jabki Sunanda ji toh bacho ke sath khush hoti hui kuch he samay baad so chuki thi. Apni jawaan hoti betiyon ke sath wo ek waisa he naya rishta banana chahti thi jaisa unka apni maa sang tha. Sirf Komal he abhi tak apni ke kuch pehlu jaan paayi thi unke sath aisa he waqt bita kar.
.
.
"Mujhe bathroom jana hai?", Arjun itni der se sone ke bawjood thik saadhe 4 uth chuka tha aur palne me Niketan bhi jaise ab apni maa ke pehlu me thoda sona chahta tha stannpaan karte hue. Anamika chachi abhi bhi taange failaaye soyi thi jinke chehre par ek masoom si muskaan neend me bhi saji thi. Kamre me dono lamp jaga kar jab Arjun ne apne jism par nikkar pehni toh wo kuch pal tak bas Anamika chachi ko he niharta raha. Raat ko unke sath us swachand sansarg ke dhero nishaan the unke gore sughad jism par aur saaf safaai ke baad unki yoni par malham lagane ke bawjood uska rang baaki jism ke mukable bahar tak gulabi tha, atchi khaasi soojan ke sath. Unke bache ko utha kar ek chuchak mooh me dene ke baad wo nityakram se nibat kar 15 minute baad he wapis lauta toh ab beta so chuka tha jabki maa aankhen khol kar saamne khade apne premi ko nihaarne me lagi thi. Apni haalat dekh ek pal toh unhe sharam si aa gayi lekin fir laghushanka ki tivrata ko sehan na karte hue unhone Arjun ko apni asamrthata bata di.

"Dard hoga isliye baad me paani se dhone ke baad main paunch kar ye malham fir se laga dunga. Aaj panty matt pehan na.", Unhe bahon me uthaye wo bhitarwale snaanghar me le aaya par usko wahi khade dekh kar Anamika chachi ne sharam se bahar jaane ka ishara kiya.

"Jab bulaon tab aa jana, aise mujhse nahi hoga.", Arjun bhi darwaja dhaal kar bahar aa gaya aur bister par faile sabhi kapde samet kar ek taraf rakhta hua bachi khushi nishaniyan hatane laga. Andar farsh par baithi Anamika ne aankhen band karke prayaas kiya toh dhimi gati se mutra-nali se gujarta garam taral thoda sa he bahari hisse par girte he ek tej chees si poore jism me uthi jaise unki yoni par laal mirch jhonk di ho. Ek hath farsh par aur dusra diwar par tikate hue unhone himmat se kaam liya. Aaj jaise rang kuch gehra jaan padta tha par iski wajah unhe atche se maloom thi. Nal chala kar farsh dhone ke baad jab unhone apni yoni par thanda paani chhidka toh wo khud uski rangat aur sooji faanko ko dekh vismit ho uthi.

'Ab aisa toh hona he tha.', Wo dard me bhi muskura di aur atche se yoni saaf karne ke baad unhone apne poore jism ko paani ke hawale kar diye siwaye baalo ke. Chucho par bhi darjan bhar nishaan the aur paani ki halki maar bhi jism me aag bhadkati lagi. Chote darpan me apni vaksho ki jodi ko nihara toh khud he unke kasaav aur Arjun dwara bharpoor mardan ko yaad karke wo fir se andar he andar geeli hone lagi thi. Arjun ne bhi paani ki awaaj sunn kar jaan liya ki wo jism ko bhi taajgi de rahi hai. Toliye se paunchne ke baad jaise he kadam badhaye toh ek baar fir darwaje ka sahara lena pada.

"Isliye keh raha tha ki mujhe sath rehne do. Laao peeth paunch du aapki aur fir ye cream laga deta hu.", Arjun ne jaisa kaha wo uski maanti gayi par choot par uske sparsh se he wo sisak uthi. Ujale me jaise wo uske saamne aise aane me he hichkicha rahi thi aur ab toh wo unki yoni ko he halke hatho se masal raha tha.

"Bas gown pehan lijiye aap aur main Aanchal ya Laali ki maa ko bol deta hu chai banane ke liye."

"Nahi, bas mujhe rasoighar me chhod do."

"Thik hai unhe nahi uthata main par aap araam karo. Main dekh leta hu sabkuch. Koyi pooche toh bata dena maasik ki wajah se bukhaar aaya hai.", Unhe fir se bister par lita kar wo bahar nikal gaya. Arjun ke itne khayaal rakhne par he toh wo us se pyaar karni lagi thi aur ab toh Arjun jyada he khyaal rakhne laga tha. Krishneshwar ji nahane aaye toh unke vastra bhi charpaayi par pehle se maujood mile. Laali ki maa ko bhi pashuon ke paas saaf paani ki balti aur manji hui doodh wali bhi tyaar dikhi jaha pashuon ke saamne unka chara aur saaf paani bhi bhara tha. Wo jab doodh nikalne baithi tab tak Roshni bua bhi uth chuki thi jinke sirhane chai rakhta Arjun unhe subah ki kaamnaye deta hua Aanchal aur Anjali ko aapas me lipte dekh un dono ka choclate doodh mej par rakhne ke baad sirf Aanchal ko hila kar bahar chala aaya. Sanjida ke bhi kamre ke bahar thik samay dastak di thi jo uth kar darwaja he kholne lagi thi.

"Wow. Itna special treatment."

"Kyon main aapke liye bed-tea nahi leke aa sakta?", Hare safed gown ke upar 2 teekhe ubhar jhalak rahe the jinse najar hata kar Arjun ne spasht muskaan se jawaab diya. Abhi abhi uthi Sanjida ke chehre par ek alag he taajgi thi jaise yaha aane ke baad uske jiwan me thodi behtari hui ho. Kuch julfen kaan se aage uske seene tak latki thi. Gol pyaari choti si naak, saaf safed ghere me halki bhoori aankhen aur badami kataav liye ek pyara chehra. Sanjida nurse ke pehrave me jitni sabhya thi utni he khoobsurat is unmukt subah dikh rahi thi.

"Bilkul la sakte ho agar badle me mujhe bhi aisi permission ho toh. Parathe khaate ho?"

"Kahengi toh wo bhi bana dunga."

"Mehmaan bana rahe ho na mujhe?"

"Sorry. Mujhe parathe pasand hai bas ghee jyada nahi. Oh.. Doodh rakh ke aaya tha gas par, bhool gaya. Thodi der me milte hai Sanjida ji.", Arjun turant niche bhaga toh wo usko aise jata dekh hansne se na reh saki lekin halki si chai chalakne par niche dekha toh us jhine gown par ubhre dono chuchak pehle najar aaye jameen par giri chai ki bundo se.

'Hey bhagwaan.. Wo isliye thoda asehaj tha? Ye gandi aadat badalni padegi Sanju tujhe.', Sharmati hui wo kamre me he band ho gayi thi chai ka cup liye. Niche jabtak Roshni bua naha kar tayaar hoti hui rasoi me aati tab tak toh Arjun apna doodh aur khuraak lene ke sath Anamika ko bhi mewe wala doodh aur Krishneshwar ji ko nashta karwa chuka tha jo khud hairaan tha par badle me bas aashirwad dete hue sewak ke sath kheto par nikal gaye jaha kaam jaari thi.

"Beta mujhe keh dete ek baar agar Anamika nahi uthi thi. Main pehle papa ko nashta karwa deti sabko chai dene ke sath. Tumne aata bhi goond diya?"

"Bua ji, kabhi kabhi aapko bhi araam le lena chahiye. Chachi ko thodi problem hai aur bukhaar bhi isliye maine he unhe araam karne par vivash kar diya. Aap ek baar dono didi ko dekh lijiye, unhe doodh toh de aaya tha par abhi tak koyi bahar nahi aayi hai. Main doodh ki balti leke aaya.", Ek taraf nal se apne hath dhone ke baad Arjun toliye se unhe sukha kar bahar chal diya. Cooker ne bhi aalu ubalne ki siti baja di thi aur waha kaddukas karke rakhi mooli, bareek kate pyaaj aur poori safaai dekh kar Roshni bua bhi Arjun ki is alag kshamta se prabhavit hue bina na reh saki. Fir apni beti ka dhyaan aaya toh wo unke kamre me badh gayi jaha dono he taro-taja hone ke baad doodh khatam karke bister samet he rahi thi.

"Dono 6 baje uth rahi ho aur udhar tumhara chhota bhai ghar ka sara kaam kar chuka hai akele he. Mujhe bhi nahi bataya aur papa ko toh nashta karwa kar bhej bhi diya usne. Anamika ye sab akeli karti rahi hai aur aaj uske bimar hone par mere ya tumhare badle wo ladka sab kar raha hai.", Ab ye dono kya jawaab deti ki uske he chakkar me toh inhe sone me 2 baj gaye aur nahane ke bawjood susti jaane ka naam nahi le rahi. Roshni uske baad Anamika ke kamre me dakhil hui haal chaal lene ko aur idhar balti ka sara doodh bade patile me palat rahe Arjun ko dekh kar rasoi me aayi Sanjida apni jagah he thithak gayi. Uski wo asadharan bhujayen aur un par ubhri badi badi machliyan uski yaadasht me shamil har insaan se kahi jyada behtar aur tagdi thi. Ab Sanjida bhi salwar kameej me thi jisko khada dekh Arjun haule se muskuraya.

"Tyaari kar di hai maine aur ab bas aap thodi garmi sehan karo, kal exhaust lagwa dunga yaha. Filhaal ye khidki khol deta hu.", Peedhi par baithte hue Sanjida bhi dekh rahi thi ki wo jitne samay me naha kar tyaar hui thi Arjun ne uska he sara kaam karke rakha tha. V gale ke kameej se wo gore taja dhule ubhaar apni halki chhata saaf dikha rahe the jidhar Arjun ki najar padte he dono ne ek dusre ko dekha aur wo bina kahe bahar nikal gaya.

'Chalo ab itna sochungi toh ya dupatta sambhalunga ya fir kaam karungi. Jawani me sabhi ladke yahi karte honge, aakhir viprit ling ki taraf aakarshan swabhavik kriya he hai.", Jald he Sanjida ki madad ko dono behne aa baithi thi aur Laali ke maa aangan saaf karti baaki kaam me jutt gayi. Sabhi jaise ab ek dusre ka hath bante ja rahe the, kuch khati mithi chhed-chhaad karte hue. Arjun ek baar fir se nahane ja chuka tha kapde khud he nikaal kar jo Anamika ko atcha nahi laga tha par Roshni ye dekh chuki thi.

"Jaanti hu tum aise bister pakadne walo me se nahi ho Anamika par kabhi kabhi avkaash le lena chahiye nahi toh kudrat he karwa deti hai. Tumhe dekh kar Arjun bhi sab seekh chuka hai jo chand roj pehle he aaya. Par itne barso yaha rahi main he nahi seekh sakhi. Kal se tum munna ke sath kamre me he rahogi 7 baje tak. Nashta aur sabki chai mere jimme. Dopehar ko tumhare sath koyi bhi ladki aur raat ko sabkuch mil baant kar."

"Wo badi maa ne saaf keh kar bheja tha didi ki Arjun ka main poora khayaal rakhu kapde se sone tak. Aaj majburi thi par kal se kam se kam mera ye niyam bana rehne dijiyega."

"Atchi baat hai aur wo bhi tera dil se karta hai Anamika jisne ye ghar he badal kar rakh diya. Taai ji ne khud uske kehne par teri yahi sab khasiyat dekh tujhe tera sahi pad diya hai. Pyaar ke badle pyaar wali duniya se behtar kuch nahi hota. Chal ab tu araam kar fir main nashta dekhti hu."

"Uski jarurat nahi hai aunty ji, teeno didi ne mujhe bhi rasoi se bahar kar diya. Ye lijiye aapki dusri chai, nahane ke baad aap piti hai na aur aapki bhi. Lao munna baabu mujhe de do, hum thoda aangan me khel lete hai jab kaam he nahi koyi.", Laali dono ko chai deti hui nischint karwa gayi ki Roshni ki bhi ab waha jarurat nahi khana pakane me. Dekhte he dekhte din shuru hone par sabhi ka kaam samay se pehle he ho chuka tha. Sanjida ki sabne tareef ki thi kyonki nashta bana bhi tareef laayak tha jiske badle me usne sirf yahi kaha ke sara kaam toh Arjun ne pehle he kar diya tha.
.
.
"Aap din me free hai didu?", Jannat subah 6 baje uthne ke baad se he ek vyast dincharya me rahi thi aur thik 8 baje uski mom Meghna Kapoor bhi ghar aa chuki thi. Abhi nashte ki mej par sirf Jeenat aur Meghana he thi jabki Jannat apne gale aur chehre par aaya pasina saaf karti hui gungune paani me nimbu mila kar peeti hui dono ke saamne aa baithi. Meghna Kapoor kaamkaji mahila hone ke sath atche khaanpan ke sath 45 baras me bhi apni betiyon ke kareeb he thi. Khaane ki mej par ek safed dhili kurti aur takhno tak ki hari skirt pehne wo bade saleke se juice peene ke sath halka nashta karti hui dono ko dekh rahi thi.

"Timeline koyi Jini? Mom aap aate he phone par busy thi.", Maa ne bas haan me sar hila diya lekin wo Jeenat ko muskura kar dekh rahi thi. Jannat apne baalo ko saamne baaye kandhe par rakh kar kohni teke apni chulbuli behan ko dekhne lagi jo bread par makkhan bhi ungli se aise laga rahi thi jaise uske mann me koyi kaamuk vichaar chal raha ho. Par atchi baat ye thi ki Jeenat center hamesha poore kapdo me he jaati thi aur uske ye kaamuk vichar apni saheliyon tak he simit the.

"Aap aaj bhi bahar ja rahi hai kya didu? Aaj Monday hai aur 3 din baad wo log aane wale hai. Mom ne venue fix kar diya hai aur catering etc bhi ho gaya lekin mere kapde pending hai jinke sath baaki sabkuch lena hoga. Aaj dekhna shuru karenge toh 2 din toh final karne me lagenge he na didu.", Jeenat ki baat sunn kar Jannat ne jyada kuch nahi kaha par wo usko naraaj bhi karna nahi chahti thi.

"Ek chota sa visit hai Jini 1 baje. Hum evening me chalte hai fir aur tumhe kuch yaha pasand nahi aaya toh hum Delhi chal padenge kal. XXXX ke designs hum 2 ghante me he le lenge waha par."

"Thik toh keh rahi hai tumhari behan aur dhoop me kala hone ka shauk hai kya? Waise tumne apni friends ko invite kar diya? Gathering 100 logo ki he rakhi hai.", Meghna ji ke kehne me kahi bhi badi beti shaamil nahi thi kyonki uske dost he nahi the. Par Jannat ko ye pasand nahi aaya tha.

"Haan maine invite toh kiya hai apni 5 friends ko baaki aapke business friends he 50 hone wale hai. Didu se bhi pooch lijiye ki koyi inka ek aadh friend ye bulwana chahe.?", Jannat ne apni behan ki baat par bhitar he bhitar khushi jataai lekin wo apni maa ki pratikriya dekhne ke liye khamosh rahi.

"Rajhans palace book kiya hai iske liye aur jaahir si baat hai ki Abhishek ke sath uske political dost bhi aane wale hai. List 95 tak toh abhi pahoch chuki hai jabki sabko bataya bhi nahi. Jaanu ke dost maine last time class 5th me dekhe the aur uske baad iska personal circle maine toh nahi dekha. Jaanu, hain koyi tumhara invite.?", thik is waqt he Jeenat car ke horn se bahar bhaag chali apni behan ko baad me bolne ka bol kar. Sakshi usko lene aayi thi aaj.

"Yes mom, ek friend hai aur wo deserve bhi karta hai waha aana. Aapki list jitna marji badhe par wo rahega. We can over-pay."

"Over pay issue nahi hai Jaanu beta. Thik us din he Rajhans me second gathering bhi hai aur waha par limit restrictions adviced hai. 100 matlab 100. Waise ye kaunsa dost ho gaya jiski khabar tak nahi lagi mujhe? Kya meri beti ko sachmuch koyi ladka pasand aa gaya hai?", Mehgna ji ki baat par wo hansti hui unke he bagal me aa baithi.

"Please keep it with you mom. Bas ek normal dost hai but shayad aap uska background jaanti hongi. Arjun Sharma naam hai uska aur XXXX shehar ka rehne wala aur apne he is neighbouring town se uski roots hai. Bahot atcha ladka hai mom aur main usko invite karna chahti hu. Abhishek bhaiya ke bhai ke sath he toh uski cousin ki marriage hui hai.", Ab toh Meghna ke hath se chammach he niche reh gayi thi aur wo hairaani se apni is antarmukhi beti ko dekhe ja rahi thi.

"Pandit ji ka pauta Arjun? Tum us se mili ho Jaanu? Pata hai tumhare papa ne us ladke ko le kar Mr Umed se baat ki thi Jini ke liye aur unka jawaab tha ki uske baare me sirf wo khud fainsla karega. Abhishek ki biwi aasakt hai us par jitna maine uski baaton se pata lagaya aur sach kahu toh Mr Somnath Dutt bhi aedi choti ka jor laga chuke Dr Shankar se unke bete ko maangne ke liye Gaur builders ke damaad ke liye. Wo ladka kisi se nahi mila abhi tak. Yaha tak ki wo apni behan ke sasural fere par bhi nahi aaya. Tum sachmuch usko bula rahi ho?", Ab Jannat thoda soch me padd chuki thi sab sunn kar.

"Wo mera fan hai maa aur main usko dost maanti hu."

"Raajhans ka maalik wahi hai Jaanu. Soch lo ki wo shakshiyat kya hai jisko uske gharwale tak sabke saamne nahi rakhte. Ye dekho fax par Kumar Mahendra ke niche kiska naam hai?", Ab Khiski thi Jannat ki hawa jab uski maa ne mej se purse utha kar wo parchi dikhaai. Arjun Rekha Sharma Co Owner Raajhans Resorts and Palace. Ye kaisa rishta tha jisme 2 alag pariwar ek insaan se jude the?
Bhai wah maza aa gaya. isse jyada aur kya liku aur likhunga to phir wo anthin hoga.

SADHUVAAD
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Top