Raghav1997
Banned
- 1,060
- 4,840
- 143
XLNC bhaiya kapde to pehen lo
![Face with tears of joy :joy: 😂](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f602.png)
![Face with tears of joy :joy: 😂](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f602.png)
(Dekh lo aapko khush krne ke liye aisa kaha varna mujhe chor ke koi bhi aapko rekha ke saath dekh ke khush nahi hai)
XLNC bhaiya kapde to pehen lo
Lovely
Is baje se koyi bhi Enigma sir aap ki storie ki bartaman aur bhavisya jan nahi sakta......
bhai jahan tak mai kahani ko samajh raha hun to nariendra ji ne sankar ko to sachet kiya hi sath hi sanjeev se bhi bat ki hogiMera ek masoom sawal he ki jab inder aur shankar dono ko pata tha ki shankar par aaj jaan lewa humla hone wala he to un dono ne Vishnu ko apne sath kyu nahi liya. Kya usaki kshamta par shaq tha ya fir use in sab se dur hi rakha jayega.
Na to inder ji use apne sath le gaye aur na hi shankar ji ne use apne sath rakha. Kam se kam use farmhouse to le jate apne sath.
Aur mujhe ye bhupi ka character kuch rahashmaye lag raha he. Aur ye tab se he jab se iske bete ko mar padi thi ritu ki wajah se. Aur shankar ne ise saaf mana kar diya tha.
Isiliye aap hamare favorites mai se ho Anil23265 bhaiya.bhai jahan tak mai kahani ko samajh raha hun to nariendra ji ne sankar ko to sachet kiya hi sath hi sanjeev se bhi bat ki hogi
sankar khud akele hi is mamle ko niptana chahata tha par sanjeev ne deepak aur sunil ko bhi sath me laga diya sankar ke. sankar ne dono ko mana bhi kiya hoga par dono mane nahi honge jaise gulati aur param nahi mane .
agar ye charo aaj sankar k sath nahi hote to sankar ka ram nam satya hi tha.
rahi bat VISNU ko na samil karne ki to ye sankar par bhari padne wala hai visnu dwara sankar par jub wo khud puchega ki use in sub se kyu dur rakha gaya
rahi bat bhuppi ki to use dharmir sangwan ne mana kiya tha sankar ne nahi . aur bhupi ne khud apne bete se jub sawal jabab kiya to use dhaka mar kar surjamal ke sath bhag gaya tha aur baad me apne pita aur pariwar par hui golabari me bhi samil raha .
to bhuppi kahin sandigdh to lagta nahi . ha wo logo ki khabre in logo ko deta rahta hai aur sankar ji gulati, param, deeleep aur umed k sath sub saf karta rahta hai
Bhai kon se update me rekha ji pr hamla hua thabhai jahan tak mai kahani ko samajh raha hun to nariendra ji ne sankar ko to sachet kiya hi sath hi sanjeev se bhi bat ki hogi