Bilkul karenge
XLNC bhai. Aapne jo example diya hai wo manushyon par laagu nahi hota kyonki khargosh toh bas mauka lagte he shuru ho jaate hai.
Par Lalita ji ne jis tarah se chudaai aur akalmandi ko aapas me joda hai usme unhone 3 udaharan bhi diye jinhe ek baar side rakh ke baat kehta hu.
Har vyakti chudaai kar sakta hai aur har aurat bhi lekin jo akalmand/samajhdar hoga wo har pehlu par gor karega jisme sabse jaruri hai saamne wale ki santushti, uske vyaktigat jiwan par ek gehra aur sakratmak prabhaav, uchit samay par bharpoor khuraak, purn samarpan ki bhaavna aur darr ka nidaan.
Ab udaharan bhi samajik he le lete hai thoda. Jyadatar maamlo me agar aurat ya purush dampatya jiwan ya aapsi prem sambandho me ek dusre ki andekhi karte hai toh natija nikalta hai dusri option dhoondne ka. Kaaran bahot se ho sakte hai iske liye fir chahe wo career, paisa, behtar jiwan dene ke liye kuch waqt dhyaan na dena etc.. par ye bhool jaate hai ki jo aapke pas hai wo bhi utna he jaruri. Samajhdar insaan wahi hai jo vyast ya mushkil samay me bhi apne sath ke liye samay jarur nikaale. Lalita ji ne theth lehje me chudaai kaha par main isko pyaar ke liye samay kahunga. Mostly emotional support ke liye kandha dhoondte hai par baad me kapde kab fisle ye dhyaan he kaha rehta. Ab samajhdaar insaan ghar jodne ka kaam karega ya todne ka?
Phir ab wapis un 3 examples par aate hai bhai aur unme ek baat common hai chudaai.
1. Santusht... Kyonki ghar ke andar ek dusre ke sath prem vyavahaar, sukh dukh saanjhe, bematlab ki pabandiya nahi aur ekaant me apne sath ka poora pyaar milna. Eent, barkaraar hai, samman bhi aur ekaant bhi. Yaha Lalita ji ko he udaharan maan lo.
2. Laparwah.. pati kamaane me lugaai chudane me. Ye ek kahawat hai un maamlo me jaha ek vyakti sirf apne he manoranjan, itchhaon aur shauhrat pe kaam karta rehta hai lekin apne sathi ki poori andekhi karta hai. Ab daualt toh asli wahi hai lekin andekhi hogi toh wo bhi laparwahi karegi iske badle me. Toh yaha dehleej bhi paar, kapde utaar, ek chode ya phir 4. Samajhdar dono he nahi is maamle me kyonki unke beech kabhi charcha he nahi hoti is sabki. Sukh dukh baantne wala he koyi na ho, upar se ek galti ko chupane ke liye dusri fir teesri.. sara khel he emotions aur feelings ka he hai jisme khaali dimag shaitaan ka ghar. Yaha example maan lo Damini, ateet ko ek baar bhula kar uski shaadi ke baad se ab tak.
3. Ekantbhogi.. matlab ye ghar ka wo manjhla bacha jiski andekhi ki wajah tej taraar bade aur chote bhai behan ke sath sath maa baap bhi rehte hai. Ab bhai koyi ye matt kehna ki maa baap sabhi bacho ko barabar pyaar karte hai. Main udaharan de raha hu chahe aise 100 me se ek mamla ho. Ab pehle toh ghar ka bada bacha sabka laadla aur inke baad agar chota aa jaaye toh maa ka dhyaan us naye bache pe. Footi kismat ki bade wala bhi tej aur chote wala bhi. Maa baap khud un dono me se ek ek ko apna priya bana le toh ye beech wala toh andekhi ke sath sath dabaav me jeene lagta hai. Jubaan khulti he nahi aur aage chal kar byaah bhi kisi aise se ho jaaye jo hinsatmak ho toh gaye kaam se. Ab insaan kehne ko toh zinda hai par usko patak ke koyi bhi chod de. Wo bhitar se khokhla kar diya gaya hai. Toh natija bhi sab jaante he hai kya hota hai.
Connection hai pyaar aur samajhdari ka jis se sabkuch thik ho sakta hai. Bahar jaane wale kadam roke ja sakte hai, khokhle sharir me aatma ko poshit kiya ja sakta hai aur usko majboot bhi banaya ja sakta hai. Haan, chudaai bhi isme shamil hai kyonki wo is kahani me kabhi aise direct toh nahi dikhaai gayi. Kuch apvaad chhod kar.
Jo vyakti prem karna jaanta hai, jo insaan ke atche bure pehlu ko jaankar bhi sirf usko tarjeeh deta hai wo ek bada badlaav laane me saksham hai. Ab Damini toh Arjun ke kareeb nahi fatakne wali aur Roshni ko jarurat hai jiwanbhar ki andekhi ke badle mehtva ki, pyaar ki aur himmat ki. Haan apna launda yahi kaam toh badhiya karta hai
Baaki abhi ke liye itna ullekh he thik hai aur ant me itna he kahunga ki log 2 tarah se sex karte hai. Ek jisko koyi yaad nahi rakhna chahta aur ek jo hamesha dil ke kareeb rahe.
Pehle case me self satisfaction aur seedha bas mudde ki baat.
Dusre me mood, mahol, comfort, intimacy, care, foreplay, dual play, after play, pampering and oneness in two.
Dusre wala samajhdar hai