1) Simple sa question hai col Sahab ki wife ka yahi jakar aaya ki unki aakasmik mrityu hui thi aur Col Puri ne bhai dharam me usko bhi ek kinaare he rakha. Aakhir aisa kya hua tha unke sath kyonki Arjun ke bachpan se he unka jikar nahi hua?
2) Dusra hai Chandro devi ke sath Rameshwar ji ka karaar hua bhi toh kyun Shankar aur Madhulata ki baat maani gayi? Madhulata ne he toh unka aagrah thukraya tha aur vidhwa hone ke baad kis haq se Shankar aur uske rishtey ko Chandro Devi ke sath sath Pandit ji ke pariwar ne samarthan diya?
3) Teesra hai ki Arjun ko he kyun tayaar kiya gaya jabki wo toh 8 baras ka he tha. Upar se Naitik ko navjaat umar me pehle he kho chuke the. Kal ko kisi bhi gambhir ghatna ya Arjun par sankat aane ka kaun jimmewar hoga?
4) Last but not least. Incest waale maamle me Sanjiv bhaiya kaise react karenge? Aur kya wo kuch jaan kar bhi chup hai? Kahani fir se padho toh gor kiya ja sakta hai is baat par bhi.
Main kabhi prashan nahi krta hu, to socha aaj kuch prashan
PYAAR 100 BAAR ke dhurandhar readers se puch he liya jaaye.
aka3829 bhaiya,
Billi420 bhaiya,
Anil23265 bhaiya,
Professsor bhai,
aalu bhaiya aap logo ke kya uttar hai ye mai jarur jaanna chahta hu.
Aur jo jo bhi readers uttar dena chahte ho de skte hai.