SS Hans Landa
Banned
- 452
- 1,664
- 123
Vese Enigma bhai jab Arjun Delhi ja raha he to kya Nilima(Malini) se bhet hogi ya nahi ?
Wo bhi to Delhi me hi he na shayad.
Wo bhi to Delhi me hi he na shayad.
gurujee aapne juglala aur bhupendar ko bhai kaha yeh bas dost ke sandarbh mein tha ya dono ek hi rakt the... toh iss lihaaj se unke bachhi ko yeh baat pata honi chahiye thee wo shab chachere bhai hain... bhale hi sage the...Mahesh bhai jaisa maine parichaya me bataya tha ki Anahita aur Tilottama sagi behne thi jinme Tilottama kuch varsh badi thi Anahita se. Unka pariwar kitna sampann tha iska andaja toh aap sirf is baat se he laga sakte hai ki Basant Baag aur Sunanda ji ki athaah sampatti jo pehle Anahita ki thi, baad me Mahima ji ko mili aur aage Sunanda ji ko. Wo sampatti sirf thoda he bhaag hai jabki us se jyada ko Anahita desh chhodne se pehle he bech chuki thi. Ye sab unhone sirf apni behan ki nishaani ke swaroop pariwar me rakha tha. Aur jitni sampatti akele Anahita ki thi, utni he Tilottama ke hisse rahi hogi jisko paane ke liye Juglal/Bhupendra ne Tilottama ko apni sharan me liya hoga uske mata pita ke anurodh par. Santaan ko duniya ke liye toh maar diya par sachmuch maarna unke liye bhi mumkin nahi raha hoga. Daulat aur sampatti saunpne se agar unki beti jiwit rehti toh unhe yahi uchit laga beshak samaaj me Tilottama marr kar Anuradha ne janam liya ho. Wo dono bhai bhi kamjor shasak the doobte raajpaat ke aur shayad mard bhi nahi honge jinhone ek mahila ko sanrakshan ke badle bas apna he ullu sadha. Mard hote toh Bhupendra ki biwi ka jikar rehta kahi na kahi. Aur aage bhi santaan hoti us mahol ko dekhte hue jabki yaha toh Motilal aur Balwinder tak unka rakt nahi the. Wo anushthan ek udaharan hai iska agar aapne gor kiya ho toh.
Baaki itna aashvast karta hu aapko ki aane wale samay me Anahita ke pariwar aur maujooda peedhi ka bhi khulasa hoga.
Yaha main aka3829 bhai ki bhi dono sawaalon ke Jawaab deta chalu.
Ritu ka kehne ka matalab tha ki Basant Baag me jo tehkhana tha uske neeche bhi ek aur tehkhana hai.
Aur Juglal/Bhupendra Singh ki mrityu ke waqt toh Motilal ji khud bache byaahne wale the aur unki mata ji toh unhe bachpan me he chhod chal basi thi. Matlab Anuradha ji aisa kar he nahi sakti thi jab unhe gujre 39-40 baras ho chuke the
Bilkul aapki gujarish pe nilima ka dard sun ke arjun rajasthan he niklega saarang ko maarne .Vese Enigma bhai jab Arjun Delhi ja raha he to kya Nilima(Malini) se bhet hogi ya nahi ?
Wo bhi to Delhi me hi he na shayad.
Awadesh misra hardoi wale ko Marne ke liye umed inder sath Gaye the Enigma bhaiAise toh Umed aur Inder ki jodi kahi na jaati eksath. Itihaas dekh lo bhatije jara in dono ki jugalbandi ka. Aur Inder se bada behrupiya toh Kahani me haal filhal koyi dusra hai nahi
ek sawal gurujee wo jo pratham anusthan tha usse ek garbhwati mahila ne bhang kiya tha... matlab raajpariwar aur andajan wo anuradha hi thee... toh shaadi ke baad unke yeh anusthan hua... toh juglal ke unke saath saririk sambandh na the toh phir unke garbh mein jo santan tha kya wo unke hi premi se tha jisne unse shaadi na kari... aur kya ho kee jo santan unke garbh mein tha unka pita unke hi khoon se ho... andajan anuradha aur anahita ka koi bhia... jiska jikar toh na hua hain abhi tak...Mausi ke bete hue na Mahesh bhai. Anahita se Mahima aur Tilottama/Anuradha se Motilal ji paida hue. Samaaj me toh tilottama bahot pehle he mrit thi aur Mahima swayam jab janmi toh unke paas bhi siwaye apni mausi ki kishorawastha ke chitro ke koyi jaankari nahi thi.
Aise me agli peedhiyon ke beech toh incest wala konn dabb he gaya. Uske baad bhi agar dekha jaaye toh Motilal aur Balwinder tak samaajik ya apni jaankari me ghanisth dost se badhkar ek dusre ke purak he the. Asal rishta unhe bhi nahi pata tha.
Unse agli peedhi me dono bhaiyon ke bachon ke beech vivaah sunishchit ho kar bhi nahi ho paya toh incest seere se he nakaar dete hai. Aage agar Shankar aur Rekha ko jodd kar dekha jaaye toh wo chauthi peedhi thi Anuradha ji aur Anahita ji ki. Unme rakt sambandh ho kar bhi maayne nahi rakhta chaahe anjaan raho ya jaankar. Mausiyon ki chauthi peedhi me vivaah varjit toh nahi hai? Pariwar shrinkhla ko dekha jaaye toh aap khud kahenge ki aisa rishta galat nahi. Par abhi tak ye sab baat sirf 3 he logo ke beech hai jisme se poori jaankari sirf Arjun tak.
Raghav tha wo .
Jisko jo chahiye wo lelo tilotamma mai rakh leta hu wo bhi purani waali .
Kyuki jab is tilotamma/rekha ki takkar ka koi nahi to us purani wali tilotamma ki takkar mai to ye nayi wali bhi nahi .
Bhai 228 update ke baad ManaliYaha ab ek aur bomb foda he aur ek aur charcha ka vishay diya he Enigma bhai aapne.
Bahut badhiya update. Function ke har pahelu ko likha he. Aur sath me Maa beti ke bich ki baatchit bhi jo apne pyaar ke liye thi aur kuch ateet ko lekar.
Update ke shuruwat me hi bhalla ji apni patni ke sath Arjun se baatchit karte dikhe. Aasha ji Arjun ke kafi prabhavit hui he. Rekha ji se jarur mili hogi wo kareeb se. Aasha ji ne ghar aane ko bhi bol diya he Arjun ko. Aashima bhi jarur sunn rahi hogi ye sab. Ek bar aur khel legi Arjun ke sath apne ghar me. Sahil bhi apne hero se milke khush he. Ab ye sunanya kya soch rahi he.
Yaha Ritu apni maa ke pass aayi hui he jese Arjun ka Delhi jana abhi pata chala ho. Ritu to ye mann bethi he ki Arjun ka admission karane le ja rahe he. Agar esa hua hota to England Jane ki bajaye wo bhi Delhi me hi padhti. Phir har weekend ghar pe. Komal ki bhi baat aayi he. Wo hi he jo Arjun ko maa, Bahen, patni ke jese samjha sakti he aur daant bhi sakti he. Rekha ji ka ansh he to khoobsurati to Ritu ko milegi hi. Ritu bhi gajab hi lagegi jab uski shadi hogi. Vese ye cerelac to me bhi khata tha. Yaade judi he usse.
Yaha Rekha ji bhi Ritu ki khichai kar rahi he. Aur Arjun-Ritu sath me to ek jaise hi lagte he.
Yaha ek aur baat pata chali he Rekha ji ke baare me. Rameshwar ji ko 4 baar haraya he. Talent to he. College me kya pata kisi ki patloon bhigi kar di ho. Yaha jab dadi ji jab rishta mangne aayi hongi Rekha ji ka tab unhe ek pariwar ko sambhalne wali bahu ki chah thi jo puri bhi hui. Rekha ji bhi nari shakti ka jiwant udaharan thi. Dadi ji bhi vyathit hokar aayi hongi Rekha ji ko mangne. Rekha ji ne bhi apne 4-0 ke score pe purnviram rakhte hue rishta apna liya.
Lekin yaha Ritu bhi aage baat badhana chahti he. Rekha ji ke pyaar ke baar me. Richa aur madhulata ke baare me bhi jarurat se jyada pata he unko. Madhulata ke asli vyavhar ke bare me bhi janti he. Madhulata ko pyaar nahi he shankar se bas wo shankar ke pyaar ka fayda utha rahi he. Kab uska asli chahera samne aayega. Jab bhi aaye lekin sab ke samne aana chahiye. Khaskar shankar ke.
Raghuvir ji bhi bahut kuch jante the. Raj mahel me uss jagah gaye the jaha pandit ji bhi nahi gaye. To jarur uss painting ko bhi dekha hoga. Aur barso baad usi painting ko apne samne Rekha ji ke roop me. Rekha ji ko samne dekh kar Raghuvir ji ne dadi ji ko kaha hoga Rekha ji ke bare me. Rekha ji ko maang lo aur phir wo pariwar sambhal legi. Par har ladki ko chahiye ki koi usse pyaar kare uska samman kare par shankar ne to pahele hi din sare sapne tod diye the. Ab kahi jakar Arjun se pyaar mila he.
Aage baat to aur bhi ateet me chali gayi. Aur yaha bhi ek aur bomb futa. Anuradha ji ki hi santan the Motilal aur balwindar. Dono hi bhai the. To kya dono ko ye baat pata thi. Bhupendar aur juglal ne sampati ke liye dhire dhire anuradha ko mara. Asli Malkin to wahi thi. Unke Jane ke baad kamjor raja ke chalte sab sajise hui.
Yaha Rekha ji ke chahere par bhi pareshani aa chali he. Par asli bomb to ab foota he. Ab ye sawal he ki Motilal aur bhupendar ke pita kon the. Rekha ji ne ek baar kaha tha issbar samaj bich me nahi aa payega. To kya Tilotamma ka pyaar koi unka hi saga tha. Shayad isiliye baat daba di gai hogi. Aur dhire dhire Tilotamma ko bhula diya gaya. Aur unka dusra jiwan shuru hua Anuradha ke roop me. Uss jiwan me bhi dard hi mila hoga. Jisse naumeed se wo sirf apni mrityu ki pratikhsa kar rahi thi. Motilal ji ko sab pata hoga. Par unke pita ke bare me shayad kuch na pata ho. Sab baate samne aayegi. Ye baat samne aayi to sab rishto ke samikaran hi badal jayenge. Ab Rekha ji ne bhi flow me aake Arjun ke dwara Tilotamma kaha jana apni hi beti ke samne bol diya. Ab Ritu maje to legi hi.
Sath me hi Ritu ne ek aur sawal bhi puch liya Rekha ji ko. Sawal ka jawab dena to tha hi. Aur Rekha ji ne bhi apne pyaar ka naam leke Ritu ko bol diya. Maa beti ka khel achha laga Vese. Hope aage bhi ese pal aate rahe.
Yaha party me shushant ladki ke kareeb jana chahta he. Par Arjun ke rehte uski property pe kese ye hone deta. Par wo ladki kon thi ? Aashima thi kya . Jannat ke le Jane se ab baki aurte bhi Arjun ke bare me janna chahegi. Ravina ji to ghar hi le jati sidha. Jeenat hath tham ke bethi he aur uski maa use dekh rahi he. Class lagegi ab shayad.
Baki yaha agnihotri jodi bahut ghamand me he. Sara ghamand chur ho gaya umed ko Arjun ke pass dekh kar. Ab konsi chaal chalega wo. Sala damad to bann hi jayega madhu bua ka.
Baki yaha to aasha ji ne Arjun ki baate batai he. Aur sahil ne uski bahaduri ke kisse. Jannat ko pata nahi he Arjun ka dusra roop. Jab dekhegi tab kese react karegi. Bachi kuchi baat Minakshi ne puri bata di. Ab waris he to ye sab bhi hoga hi.
Vese Tilotamma ke premi kon he. Motilal ji pahele hue phir balwindar. Anuradha ji ne bhi sab kuch chhod kar Motilal ji ko chuna tha. Koi khas vajah jarur rahi hogi.
Vese jese aapne update me kaha ki Arjun-Rekha ke pal aane wale he. To ab manali kab ja rahe he dono ?
Waiting for next update .
Exactly. Aur waha najara bhi aisa tha ki maut ka khel bhi pratidwandi jaise khele the.Awadesh misra hardoi wale ko Marne ke liye umed inder sath Gaye the Enigma bhai
Nahi aalu bhai. Maine ye pehle he bata diya tha ki Tilottama jab Anuradha bani tab tak unki goad me ek beta tha aur wo dusri baar garbhavati thi. Keemat unke pariwar ne di thi Juglal aur Balwinder ko unki beti ko surakshit lekin naya jiwan dene ke evaj me. Aur yahi wo samay tha ki wo log anushthan ke antim charan me the jaha Anuradha ko taantriko ne apharan kiya jabki waisa Juglal ki sehmati se mumkin nahi tha. Haan uske baad unka jiwan narak jarur bana dala un dono ne mil kar. Bas majburi yahi thi ki waaris Anuradha ki aulaad he ban sakti thi aur asli khel bhi sara apne vansh aur raaj-paat ka khela gaya par boodhe haar kar alag he duniya me shamil ho baithe. Badle ne unhe he parlok pahuncha diya par unke chune mohre aajtak khel rahe hai.ek sawal gurujee wo jo pratham anusthan tha usse ek garbhwati mahila ne bhang kiya tha... matlab raajpariwar aur andajan wo anuradha hi thee... toh shaadi ke baad unke yeh anusthan hua... toh juglal ke unke saath saririk sambandh na the toh phir unke garbh mein jo santan tha kya wo unke hi premi se tha jisne unse shaadi na kari... aur kya ho kee jo santan unke garbh mein tha unka pita unke hi khoon se ho... andajan anuradha aur anahita ka koi bhia... jiska jikar toh na hua hain abhi tak...
aur shayad issi wajah se unki shaadi na ho payee... akhir us jamane mein raaj gharane mein bhala aisi baate chhupi na rahti isiliye iss rishte ko inke pariwar ke dwara rok diya gaya... aur tabhi shaadi ke baad bhi tillotama aur unka premi ya bhai milte rahe falswaroop wo santaan.. shayad mahima jee wahee thee...