Prince Charles
Well-Known Member
- 2,525
- 3,486
- 159
India mein sirf permanent government job waala hi aisa hota hai jisko jyada kaam nahi hota baaki to sabki hi band baji huyi rehti hai chahe phir wo artist ho, engineer ho ya medical feild se.
Aur hona bhi yahi chahiye bhai.Jis hisaab se jannat ko sab pata chala hai usse to yahi lagta hai ki agli baar jannat aur jeenat dono arjun ke samne ek saath aane waali hai jisme arjun ko jannat apne asli jalwe dikhayegi.
Arre bhai log waiting? Bandhu choohe billi ke mamle me bhai log kab pahuche? Darwaja thik se band nahi kiye lagta hai
True that. Pichle October se is saal May tak har kaam bigda bhai. Business suffer kiya toh kiya uske sath art commissions ki bhi band baji. Aisa har taraf hua chahe wo construction line ho, restaurants, traveling transport business, private jobs.. bahot se cases me toh 70% dedicated salary pe logo ko kaam karte dekha. Government sectors me sirf health department ko chhod ke toh baaki sabne aish he kaati.India mein sirf permanent government job waala hi aisa hota hai jisko jyada kaam nahi hota baaki to sabki hi band baji huyi rehti hai chahe phir wo artist ho, engineer ho ya medical feild se.
Waise arjun ki ek mami ne kya bigada huya hai jo usko chhod rakha hai.Aur hona bhi yahi chahiye bhai.
Pooja maamiWaise arjun ki ek mami ne kya bigada huya hai jo usko chhod rakha hai.
Government sector mein bhi permanent waalon ne. DC rate ya data entry operator jo temporary hai unki to poori fajihat ki huyi hai. Kayi operators ko to 24 saal se oopar ho gaye lekin aaj tak permanent nahi huye. Saath hi sirf middle management waale fase hai top management aur bottom management safe hai kyunki salary nahi deni padi jiske chalte picchale 2 saalon mein 75% extra profit huya hai companies ko aur bottom management ko kam salary deni hoti hai to unko bhi job se nahi nikala. Watt lagi engineer level waalon ki jinke paas 5 saal ke aas-paas ka experience tha.True that. Pichle October se is saal May tak har kaam bigda bhai. Business suffer kiya toh kiya uske sath art commissions ki bhi band baji. Aisa har taraf hua chahe wo construction line ho, restaurants, traveling transport business, private jobs.. bahot se cases me toh 70% dedicated salary pe logo ko kaam karte dekha. Government sectors me sirf health department ko chhod ke toh baaki sabne aish he kaati.
Mtlb ungli krne band nhi krni beshak ungli sooj ke anguthe jaise hojaeChacha future toh maine bhi na dekha
Haan ye alag baat hai ki kuch kuch jhalkiyaan dekhne ko mili hai aur wo jitni bhi dekhi pyaar aur sirf pyaar he dekha. Baaki bache wali baat toh hum atche se dikhate rahenge
galat jawaab.Pooja maami