Boht badhiya update tha bhai...
Pooja mami k pita to badhiya vyakti malum pade lekin unka ye suputr zehrila saanp nazar aata hai. Jis prakar pehle bhi isne pooja mami dwara arjun par uss drug ka istemal karwa kar panditji k pariwar ko badnaam krne ki koshish ki. Aur pooja mami ka wo kehna ki ek bar papa ko tmhari wajah de sharminda hona pada tha. Ye sab baatein yahi darshati hai ki aane wale samay me ye koi na koi nich harkat zarur karega.
Uske bad aata hai hamare kuch bhaiyo ka sabse pratikshit drishya, sangita aur anita mami k sath arjun k trigut. Jiska fayda ye hua ki in dono ke sath pehle hi sambandh bana lene k bawajud jo sharm-jhijhak nhi gayi thi wo ab puri tarah se chali gyi, sath hi sangita-anita dono k bich ka rishta aur mazbut hogya. Jitni aag iss drishya ne lagayi hai usme ghee ka kaam kiya pooja aur mamta ki baaton ne. Pooja ki wo baat ki iss ghode ko wo dono (pooja-mamta) milkar barabar takkar de sakti hai aur khud hi apne pichwade aur gadraye mote ango ki baat krna sab tharkiyo k tan-badan me aaga laga gaya hoga
. Jisme sabse ahem role apke chuninda shabdo hai. Kisi bhi scene ko ko aam ya khas upyog huye shabd hi banate hai, jo hunar apme kut-kut k bhara hai?.
Wahi jaha mamta mami ne bataya ki kis tarah wo uske sath pehle karna chahti thi lekin usko janne k bad aur uska swati k sath samajhdari dikhana aur uski izzat karna dekh kar ab nhi chahti vaasna me uske sath esa kuch kare. Toh wahi pooja ne ikbaal se jurm karliya ki kis tarah usne arjun k sath wo khel khela tha aur sab kuch jante huye bhi arjun ne parivar k samne uska pardafaash na karke puri izzat aur bharpoor pyar diya. Jisse ab wo bhi uski gulam ban chuki h, jiske chalte usne urvashi ko bhi mana krdiya (jo sirf hawas mitana chahti thi ) aur apne pati k sath bhi ab nhi soti.
Khair dono ki baato ka tatparya yahi tha ki ab arjun unke dilo par raaj karta hai. Aur mamta ji kab tak shalinta ka naqab odhe rehti ye to waqt hi batayega.
Udhar band kamre me alka-ritu k bich baatchit me ritu didi ne haal bayan kiya kis tarah dono k ango par jakhm aaye hai aur arjun k liye chinta jatayi aur dono ko us raat bilkul hosh na tha. Khair ispe jyada kuch bolna to apne bas ka nahi.
Wese arjun ki ye baat humlog ko bahut protsahit krti hai bhai jis tarah wo sabko barabar time deta hai aur apne aaram ko bhi darkinar krte huye apne chahne walo ka khayal rakhta hai fir chahe wo sangita-anita ko samay dena, raat me jagne k bawajood din me aaram krte waqt somya k aane pr turant uth jana,swati-kanchan ko shopping krna, somya ko ghumane lejana, thake hone k bawajud nind se uthkar annu se milne jana.
Somya k rup aur pehnave ka varnan bhi boht khub tha. Dargah ka drishya bhi shandar tarike se batya hai. Dharmik sthan ki sabse khas bat yahi hoti h ki waha sirf dharmik bhavna se na jakar shanti aur sukoon ki talash me ja sakte hai jo ki apne boht manmohal vatavaran ko batake darshaya hai. Malang baba k sath mulakat badhiya rahi aur kahi na kahi acharya ji jesi rahi jis prakar unse milne k liye logo k bheed lagi rehti h lekin pehli mulakat me unhone samne se arjun se bhent ki thi aur aaj wo uske magdarshak k sath-sath ek mitr bhi hai.
Ab dekhte h inse dubara mulakat hoti hai ya nhi.
Wese ye international hostel me room kya soch liya h wo bhi saal bhar k liye. Chal kya raha h iske dimag me.
Wese Nirmal singh aur Param chacha k bich baatcheet dikhayi apni, pehle to unka kadvi baatein krna aur fir shankar ji ka zikr hote hi swar badal jana. Maksad to amrik singh ko chakma dekar baate ugalwana tha lekin jese shabdo ko bhaavo ko bata to ham bhi chakma kha gye or DIG k prati wesehi bhavna aagyi thi man me. Toh DSP Dushyant samne aaya jo ki mohar singh k bhai ka jigri hai.
Ghar par arjun ki nayi car pahuch gyi aur behno ki chulbuli baaton aur fir madhu bua ki daant k bad hasi khusi ka.mahoul raha.
Udhaf annu k ghar to annu ki udasi k bad achanak se pura mahoul hi badal gaya. Aunty ji k sath kafi achi bonding ban gayi hai. Parul k sath thodi hasi majak annu k sath pyar aur ab to parul ne bhi charul ko aaj kafi kuch samjha diya.
Annu aur uske sath bitaye gaye pal aur uske sath pyar mohabbat mujhe shuru se hi pasand the toh aakhiri me ghr k bahar ka scene kahi n kahi thoda emotional kar gaya jisme in
Billi420 mahashay ne gana ga kar aur ghee daal diya. Wese annu ko lekar hamesha se mere man me ek anhoni ka dar baitha rehta h . Fir bhi hai to sab lekhak mahoday k hath me ?.