• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

firefox420

Well-Known Member
3,371
13,845
143
bhule bicchde sabhi bhai behno ne purani yaadon ko saanjha kiya .. chahe Ritu/komal/Arjun ho ya Shankar/Susheela ...

Mehul ne apne yaar ko aaj aaina dikha diya .. aur usko ek kadwe sacch ki jhalak dikhla di ...

abhi tak to madhulala ka kirdaar main bechari wala he samajhta aaya tha .. magar aaj hamesha ki tarah Rekha ji dusre darje ki aur Madhulata ka vyavahar apni beti ke samaan adiyal aur ziddi or Vice-versa ...

waise first love is first love always .. shankar aaj bhi Madhulata ko Rekha se jyaada ahamiyat deta hai .. aur ye aage chal kar bhi nahi badalne wala .. shayad ye baap-bete ke beech ki darr bhi bann kar ubhar sakti hai .. bhavishya mein ...

kahani ke saare anti-pandit character ko khatam ya sudharne ke upraant .. ab Shankar ji ko he naya Raavan banaya jaa raha hai ...

well who can be a better villain then a most admiring Hero ...

********

Shankar ji aur bahut kuch accha bhi karte hai .. agar iske saath thoda bahut galat bhi ho gaya to kya hua .. har sikke ke 2 pehlu hote hai .. jaroori nahi ki hamesha ek jaisa raha ja sake ...

Arjun bhi to saal 2010 ki jhalak mein apne halaato se bhaag khada hua .. kam se kam Shankar hamesha pariwaar ke saath to khada rehta hai .. aur apni jawani mein jab jimmedaari lene ka samay aaya to Arjun unke aage jhuk gaya ...

Arjun aaj 1998 mein khud ko kitna bhi kyun na taiyaar kar le .. kitni bhi kitabe padh le .. kitno ke asadharan logo ke saanidhye mein aa rahe .. magar jo jhalak uski saal 2010 mein dikhi hai .. to uske baad Arjun par sabhi 'asadharan' logo ki mehnat bekaar he gayi ...

ab agar bhavishye mein pandit pairwaar bikharta hai to wo Arjun ki galti hogi .. na ki Shankar ki .. chahe kuch bhi paristithi ho Arjun ka kaam pariwaar ko ek banaye rakhna hai .. sabko pyaar ke dor mein baandhe saath chalna hai .. saal 1998 mein Rameshwar ji / Aacharya ji / ya sabhi subh chintak usko bhavishye ke liye seekh de rahe hai ...

aaj present level par Arjun physical level par aur emotional level par kitna bhi samajhdaar dikhe .. magar abhi iske upar pariwaar chalane ki jimmedaari nahi hai .. Shankar pe hai .. aur wo isko bakhoobi nibha bhi raha hai ...

********

aur aadmi ko jab tharak chadhti hai tabhi wo usko nikalne ke liye uske paas jaata hai .. jaha usko easy excess milta hai .. aaj Madhu ko shankar bura lag gaya .. magar shankar hamesha se he aisa tha .. aur Madhu bhi koi doodh ki dhuli nahi hai .. wo bhi Shankar se apni hawas mitane ke liye he milti thi .. shaadi se pehle bhi aur shaadi ke baad bhi ...

Domination and Aggression shankar ka inherent behavior pattern hai .. aur ye shuruaat se he raha hai .. uske liye aaj suddenly present mein uspar ungli nahi uthayi jaa sakti ...

Madhu ko mann mutafik lover Arjun mein mil gaya hai .. aur wo uske saath jyaada safe kar rahi hai .. as compared to Shankar .. aur saath he easy access bhi hai .. Arjun na milta to aaj bhi Madhu apne bhai Shankar ke he paas jaati .. jaati rahi hai aaj tak ...

********

so suddenly if writer wants to paint this canvas in different hue's and saturations just to present it in different .. Shade .. it won't change my opinion .. atleast not in short hindsight ...

well for me .. I like Shankar's character as it is .. had liked for what he brought to the table irrespective of all his temper and fitfalls ...

Shankar is the first line of defence as well as offence .. and had been doing it for more than 2 and half decade .. long before Arjun / Ritu / komal .. and still doing unconditonally .. no matter what his closest people think of him .. and that counts ...
 
Last edited:

Billi420

Well-Known Member
2,513
13,150
158

firefox420 bhaiya shanker ji ny Jo kiya bgyr madhu di ki marzi wo aysi galti nhi jisy nzr andaz kiya jasky yhi agr preeti ya Tara ya ritu di dhkh lyty too kysy face krty shanker ji oor 2010 mn agr arjun ki woo halt hy too sochny ki baat too yh b hy k wo halat b normal nhi hongy oor hadsa b mamoli nhi hoga shanker ji ab sirf byty nhi 6 jwan bytio k baap hyn komal Tara ritu rupali richa akshra oor oski byhn oor dada ji b yhi skhana chaty hyn k ab shanker ko batoor baap cheez ko dykhna chaiay baki shanker ji Bury nhi hyn prr unki yh galti boht bhari pr skti thi ???????
 
firefox420

Well-Known Member
3,371
13,845
143
Ye asadharan sa update ke liye Dil se sukriya....?

Lekin padhte padhte ek jagha ja ke Dil baith Gaya...kyu ki last update ke future part se Juda Kuch aj ke update mei Mila... Jo unhoni hone wala hai wo sochke...

Ye dono line ke jodne Ka baat ki hai...?
Toh sayad inayat Preeti Ka hi nishani ho Sakti hai...

Sab toh Arjun Arjun hi karte hai toh Mai socha Kisi aur pe dhan du aj.......

Ab Jo mere maan pe Aaya wo hai Shankar ji.. Uske character ko pata nehi aap aj aise negetive kaise bana diye ...
Pehele toh character aise dikhaye aapne ki wo family ke liye Kuch bhi Kar sakte..and uska samne sabse jyda Jo Maine rakhte hai wo hai Uske family...toh wo ek positive character build-up tha..
Shankar ji Ka pyaar tha sirf Lata na ki Madhu..
Toh usse Juda Karke wo kaam Jo galat Kiya wo hai panditji (maksad Jo bhi ho) .... toh Uske upar Lata Ka havi hona koi bure baat toh nehi darshata kyu ki wo pyaar hi...
Madhu ke satha lagav tha lekin payar nehi tha..
Madhu ji khud jod dalte huye Shankar ji se bacche liye the..
Madhu ji Ka jab pehela seen Apne dikhaye the toh wo aise hi jismaani pyaar karte the Jo aj Shankar ne Uske sath krne ki kosis Kiya... Lekin ab toh Madhu ji ko aur Kisi Tarah ki payr se parichit hua hai..toh ye baat Shankar kaise smjhenge??? (And Shankar ji ke upar wo cigarette Ka nesha bhi havi hua tha)
Toh agar Dekha jaaye toh shankar-madhu ke iss mamle mein jayda dosh kiska hai??????????????
Toh Arjun ko Shankar ke upar Kuch nirnay Lene se pehele ye sachhai ka samna karna chahiye...(mujhe Lagta hai)

Haa ye baat hajam nehi hua ki iss mohol(gulathi ke Bagan Bari) mein Shankar ji ka Rekha ji Ke ullekh karna...

Rekha ji ki wo payar nehi mile kyu ki Shankar ji toh pyaar karte hai Lata se..us payar se Juda Hona wo Kabhi sehen hi nehi kar paya ..(toh Dil tutne Ka dard jitna Arjun ko hote hai wo toh Shankar ko bhi hota Hoga)...
(Shankar-Lata-Rekha ye 3 person Ka aj ke ye dasha kiske waja se hai....?)
toh iske piche waja kon hai ..???? Shankar ya pandit ji??????

Agar Kuch samjhne mein mujhse Galti hui hai toh Uske liye sorry...

Eagerly Waiting for next one ( ek cmnt pe Apne maan mei Aisha asha jaga di ki pata nehi ye do din kaise katega..)
:thankyou:

bilkul sahi nabz pakdi hai .. aur ye Gulati bhi shankar ko nasihat dene baith gaya .. khud to apni ghar wali mein 70 kamiya nikaal di .. khud to apne dost ki mashuka par haath daalne ke chakkar mein hai .. aur neki ka paath Shankar ko padha raha hai ...

aur rahi baat Rekha ji ki .. to Shankar ne kabhi Rekha ke saath bura nahi kiya .. usko apne tareeke se pyaar aur sam-maan bhi diya ...

Rekha ko Shankar ke pariwaar mein ek bahu ka aur beti ke jaise pyaar aur sam-maan mila .. pehchaan mili .. 3 bacche mile .. kabhi Shankar ne uske saath berukhi nahi kari .. apne level par Shankar ji Rekha ko time bhi dete hai .. well she is a poster girl ...

Shankar ji ne REkha ki liye bahut accha bhi nahi kiya to uske saath kabhi bura bhi nahi kiya ...

Madhulata aur Shankar ji ki beti bhi hai .. Richa .. aur wo Rekha ki shaadi se pehle he ho gayi thi ...

Richa 24 saal ki hai .. Komal se 2 saal aur Priyanaka se bhi ek saal badi hai .. to jahir si baat hai .. Krishna ji aur Rekha ji ki shaadi se pehle he Guddi urf Madhulata ke pet mein Shankar aur uske pyaar ki nishani thi .. ek ladka bhi hai .. but wo Shankar ji se hai ya Chandro tai ke bete se ...

Saari duniya ke liye aaj bhi Rekha ji he Shankar ke liye uski Patni hai na ki Madhulata .. Madhulata ko na to uska pyaar mila .. na uske bacchi ko uske asli baap ka pyaar mila .. saari jindagi usne ek vidhwa ki tarah ji hai .. to agar wo thoda bhaut apna adhikaar jor jabardasti se maangti bhi hai to .. wo samjha ja sakta hai ...

REkha ji ko hamesha se he izzat bhari .. phoolo ke sezj par sazi jindagi mili hai .. Madhulata ko to saari jindagi iske liye taane he mile honge .. uski saas aur jethani se .. maybe pati se bhi .. aur na he Madhulata kabhi Shankar ke pariwaar ke khilaaf khadi hui .. apne adhikaar maangne ke liye .. jo mila uske saath he guzar kiya ...

to sirf Rekha ji he bechaari nahi hai .. Madhulata bhi hai ...
 
Status
Not open for further replies.
Top