- 3,946
- 11,150
- 159
Update - 361
Last me aapne padha ki ek taraf ankit , akash se alka ki baate sunta hai.....aur fir akash ko agle din sadi me jane ka bola...
Wahi ankit ne damini ke ghar party karne ka plan fix kiya.....
Dusri taraf akram apni mom sabnam ke sath masti me busy rahta hai......
Wahi riya aur raksha mil kar sujata se rakesh ka plan pata karti hai....jo akash ko marne ka hota hai......
Wahi ankit ke secret house par hamla kar ke DJ ke aadmi S ko utha le jate hai......
Last me ankit ko manu ka call aata hai....jisse wo chounk jata hai......
Ab Aage..........
Hotel dilkas ke ek room me..........aaj subah........
Kamre ke andar ek ke baad ek....do aadmi aa kar farsh par girte hai......
Un aadmiyon ke girte hi room me baithi aourat chonk kar khadi ho gai.....tabhi room me ek hatta-katta policewala akad ke sath dhakhil hua.....jise dejh kar us aourat ki hairani aur jyada bad gai.....
Aourat(dari hui)- koun ho tu....aur ye sab....
Raftaar(beech me)- raftaar.....bas naam hi kafi hai.....hahaha...kya mast dialog hai na....haa...
Aourat- koi bhi ho....yaha kya kar rahe ho...aur ye sab kya hai.....
Raftaar- kya madam....bhool gai...haa...are ye dono wahi chilgoje hai...jinhe tumne paise de kar bheja tha....kisi par goli chalane....kyo...hai na....
Aourat- ye..ye kya bakwas hai....main aisa kyo karoogi...nhi...aapko koi galatfahmi ho rahi hai.....
Raftaar- kya re...ijjat se aaj-kal koi na manta...chal fir theek....oye chamiya....ab seede se bata ki majra kya hai....nhi to inke sath tu bhi andar jaygi.....samjhi na...
Aourat- aise kaise baat kar rahe ho....main inko nhi janti...ruko...main apne vakeel ko bulati hu...ab usi se baat karna....
Raftaar - theek hai...bula...jise bulana hai bula....par ek najar yaha to dekh le.....
Ye bol kar raftaar ne mobile me ek vedio chalu kiya aur us aourat ko dikhane laga.....
( Vedio me wo aourat un aadmiyon se aksh par goli chalane ka bol rahi thi....aur is poori deal ko un aadmiyon ne badi chapaki se record kar liya tha.....)
Aur jaise hi aourat ne vedio dekha...uski aankho me dar aur chehre par paresaani saaf najar aane lagi....
Raftaar- ab kya bolti hai chhamiya....vakeel bulaygi ya fir.....
Aourat(beech me)- nhi....aap bataiye....mujhe in sab me nhi fasna.....koi rasta bataiye plz....
Raftaar- ab aai line par.....hmm...ek minute.....(shipahi se)- oye...in chilgojo ko le kar bahar jao....apan ko madam se kuch gupt-gu karna hai...haa...niklo saare....
Aourat(sabke jate hi)- kya chaahte hai aap....
Raftaar- wo baad me....pahle mujhe ye bata ki tera akash se kya panga hai....chal bata....
Aourat- wo....wo akash ke bete ki wajah se mere pati ko jail jana pada....aur fir wo kabhi bapis nhi aaye.....isliye maine akash par hamla karwaya....taki us ankit ko dard ho....jaisa mujhe hua...mere pati ke door jane ka...
Raftaar- ohh...waise tera naam kya hai......
Aourat- aapko naam se matlab hai ya daam se.....
Raftaar- dekh....daam to main luga hi....par agar tu chahe to main daam chhod sakta hu...bas mera ek kaam karna hoga....
Aourat(simat te huye)- main aisi-waisi aourat nhi...samjhe....
Raftaar- are yaar...tu mujhe galat samjh rahi hai...mera wo matlab nhi tha....asal me apan ka bhi us ladke se ek purana panga hai.....isliye main chahta hu ki tu mera sath de....samjhi...
Aourat(ghoor kar)- par maine to suna tha ki police us ladke ke sath hai ....
Raftaar- theek suna...isliye to sala apan uska kuch nhi bigaad sakta.....aur isliye tere se bol raha hu.....tu ek kaam kar...us akash ko uda de bas....fir main us ladke ki what laga duga....pakka.....
Aourat- ohh....par aapki kya dushmani hai us ladke se.....
Raftaar(gusse me)- kya kahu.....us kameene ne apne paison ki dam par mujhe suspend karaya....mere ghar ja kar mere pariwar ke saamne meri ijjat utaari....aur to aur....jis MLA ka mujhe support tha....usko bhi istifa dene par majboor kar diya....aur ek main....jo sala policewala hote huye bhi uska ghanta kuch na bigaad saka.....bas....tabhi se wo mere dil me shool ki tarah chbha hua hai....aur main bas aise hi kisi mouke ki firaaq me tha.....ki kab mujhe koi mouka mile aur kab main use ek gahri chot pahucha saku.....
Aourat- hmm..kaafi gussa bhara hai aapke andar....
Raftaar- gusse ki to pucho hi mat....gussa to itna hai ki mera bas chale to abhi saale ko faad kar rakh du.....par main use aisa dard dena chahta hu...jo usko tod kar rakh de....aur main janta hu ki akash ko kuch hua...to wo puri tarah se toot jayga.....
Aourat- hmm...ok...main aapka sath de dugi...par isme mera kya faayda....
Raftaar(muskura kar)- ek faayda to tujhe ho hi gaya....tu jail jane se bach gai....janti hai na.....
Aourat- saayad....par ye keemat to humare sath milne ki hui....ab aapki dushmani ke badle kuch to fayda hona chahiye na....
Raftaar- wo bhi hoga....are policewala hu......bahut kaam aa sakta hu....soch kar dekh.....
Aourat- baat to sahi hai....ek minute ruko...main apne sathi se baat kar lu....
Raftaar- sathi....waise kitne sathi hai....
Aourat(phon lagate huye)- aaram se....humara sath doge to sab jaan jaoge...abhi ruko....
Fir wo aoourat door ja kar kisi se baat karti hai aur fir muskurate huye raftaar ko dekhne lagti hai.....
Raftaar- muskura kyo rahi ho....sab theek hai na....
Aourat- bilkul....asal me aapke liye ek kaam mil gaya hai......
Raftaar- accha....kaam kya hai....
Aourat- aapke matlab ka hai..........
Raftaar- theek hai....par main kaam tabhi karuga...jab akash ki mout hogi...samjhi...
Aourat- main janti thi ki aap aisa hi kuch bologe....to suno....akash ki mout ka intzaam ho gaya hai....wo aaj raat mara jayga....par aapko humara kaam usse pahle karna hoga....theek hai...
Raftaar(soch kar)- theek hai...main apna kaam kar duga...par meri ek shart hai....
Aourat- ab kya hai....
Raftaar- akash ki mout tabhi ho jab main apne kaam se free ho jaau....
Aourat- kyo...kya koi khas wajah...
Raftaar- wajah hai.....main us akash ko marte huye apni aankhon se dekhna chahta hu.....aur ye meri request nhi....meri demand hai....aur aisa nhi hua to tum gai....samjhi.....
Aourat(ghoor kar)- theek hai....aisa hi hoga....ab aap apna kaam niptao....main address de rahi hu....waha pahuch jana....waha humare log mil jayge...ok..
Raftaar- matlab aur bhi log hai is kaam ke liye...to mera kaam kya hai.....unka sath dena....
Aourat- nhi....aapko ek aadmi par najar rakhna hai....aur ye dekhna hai ki wo apna kaam imaandaari se karta hai ki nhi....
Raftaar- ohh...lagta hai kisi par shaq hai....waise koun hai wo...
Aourat- aapke hi jaisa hai...baki milne par jaan jaoge....ok
Raftaar- hmm...theek hai...main chalta hu.....detail bhej dena....ok
Ye bol kar raftaar nikal gaya.....aur aourat ke chehre par ek kameeni muskaan aa gai....
==================================
Ek ghar ke kamre me.......
Sanju bed par leta hua apne phon par kuch kar raha tha...tabhi room ka gate khol kar riya andar aa gai.....
Riya- ab kya haal hai janaab.....nasha utra ki nhi....
Sanju- hmm..utra....par fir se chadne laga hai....
Riya- accha....fir se pi li kya....
Sanju- pine ki jariorat hi kya hai....tum jo saamne ho...
Riya(ghoor kar)- bad joke.....
Sanju(muskura kar)- are yaar.....accha tum itni garam mijaaj kyo ho....koi khas wajah.....
Riya- aisa kuch nhi hai....main bahut soft hu...
Sanju(hath aage bada kar)- jara dekhu to....
Riya(sanju ka hath pakad kar)- bilkul nhi....main apni maa ki tarah nhi....samjhe....
Sanju - ok....sorry...mera aisa koi matlab nhi tha.....
Sanju ne turant apne hath uper utha kar sorry bola aur apni najre ghuma li....ye dekh kar achanak se riya khilkhila padi....
Riya(has kar)- tum to bade fattu ho yaar....
Sanju(gussa dikha kar)- kya bola...main aur fattu....
Riya- haa.... mister fattu.....itne me hi dar gaye....pata nhi ankit ne tumhe dost kyo banaya.....
Sanju- dekho....ab tum mujhe gussa dila rahi ho....
Riya- accha....to kya kar loge....maroge kya...hmm...fattu....
Sanju- teri to main....
Ye bol kar sanju khada hua aur riya ne doud laga di....sanju bhi uske piche bhaga aur kuch der ki bhaag-doud ke baad riya sanju ki baahon me kasmasha rahi thi....
Riya- aahh...chhod mujhe fattu....
Sanju- ab to tu gai....
Ye bol kar sanju ne riya ko bed par patka aur uske hatho ko dawa kar uske uper jhuk gaya.....
Riya thodi der tak jhatpataai....aur fir shant ho kar sanju ko dekhne lagi....aur sanju bhi riya ki aankhon me dekhne laga....
Dono kuch der tak yu hi aahen bharte huye ek-dusre ko dekhte rahe......aur fir achanak se sanju ne riya ko chhoda aur door ja kar khada ho gaya.....
Sanju- main...main wo...ss..sorry....
Riya(najren jhuka kar)- main bhi.....
Fir thodi der tak room me khamoshi chaai rahi.....fir us khamoshi ko sanju ne hi toda....
Sanju- ek baat puchu.....
Riya(chounk kar)- huh..ha...bolo....
Sanju- tum ankit ka sath kyo de rahi ho.....jabki tumhari mom....tum janti ho na.....
Riya- janti hu....par main ankit ko bhi janti hu...wo bahut accha insaan hai....aur main aise insaan ke kisi kaam aa saki to ye meri khushnaseebi hogi....
Sanju- accha...aisa bhi kya ho gaya jo ankit itna pasand aa gaya...hmm...
Riya(muskura kar)- tumhe jalan ho rahi hai kya......
Sanju- usse aur jalan....nhi..ab to bilkul nhi...bas janna chahta hu ki jiski maa ankit ki itni badi dushman hai....us maa ki beti ko wo insan kyo pasand aaya.....
Riya- ohk...main suru se batati hu....to ankit se meri pahli mulaqat tab hui thi...jab usne mujhe kidnap karwaya tha.....
Us douraan wo chahta to mere sath kuch bhi kar sakta tha...par usne mujhe chhua tak nhi....ulta mujhe meri mom ka ganda sach bataya...wo bhi proof ke sath....bas tabhi se meri najron me uske liye ijjat paida ho gai thi....
Fir usne meri khatir us gaon ke ghar me huye blast se meri mom ko bhi bacha liya..kyoki maine usse kaha tha ki meri mom ko ek mouka aur de do...to usne meri baat rakh li....
Par jab maine dekha ki meri mom ek baar fir se ankit ke khilaaf nikal padi hai....to maine bhi soch liya ki ab main sahi ka sath doogi....bhale hi mujhe apni sagi mom ke hi khilaaaf kyo na jana pade....isliye maine ankit ko sab sach bata diya......aur ab main uske liye hi kaam kar rahi hi....
Sanju- hmm....to mujhe yaha lana bhi tumhare kaam ka hissa tha......
Riya- ji haa...par jab main tumhe lene gai to tum to ghabra hi gaye the na........hai na...
Sanju- nhi...wo main ghabraya nhi tha....bas achanak tumhe waha dekh kar dar gaya tha......
Riya- main kya bhoot jaisi dikhti hu....jo dar gaye.....
Sanju- nhi...tum to itni hass....kuch nhi....waise ab hum yaha kya kar rahe hai....khaas kar main......kyoki is waqt mujhe sabnam ke sath hona tha....wo aaj mujhe ek kaam dene wali thi...
Riya- jo bhi ho...tum yaha se nhi ja sakte.....jab tak ankit na chahe....samjhe na....
Sanu- samjh gaya....badi aai ankit wali.....chal kuch khane de de....bhookh lag rahi hai....
Riya(muskura kar)- kyo nhi...aaiye sir.....waise bhi kuch log aapka intzaar kar rahe hai.....
Sanju- koun log.....
Riya- khud aa kar dekh lo....main chali....
Sanju(riya ke jate hi)- main yaha raha to muskil ho jaygi.....mujhe ankit se baat karni hi hogi......
==============================
Mantri ke banglow me.......Aaj subah........
Rekha- tu waha kyo jana chahti hai....kya tera jana jaroori hai.....
Payal- ha....wo mere bhai ka ghar hai....main nhi jaugi to unhe shaq ho jayga....ki main kisi musibat me fasi hu....samjhi.....
Rekha- tere liye wo sab jaroori hai ya tera pati.....
Payal(gusse se)- agar pati jaroori nhi hota to aaj main yaha na hoti......sirf unhi ki ijjat ki khatir main tumhari baaten sun rahi hu....samjhi....
Rekha(has kar)- uski ijjat ya tumhari....
Payal- mujhe apni koi parwah nhi...tu meri ijjat kal ucchalti hai to aaj ucchal de....lekin baat sirf meri nhi....mere pati ki ijjat ki hai....
Rekha- jab tu itni samjhdaar hai to fir chupchap mera kaha maan....aur ja kar andar baith ja....wo sala sujeet aata hi hoga....aur aate hi teri choot magega.....chal ja....
Payal- aisa mat karo plz....mujhe kuch der ke liye jane do....bas 2 ghante ke liye....aur fir mere pati bhi bapis aa rahe hai....unse kya kahugi....mujhe unke sath to jana hi hoga na......
Rekha- dekh payal....mujhe tere jaane se paresaani nhi....mujhe paresaani hai us ankit se.....isliye main nhi chahti ki tum us ankit se milo....
Payal- main usse nhi milugi....pakka....aur sirf 2 ghante....plz jane do na....
Rekha(soch kar)- hmm...theek hai....sirf 2 ghante....lekin yaad rahe....agar ankit ko tere baare me kuch bhi pata chala na....to tu gai kaam se....aur tere pati ki ijjat sare baajaar ucchlegi....samjhi.......
Payal- nhi chalega....use kuch bhi pata nhi chalne doogi....promis...
Rekha- hmm..ek kaam kar....tu taiyaar hone ke baad....mujhse mil kar jana....hmm...
Payal- thank you....thank you.....
Aur payal aankho me aashu liye waha se nikal gai.....
Aur payal ke jate hi rekha ne saamne khadi neelam ko dekha aur muskura di.....jisse neelam saham gai....
Rekha- are meri pyaari bhabhi.....aise sahmi hui kyo ho.....chalo apna thowda theek kar lo....aaj aapke patidev aane wale hai....hmm..
Neelam(chounk kar)- kya....wo aa rahe hai....kab....
Rekha- asal me....wo aa chuka hai.....kal raat ko hi....
Neelam(hairani se)- kal raat ko....par mujhe to nhi dikhe.....kaha hai wo....mujhse mile kyo nhi....
Rekha- are...are....ek sath kitne sawaal....paresaan mat ho....wo raat bhar mere sath the....mere room me....jao...ja kar mil lo.....
Rekha ki baat sunte hi neelam lagbhag bhaahte huye rekha ke room ki taraf nikal gai.....jaha uska pati...uska intzaar kar raha tha......
Neelam(pappu ko dekhte hi)- aap....aap aa gaye......
Aur neelam ki aankho se aanshuo ki dhaar nikal gai.....
Pappu- are neelam....tum ro kyo rahi ho...yaha...aao...chup..bilkul chup....
Ye bol kar pappu ne neelam ko apne seene se laga diya....aur neelam bhi pappu ko baaho me kas kar fafak-fafak kar rone lagi......
Pappu- neelam...ye to batao ki hua kya....haa....
Neelam(subakte huye)- ye...ye rekha didi.....wo...wo bahut kharab hai....
Pappu(hairani se)- kya....aisa kya kiya rekha ne....haa....
Neelam- wo...wo kah rahi thi ki....(aur joor se rone lagi)
Pappu- nhi neelam...chup ho jao....hmm...
Aur fir pappu ne neelam ko bed par baitha kar chup karaya aur usse rekha ke baare me pucha....
Aur jab neelam ne bataya ki rekha usse kya karana chahti hai....to pappu chounk gaya...aur dekhte hi dekhte uski aankhe gusse se laal hone lagi.....
Neelam(subakte huye)- wo aisa soch bhi kaise sakti hai......aap uske sage bhai ho....aur wo aapki patni ko hi....(rone lagi)
Pappu(neelam ko gale laga kar)- bas neelam.....bas.....ab tumhe darne ki jaroorat nhi.....mere jeete- ji tumhare uper koi buri najar bhi nhi daal payga....tum shant ho jao....hmmm...
Neelam- apne gaon chalo.....abhi....
Pappu- tum ghabrao mat...hum kal hi gaon chalege....bas aaj ki raat aur ruk jao....
Neelam- par kyo....yaha humara kya kaam....aur is beech wo rekha didi....
Pappu(beech me)- wo kuch nhi kar paygi....main hu na....tum daro mat....bas mujhe ek kaam khatm karna hai....wo aaj raat tak khatm kar lu....fir hum gaon hi jayge....tab tak chup hi rahna...hmm..
Neelam- par...
Pappu(beech me)- mujh par bharosha hai na....
Neelam- sabse jyada....
Pappu- to fir bilkul nat ghabrana......main sab theek kar dooga...bas aaj ki raat nikaal lo....hmm..
Neelam- hmm...
Yaha neelam aur pappu apni baaton me lage the.....par wo is baat se puri tarah anjaan the ki koi hai jo un par najren jamaaye huye baitha hai.......