- 118
- 1,384
- 124
Update one
Introduction
Yah kahani hai ek parivaar ki jo ki bahut bada parivaar hai or isme bahut log rahate hai
Parivaar ka parichay
Jagdish Pratap singh age 75 saal par apne jamane ke jane mane pahalwaan rah chuke hai is age me 55 se jyada ke nahi lagte hai. Pure ganv me inka alag hi rutba hai
chandrprabha devi - “ age 72 year saal or yah ab puja path me apna dhyaan lagati hai
Inke kul teen betiyaan or do bete hai
Sabse bada beta Rajiv pratap singh
Age 53 saal or yah city me bahut bada kapde ka karobaar khol rakhe hai or achhi khase paise kama lete hai
Wife Anuradha singh
Age 51saal or yah government inter college me principal hai or yah behad kamuk mahila hai or yah is age me bhi 40 se jyada ki nahi lagti hai..
Inka ek beta or do betiyaan hai
Sabse badi beti Ritu singh
Inki age 26 saal hai or yah ab shadi ke baad apne pati ke sath city me rahati hai or inka abhi tak koi bachha nahi hai…
Beta Sunil singh
Age 24 year or Yah karobaar me apne baap ki help karta hai or apni mehant ke bal par kuchh hi time me business me nayi mukaam hasil kar rha hai
wife Anchal singh
Iski age 23 hai or yah ek hwife hai or yah bhi behad kamuk mahila hai or apne husband se khush nahi hai.
Tisari beti Priti singh
Age 22 saal or kuchh mahino me inki shadi hai or yah bhi apni maa ki trah bahut khubsurat or sexki pyasi ladki hai..
Dusari beti Kusum singh
Husband Raghav singh
Inki do betiyaan hai
1st juhi singh
2nd Ruhi singh… .
Tisara beta Vijay pratap singh
Wife Sanjana singh Raajput
Inki teen betiyaan or ek beta hai
1st Anjali singh
2nd Komal singh.
3rd Rishabh singh (Rishu)
Beti kavya singh
Husband Sanjay singh.
Inki ek beti hai.
Arpita singh
Beti Rajani singh
Husband Manoj singh
Inki ek beta hai.
Mohit singh
Aaj singh parivaar me bahut bada hangama macha hua tha or iska karan tha Rishu ke upar lagaye gaye uski bua Kavya ke iljaam ya yun kahe ki pure parivaar ne usko range hatho pakada tha. Rishu ki ek buri adat thi nasha karne ki or aaj mouka milane par usne apne hi bhatije ko ek aisi dava de jo ki kisi ko bhi sex ke liye pagal kar de or Rishu to kam age me daru pine laga tha jiski wajah se aaj uski bua ne usko daru me nashe ki goli daalkar de diya or uske baad jo hua vah sabke liye kisi sadme se kam nahi tha usne na kewal apni bua ki ijat par hath dala balki uski maa jab usko dur karne ayi to uske sath bhi galat harkat karne ki koshish kiya or jiska natija yah nikala ki sabne milkar aaj usko buri trah se mara or ghar se bahar nikaal diya uske saman ke sath or road par fek diya tha par is sab me koi aisa bhi tha jo ki sara sach bhali bhanti janta tha or vah koi or nahi balki badi maa ki chhoti beti Priti didi bua ki beti thi jo ki suru se hi apni maa or bua ki harkato ko dekh li thi par uski maa ne dhamki dekar usase in sabse dur rahane ko boli thi par usko yah nahi maloom tha ki baat itni jyada badh jayegi or ab vah chah kar bhi kuchh nahi kar sakti thi kyunki aaj jo hua vah galat tha or ab usko kisi bhi halat me badla nahi ja sakta tha
Idhar aaj pura Singh parivaar bahut dukhi tha khas tour par Sanjana kyunki usko ab bhi yakin nhi ho rha tha ki uska khud ka beta aisa kar sakta hai par usko yah baat kanha maloom thi ki usne aaj jo bhi kiya vah kisi ke sajish ka parinaam tha or vah log jo chahte the vah ho hi gaya or ab sab kuchh set ho chuka tha. Rishu ko sabke najaro me itna gira diya ki ab koi bhi use kabhi bhi ab ghar me wapas nahi ane dega or khas tour par ghar ke mukhiya kyunki vah aise mamalo me vah kisi ko bhi maaf nahi karte the. . Unhone to usko parivaar ke liye mara hua ghoshit kar diya tha or uska natija yah hua ki bakayada antim sanskaar ki sabhi kriya puri ki gayi or Rishu ke rup me uske putle ka daah sanskaar kiya gaya jiska matlab yah tha ki ab vah ghar ke logo ke liye mar chuka tha. Idhar Priti di ki ek dost jo abhi jald hi police me daroga ke post par bharti hui uski help se Rishu ka ilaaj karvaya or usko city me rahane ka intzaam karva diya. Aaj Rishu ko ghar se gaye hue adha mahina bit chuka tha or Jagdish prataap ne apne chhote pote ka jite ji pura karmkaand kiya or brahmn ko bhojan tak karvaya. Is wakt pure singh parivaar me kewal do log aise the jo ki Rishu ke bare me chinta karte the or dusara uski priti di jo ki sachhai bahut achhi trah se janti thi. Rishu ke jane ke baad Priti ekdam shant ho gayi thi aisa lagta tha ki mano usko kisi se koi matlab hi na ho. Aisa nahi tha ki vah suru se hi aisa kar rahi thi par jab usne dekha ki bina galti ke bhi sabhi us ladke se nafarat karane lage hai or usko bura bhala bol rahe hai khas tour par jab usne Anjali or Komal ke muh se Rishu ke liye jahar se bujhe sabd sune to usko bahut bura laga or utna hi apni maa or bua se nafarat ho gayi kyunki pahale chahe Rishu kuchh bhi karta tha kam se kam uski dono bahane uspar bharosha karti thi or usko apni jaan se badhkar manti thi or usko har baar samjhaya karti thi par is baar vah dono bhi badal gayi thi or yahi baat usko andar se khaye ja rahi thi or aaj jab uske bardasht se bahar ho gya kyunki uski maa bina kisi baat ke hi Rishu ki burai kar rahi thi to vah apni jagah se khadi hui or bahut gusse me boli
Priti - " Bas karo or kitna jahar ghologi dusaron ke man me ab to vah yanha par hai bhi nahi phir bhi abhi bhi tum uske pichhe padi hui ho or ab agar apne ek baar or bhi kuchh bura kaha to mere se bura apke liye or koi nahi hoga asaa hai aap meri baat achhi trah se samjh rahi hongi ,
Anuradha jo pahale se hi apni beti ki baat na karne ke karan pahale se hi pareshaan thi vah uski baat sunkar dar jati hai kyunki vah apni beti ko bahut achhi trah se janti hai vah to kaise us baat ko abhi tak kisi se nahi boli hai iska hi sukr mana rahi hai or phir vah apni beti se duriya or nahi badhana chahti thi isliye vah kuchh nahi bolti hai or chup chap apne kamre me chali jati hai.. Idhar kuchh time baad Priti ko apni dost fon ata hai ki uski bhai ki halat or kharab hote jja raha hai ab vahi akar usko sambhal sakti hai to vah apne ghar se bahar jane lagti hai to uski maa usase puchhati hai ki vah kanha ja rahi hai to vah apne friend ka naam bta deti hai or vanha se jane lagti hai to uski maa bolti
Anuradha - " Priti aisa kar tu apne bhai ke sath chali ja vah tujhe aram se leta ayega or tumko bhi koi pareshani nahi hogi or mai bhi nishchint rahungi ki tu akele city ja rahi hai. ".
Priti jo pahale se kafi pareshaan thi vah apni maa ki baat sunkar gusse me usko ghurkar dekhati hui boli
Priti - " Last time mai tumko bol rahi hu ki meri life me dakhal dena band kar de mai koi mashoom bachhi nahi hu jo mujhe tu bahaka sakti hai ya phir mai uske jaise bhola bhala nahi hun ki tum sabki chal na samjh saku teri hi beti hu or tere se char kadam age ka soch kar rakhti hu isliye jo tu apne ghar or life me kar rahi hai na vah karti rah bas mere se dur rah mai nahi chahti hu ki meri shadi ke kuchh din pahle duniya ko yah pata chale ki mera parivaar kitna kamina hai jo apno ke pith par chhura ghopne se bhi baaj nahi ata or us bechare mashoom ko tumne mara hua hi bana diya ab mera is ghar me kisi se koi matlab nahi hai isliye agar tu chahti hai ki yanha shanti bani rahe to jo tu kar rahi hai vah kar or mere life me dakhal mat de ek achhi maa ki role nibha or mujhe vida kar de yanha se yahi tere liye achha hoga kyunki agar mai khud par aa gayi to mai kya kar sakti hu yah tu soch bhi nahi sakti hai.. ”
Jab yah sari baate ho rahi thi thik us wakt hi Anuraadha ki badi beti jisko aaj hi is sabke baare me maloom chala tha kyunki vah apni trening ke liye dusari jagah par gayi hui thi usko jaise hi yah sab maloom hua to usko bhi is baat par yakin nahi hua tha or vah turant apni ghar ki traf chali ayi or jaise hi vah ghar me kadam rakhane wali thi ki usko Priti ko gusse bhari awaj sunkar vah samajh gayi ki jaisa dikh raha hai vaisa kuchh bhi nahi hai jarur in sab ghatna ke pichhe kuchh to logo ki najaro se chhipa hua hai par uski chhoti bahan ko maloom chal chuka hai to vah vanhi se bahar chali jati hai or apni chhoti bahan ka pichha karne ki than leti hai. Ab vaise to bank me job lagi hai or uske liye hi bahar gayi thi or us baare me kabhi kisi ko bataya nahi tha or aaj vah ghar yahi soch kar ayi thi sari baate clear karne ke sath khushkhabari bhi suna degi par uske pahale hi uske upar jo dhamaka hua hai vah samjhane ki koshish kar rahi thi. Idhar ghar ke anadr Priti gusse me yah sab bolkar apni Scooty nikalti hai or city ki traf chali jati hai or kuchh hi duri se uski badi bahan uska pichha kar rahi thi. idhar Priti apni saheli Priya ke farmhouse par chali jati hai janha par Priya ne Rishu ko rakhi hui thi or uska ilaaj chal raha tha kyunki us ghatna ka bahut asar pada tha Rishu par jiske karan usne achank se hi sab nasha band kar diya tha jiske karan aaj uski halat kharaab ho gayi thi to Priya ne Priti ko call karke bula li thi akhir vah uska chhota bhai tha..
Janha bahari duniya me yah sab ho rha tha to vahi Rishu ek alag hi duniya me pahuch chuka tha yani uski chetana jo ki ek alag hi duniya me pahuch gayi thi uske thik samne ek pari ki trah khubasoorat ladki khadi thi jiske pass me hi ek draigan khada tha
Vah ek ajib najaron se samne khade ladke ko dekh kar kuchh soch rahi thi or phir vah boli
D Queen – “, Pata nahi hamari kismat me ek hona kaise likha tha jo lakho saalo baad meri soul ka judav ek inshaan ke sath hua bhi to vah itna kamjor nikala ki mujhe yah kahate hue bhi sharm aa rahi hai ki tum mere sath jude ho. Tumhare pass universe ki sabse jyada power hai lekin uske baad bhi tum aaj bhi ek aam insaan ho tumne kabhi khud ko janane ki koshish nahi ki or aaj tumne apni aisi halat bana li hai ki tum kabhi bhi duniya chhod sakte ho lekin mai itne lambe time ke baad dharti par wapas ane ka mouka mila hai isko itni asani se to hath se nahi jane dungi isliye ab jaisa mai bolungi tum vaisa hi karoge or badale me mai tumko ek powerful body dungi or bhi bahut si power hogi jisko tumko khud pana hoga par usme bhi mai tumhari help karungi. Aisa mouka is pure universe me aaj tak kisi ko nahi mila par tumhare andar kuchh to khas hai. ”
Rishu — “ Agar tum sach me janm se pahale se mere soul se judi ho to pichhale dino jo bhi maine kiya hai kya vah galat nahi hai or iske baad bhi mai yah sab power lekar kya karunga.. ”
D Queen — “ Aksar sach vah nahi hota hai jo ki tum jante sunte ya phir mahsus karte ho balki sach hamesha iske alag hi hota hai or tumhare sath bhi kuchh ajsa hi hua hai warna tumhari bahan Priti tumhare pass baith kar roti nahi or iske alawa Ritu bhi pass me hai or vah dono tumhe vah sach batayngi jisase tum aaj tak anjaan ho. ”
Uski baat sunkar mai hairan ho gya or mujhe aisa laga ki jaise mujhe jine ki ek wajah mil gayi ho or iske baad mai vanha se gayab hua or dhire se apni ankhe kholi to samne hi Priti didi nam ankho se mujhe dekh rahi thi to unko dekhkar mere anshu bahane lage or mai uthkar unke gale lagane hi wala tha achank se mujhe kuchh yaad aya or mai turant do kadam pichhe le liya or rone laga..