• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,405
28,426
218
Update 61
Phir Meera aur Ritika apne kamre mein aati hai toh dekhti hai Aryan besudh padha hua hai.

Wohdono uske kareeb jaati hai. Aur uske gaalon mein kiss karti hai aur bagal mein so jaati hai.
Meera: Agar tumhe woh din yaad raha toh tumhe ek aisa surprise milega jo shayad tum kabhi naa bhul pao. Tumhari zindagi ka sabse bada surprise.
Phir uske gaal mein ek kiss aur karke uske seene mein sir rakh kar so jaati hai.
Sham ko Aryan soke uthta hai toh dekhta hai Meera aur Ritika uske seene mein sir rakh kar chain se so rahi hai. Woh unko shanti se thik se bed pe sulata hai.
Aryan: Tumdono soch rahi hogi issbaar bhi main woh din bhul gaya hu. Par tumdono issbaar shock hojaogi. 3 din baad tumdono ko main eksaath propose day ka surprise dunga. Be ready my beautiful wifes.
Uske baad Aryan nichhe aata hai.
Aryan: Bhabhi ek coffee milegi.
Neha: Main bana deti hu.
Aryan: Bhabhi kya aap coffee banayengi.
Ragini: Thik hai main bana deti hu.
Neha wahi pe chup chap baith jaati hai.
Neha: Kya baat hai bhai aaj bahot late tak soya. Tabiyat thik hai naa.
Aryan koi jawaab nhi deta. Bas apne coffee ka wait karte hue mobile use karne lagta hai.
Aryan ko koi jawaab naa deta dekh Neha dukhi mann se apne kamre mein chali jaati hai. Thodi der baad Meera aur Ritika wapas kitchen mein jaake raat ka khaana banati hai.
Raat ko dinner ke baad Aryan nikal padhta hai MLA ke dhandhe ko barbaad karne.
Uske dhandhe ke barbaad hone se MLA puri tarah se barbaad hogya tha. Ab usse uske boss se darr lag raha tha kyoki ab woh usko nhi chorne wala thaa. Isiliye woh ab underground hone ki sochne laga.
Aise hi 3 din guzar gaye. 3 din baad aaj Aryan aur Meera ka khash din tha aur upar se Sunday bhi.
Subah Subah Aryan jaldi uth ke Meera aur Ritika ke liye unka favourite nashta banata hai. Rashmi ne jab usse kitchen mein kaam karte dekha toh woh uske paas aayi.
Rashmi: Kya kar rahe ho. Mujhe bolo main bana deti hu.
Aryan: Please mere kaam mein dhakal dene ki koi jarurat nhi hai. Mera mood aaj bahot achha hai so please usse bigaare nhi.
Yeh bol woh apna kaam karne lagta hai. Rashmi kuch bolti nhi bas waha khadi Aryan ko kaam karte hue dekhti rehti hai.
Aryan Meera aur Ritika ke uthne ke pahle hi nashta unke paas le jaata hai. Phir unko kiss karke uthata hai.
Aryan: Uth jao jaan dekho subah hogyi hai. Dekho aaj maine tumdono ki pasand ka nashta banaya hai. Utho jaldi se fresh hoke khaa lo.
Meera aur Ritika bhi aankhe khol ke Aryan ko dekhti hai aur usse ek kiss karke bolti hai.
Meera: Kya baat hai aaj humare pati ne humare liye humari pasand ka nashta banaya. Aaj kuch khash hai kya.
Aryan: Nhi kuch khash toh nhi hai bas mera man kiya toh bana diya. Kyo kuch hai kya aaj.
Meera jo yeh soch kar khush thi ke Aryan ko shayad yaad hai aur isiliye usne aaj nashta banaya. But uski khushi ek pal mein chali gayi.
Meera: Ukdhi hui awaaz. Kyo tumhe nhi pata aaj kya hai.
Aryan: Nhi. Kya hai aaj. Naa tumdono ka birthday hai. Naa humari anniversary hai. Main toh apna birthday manata nhi aur aaj woh bhi nhi hai.
Meera: Kuch nhi choro. Main fresh hone jaa rahi hu.
Meera waha se chali jaati hai.
Aryan: Isse achanak kya hogya tumhe pata hai.
Aryan ka yeh din bhul jaane se Ritika ko bhi bura lagta hai isiliye woh nhi usse naraz hojaati hai.
Ritika: Ukdhi hui awaaz mein. Mujhe nhi pata kya hua hai. Saare mard ek jaise hi hote hai. Huhhh. Yeh bol woh bhi waha se Ragini ke room mein chali jaati hai fresh hone.
Aryan: Meera Ritika aaj tumhe thoda sa pareshan karunga. But sham ko bahot bada surprise dunga. Phir woh call lagata hai.
Aryan: Haa maine jo bola tha woh sab thik hai naa.
Saamne se: Haa sir sham tak sab ready hojayega. Aap tension naa le.
Aryan: Good. Aur maine jo mangwaya tha woh kab tak aayegaa.
Saamne se: Sir woh apne time se aajayegaa.
Aryan: Thik hai. Hum sham ko 7 baje tak aajayenge.
Saamne se: Okk Sir.
Meera: Kaha aajyenge. Aur kaun aajyenge.
Aryan: Woh aaj MLA se milna tha usi ki planning kar raha tha aur socha tumdono ko bhi saat le chalu.
Meera yeh sunn aur gussa hojaati hai. Humhe kahi nhi jaana. Tum akele hi jaana.
Aryan: Achha thik hai. But itna gussa kyo kar rahi ho. Nhi jaana hai mat jaana.
Meera: Main koi gussa nhi kar rahi hu. Tumhari aankhe kharab hochuki hai. Dheere se aur shayad memory bhi.
Aryan: Achha thik hai chalo nashta karte hai.
Meera: Mujhe nhi khana. Mujhe bhukk nhi hai tum khalo.
Aryan: Aree aise kaise nhi khana. Main itne pyaar se banaya hai tumhare liye. Please khaa lo.
Aryan itni masoomiyat se bolta hai ke Meera se kuch bola nhi jaata. But woh bolti gai
Meera: Thik hai chotti ko aane do saath mein karlenge hum. Thodi der baad Ritika aati hai aur dono Chup chaap aake nashta karne lagti hai.
Aryan unko apne haath se khilana chahta hai toh woh muh ghuma leti hai. Yeh dekh Aryan ko hasi toh bahot aati hai but woh control karta hai aur khud khaana band kar deta hai.
Meera: Khaa kyo nhi rahe ho.
Aryan: Bas aise hi man nhi hai. Tumdono khao aur bolo kaisa bana hai.
Meera aur Ritika samaj jaati hai.
Meera: Thik thak hi hai. Ab jaldi se apna muh kholo aur yeh khao.
Meera ek niwala uske taraf karte hue kehti hai. Aryan bhi hasta hua khaata hai aur usko khilata hai. Phir Ritika ke saath bhi aisa hi karta hai.
Aryan: Aaj dopahar ko bhi tumdono ke liye main hi khana banaunga.
Ritika: Koi jarurat nhi hai humare liye mehnat karne ki. Hum bana lenge
Aryan: Aree isme mehnat kaisi. Aaj mera man hai toh main hi banaungaa. Main kuch nhi sununga.
Meera aur Ritika kuch nhi bolti. Unka mood pura off tha aur woh baat ko aage nhi badhana chahti thi.
Meera aur Ritika breakfast karke nichhe chali jaati hai.
Aryan jaldi se ek beautician ko call karke 4 baje aane ko bol deta hai.
Saara din aaj Aryan ne Meera aur Ritika ko pareshan kiya jisse woh dono aur gussa hogyi.
Aryan: Aaj maine na ek beautician ko bulaya hai. Pata nhi kyo main chahta hu aaj tumdono achha sa make up karo.
Meera: Humhe tumhare kisi bhi ichha mein koi interest nhi hai. Tum bhadd mein jao.
Ritika: Didi ne sahi kaha.
Aryan: Aree gussa kyo hoti ho. Please mere liye maan jao. Please Meera please Ritika.
Ritika: Achha achha thik hai kara lenge. Aur bhi kuch hai.
Meera: Chotttiiii.
Ritika: Kara lo didi warna yeh pareshan karta rahega.
Meera: Thik hai. Aur kuch bhi hai.
Aryan: Haa last chiz. Kuch din pahle maine ek dress online dekhi thi tumdono ke liye woh aaj aayegi. Toh tumdono make up karke woh pehen lena. Thik hai. Main dekhna chahta hu tumdono usme kaisi lagogi.
Meera Ritika kuch nhi bolti. Aur waha se chali jaati hai.
Sham ko 4 baje beautician aati hai. Aryan usko sab achhe se samjha deta hai.
Kuch der baad dress bhi aajata hai aur uske saath ek halka jewellery bhi.
Aryan woh dress leta hai aur beautician ko de deta hai saath mein ek letter bhi.
Phir woh apni car ke paas jaake. Car ko instruct karta hai ke woh Meera Ritika ko leke uski batayi hui jagah par aajaye. Aur waha se nikal jaata hai.
Beautician jaanmuzz ke time waste kar kar ke Meera aur Ritika ko taiyaar kar rahi thi. Aur dono pure beman se taiyaar horahi thi. Kyoki unka mood pura off thaa. Unko kuch achha nhi lag raha tha.
Thodi der baad dono taiyaar hojaati hai. Woh mirror mein ekbaar khud ko dekh kar chauk jaati hai. Phir beautician usko ek letter deti hai.
Jisme likha thaa aaj subah se bina wajah pareshan kiya aur tumdono gussa bhi hogyi uske liye sorry bolna chahta hu. Car mein jao usse sab bola hua hai. Woh tumhe yaha le aayegi. Please aajana.
Meera ko isse gussa aata hai. Aaj ka din toh yaad nhi raha upar se sorry ka dikhawa kar raha hai.
Meera: Dekha chotti. Ek toh aaj ka din bhul gaya upar se sorry ka dikhawa kar raha hai.
Ritika: Sahi kaha didi. Saare ladke ek jaise hi hote hai. Lekin issbaar Aryan ko maafi nhi milegi. Aur main jo soch rahi thi raat ko usse baat karungi ab woh cancel. Woh aap ka din bhul gaya iska matlab woh mera bhi bhul gaya hai.
Meera: Phale jaake uske sorry ka satyanash karenge phir usko dekenge. Chal chalte hai.
Dono nichhe aati hai toh sab unko hi dekh rahe hote hai. Sabke muh khol ke unko dekh rahe hote hai.
Ragini aur Soniya uske paas aati hai.
Soniya: Bhabhi aapdono bilkuk aasman se aayi pari lag rahi ho.
Ragini: Haa Meera Ritika. Soniya ne bilkul thik kaha. Kya Aryan tumko aajke din ka surprise deraha hai.
Meera aur Ritika ko yeh sunn gussa aajata hai.
Awesome update
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,127

Shandar update bro
 
krish1152

Well-Known Member
5,435
16,109
188
Nice update
 
SameerK

Active Member
826
4,541
138
Bahat badhia update bhai
 
Top