• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

Luffy

Well-Known Member
7,017
29,118
218
Update 65
Vikram Rashmi Neha Meenakshi Supriya sab zinda laash ban gaye the. Pahle toh inko umeed thi Aryan kabhi na kabhi maaf kardega. Par aaj jo hua uske baad toh unki woh umeed bhi toot gayi.

Rashmi Supriya ko andar leke jaati hai.

Supriya: Bhabhi mera sab khatam hogya. Naa main achhi biwi ban paayi aur naahi achhi maa. Mujhe apni beti ka dukh dard kabhi dikha hi nhi. Maine humesha Shivam ko hi aage maana. Mujhse bahot badi galti hogyi hai bhabhi.

Rashmi: Galti toh hui hai Supriya. Par abhi bhi kuch nhi bigada hai tum unse maafi maang lo. Woh maaf kardenge. Humari tarah mat karo. Kahi derr naa hojaaye. Pahle toh humhe umeed thi Aryan humhe maaf kardega par aaj jo hua uske baad toh woh umeed bhi toot gayi.

Supriya waha se sidha Dipali ke paas bhagti hai aur uske pairon mein girr jaati hai.

Supriya: Mujhe maaf karde meri bachhi. Mujhse bahot badi galti hui hai. Maine kabhi tujhe pyaar naa diya. Mujh abhagan maa ko maaf karde meri bachhi. Deepak ne sahi kaha agar maine tujhe pyaar kiya hota toh tere saath yeh sab naa hota please mujhe maaf karde.

Dipali: Yeh aap kya kar rahi ho. Aap meri maa ho. Mujhe aapse koi shikayat nhi hai maa. Aap uth jaaiye maa.

Supriya: Uthke uske gale lagte hue. Main aajke baad kabhi bhi tujhe maa ki kami mehsoos hone nhi dungi beta. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Maa mujhe aapse koi shikayat nhi hai. Mujhe bas maa ka pyaar chahiye aur kuch nhi.

Deepak: Tum yeh kya kar rahi ho beti. Yeh jarur apne bete ke liye yaha aayi hai. .

Supriya: Nhi Deepak main yaha Shivam ke liye nhi aayi hu. Aapko uske saath jo karna haj kijiye main kuch nhi bolungi. Please aap bhi mujhe maaf kardijiye. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Haa papa maa ko maaf kardijiye. Aapko meri kasam.

Deepak: Jab tak Aryan isse maaf nhi karta mere paas iske liye koi maafi nhi hai.

Supriya: Main Aryan Meera Ritika sabse maafi maangugi. Yeh bol Supriya waha se chali jaati hai.

Idher Aryan Meera aur Ritika apne kamre mein aaye.

Aryan: Meera aaj bahot kuch kiya hai tumne chalo fresh hojao aur sone jaao.

Meera: Aryan main thik hu. Mujhe koi problem nhi horahi hai.

Ritika: Aapko jitna bola hi utna kare. Aapko nhi horahi hogi par mere bachhe ne aaj bahot kuch saha hai usko horahi hogi isiliye jo bola hai woh karo.

Meera: Sada sa muh banate hue. Haa haa jaati hu Bachhe ki mummy.

Phir yehlog fresh hote hai.

Aryan: Aaj humara mood kitna achha tha socha tha yeh good news innlogo ke saath bhi share karke maaf karne ki starting karunga. Par yeh innsab ke layak hi nhi hai.

Ritika: Choro innsab baato ko. Chalo Mumbai call karke sabko batate hai.

Meera: Haa chalo call lagao.

Phir Aryan Sanjana ko call lagata hai.

Sanjana: Kyaa baat hai aagayi tum teeno ko humlogo ki yaad.

Aryan: Sorry maa. Par kya kare roj ek na ek hungama hota hi rehta hai isiliye baat nhi hopaati.

Sanjana: Samjhati hu. Batao kaise ho tum aur woh dono kaha hai.

Ritika aur Meera: Hum yahi hai maa. Aur bilkul thik hai aap aur baba kaise hai.

Sanjana: Main aur tumhare baba bhi bilkul thik hai.

Aryan: Maa aaplogo ek good news deni thi.

Sanjana: Haa bolo kya good news hai

Ritika: Woh aap dadi banne wali hai.

Sanjana: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho. Aur woh nalayak kaha gaya.

Aryan: Yehi hu maa.

Sanjana: Nalayak itni badi khabar tu ab de raha hai.

Aryan: Maa humhe bhi abhi pata chala hai.

Sanjana: Achha thik hai. Bahot bahot badhai ho. Hum kal hi Delhi aarahe hai.

Aryan: Nahi maa. Yaha abhi khatra tala nhi hai. Humlog kal parso mein mumbai aate hai naa. Wahi sabse milke yeh khabr bhi de denge.

Sanjana: Thik hai jaldi aana hum intezaar karenge. Aur Ritika tum kab de rahi ho good news.

Ritika: Sharmaaa kee. Abhi aisa kuch socha nhi hai maa.

Sanjana: Socha nhi hai toh jaldi socho. Main apni dono bahuon ki godd bhari hui dekhna chahti hu.

Ritika sharmaa jaati hai.

Sanjana: Chalo ab main rakhti hu. Tumlog baakiyon ko bhi yeh good news de dena.

Meera: Thik hai Maa.Aaplog apna khayal rakhiyegaa.

Sanjana: Hum toh rakhenge hi. But tum apna jyaada se jyaada dhyaan rakhna. Aur tu ab apne mission pe kam aur ispe jyaada dhyaan dena. Ritika tum bhi apni didi ka pura khayal rakhna.

Teeno: Ji maaa.

Phir call cut hojata hai.

Aryan: Abhi isne aane ki khabar di hai toh mujhe daant khilwa di. Jab aayega tab toh mujhe maar hi khilwa dega.

Meera aur Ritika hasne lagti hai.

Aryan: Waise maa ne jo kaha woh karde. Unko unki dono bahuon ki godd bhari chahiye. Ek toh hogyi dusre ki bhi kar dete hai.

Ritika: Apna dimaag kam chalao. Aur maa dad ko call karo. Harwaqt badmaashi.

Aryan: Aree isme kaisi badmaashi.

Ritika: Aryannnnn.

Aryan: Achha achha lagata hu. Pyaar ka toh zamana hi nhi hai.

Phir Aryan Sangeeta ko call lagata hai.

Sangeeta: Tumlogo ko bola tha naa roj call karna.

Ritika: Sorry maaa. Par yaha roj problem hoti hai iski wajah se nhi kar paate.

Sangeeta: Mujhe pata hai meri bachhi. Yeh batao kaise ho tumlog.

Teeno: Humlog achhe hai aaplog kaise hai.

Sangeeta: Humlog bhi achhe hai.

Ritika: Maa aap dadi banne wali ho.

Sangeeta: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho.

Meera: Thank You Mausi.

Sangeeta: Kitne waqt hua hai Meera.

Meera: Mausi abhi bas 2 hafta hua hai.

Sangeeta: Sachh mein Meera aaj tumlogo ne bahot badi khushi di hai humhe. Bahot bahot badhai ho. Sanjana ji ko bataya yaa nhi.

Ritika: Haa maa unhe bata diya hai. Dad kaha hai maa.

Sangeeta: Woh toh so gaye hai beta kal subah uthte hi yeh khush khabri unhe dungi.
Achha ab rakhti hu. Meera apna achhe se khayal rakhna Aryan Ritika achhe se khayal rakhna iska.

Teeno: Jii.

Phir call cut hojaata hai.

Phir yeh log Yash Preeti Karan Sonal Harish Nandini inko bhi bolte hai.

Idher Ragini apne kamre mein aake sochti hai.

Ankit: Kya hua Ragini kya soch rahi ho.

Ragini: Abhi Meera ne jo kaha woh soch rahi hu.

Ankit: Kya kaha Meera ne.

Ragini: Aree Meera ne kaha naa main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa toh.

Ragini: Aree mere bewakoof patidev. Jara dimaag lagao. Meera ka koi bachha nhi hai phir usne kyo aisa kaha main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa baat toh sahi hai. Tum usse puchlo naa.

Ragini: Mujhe lagta hai Aryan jo aaj bol raha tha "Mujhe mere jivan ki sabse badi khushi mili hai aaj. Maine socha tha aaj innlogo ke saath woh khushi share karke inko maaf karne ki koshish karunga" woh aise hi nhi bola tha.

Ankit: Shock se. Kahi main jo soch raha hu wahi toh nhi.

Ragini: Khushi se. Haaa Ankit aap jo soch rahe ho wahi.

Ankit: Yeh toh bahot khushi ki baat hai. Isiliye Aryan itna khush tha. Chalo chalke unhe badhai dete hai.

Ragini: Haa chalo. Par pahle Soniya ke paas chalte hai.

Phir yeh log Soniya ke paas jaake usse sab batate hai woh khushi se nachhte hue Aryan ke kamre ke taraf bhagti hai.
awesome update bro
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,003
173
Update 49
Aryan: Ek baat ka khash dhyaan rakhna. Kisi ko bhi yeh nhi pata chalna chahiye ke tum mujhse mili ho aur maine tumhe bachahya hai tum kal mujhse milogi aur mere ghar chalogi. Thik hai. Aur agar tumne kisiko bhi bataya toh main tumse naraz hojaungaa.

Soniya: Nhi nhi main kisi ko bhi nhi bataungi. Mujhe bas mere bhaiya chahiye. Aur kuch nhi.

Aryan: Chalo tumhe tumhare ghar chordu. Aur kal apne friend ke ghar jaogi yeh bolke aana.

Soniya: Thik hai.

Phir Aryan wapas apna mask lagake Soniya ko leke nichhe aata hai. Media aur Police usse gher lete hai.

Police: Tum kaun ho. Aur woh gunde kaha hai.

Aryan: Black Beast. Aur woh gunde apni sahi jagah yaani Hell mein hai.

Police wale Aryan ka naam sunte hi sakte mein aagye. Kisi mein himmat nhi thi ke usse aur kuch puchhe kyoki jo kaand usne Mumbai mein kiya thaa woh sabne dekha tha.

Media: Aapne unn sab ko maardiya.

Aryan: Toh kya unn sabko inn police ke hawale karta taaki woh chuttt jaaye aur kal wapas kisi ko kidnap karee yaa maar de. Aaplog aam logo ke marne pe jitna shock nhi hote jitna dukh nhi hota utna hi dukh inn jaise gunhegaaro ke marne pe hota hai. Agar aaj iski jagah koi aapka apna hota tab bhi kya aaplog yehi sawal karte.

Media wale chup ho jaate hai.

Aryan police walo se.

Aryan: Upar unn sabki laash hongi. Shayad koi jinda bhi ho. Jaake dekh lo.

Media ki taraf rukh karke.

Aryan: Agar aajke baad kisi ne bhi yaha pe koi bhi gunah kiya toh tumlogo ka bhi wohi hoga jo Mumbai mein hua tha. Kyoki ab main Delhi mein hu. Aur yeh mat sochna tumlog ke mera iss ladki se koi wasta hai aur tumlog isko utha ke mujhe pakdoge.

Phir Aryan Soniya ko leke apni car mein aata hai.

Car se awaaz aati hai. WELCOME SIR.

Soniya awaaz sunke car ke andar dekhti hai koi aur nhi hai kyaa. But waha unndono ke alawa koi nhi tha.

Soniya: Yeh awaaz kaha se aai.

Aryan: Yeh awaaz car se thi.

Soniya: Kya aapki car bolti bhi hai.

Aryan: Haa lekin sirf tabhi jab main chahu.

Phir Aryan car ko start kar nikal padhta hai Soniya ko chorne.

Aryan: Kya hua itni chup chap kyo ho.

Soniya: Yeh Black Beast kaun hai aur aapne aisa kyo kaha ke mera aur aapka koi rishta nhi hai.

Aryan: Black Beast main hi hu. Aur kyo hu yeh tumhe phir kabhi bataunga. Tum kisi ko mat bolna ke main hi Black Beast hu warna mera secret sabhi ko pata chal jayega. Aur woh maine isiliye kaha taaki koi wapas tumko kuch naa kare.

Soniya: Achhaaa. Waise aap itne saal kaha the. Aur meri bhabhiyan kaisi hai. Aur aapne 2 shaadiyan kyo ki.

Aryan: Main Mumbai mein thaa aur tumhari bhabhiyon ko tum kal milke hi batana ke woh kaisi hai. Aur 2 shaadi karni padhi kyoki woh dono mujhse bahot pyaar karti hai agar main unhe nhi apnata toh woh shayad marr jaati.

Soniya: Achha. Agar mujhe achhi nhi lagi toh main reject kardungi.

Aryan: Woh kal dekhenge.

Phir Aryan ghar se thodi durr pe car rokh ke Soniya ko bolta hai. Jao tumhara ghar aagaya aur meri baat ka dhyaan rakhna.

Soniya: Okkk. Aur kal kab milenge.

Aryan: Tumhara school kab off hota hai.

Soniya: Mera school toh 1:30 baje off hota hai.

Aryan: Thik hai main tumko school se hi le lunga.

Soniya: Thik hai main wait karungi. Byeee

Yeh bol Soniya chali jaati hai ghar aur Aryan apne ghar.

Jaise hi Soniya ghar pahonchti hai.

Meenakshi: Soniya tu thik toh hai naa. Tujhe kuch hua toh nhi naa. Aur woh kaun tha jisne tujhe bachaya.

Soniya: Maa main thik hu. Mujhe kuch nhi hua. Aur woh kaun tha mujhe nhi pata aur shayad aaplogo ko uska naam toh malum hoga hi. Ab jaldi se khana lagaye. Mujhe jaldi sona hai aur kal mujhe meri friend ke ghar jaana hai isiliye late aaungi.

Sabkoi Soniya ke aise behave karne se shock hote hai. Kyoki Aryan ke ghar chorne ke baad aaj pahli baar usne kisi se thik se baat ki. Infact apni maa se khana bhi maanga. Aur apna kal ka schedule bhi bataya.

Par koi usse aur kuch nhi puchta woh phir se baat karna band naa karde iss darr se.

Soniya: Neha di. Aap kal mujhe car se school chorr denaa kal main late nhi hona chahti.

Neha ekdum shock se usse dekhti hai. Uski aankho se aansu aagaye the Soniya ke muh se apne liye Di sunke. Kyoki Aryan ko ghar chorne ke baad usne kisi se koi rishta hi nhi rakha tha.

Neha: Khushi se. Thik hai gudiya. Main chor dungi.

Phir Soniya dining table pe baith ke khaana khaati hai. Jo sabke liye ek aur shock thaa.

Khana khaane ke baad woh apne kamre mein chali jaati hai.

Rashmi: Aaj Soniya ko kya hua hai. Woh aaj hum sab se thik se baat kar rahi hai. Humare saath khana khaa rahi thi.

Meenakshi: Lagta hai Aryan ki baat sunke bahot khush hai. Shayad isiliye woh hum sab se thik se behave kar rahi hai.

Neha: Yaa phir woh bhai se milchuki hai.

Vikram: Yeh kaise hosakta hai. Woh toh abhi tak mila hi nhi hai.

Neha: Dad aap shayad bhul rahe hai. Humsab mein se bhai ko gudiya hi sabse jyaada close hai jaan hai uski. Aur woh yaha aake usse naa mile yeh nhi hosakta. Woh bhale hi humse naraz ho but gudiya se nhi hosakta.

Rashmi: Tab toh main abhi usse jaake Aryan ka puchti hu.

Neha: Maa yeh mera sirf shakk hai. Aur agar aisa hua bhi hai toh jaha tak main apne bhai ko jaanti hu usne gudiya ko boldiya hogaa humhe kuch naa bataye. Aur gudiya uska kaha kabhi nhi talegi.

Rashmi: Kya woh apni maa se bhi nhi milna chahta. Maanti hu maine uske saath bahot galat kiya. Kya woh humhe maaf nhi karega.

Vikram: Sab thik hojayega Rashmi. Hum sab usse maafi maangege aur woh humhe maaf bhi karega but thoda time lagega.

Chalo ab so jao. Kal tum ko aur Neha ko college bhi jaana hai naa kal se new students aayenge.

Rashmi: Thik hai.

Vikram: Waise Suraj kab aayegaa.

Meenakshi: Meri unse baat hui thi woh bol rahe thee 2-3 din mein aajayenge.

Vikram: Thik hai.

Aaj Soniya sukoon ki neend so rahi thi. Kyoki uska bhaiyaa jo wapas aagaya thaa uske paas.

Idher Aryan ghar pahonchta hai.

Meera: Kya hua. Gudiya ko toh bahot pahle hi safe kar liya tha phir itni late kyo hogye.

Aryan: Woh gudiya ne mujhe pehchan kiya thaa. Isiliye late hogya.

Ritika: Tab toh woh ghar mein sabko boldegi ke aap yaha hai.

Aryan: Unko pahle se pata hai. Aur ab main unke saamne begunaah bhi hu. Aur maine gudiya ko bol diya hai mere baare mein kisi se kuch naa kahe.

Meera: Unko kaise pata chala. Aur begunaah kaise sabit hue.

Aryan: Ms. Neha Malhotra ne kal mall mein dekh liya thaa aur pehchan bhi gayi. Aur Sheetal ne ghar mein aake sabkuch sach sach bata diya tha.

Meera: Oooo. Toh ab kya karoge.

Aryan: Ab kya abhi toh sona hai. Phir kal college jaana hai. Phir kal gudiya ko uski bhabhiyon se milana hai. Yeh ghar dikhana hai.

Ritika: Hum uski baat nhi kar rahe hai. Ab jab uss ghar mein tumhare baare mein pata chal gaya hai aur tum begunaah bhi sabit hogye ho toh woh log tumse maafi maangne aayenge.

Aryan: Mera paas unke liye sirf nafrat hai. Main yaha jis kaam se aaya hu woh karunga. Aur jab wapas jaunga tab agar gudiya chahe toh usko bhi apne saath le chalunga. Par tab ke liye unlogo se jitna hosake durr rehna hai.

Meera: Thik hai waise kal kab milna hai gudiya se.

Aryan: Uske school ke baad usko yaha pe le aayenge.

Phir woh log sone jaate hai.

Agle din Meera aur Ritika ready hoke Aryan ko uthati hai. Aryan ready hoke breakfast karne lagta hai. Phir dono college ke liye nikalte hai.

College ke andar jab Aryan apni car leke aata hai tab sabkoi uss car ko dekhte hai. Kyoki woh ekdum latest model thi jo shayad hi abhi kisi ke paas ho. Phir Aryan car ko parking mein park karta hai aur jab car se bahar nikalta hai toh saari ladkiyan usko hi ghurr rahi thi. Aur jab dusri side se Meera aur Ritika utarti hai toh saare ladke unko ghurr rahe the.

Aryan Ritika aur Meera ekdusre ka haath pakad ke canteen ki taraf jaate hai.

Jab woh teeno ekdusre ka haath pakadte hai tab saari ladkiyan Meera aur Ritika se jalti hai aur saare ladke Aryan se. Ab kyo yeh toh sab jaante hi hai.

Yeh teeno canteen ki taraf chal dete hai. Jab yeh log canteen mein enter karte tabhi Aryan ki peeth pe ek laat padhti hai. Usse kuch fark toh nhi padha par jaanmuzz ke woh thoda aage hogya. Aryan ko aise laat padhte dekh Meera aur Ritika ka para high hogya. Waha khade students bhi dekhne lage. Aryan pichhe mudd ke dekhta hai toh uski aankhe badi hojaati hai. Ritika usko marne jaati hai jisne laat maari thi tabhi Aryan bolta hai.

Aryan: Rukh jao Ritika.

Meera aur Ritika ghurr ke usse dekhti hai.

Meera: Isne tumhe laat maari woh bhi bina kisi kaaran ke isse toh yehi maar denge.

Aryan: Kasoor toh mera hai Meera. Aur isiliye isne laat maari.

Ritika: Isse toh hum jaante bhi nhi phir kya kasoor hai tumhara.

Aryan: Par main jaanta hu.

Yeh sab sunn woh ladka bolta hai.

Ladka: Sorry bhabhiyon isko aise maarne ke liye. Toh tujhe yaad hai main kaun hu aur kyo tujhe maara.

Aryan: Tujhe kaise bhul sakta hu. Meri gudiya aur dadaji ke baad tu hi tha jisne mere upar bharosa kiya.

Yeh bol woh dono gale milte hai. Meera aur Ritika bhi samaj chuki thi yeh ladka kaun hai.

Ladka: Kaisa hai mere bhai. Kitne saal baad dekh raha hu. Aise koi jaata hai kyaa kam se kam ek baar mujhe toh bol deta. Kya yehi hai dosti. Aree tujhe apna bhai maana thaa. Lekin tune toh kabhi kuch samjha hi nhi.

Aryan: Nhi Rishi aisi baat nhi hai. Main waha aur nhi reh sakta tha. Mujhe nafrat hogyi thi unlogo se. Unhone toh mujhe dadaji ko aakhri baar chune tak nhi diya. Aur main bhi tujhe apna bhai hi maanta hu. Par uss waqat meri condition thik nhi thi. Isiliye main kisi ko bina kuch bole waha se chala gaya.

Woh ladka Rishi tha.

Rishi: Main samaj sakta hu. Yeh tera chehra itna kaise badal gaya. Aur tune shaadi kab ki. Aur woh bhi 2.

Aryan: Shaadi toh kuch waqat pahle hi hui. Aur chehra toh ek accident ke wajah se badal gaya. Aur 2 karni padhi kyoki yeh dono hi mere se beintehaan pyaar karti aur akin bhi agar inhe inka haq nhi deta tih shayad yeh zinda naa rehti. Aur kismat se dono sagi behene hai. Par tune mujhe kaise pehechana.

Rishi: Sab kuch Soniya ne kiya hai. Usne mujhe teri aur bhabhiyon ki photo parso bheji thi. Aur aaj tujhe college dekh kar main khud ko rokh nhi paaya. Socha tha jisdin milega uss din bahot maarungaa. Par saath bhabhiyan hai aur main pahle din hi bhabhiyon se maar khana nhi chahta isiliye chorr diya.

(Soniya ne woh photos Rishi ko hi bheji thi)

Aryan: Waah. Meri gudiya kuch kam nhi.
Waise yeh hai Meera aur yeh Ritika aur Meera Ritika yeh hai mera best friend Rishi. Humlog bachpan se saath hai.

Rishi: Namaste Bhabhiji. Aur sorry isko aise maarne ke liye

Dono: Namaste Devarji. Koi baat nhi. Mujhe isne pahle hi bata diya thaa ke aap jisdin mile uss din aap bahot maroge.

Aryan: Abee maara mujhe aur sorry Meera Ritika ko.

Rishi: Tune kaam hi maar khane wala kiya tha.

Meera: Waise Rishi tum yaha.

Abhi: Woh bhabhi main toh isi college se MBA kar raha hu. Aur aaplog yaha.

Rishi: Humlog bhi isi college se kar rahe hai.

Rishi: Waah bahot achha hai. Chaliye canteen chalte hai. Tu bhi chal.

Aryan: Haa bhai chalte hai. Warna aapteeno toh aise behave kar rahe hai jaise main hu hi nhi.

Phir woh log canteen mein jaate hai. Waha baith ke coffee order karte hai.

Rishi: Aur bata kaha tha itne saal.

Aryan: Mumbai mein thaa. Wahi se college kiya. Aur yaha ek company mein job karne ke liye aaya hu as a part time aur isiliye yaha pe college bhi join karliya. College ke baad mera transfer wapas waha hojayegaa toh hum chale jayenge.

Beautiful update mitr
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,149
218
Update 65
Vikram Rashmi Neha Meenakshi Supriya sab zinda laash ban gaye the. Pahle toh inko umeed thi Aryan kabhi na kabhi maaf kardega. Par aaj jo hua uske baad toh unki woh umeed bhi toot gayi.

Rashmi Supriya ko andar leke jaati hai.

Supriya: Bhabhi mera sab khatam hogya. Naa main achhi biwi ban paayi aur naahi achhi maa. Mujhe apni beti ka dukh dard kabhi dikha hi nhi. Maine humesha Shivam ko hi aage maana. Mujhse bahot badi galti hogyi hai bhabhi.

Rashmi: Galti toh hui hai Supriya. Par abhi bhi kuch nhi bigada hai tum unse maafi maang lo. Woh maaf kardenge. Humari tarah mat karo. Kahi derr naa hojaaye. Pahle toh humhe umeed thi Aryan humhe maaf kardega par aaj jo hua uske baad toh woh umeed bhi toot gayi.

Supriya waha se sidha Dipali ke paas bhagti hai aur uske pairon mein girr jaati hai.

Supriya: Mujhe maaf karde meri bachhi. Mujhse bahot badi galti hui hai. Maine kabhi tujhe pyaar naa diya. Mujh abhagan maa ko maaf karde meri bachhi. Deepak ne sahi kaha agar maine tujhe pyaar kiya hota toh tere saath yeh sab naa hota please mujhe maaf karde.

Dipali: Yeh aap kya kar rahi ho. Aap meri maa ho. Mujhe aapse koi shikayat nhi hai maa. Aap uth jaaiye maa.

Supriya: Uthke uske gale lagte hue. Main aajke baad kabhi bhi tujhe maa ki kami mehsoos hone nhi dungi beta. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Maa mujhe aapse koi shikayat nhi hai. Mujhe bas maa ka pyaar chahiye aur kuch nhi.

Deepak: Tum yeh kya kar rahi ho beti. Yeh jarur apne bete ke liye yaha aayi hai. .

Supriya: Nhi Deepak main yaha Shivam ke liye nhi aayi hu. Aapko uske saath jo karna haj kijiye main kuch nhi bolungi. Please aap bhi mujhe maaf kardijiye. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Haa papa maa ko maaf kardijiye. Aapko meri kasam.

Deepak: Jab tak Aryan isse maaf nhi karta mere paas iske liye koi maafi nhi hai.

Supriya: Main Aryan Meera Ritika sabse maafi maangugi. Yeh bol Supriya waha se chali jaati hai.

Idher Aryan Meera aur Ritika apne kamre mein aaye.

Aryan: Meera aaj bahot kuch kiya hai tumne chalo fresh hojao aur sone jaao.

Meera: Aryan main thik hu. Mujhe koi problem nhi horahi hai.

Ritika: Aapko jitna bola hi utna kare. Aapko nhi horahi hogi par mere bachhe ne aaj bahot kuch saha hai usko horahi hogi isiliye jo bola hai woh karo.

Meera: Sada sa muh banate hue. Haa haa jaati hu Bachhe ki mummy.

Phir yehlog fresh hote hai.

Aryan: Aaj humara mood kitna achha tha socha tha yeh good news innlogo ke saath bhi share karke maaf karne ki starting karunga. Par yeh innsab ke layak hi nhi hai.

Ritika: Choro innsab baato ko. Chalo Mumbai call karke sabko batate hai.

Meera: Haa chalo call lagao.

Phir Aryan Sanjana ko call lagata hai.

Sanjana: Kyaa baat hai aagayi tum teeno ko humlogo ki yaad.

Aryan: Sorry maa. Par kya kare roj ek na ek hungama hota hi rehta hai isiliye baat nhi hopaati.

Sanjana: Samjhati hu. Batao kaise ho tum aur woh dono kaha hai.

Ritika aur Meera: Hum yahi hai maa. Aur bilkul thik hai aap aur baba kaise hai.

Sanjana: Main aur tumhare baba bhi bilkul thik hai.

Aryan: Maa aaplogo ek good news deni thi.

Sanjana: Haa bolo kya good news hai

Ritika: Woh aap dadi banne wali hai.

Sanjana: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho. Aur woh nalayak kaha gaya.

Aryan: Yehi hu maa.

Sanjana: Nalayak itni badi khabar tu ab de raha hai.

Aryan: Maa humhe bhi abhi pata chala hai.

Sanjana: Achha thik hai. Bahot bahot badhai ho. Hum kal hi Delhi aarahe hai.

Aryan: Nahi maa. Yaha abhi khatra tala nhi hai. Humlog kal parso mein mumbai aate hai naa. Wahi sabse milke yeh khabr bhi de denge.

Sanjana: Thik hai jaldi aana hum intezaar karenge. Aur Ritika tum kab de rahi ho good news.

Ritika: Sharmaaa kee. Abhi aisa kuch socha nhi hai maa.

Sanjana: Socha nhi hai toh jaldi socho. Main apni dono bahuon ki godd bhari hui dekhna chahti hu.

Ritika sharmaa jaati hai.

Sanjana: Chalo ab main rakhti hu. Tumlog baakiyon ko bhi yeh good news de dena.

Meera: Thik hai Maa.Aaplog apna khayal rakhiyegaa.

Sanjana: Hum toh rakhenge hi. But tum apna jyaada se jyaada dhyaan rakhna. Aur tu ab apne mission pe kam aur ispe jyaada dhyaan dena. Ritika tum bhi apni didi ka pura khayal rakhna.

Teeno: Ji maaa.

Phir call cut hojata hai.

Aryan: Abhi isne aane ki khabar di hai toh mujhe daant khilwa di. Jab aayega tab toh mujhe maar hi khilwa dega.

Meera aur Ritika hasne lagti hai.

Aryan: Waise maa ne jo kaha woh karde. Unko unki dono bahuon ki godd bhari chahiye. Ek toh hogyi dusre ki bhi kar dete hai.

Ritika: Apna dimaag kam chalao. Aur maa dad ko call karo. Harwaqt badmaashi.

Aryan: Aree isme kaisi badmaashi.

Ritika: Aryannnnn.

Aryan: Achha achha lagata hu. Pyaar ka toh zamana hi nhi hai.

Phir Aryan Sangeeta ko call lagata hai.

Sangeeta: Tumlogo ko bola tha naa roj call karna.

Ritika: Sorry maaa. Par yaha roj problem hoti hai iski wajah se nhi kar paate.

Sangeeta: Mujhe pata hai meri bachhi. Yeh batao kaise ho tumlog.

Teeno: Humlog achhe hai aaplog kaise hai.

Sangeeta: Humlog bhi achhe hai.

Ritika: Maa aap dadi banne wali ho.

Sangeeta: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho.

Meera: Thank You Mausi.

Sangeeta: Kitne waqt hua hai Meera.

Meera: Mausi abhi bas 2 hafta hua hai.

Sangeeta: Sachh mein Meera aaj tumlogo ne bahot badi khushi di hai humhe. Bahot bahot badhai ho. Sanjana ji ko bataya yaa nhi.

Ritika: Haa maa unhe bata diya hai. Dad kaha hai maa.

Sangeeta: Woh toh so gaye hai beta kal subah uthte hi yeh khush khabri unhe dungi.
Achha ab rakhti hu. Meera apna achhe se khayal rakhna Aryan Ritika achhe se khayal rakhna iska.

Teeno: Jii.

Phir call cut hojaata hai.

Phir yeh log Yash Preeti Karan Sonal Harish Nandini inko bhi bolte hai.

Idher Ragini apne kamre mein aake sochti hai.

Ankit: Kya hua Ragini kya soch rahi ho.

Ragini: Abhi Meera ne jo kaha woh soch rahi hu.

Ankit: Kya kaha Meera ne.

Ragini: Aree Meera ne kaha naa main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa toh.

Ragini: Aree mere bewakoof patidev. Jara dimaag lagao. Meera ka koi bachha nhi hai phir usne kyo aisa kaha main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa baat toh sahi hai. Tum usse puchlo naa.

Ragini: Mujhe lagta hai Aryan jo aaj bol raha tha "Mujhe mere jivan ki sabse badi khushi mili hai aaj. Maine socha tha aaj innlogo ke saath woh khushi share karke inko maaf karne ki koshish karunga" woh aise hi nhi bola tha.

Ankit: Shock se. Kahi main jo soch raha hu wahi toh nhi.

Ragini: Khushi se. Haaa Ankit aap jo soch rahe ho wahi.

Ankit: Yeh toh bahot khushi ki baat hai. Isiliye Aryan itna khush tha. Chalo chalke unhe badhai dete hai.

Ragini: Haa chalo. Par pahle Soniya ke paas chalte hai.

Phir yeh log Soniya ke paas jaake usse sab batate hai woh khushi se nachhte hue Aryan ke kamre ke taraf bhagti hai.

Nice update bhai
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,785
17,861
189

Nice updates bro
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,003
173
Update 50
Rishi: Kya wapas chala jayega. Soniya tujhe jaane nhi degi.

Aryan: Haa yaar mere se yaha pe raha nhi jayega. Yaha rahunga toh woh log baar baar nazar ke saamne aayenge. Aur mujhe unki shakal tak nhi dekhni. Aur rahi baat gudiya ki toh jab main jaunga tab agar woh mere saath chalna chahe toh main usse humesha ke liye apne saath le jaunga. Tab tak ke liye usko kuch nhi batana.

Rishi: Dekh le. Aur bata kya kiya itne saal waha.

Aryan: Karna kya hai. Padhai ki. Naukri ki. Phir Meera Ritika aagayi life mein phir shaadi ki.

Rishi: Bhabhi don't mind. But shaadi jaldi nhi hogyi.

Meera: Yeh meri maa ki last wish thi ke woh humhe shaadi karte hue dekhna chahti thi. Isiliye humhe jaldi shaadi karni padhi.

Rishi: Ooo.

Yeh log baate kar rahe the tabhi waha kuch seniors aagaye. Ab seniors the ragging toh karenge hi. Bhale hi ragging banned hai but kuch kuch hote hai jinko rules se koi fark nhi padhta.

Wohlog canteen mein aake students se intro lene lage. Sidha sidha intro ke naam par pareshan karne lage. Tabhi kuch seniors ki nazar inpe padhi. Toh woh log inke paas aaye. Unme se ek ladka Meera se.

Ladka: Hi beautifull. Jara aap apna intro dengi.

Meera: Kyo aap kya yaha ke watchman hai jo intro le rahe hai.

Yeh sunn ke waha kuch students hasne lage.

Ladka: Tumhe apne seniors se baat karne ki tameez nhi hai.

Meera: Agar seniors tameez wale ho. Toh tameez bhi milegi.

Ladka: Thoda chidd ke. Tumhe pata hai tum kisse baat kar rahi ho. Tumhara iss college mein rehna mushkil hojayegaa. Chup chap sorry bolo aur apna intro do.

Tabhi unme se ek ladki Aryan se.

Ladki: Tum toh bade hot ho. Chalo tum bhi apna intro do.

Aryan: Sorry main anjan logo se baat nhi karta.

Ladki: Tum iss college ki sabse hot ladki ki insult kar rahe ho.

Aryan: Mujhe toh kahi se bhi hot nhi dikh rahi.

Ladka: Tum dono bahot udd rahe ho. Tumhe seniors se baat karne ki tameez sikhani hi hogi.

Tabhi uss ladke ne Meera ka haath pakad liya.

Meera: Haath choro warna yeh haath phir kisi kaam mein nhi laga paoge.

Ladka: Tu mujhe dhamki deti hai. Tujhe pata hai main kaun hu.

Meera: Hoga kisi ameer baap ki aulad jo apne baap ke paiso pe udd raha hai.

Ladka: Tu apni hadd se aage jaa rahi hai. Mera baap central minister hai. Tujhe kab aur kaha gayab karwa dunga pata bhi nhi chalega. Waise bhi tu hai badi khubsoorat tujhe toh main apne paas hi rakhunga.

Aryan yeh sunn gusse mein uss ladka ke muh pe mukka maarta hai jisse uske muh se khoon nikalne lagta hai.

Ladka apna khoon saaf karte hue. Tune mujhe maara. Vicky Verma ko. Teri itni himmat.

Aryan: Tujh jaise ko maarne ke liye himmat nhi chahiye. Tune jab isko haath lagaya tabhi tujhe maar deta. Par isne khud hi handle kiya. But jab tu apni asli aukat pe aaya toh tujhe maarna jaruri thaa. Aaj ke baad agar humse ulajne ki koshish ki toh naa tere baap ko dekhungaa aur naa uski position ko. Sidha wahi pe maar dunga.

Vicky: Tune bahot badi galti kardi. Tujhe toh main yeh bol woh Aryan ko maarne aata hai. Tabhi Aryan uske pet mein ek mukka maardeta hai woh wahi pe baith jaata hai.

Aryan: Tujhe sidhe tarike se baat samaj nhi aati. Sabki ek hi problem hai. Jab tak sabak na sikhao koi samajta hi nhi.

Tabhi waha principal aata hai.

Principal: Kya horaha hai.

Jiss ladki ne Aryan se baat ki thi woh boli.

Ladki: Sir isne yaha pe Vicky se jhagra kar usko maara. Ladki ne yeh bola hi tha ke tabhi uske muh pe ek thappad padha. Yeh thappad Ritika ne maara tha.

Ritika: Tujhe pata toh chal hi gaya hoga maine thappad kyo maara. Agar dusra khaana nhi chahti toh sach bol. Warna agli baat daant bhi tootenge.

Ladki: Thoda darr se sir Vicky ne inka intro ke bahane se Ragging karni chahi aur iss ladki ka haath pakad ke badtameezi karne laga toh iss ladke ne usko maara.

Ritika: Good girl. Tumhe dekh ke lagta hai tum inke jaisi nhi. Isiliye tumhe ek chance deti hu. Buri sangat chorr do. Woh khud toh dubenge aur tumhe bhi le dubenge. Tumhare pichhe tumhare maa baap hai jab unko pata chalega ke tum college mein aake apni senior hone ki taqat ka galat istemaal karti ho toh unpe kya betengi. Isiliye abhi bhi mauka hai sahi dekho aur sahi chuno.

Ladki: I am sorry.

Principal: Vicky maine tumhe pahle bhi warn kiya tha. But tum nhi sudhre. Tumhare pita Minister hai toh tum kuch bhi karoge. Ab mujhe unko call karna hi padega. Pahle tum jaake apna treatment karao. Tab tak main tumhare pita se baat karta hu.

Aur baakilog apne class mein jaaye. Phir woh Aryan Ritika aur Meera ke paas aake.

I am sorry. Isko humne pahle bhi warn kiya tha. But yeh nhi sudhra. But ab hum iske pita ko iski kartoot ke baare mein batayenge.

Aryan: Aree nhi sir. Aap sorry mat boliye. Koi koi hote hai jo apne pita ki position ka galat faiyda uthate hai. Yeh bhi unme se hi thaa.

Principal: Ab tum log bhi apne class mein jao.

Phir woh log waha se jaane lagte hai.

Rishi: Bhai tune toh kamaal kardiya. Kya maara hai usse. Bhai thode tips mujhe bhi de de. Aur bhabhi aapne bhi uss ladki ko kya maara pura gaal hi laal kardiya uska.

Aryan: Tujhe tips ki kya jarurat. Tujh mein toh bahot taqat hai.

Meera aur Ritika yeh sunn ke hasne lagti hai. Rishi ko jab baat samaj aati hai toh woh bhi hasne lagta hai. Tabhi woh log class mein jaate hai.
Woh log jaise hi class mein jaate hai tabhi unki nazar first bench par baithi Sheetal ke upar jaate hai. Aryan usko dekhta hai toh uski aankho mein gussa aur nafrat utar jaata hai. Sheetal bhi inko dekh leti hai. Aryan Rishi se puchta hai

Aryan: Yeh yaha kya kar rahi hai.

Rishi: Pata nhi bhai. Main toh khud hairan hu isko yaha dekh kar. Uss din ke baad toh maine isse dosti bhi todd di thi aur baat bhi nhi karta tha. Phir jab tere ghar chorne ki baat sunni uske baad pata chala isko teri family ne jail mein de diya hai aur iske papa se naukri bhi le li. Uske baad iski koi news nhi thi aur ab mujhe yaha dikh rahi hai.

Meera: Kaun hai yeh.

Rishi: Sheetal.

Meera aur Ritika jaise hi yeh naam sunti hai woh gusse se uski taraf jaane lagti hai toh Aryan unka haath pakad leta hai.

Aryan: Mujhe kisi se koi matlab nhi. Aur main nahi chahta tum inn jaise logo ke muh lago. Kya pata tumhare sang bhi dhokha karde.
Chalo apni jagah mein baith te hai.

Sheetal yeh sunn leti hai. Uski aankho mein aansu aajate hai.

Class mein teacher abhi nhi aayi thi. Aur bench sirf last mein hi khaali thaa isiliye woh teeno waha jaake baith gaye.

Thodi der mein Teacher bhi aajati hai.

Teacher: Good Morning students. Mera naam Rashmi Malhotra hai. Aur aaj se main hi aapke pahli class lungi.

Ji haa yeh Aryan ki maa thi jo isi college mein as a professor thi.

Aryan jab yeh naam sunta hai tab uski aankho mein aur gussa aajata hai. Meera aur Ritika uske haath pakad lete hai aur shant rehne ko bolte hai.

Aryan gusse se Rishi ko bolta hai

Aryan: Tune mujhe bola nhi yeh aurat bhi iss college mein hai. Yaani woh ladki bhi yehi pe hogi.

Rishi: Bhai mujhe sach mein nhi pataa. Tere ghar chorne ke baad main bhi uss ghar mein nhi gaya. Aur Soniya ke alawa kisi ki koi khabar nhi rakhta.

Meera: Kya yehi hai woh.

Aryan: Haa.

Meera aage kuch nhi bolti.

Rashmi: Chaliye aap sab apne intro de. Taaki hum ek dusre ko jaan sake. Aur aaj koi padhai nhi hogi.

Phir sab ek ek karke apna intro dete rehte hai.

Jab Sheetal ka time aata hai toh Rashmi ki aankho mein nafrat aur gussa aajata hai. But woh control kar leti hai. Phir Sheetal bhi apna intro deti hai.

Phir ek ek karke baaki log bhi apna intro dete hai last mein unn 4 jan ka time bhi aata hai. Sabse pahle Rishi apna intro deta hai.

Phir Meera uthi hai.

Meera: Mera naam Meera Malhotra hai.

Jaise hi Rashmi yeh naam sunti hai toh jaldi se apna sirr upar karke dekhti hai. Toh uski aankho mein aansu aajate hai. Woh unke paas aati hai.

Rashmi: Kya naam bola tumne.

Meera: Meera Malhotra.

Rashmi: Kaha se ho tum.

Meera: Main Mumbai se hu. Aur yaha apni post graduation complete karne aayi hu.

Aryan abhi tak apna sirr nichhe karke baitha hua tha.

Rashmi: Okk good baith jao. Tumhare bagal mein kaun hai unka intro nhi hua hai shayad.
Chalo tum dono bhi apna intro do.

Ritika: Mera naam Ritika Malhotra hai. Aur main bhi mumbai se hu aur yaha apna post graduation complete karne aayi hu.

Rashmi: Okkk. Kya tum dono behene ho.

Ritika: Ji haa yeh meri badi didi hai.

Rashmi: Okk Baitha jao. Ab tum apna intro do.

Aryan apna sirr uthata hai. Toh Rashmi ke aankho se aansu behne lagte hai. Toh badi mushkil se apne aapko control karti hai.

Aryan: Gusse aur Nafrat se Mera naam Aryan Malhotra hai.

Rashmi uski awaaz sunke apni aankhe band kar leti hai aur uski awaaz ko mehsus karne lagti hai. Phir apni aankhe khol ke.

Rashmi: I am Sorry. Phir jab usko khayal aata hai woh Class mein hai toh apne aap ko sambhal ke.

Rashmi: Tum kaha se ho. Aur tumhari family mein kaun kaun hai.

Aryan: Main bhi mumbai se hu. Meri family mein koi nhi hai main anath hu. Meri family mujhe janam dete hi marr gayi. Meera aur Ritika ke maa baba hi mere maa baba hai.

Rashmi jab woh sunti hai ke woh apne aap ko anath samajta hai aur apni family ko mara hua maanta hai toh uski aankho se aur aansu nikalne lagte hai. Tabhi class ki bell baj jaati hai. Toh woh bhag ke class ke nikal ke washroom mein jaake jor jor se rone lagti hai. Woh call karke Neha ko wash room mein bulati hai.

Fantastic update mitr
 
Vipul

Well-Known Member
2,242
7,300
158
Update 65
Vikram Rashmi Neha Meenakshi Supriya sab zinda laash ban gaye the. Pahle toh inko umeed thi Aryan kabhi na kabhi maaf kardega. Par aaj jo hua uske baad toh unki woh umeed bhi toot gayi.

Rashmi Supriya ko andar leke jaati hai.

Supriya: Bhabhi mera sab khatam hogya. Naa main achhi biwi ban paayi aur naahi achhi maa. Mujhe apni beti ka dukh dard kabhi dikha hi nhi. Maine humesha Shivam ko hi aage maana. Mujhse bahot badi galti hogyi hai bhabhi.

Rashmi: Galti toh hui hai Supriya. Par abhi bhi kuch nhi bigada hai tum unse maafi maang lo. Woh maaf kardenge. Humari tarah mat karo. Kahi derr naa hojaaye. Pahle toh humhe umeed thi Aryan humhe maaf kardega par aaj jo hua uske baad toh woh umeed bhi toot gayi.

Supriya waha se sidha Dipali ke paas bhagti hai aur uske pairon mein girr jaati hai.

Supriya: Mujhe maaf karde meri bachhi. Mujhse bahot badi galti hui hai. Maine kabhi tujhe pyaar naa diya. Mujh abhagan maa ko maaf karde meri bachhi. Deepak ne sahi kaha agar maine tujhe pyaar kiya hota toh tere saath yeh sab naa hota please mujhe maaf karde.

Dipali: Yeh aap kya kar rahi ho. Aap meri maa ho. Mujhe aapse koi shikayat nhi hai maa. Aap uth jaaiye maa.

Supriya: Uthke uske gale lagte hue. Main aajke baad kabhi bhi tujhe maa ki kami mehsoos hone nhi dungi beta. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Maa mujhe aapse koi shikayat nhi hai. Mujhe bas maa ka pyaar chahiye aur kuch nhi.

Deepak: Tum yeh kya kar rahi ho beti. Yeh jarur apne bete ke liye yaha aayi hai. .

Supriya: Nhi Deepak main yaha Shivam ke liye nhi aayi hu. Aapko uske saath jo karna haj kijiye main kuch nhi bolungi. Please aap bhi mujhe maaf kardijiye. Mujhe meri galti ka aihsaas hogya hai.

Dipali: Haa papa maa ko maaf kardijiye. Aapko meri kasam.

Deepak: Jab tak Aryan isse maaf nhi karta mere paas iske liye koi maafi nhi hai.

Supriya: Main Aryan Meera Ritika sabse maafi maangugi. Yeh bol Supriya waha se chali jaati hai.

Idher Aryan Meera aur Ritika apne kamre mein aaye.

Aryan: Meera aaj bahot kuch kiya hai tumne chalo fresh hojao aur sone jaao.

Meera: Aryan main thik hu. Mujhe koi problem nhi horahi hai.

Ritika: Aapko jitna bola hi utna kare. Aapko nhi horahi hogi par mere bachhe ne aaj bahot kuch saha hai usko horahi hogi isiliye jo bola hai woh karo.

Meera: Sada sa muh banate hue. Haa haa jaati hu Bachhe ki mummy.

Phir yehlog fresh hote hai.

Aryan: Aaj humara mood kitna achha tha socha tha yeh good news innlogo ke saath bhi share karke maaf karne ki starting karunga. Par yeh innsab ke layak hi nhi hai.

Ritika: Choro innsab baato ko. Chalo Mumbai call karke sabko batate hai.

Meera: Haa chalo call lagao.

Phir Aryan Sanjana ko call lagata hai.

Sanjana: Kyaa baat hai aagayi tum teeno ko humlogo ki yaad.

Aryan: Sorry maa. Par kya kare roj ek na ek hungama hota hi rehta hai isiliye baat nhi hopaati.

Sanjana: Samjhati hu. Batao kaise ho tum aur woh dono kaha hai.

Ritika aur Meera: Hum yahi hai maa. Aur bilkul thik hai aap aur baba kaise hai.

Sanjana: Main aur tumhare baba bhi bilkul thik hai.

Aryan: Maa aaplogo ek good news deni thi.

Sanjana: Haa bolo kya good news hai

Ritika: Woh aap dadi banne wali hai.

Sanjana: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho. Aur woh nalayak kaha gaya.

Aryan: Yehi hu maa.

Sanjana: Nalayak itni badi khabar tu ab de raha hai.

Aryan: Maa humhe bhi abhi pata chala hai.

Sanjana: Achha thik hai. Bahot bahot badhai ho. Hum kal hi Delhi aarahe hai.

Aryan: Nahi maa. Yaha abhi khatra tala nhi hai. Humlog kal parso mein mumbai aate hai naa. Wahi sabse milke yeh khabr bhi de denge.

Sanjana: Thik hai jaldi aana hum intezaar karenge. Aur Ritika tum kab de rahi ho good news.

Ritika: Sharmaaa kee. Abhi aisa kuch socha nhi hai maa.

Sanjana: Socha nhi hai toh jaldi socho. Main apni dono bahuon ki godd bhari hui dekhna chahti hu.

Ritika sharmaa jaati hai.

Sanjana: Chalo ab main rakhti hu. Tumlog baakiyon ko bhi yeh good news de dena.

Meera: Thik hai Maa.Aaplog apna khayal rakhiyegaa.

Sanjana: Hum toh rakhenge hi. But tum apna jyaada se jyaada dhyaan rakhna. Aur tu ab apne mission pe kam aur ispe jyaada dhyaan dena. Ritika tum bhi apni didi ka pura khayal rakhna.

Teeno: Ji maaa.

Phir call cut hojata hai.

Aryan: Abhi isne aane ki khabar di hai toh mujhe daant khilwa di. Jab aayega tab toh mujhe maar hi khilwa dega.

Meera aur Ritika hasne lagti hai.

Aryan: Waise maa ne jo kaha woh karde. Unko unki dono bahuon ki godd bhari chahiye. Ek toh hogyi dusre ki bhi kar dete hai.

Ritika: Apna dimaag kam chalao. Aur maa dad ko call karo. Harwaqt badmaashi.

Aryan: Aree isme kaisi badmaashi.

Ritika: Aryannnnn.

Aryan: Achha achha lagata hu. Pyaar ka toh zamana hi nhi hai.

Phir Aryan Sangeeta ko call lagata hai.

Sangeeta: Tumlogo ko bola tha naa roj call karna.

Ritika: Sorry maaa. Par yaha roj problem hoti hai iski wajah se nhi kar paate.

Sangeeta: Mujhe pata hai meri bachhi. Yeh batao kaise ho tumlog.

Teeno: Humlog achhe hai aaplog kaise hai.

Sangeeta: Humlog bhi achhe hai.

Ritika: Maa aap dadi banne wali ho.

Sangeeta: Khushi se. Kyaaa sachhi. Congrats beta. Bahot bahot badhai ho. Kiske taraf se.

Ritika: Maa didi ki taraf se.

Sanjana: Congratulations Meera. Bahot bahot badhai ho.

Meera: Thank You Mausi.

Sangeeta: Kitne waqt hua hai Meera.

Meera: Mausi abhi bas 2 hafta hua hai.

Sangeeta: Sachh mein Meera aaj tumlogo ne bahot badi khushi di hai humhe. Bahot bahot badhai ho. Sanjana ji ko bataya yaa nhi.

Ritika: Haa maa unhe bata diya hai. Dad kaha hai maa.

Sangeeta: Woh toh so gaye hai beta kal subah uthte hi yeh khush khabri unhe dungi.
Achha ab rakhti hu. Meera apna achhe se khayal rakhna Aryan Ritika achhe se khayal rakhna iska.

Teeno: Jii.

Phir call cut hojaata hai.

Phir yeh log Yash Preeti Karan Sonal Harish Nandini inko bhi bolte hai.

Idher Ragini apne kamre mein aake sochti hai.

Ankit: Kya hua Ragini kya soch rahi ho.

Ragini: Abhi Meera ne jo kaha woh soch rahi hu.

Ankit: Kya kaha Meera ne.

Ragini: Aree Meera ne kaha naa main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa toh.

Ragini: Aree mere bewakoof patidev. Jara dimaag lagao. Meera ka koi bachha nhi hai phir usne kyo aisa kaha main bhi ek maa hu.

Ankit: Haa baat toh sahi hai. Tum usse puchlo naa.

Ragini: Mujhe lagta hai Aryan jo aaj bol raha tha "Mujhe mere jivan ki sabse badi khushi mili hai aaj. Maine socha tha aaj innlogo ke saath woh khushi share karke inko maaf karne ki koshish karunga" woh aise hi nhi bola tha.

Ankit: Shock se. Kahi main jo soch raha hu wahi toh nhi.

Ragini: Khushi se. Haaa Ankit aap jo soch rahe ho wahi.

Ankit: Yeh toh bahot khushi ki baat hai. Isiliye Aryan itna khush tha. Chalo chalke unhe badhai dete hai.

Ragini: Haa chalo. Par pahle Soniya ke paas chalte hai.

Phir yeh log Soniya ke paas jaake usse sab batate hai woh khushi se nachhte hue Aryan ke kamre ke taraf bhagti hai.

Wow bhai kamal ka update tha bhai

Waiting for new update bhai
 
Top