Update no 30
Sabhi raat ko dinner ke liye baithe hote hai Anjali ek baar yash ko dekhti hai jo khane me mast tha
Anjali:-mummy mujhe kal chandigarh jana hai
Mummy:-ab tujhe chandigarh kyo jana hai
Anjali:-woh mummy zoya ko ladke wale dekhne aa rahe hai iss liye uss ne mujhe bulya hai...aap uss se baat kar lo naa
Mummy:-acha teek hai chli jana
Anjali:-yash tum bhi sath chl lo mere sath
Anjali ne socha yash uske chle gaa toh woh uss se baat kar ke mana sake gyi par yash ke jawab ne uske sare arman hee tod diye
Yash:-bina dekhe khate huye) nhi kuch din baad mujhe jana hee hai admission ko toh abhi nhi jaa sakta vaise bhi harleen preeti bor ho jaye gyi yaha aur mujhe mummy ke pass rukna hai
Anjali ko bahut dukh hota hai jis tarh se yash react kar raha tha par woh ache se wajh janti thi ke yash aisa kyo kar raha hai
Anjali kuch nhi bolti sabhi dinner kar ke hall me baith jate hai wahi yash garam dudh lekar chhat par chla jata hai jaise hee yash ko uper jate huye dekhti hai toh woh bhi waha se uth kar uper aa jati hai
Dekhti hai toh yash deewar par baith dudh pee raha tha raat ke waqt hawa bahut thandi chl rhi thi jis se anjali ko halki thand mehsus hoti hai
Anjali yash ke pass aa jati hai
Anjali:-tu aise kyo behave kar raha hai jaise maine gunah kar diya ho yash.....haa main mohit se pyar karti ho toh kya galat kiya hai...kya main pyar nhi kar sakti
Ab tak jo yash ke narajandaj se anjali ko gussa aaya tha woh uski baato me saaf jhalak raha tha
Yash:-maine aisa kab kaha apki life hai jaise marji jiyo mujhe kya lena dena...
Anjali:-I am sorry mujhe pehle baata dena chahiye tha mohit ke bare me tumhe par uss waqt mujhe teek waqt nhi laga aur tum mere bhai ho toh kaise main baata sakti thi
Yash:-ab kyo baata rahi ho...kya ab main bhai nhi ho kya.....mujhe do logo se sakat nafart hai ek jo mujhse jhoot bole ek woh jo mera bharosa tode...meri tarf se bhi zoya ko hye keh dena janta ho usse koi dekhne nhi aa raha...pagal hoo bekuf nhi...pagalo ki badi gandi aadat hoti hai woh bahut jaldi kisi ko apna sach baata dete hai jo maine kiya
Yash apna glass lekar niche chl deta hai anjali wahi rone lagti hai woh jitna yash ko manne ki khosis kar rahi thi yash utna hee ruth raha tha
Raat ko yash ko nind nhi aati par kisi tarh woh soye hee jata hai
Subh sab se pehle joking kar ke jab woh room me aata hai toh suman uske room me hoti hai
Yash:-good morning suman
Suman:-good bhaiya ek baad news hai apke liye
Yash:-kyo kya hua.....
Suman:-woh apko abhi chandigarh jana hoga papa ko paper chahiye the koi aur apko waha kisi ki party me bhi jana hai papa jaa nhi sakte
Yash:-haa toh didi jaa rahi hai usse de do aur woh jaa aaye gyi party me
Suman:-bad luck bhaiya app ka woh jaa chuki hai early morning nikl gyi thi woh
Yash:-acha teek hai main tyar ho jata hoo
Uske baad yash fresh hota hai aur tyar ho niche aata hai khana kha kar apni mummy se file lekar nikl jata hai bus se...usse pata tha waha uski anjali se mulakat hogi par woh kar kya sakta tha
Kafi waqt tha toh woh achi nind bus me hee lene lagta hai
Chandigarh poch kar jab woh apne papa ko call karta hai toh uske papa usse sabse pehle unke shop par file dene ko kehte hai... File dene ke baad uske papa uske liye ek achi dress aur ek acha sa gift dete hai jo party me dena tha usse....ghar jakar usse tyar hone ka bol time par party me jane ko bol dete hai
Yash waha se ghar ko nikl jata hai
Usse lag tha Anjali ghar par nhi hogi par uski soch galat hone wali thi
Thodi der baad jab woh ghar poch jata hai tab usse door open milta hai woh samjh gya Anjali ghar me hai par usse party me jana tha toh kahi jaa nhi sakta tha....yash door bell bajata hai toh anjali door kholti hai samne yash ko dekh woh ek dum se ghabra jati hai kyoki usse pata tha iss waqt uske papa aur bhai toh aane wale nhi the anjali ne iss waqt nighty dali huyi thi sayad kuch oder kiya tha wahi lene aayi ho thi par samne yash ko dekh uski halat kharab ho gyi
Anjali:-yash tum yaha...
Yash:-papa ke kaam se aaya ho bas jaa raha ho yaha se
Yash itna bol ander aa jata hai jab hall me aata hai toh ek ladka jo dikhne me teek tak tha woh pent me baitha tha farsh par uske aur anjali ke kapde the
Samne yash ko dekh woh hairan ho jata hai kyoki uss ne yash ko nhi dekha tha naa janta tha
Mohit:-yeh kon hai anjali...
Anjali toh khud pani pani thi woh kya bolti....yaah ki aakhe laal ho gyi thi mutti band ho gyi gusse se badan kaap raha tha...Yash waha naa ruk apne room ko bhag jata hai kyoki uss se gussa bardast nhi ho raha tha...yash jo kapde laya tha usse bed par fek bathroom bhag jata hai
Tanda pani jab uske badan par girta hai tab jakar usse aram milta hai par ab aakho me aasu bhi gir rahe the usse yakeen nhi ho raha tha uss me jo niche dekha tha
Uska muh pura laal ho chuka tha aakhe laal ho chuki thi..mutti itni kassi huyi thi ke ungliya dard karne lagi thi
Bathroom me pani ke niche 1 ghante tak khade hone ke baad uska badan normal hota hai.... aakho se aasu ruk jate hai...hotho ki thartharahat kam hoti hai
Woh jab se uper aaya tha tab se uska door knock ho raha tha par jaise usse sunyi hee nhi de raha tha
Yash jab bathroom se bahar aata hai toh usse door knock ki awaj sunyi deti hai par woh usse ignore kar tyar hone lagta hai
Apne laye huye kapde dalne ke baad thoda khud ko tyar karta hai
Darwaja abhi bhi knock ho raha tha
Yash tyar hokar apne aap ko sise me dekhta hai fir gift le leta hai
Darwaja abhi bhi knock ho raha tha yash darwaja kholta hai toh samne anjali aur mohit dono the jinho ne kapde daal liye the
Anjali abhi kuch bolti yash side se nikl niche utar jata hai
Anjali:-yash meri baat toh sunno Yash plss meri baat sunno...aisa kuch nhi hua jo tum soch rahe ho plss meri toh sunno...yashhhh
Yash ko toh jaise koi awaj sunn hee nhi rhi thi woh bahar ka gate khol nikl jata hai wahi anjali jameen par baith rone lagti hai mohit usse chup karane ki khosis karta hai par woh nhi chup hoti
Yaha woh dono birthday celebration kar rahe the maze kar rahe the par anchak sab kuch jaise khatam sa ho gya tha Anjali ke liye
Yash waha se ek party me jata hai par thodi der me hee gift dekar waha se chla jata hai....kehne ko usne woh baat apne dimag se nikl di thi par itni jaldi kisi baat par yash contral kar le aisa kabhi hua tha
Woh cab lekar dr Meenakshi ke clinic jata hai kyoki ek wahi thi jo usse normal kar sakti thi
Dr meenakashi Yash se milti hai par aaj yash kuch nhi kehta bas woh kuch apne aap ko Sant karne wali goli le leta hai Meenakshi usse wajh pochti hai par yash nhi baata kar waha se dawai lake chla jata hai
Naadi(lake) ke sabse last sidhiya par baith kar kal se jo hua uske bare me sochne lagta hai kaise woh jo behan isse itna pyar karti hai jise yash itna pyar karta tha usse ignore kar raha tha uss se bhag raha tha
Aaj jo uss ne dekha ghar me usse toh woh nikl hee nhi paa raha ajib se khayal aa rahe the uske mann me tabhi woh suman ki di huyi website kholta hai waha se kuch na kuch padhne lagta hai dekhte dekhte saam ho jati hai uska dhyan tab tut ta hai jab uske papa ki call aati hai
Yash:-haa papa boliye
Papa:-kaha reh gya hamme simla bhi jana hai
Yash:-papa aap sab jaiye main yaha rukta ho mujhe hostel jana hai
Papa:-hostel kyo padai toh ho gyi naa
Yash:-haa papa par main best student tha toh unho ne motivation ke liye bulya hai..aap log chle jaiye
Papa:-acha teek hai time par aa jana bahar ka gate open hoga aur ander ki chabi gamle me hogi
Yash:-teek hai papa
Uske baad yash wahi se kuch khana khata hai aur chl deta hai ghar ki tarf usse pata tha waha koi nhi hoga aur woh papa aur anjali ke sath jakar apna contral khona nhi chahta tha jo muskil se thoda contral hua tha
Woh karib 8 baje ghar aata hai... khana kha kar aaya tha iss liye jaise hee bahar ka gate khol ke ander aata hai toh gamle me chabi hee nhi hoti
Yash darwaja ke pass jata hai toh darwaja par lock nhi hota matlb ander koi hai par kon hai yeh soch yash preshan ho jata hai
Yash aakhir kar door bell bajata hai janne ke liye ke ander kom hai woh dua kar raha tha woh naa ho jo woh soch raha hai par uski soch samne anjli ko dekh kar hee ruk jati hai....anjali ki aakhe ek dum se laal tha sayad woh sara din roti rahi thi... yash anjli ko yaha dekh kar shock me hota hai par uska chehra dekh jada shock me tha par jald hee normal ho side se niklne lagta hai ke Anjali uska hath pakad leti hai
Jise yash jhatak deta hai
Anjali:-(rote huye) yash keh deti ho agar ab bhi tune mujhse baat nhi ki toh jaan de dugi aaj main...yeh khamoshi teri nafart bardast nhi ho rhi mujhse....mere bhai plss meri baat sunn le ek baar fir tu jo saja dega main usse kabool karo gyi ek baar meri baat sunn le main bikh mang rahi ho plss yash ek baar sunn le meri baat
Yash toh Anjali ki bast sunn kar hee jamm gya tha
Yash:-(rukhepan se) kya kehna hai apko boliye main sunn raha ho
Anjali yash ke rukne se thoda relex hoti hai par aasu abhi bhi beh rahe the anjali darwaja laga uska hath pakad sofe par baitha deti hai par yash ko yaha par adh nangi halat me baitha woh sakas yaad aa jata hai jo uss ne subh dekha tha
Yash:-yaha toh kisi aur ko baithe hona chahiye mujhe nhi...
Anjali yash ka tana samjh jati hai par kuch nhi bolti woh yash ka hath nhi chhodti hai
Anjali:-I am really sorry bhai plss maaf kar de naa sab baato ke liye main janti ho maine galat kiya tumhe pehle naa baata kar...aaj jo hua woh bas...aaj uska birthday tha toh bas hamne kiss kiya iss se jada kuch nhi hua kabhi hamre bich
Yash:-aap nighty me thi Woh pent me aur dono ke kapde zameen par aap keh rhi hai kuch nhi hua...abhi bhi jhoot bolna hai par mujhe bhi ab fark nhi padta
Anjali:-teri kasam yash... maine kuch nhi kiya...haa ham halka aage badhe par maine kuch bhi nhi kiya vaisa jo tum samjh rahe ho woh bas mujhe dekhna chahta tha nude aur kuch nhi
Yash:-par aap mujhe kyo clear kar rahe hai..mujhe koi fark nhi padta hai aur maine konsa kisi ko baatna hai
Anjali:-mujhe fark padta hai...mujhe padta hai yash.... kyoki tu mera bhai tu mujhe galat samjhe gaa mujhse bardast nhi hoga
Yash:-main kaise yakeen karo aap sach bol thi hai aap mujhse pehle bhi jhoot bol chuki hai...aur fir pap mujhse Kya chahti hai bas itna boliye
Anjali:-tera pyar chahti ho mere bhai....meri care karne wala meri har baat par dhyan rakhne wala mera bhai jo tha woh mujhe wapas chahiye
Yash:-mujhe nhi lagta...mujhe lagta hai apke liye woh ladka teek hai jiske liye apne mujhse jhoot tak bol diya par main baata do isha ka toh pata tha apko zoya ka bhi par iss list me preeti bhi hai harleen bhi hai...main bhi jhoot bol sakta ho main bhi chupa sakta ho...aur apka kya bharosa aap mujhe manne ke liye jhoot bol rhi ho aap keh rehi ho hamre bich me kuch nhi hua koi andha bhi baata dega kya hua tha hall me
Anjali:-main kaise samjho yash tu baat kaise apni baat ko sabit karo...kya sabut doo bol tu
Yash:-mujhe kuch nhi samjhna naa mujhe kuch sabut chahiye.....maine apki baat sunni ab mujhe janne dijiye
Anjali se ab bardast nhi hota woh jhat se apni nighty khol deti hai ander uss ne kuch nhi pehna tha
Anjali:-le dekh le main virgin hu ke nhi...check kar le sabut ab toh jhoot nhi bol rahi hogi
Yash jaise hee anjali ki tarf dekhta hai woh uchal padta hai
Yash:-what the fuck didi...jaldi kapde daliye didi jaldi se
Yash ne apna chehra ghuma liya tha Anjali bhi nighty wapas daal deti hai ab usse sharm aa rhi thi besak kuch pal ke gusse me usne woh kar diya par ab usse samjh nhi aa raha tha woh kya kare...kaise yash ka samna kare ek badi behan ek chote bhai ke samne nangi ho gyi iska kya tarak de
Jaise hee Yash ko andaja hota hai anjali ne kapde daal liye woh ghum jata hai aur ek thapad jadd deta hai anjali ko
Yash:-yeh aap kya kar rhi thi sharm nhi aayi apko aisa karte huye main apka yar nhi apka bhai hoo
Anjali:-(rote hoye) I am sorry par main kya karo tu meri baat mann hee nhi raha woh gusse me mujhse ho gya....main khud sarmida ho
Anjali ko aise rota dekh yash aage badh usse gale laga leta hai anjali ko toh chahiye yahi tha ke yash mann jaye uske liye uss ne woh kar diya jo sayad hee koi behan kar paye
Yash:-I am sorry didi....mujhe itna gusaa nhi karna chahiye tha par main contral nhi kar paa raha tha jo kuch bhi inn do din me jo hua
Anjali:-plss iss baar maaf kar de naa main sab baata dugi aur aage bhi baata diya karo gyi mujhe teri chinta hoti hai tu gusse me kuch kar naa le....kal se mujhe ek pal saas nhi aayi teek se yash...mohit ka birthday nhi hota toh kabhi nhi aati tujhe chhod
Yash:-hamm ab aap chup ho jaiye
Anjali:-tune maaf kiya mujhe
Yash:-hamm...par mujhe janna hai aakhir yeh sab kya hai matlb nakul fir uske dost mohit ke sath aap
Anjali:-teek hai bedroom chl waha sab bata dugi
Dono bedroom aa jate hai dono bed par lete the
Anjali:-yash ham teeno dost the aur ek sath rehte the ek din achanak nakul ne mujhe purpose kar diya maine bhi haa kar di kyoki nakul acha ladka tha tab tak toh mujhe yahi laga aur mujhe mohit ki feeling ka pata nhi tha par jab hamne mohit ko batya toh woh hamse door rehne laga tab nakul ne batya ke woh bhi mujhe pasand karta hai mujhe ajib laga matlb mere dono best friend mujhe pasand karte hai...jab mujhe dono ki dil ki baat pata lgi toh main uske baad nakul aur mohit ki tulna karne lagi har baat me mohit nakul se ek kadam aage tha par nakul se main iss baat se hee alag nhi ho gyi yash.....woh aksar mujhe physical hone ko kehta tha jo main mana kar deti thi jis senakul gussa ho jata tha aur mujhe har baar usse manna padta tha.....par jab jada hone laga toh main uss se door hone lagi wahi mohit inn sab se mujhe door laga..I dont no sayad woh bhi vaisa hee hota par main jitne din yash mohit ke sath rahi ho uss ne Mujhe kabhi bhi sex ke liye nhi kaha....main jitna nakul sedoor huyi utna hee mohit ke pass dhire dhire pata hee nhi laga kab main mohit ki tarf chli gyi aur ham dono ne purpose kar diya par ab nakul ko kaise samjhye jis karan mujhe uss se breakup karna pada fir ham ne nakul se duri bana le taki usse bura naa lage yaa mere najdik naa aaye...maine jitna socha tha mohit meri umid par khada utara...aaj se pehle bas mohit ne mujhe kiss he kiya tha aaj pehli baar uss ne kiss se jada kahi mujhe dekhne ki icha jahir ki itne dino me.....yeh story thi nakul se alag hone ki meri bhai...iss me koi baat jhooti nhi hai teri kasam kha kar kehti ho
Yash kuch nhi bolta woh chup tha
Anjali:-kya hua yash tujhe mujh par abhi bhi yakeen nhi hai
Yash:-aisi baat nhi hai didi bas main yeh soch raha tha ke mere sath bhi ho sakta hai yeh sab kabhi matlb koi mujhe bhi chhod sakti hai mujhse behtar aane par
Anjali:-tere sath bhi se kya matlb main kuch samjhi nhi aur kya tujhe aisa lagta hai maine behtar dekh kar chhoda hai usse agar woh baar baar mere sath sex ki baat karta toh sayad main alag nhi hoti
Yash:-mera woh maltb nhi tha mera matlb tha isha ko koi aur pasand aa gya woh mujhe chhod sakti hai preeti ko aur pasand aaya Woh mujhe chhod sakti hai
Anjali toh yash ki baat sunn kar hee hairan ho jati hai
Anjali:-tu galat samjh raha hai yash....yaad hai tujhe tune jab ham pehli baar mile the toh kaha tha tum sab ladkiyo ke dream boy ho har ladki ko dream boy nhi mil sakta...toh mujhe yash baato kya maine galat kiya apne liye sahi insan ko chun kar
Yash:-nhi aap apni jagah sahi hai par main apni jagah kyoki mujhe bhi toh taklif hogi naa nakul ke jaise agar koi mujhe chhod kar jaye gyi
Anjali:-(gaalo ko pakad) tu nakul nhi mere bhai tu nakul nhi hai.....naa hee tu mohit hai mere bhai...tu ladkiyo ke sapno ka raj kumar hai bhala koi rajkumar ko bhi koi chhodta hai...teri tulna kisi se nhi ho sakti samjha
Yash:-par koi toh mujhse best hoga jo har chiz me mujhse aage ya barabar ho
Anjali:-tu itna kyo soch raha hai tab tak life enjoy kar...main hee galat thi tu ladki ke sapne pure kar kisi ko khas maat bana tab tujhe taklif nhi hogi
Yash:-fir yeh ladki ke sath galat nhi karo gaa main
Anjali:-tujhe pana har ladki ka sapna hota hai yash usse tu jitna mile gaa uss me bhi woh khush kismat mane gyi..matlb tu hee dekh le harleen janti hai teri gf hai fir bhi chahti hai tu uska ho jaisa maine note kiya...zoya ko pata hai teri shadi nhi ho sakti par tu kahe gaa toh woh sab kuch kar jaye gyi
Yash:-agar sab kuch karna sahi hai toh apne kyo nhi kiya sab kuch nakul ke sath yaa mohit ke sath
Anjali:-trust...mujhe trust nhi hai kisi par yaha tak ke mohit par bhi abhi tak nhi hai....iss liye sirf hath lagane diya aage nhi badhi...yeh ijajat kisi trust wale ko hee di jati hai yaa apne husband ko...haa tujh jaisa hota inn dono me se koi toh jarur badh jati aage par tu mera bhai hai aur yeh dono tumse bahut piche
Anjali ki baat sunn yash ko kuch yaad aa jata hai
Yash:-didi kya bhai behan me bhi sex hota hoga...I mean aisa kabhi ho sakta hai
Anjali toh yash ki baat sunn kar hee hil gyi yeh kya poch liya yash ne usse samjh nhi aa raha woh kya kahe kya jawab de aur yash ne aisa pocha hee kyo
Anjali:-yeh sawal kya jayaj hai tu hee baata mujhe
Yash:-I don't no par mere samne kuch aaya hai jiske baad maine yeh question pocha
Anjali:-Kya????aakhir kya aaya hai jo tujhe yeh pocha pada apni hee behan se
Yash apna mobile khol leta hai aur website khol leta hai fir lock kar deta hai
Yash:-kya ham dost hai yaa bhai behan
Anjali:-dono ab de...aakhir kya Yeh jo tu yeh poch baitha
Yash phone de deta hai jab anjali lock khol ke dekhti hai toh uska chehra hee laal ho jata hai sharm se samne aa rhi picture ko dekh jis me ghapa ghap lund chut me jaa raha tha
Anjali muh uta kar yash ko dekhti hai fir phone ko dekhne lagti hai waha par likhe kuch chizo ko padh ke woh yash ko dubra dekhti hai
Anjali:-yeh sab kaha se mila...matlb tujhe nhi pata tha yeh sab main janti ho
Yash:-woh mujhe kisi ne diya hai feeling aur ladkiyo ko samjhne ke liye
Anjali:-kon hai woh jaldi baata
Yash:-Woh chodhiye pehle mere sawal ka jawab dijiye
Anjali:-pehle tu baata tab main baato gyi
Yash:-woh maine suman ko apni problem batyi thi tab batya tha uss ne
Anjali hairan hoti hai par woh yash se kuch naa poch suman se pochne ka soch yash ko koi reaction nhi deti
Anjali:-hamm....dekho yash main bhi nhi yeh janti yeh hota hai ke nhi par haaa maine bhi aisi story aur movie dekhi hai jis me aisa hota hai
Yash:-matlb kahi toh hota hoga tabhi aisa likha hai
Anjali:-ab main kya baato par tu yeh sab soch kyo raha hai...tujhe kya lena inn sab bakwas baato se
Yash:-woh aise hee janne ki icha huyi toh pocha varna mujhe kya lena
Anjali:-hamm chl ab toh koi narajgi nhi hai naa
Yash:-nhi didi...
Anjali:-mohit se mile gaa
Yash:-nhi main kya karo gaa uss se mil kar
Anjali:-dekh lena kaisa hai ek baar
Yash:-iss me dekhne wali kya baat hai apne dekh rakha hai toh baat khatam...
Anjali:-woh kya hai aaj ki baat se woh bhi tension me hai mil lega toh usse bhi acha lage gaa
Yash:-hamm teek hai aap keh rahi hai toh par main kya bolo gaa uss se
Anjali:-kuch bhi normal baat karna
Yash:-teek hai
Anjali:-chl soja...
Uske baad dono so jate hai anjali bhi wahi par so jati hai taki yash ke karib reh sake