- 899
- 3,250
- 124
thanxx dost..... Update no 12 postedPratiksha agle rasprad update ki

thanxx dost..... Update no 12 postedvery nice update
thanxx dost..... Update no 12 postedNice and awesome update...
Awesome updateUpdate no 12
Yash ke nikal jane ke baad meenakashi Suman ko bula leti hai .dono ke bich jo baate huyi thi
Meenakashi:-aao baitho suman.... Tum yash ko kab se janti ho... Tum ne bola woh dost hai tumhra
Suman:-jada din se nhi doctor koi problem hai kya
Meenakashi:-nhi nhi woh kya hai mujhe tumse help chahiye thi kro gyi help
Suman:-haa boliye naa madam
Meenakashi:-dekho Suman yash bahut hi sensitive hai har baat ko lekar woh hamesa darta hai logo ke bich jane se aur iska dar lagatar badhta jaa raha hai
Suman:-par woh toh teek hai sab se ache se milte hai
Meenakashi:-haa tum teek keh rahi ho woh apne emotions chupane ki khosis karta hai par jab woh bahar aate hai toh bahut khatarnaak results aate hai
Suman ko ek dum se jatin aur yash ke bich huyi raat ko fight yaad aa jati hai
Meenakashi:-lagta hai tumne sayad woh roop dekha hai
Suman:-(rote huye) kya woh abnormal hai
Meenakashi:-relex aisa kuch nhi hai woh bilkul teek hai bas emotions par unstable hai jada gussa aane par yaa pyar aane par usse samjh nhi aata usse kya karna chahiye jaise uski badi behan ne usse apne bf ke bare Me nhi batya toh usse laga woh isse pyar nhi karti jabki ham jante hai koi behan nhi batye gyi yeh
Suman:-matlb woh emotions me baate samajh nhi paate
Meenakashi:-hamm ab tum samjhi meri baat ko woh sahi tarh se judge nhi kar pata jis se usse nuksan hota hai
Suman:-par iska kya haal hai doctor plss yash ko teek kar dijiye woh physical kitna strong hai toh mentality itni kamjori kaise hai
Meenakashi:-bachpan me woh gusse wala tha...maine isse jitna jana hai ghar se door hone ke karan woh ekla ho gya aur apni feeling ko ander rakhne laga...jab woh emotions bahar aaya ek saal baad toh bahut bura haal ho gya tha yash ka acha hua meri friend ne uske bare me sahi time me baata diya maine iss par kaam kiya ab mujhe bhi uss bache par pyar aata hai jab woh baate kehte kehte rone lagta tha fir meri baah pakad soo jata tha isse teek karne me meri halat kharab ho gyi thi par yash mere liye sirf ab ek marij nhi hai mera chota bhai hai ek bachpan se maine usse pyar kiya hai ek Bhai ki tarh mujhe uski chinta ho rahi hai aur iss liye mujhe tumhri madat chahiye kyoki tum sunder ho aur yash tumhri baat bhi manta hai
Suman:-main sab kuch karo gyi aap bas keh dijiye kya karna hai unke liye
Meenakashi:-achi baat hai par mujhe ek baat janni hai tumhe yash kaisa lagta hai
Suman:-sapno ke rajkumar jaisa..
Suman ki baat sunn meenakashi hass padti hai
Meenakashi:-achi baat hai toh ab dream come true jaisa karna hai tum usse pyar karo aur ehsaas karo yeh duniya uske liye bhi hai isse pyar karna hai darna nhi hai
Suman:-main unse pyar karti ho doctor
Meenakashi:-friends se uper ho ek gf bf wale pyar ki baat kar rhi ho main...pyar toh main bhi karti ho uski behan naam sayad Anjali tha woh bhi karti hai par usse har hisse se samjha sake aisi premika ki jarurt hai iss liye maine pocha yash kaisa lagta hai tumhe... Kyoki tum uske liye perfect lag rhi ho agar koi problem hai toh keh sakti ho
Suman:-(ab kya karo main toh uski behan hu ab bol bhi nhi sakti par main bhi...bhaiya ne meri zindgi bachyi thi ab meri bari hai main sab kuch karo gyi jis se bhaiya teek ho jaye) Teek hai doctor main kar dugi
Meenakashi:-thanxx suman ab tumhe jana chahiye woh intzar kar raha hoga aur haa ek dum se nhi aram se paas jana uske dil ke woh ek bache ki tarh hai jo bahut saal band kamre se nikl bahar ki duniya dekh raha hai samjh raha hai kehne ko woh school me padha hai par waha usse samjhne wala ya janne wala koi nhi tha
Suman:-main samjh gyi doctor
Meenakashi:-just call me didi aur haa yeh mera number hai ****** kabhi jarurt ho toh call kar dena meri baat sunn woh har emotions se nikl aaye gaa aur haa yeh kuch video hai jo maine bachpan se lekar abhi tak ke ilaj me banye hai isse dekh lena yash ko samjhne me asani hogi
Suman:-teek hai didi main chlti ho
Meenakashi:-aati rehna subh ya raat ko baki time main clinic me hoti ho
Suman:-jee
Suman uske baad bahar aa jati hai jaha yash cab me tha Suman ke mann me bahut sawal the par usse rok woh ek pyari c muskan lekar cab me baith jati hai
Yash:-itna der kya baat karne lage the
Suman:-main bhi bimar ho bhaiya
Yash:-pagal kahi kee bagwan kabhi tujhe mujh jaisi bimari naa de badi taklif hoti hai
Suman:-(baju pakad) haa sayad main samjh sakti ho bhaiya
Yash:-meri pyari gudiya chl ab didi ko call kar de ham aa rahe hai main zoya ko phone kar ke bula leta ho
Suman:-haa bhaiya
Uske baad dono call kar ke rock garden aa jate hai jaha par thodi der intzaar ke baad zoya aur Anjali aa jate hai
Anjali:-ticket le li kya
Yash:-haa didi ab chlo helo zoya ji
Zoya:-hello yash ji kaise hai
Yash:-ek dum mast dekh toh rahe ho aap vaise aap khubsurat lag rhi ho
Anjali:-ahhaaa haaaa aahhaaa
Yash:-kya hua didi pani lao
Suman:-sharm lekar aaiye bhaiya apki behne yaha hai aur app aise tarif kisi aur ki kar rahe ho
Yash:-oh main toh aise hi aap dono toh Angle's ho
Suman:-sunna didi apne...
Iss baat par teeno hasne lagte hai
Anjali:-Tu apni Angle's ki hi tarif kar bechari ko bura naa lag jaye
Yash:-acha sorry aap dono ab meri tang naa kicho
Teeno haste huye ander aa jate hai
Suman::-main dusri baar aa rahi ho yaha
Anjali:-main bhi...
Zoya:-jhoot naa bol teen baar toh tu mere sath aayi hai yaha apne ex ke sath....
Zoya kehne ko keh gyi par jab uss ne Anjali ki aakhe dekhi toh woh chup ho gyi par ab dono ko moka mil gya tha
Suman:-are wahhh didi itna jhoot ab hamse
Yash:-kya Suman tum bhi didi 2 baar hi toh aayi hai
Anjali:-sorry bas ab iss baat ko finish karo
Yash:-it's okk didi apne koi galti nhi ki pyar kiya tha aur apko pasand nhi aaya toh move on ho gyi iske liye sarminda kyo hona
Anjali:-(pyar se sar par hath ghuma) mera pyara bhai.... Thanxx Tu itna samjhdar hai
Zoya:-kitne cute lag raho ho aisa bhai sabko de
Suman:-app bhi bhaiya ko bhai bana sakte ho main rakhi le aati hooo
Zoya:-tum dono ka bhai hai itna hi kafi hai kya sab yash ko behan hi banaye gya kya
Anjali:-naa naa tum aram se bhai ki gf bann hamme koi problem nhi hai par dekhna kabhi yash galti se didi naa keh de
Anjali ki baat sunn suman aur Anjali hasne lagti hai wahi zoya unn dono ko marne ko bhagne lagti hai
Yash piche khada yeh sab hote huye dekh ke khush ho raha tha aur uske aakho se khushi ke aasu nikl jate hai tabhi Suman jo piche hi thi woh jab piche dekhti hai toh yash ke aakho me aasu dekh bhag kar uske gale lag jati hai
Suman:-aap roo rahe ho bhai bura laga kyaa
Yash:-nhi Suman bas yeh toh khushi ke aasu hai maine inn dino ko kabhi ziya hee nhi tha iss liye bas aakho se khushi ke aasu aa gye
Tab tak Anjali aur zoya bhi pas aa gye the unhone ne yash ki baato ko sunn liya tha
Anjali bhi kass ke yash ko gale laga leti hai
Anjali:-ab tujhe kabhi ekla nhi rehne denge
Zoya:-tum teeno gale lag gye main kya karo
Anjali:-Tu bhi lag jaa hamme koi problem nhi
Suman aur Anjali side ho jati hai unhe laga tha zoya sharma jaye gyi aur nhi lage gyi par unke haat jate hi zoya bhi yash ke gale lag gyi kash ke jise dekh dono ke muh khul gye par Anjali fatafat phone nikl ek photo le leti hai wahi yash hairaan tha par Suman ko iss se gussa aur jalan ho rhi thi
Zoya:-main ek achi friend bano gyi yash tumhri aur hamesa tumhe khush rakhne kii khosis karo gyi
Yash:-thanxx zoya ji ab alag ho jaye sab dekh rahe hai
Yash ki baat sunn zoya sharma kar alag ho jati hai
Anjali:-kya khubsurat photo hai kash Tu yar bhai se 6 saal badi naa hoti toh main abhi papa se baat kar leti vaise aaj kal age matter nhi karta
Suman:-kya didi zoya didi ko bura lag sakta hai ab chaliye hamme ghar par bhi jana hai aaj jaldi
Yash:-ha sahi kaha aur aap dono mujhe aur zoya ko kam tang karo
Uske baad woh tute aur bekar saman se banne alag alag Kalahari ko dekhte hai Anjali aur suman pehle toh aa chuke the par yash ke sath pehli baar aaye the aur yash bhi pehli baar aaya tha toh teeno yash ko ek guide ki tarh sab kuch dikha kar uski history sath me bata rahe the
Aakhir me ek ghanta ghoomte hai charo mil kar photo lete hai kabhi gir rahe chote jharno ke paas toh kabhi bandar ki murti ke pass kabhi dusri murti ke pass sabse last me woh aakhiri jagah aate hai jaha jhulla laga hua tha
Suman:-main aur bhaiya ek sath jhule gye bhai mujhe jhulye gye
Anjali;-toh main ghar chli jao tu pehle jhool le par uske baad meri baari
Suman:-teek hai
Uske baad Suman baith jati hai yash usko jhula raha tha Suman ke chehre par khushi dekhne layak thi
Zoya aur Anjali photo nikl rahe the
10 mint baad Anjali yash ko rukne ko kehti hai par Suman nhi mann rahi thi 5 mint baad Anjali jab gussa karne lagti hai toh mann maar Suman utar jati hai
Uske baad yash Anjali ko jhulata hai baki photo lete hai 15 mint baad Anjali utar kar zoya ko kehti hai jis par yash sharma jata hai aur Suman bura saa muh bana leti hai usse Anjali par gussa aa raha tha par woh kuch keh nhi sakti thi
Zoya bhi sharma kar chali jati hai usse toh vaise bhi yash ke sath waqt guzarna tha aur woh dil se Anjali ko thanku kehti hai aur jakar baith jati hai yash usse bhi jhulata hai 10 mint....time jada ho gya tha Suman jane ko kehti hai par Anjali thodi der rok zoya ko utar yash ko baitha deti hai
Anjali:-mera pyara bhai jhule gaa aur main jhulo gee
Yash:-didi....
Yash lagbhag rone hi lag gya tha Anjali usse gale se laga leti hai
Anjali:-mera pyara bhai ab tujhe kabhi nhi rona hai ham hamesa pyar kare gye
Suman:-haa bhaiya ab aasu pochiye aur baithiye ham dono apko jhulye gye
Yash jhula par baitha jata hai dono behne ek ek side jhula rahi thi wahi zoya bhi bighi aakho se iss video ko bana rahi thi
5 mint baad yash unhe rok kar khud uth jata hai aur dono ko ek sath baitha kar khud jhulata hai 5 mint baad jab unke papa ka call aata hai toh teeno jaldi aane ka bol waha se niklne lagte hai sab ne aaj bahut enjoy kiya tha zoya baar baar yash ko thanx bol rahi thi yaha bulane ek liye aur afsos kar rahe the woh sukhna lake nhi jaa paye par agli baaflr chhod ghar ko jane ke niklne lagte hai
Thodi der baad jab teeno bahar aate hai toh yash aur Anjali suman cab book kar leti hai sath me zoya ko bhi cab kar dete hai zoya ko baitha khud bhi baith jate hai
Agle adhe ghante ke baad teeno ghar par hote hai ghar me uski mummy rosai me thi tayari kar rahe thi Anjali bhi mummy ki help karne lagti hai Suman bhi sath chl deti hai jatin tyar hone chala jata hai toh yash dinning table saja deta hai adhe ghante baad uski mummy sabhi bacho ko tyar hone ko kehti hai aur thodi der baad khud bhi chli jati hai lagbhag adha ghante baad ladki wale aa jate hai jis me ladki uska Bhai aur uske mummy papa aate hai
(Suresh mehta:-chandigarh me iske bhi shop hai jis karan mukesh se dosti thi aur dono ek dusre ko ache se jante the
Neelam mehta:-suresh mehta ki wife ache ghar se aur housewife thi
Bhawana mehta:-ladki jis ki jatin se shadi hone wali thi khubsurat toh thi hi sath me doctor bhi thi ek baar dekhne ke baad koi shadi karne se mana naa kare ek dum perfect figure slim body chehre par noor tha pyari c muskan liye huye thi
Rohit mehta:-suresh ka beta aur bhawana ka chota bhai abhi 12 me tha keh sakte hai yash ki age ka tha thoda pet nikla tha jada nhi bas halka tha hashmukh tha apni behan ki tarh sunder tha aur sayad comedy mood tha)
Mukesh apne pariwar ke sath sabhi ka welcome karte hai sabhi ko hall me baitha dete hai
Mukesh:-Suresh yeh hai meri wife aur iss ghar ki laxmi... Yeh meri badi beti Anjali abhi ghar me hi rehti hai aage padai hi nhi ki iss ne... Yeh mera chota beta yash abhi 12 kar raha hai aur yeh meri choti beti Suman 10 me hai jatin tyar ho raha hai
Neelam:-bahut pyare bache hai bhaisaab aur bhabhi ji toh aaj bhi itni sunder hai toh bache toh sunder hoge hi
Suresh:-bhai yeh hai mere ghar ki laxmi aur fm ek baar suru toh band nhi hoti
Neelam Suresh ki baat par aakh nikl kar dekhti hai toh woh hash deta hai
Rohit:-aunty ji mummy papa aise hi apas me comedy karte rehte hai toh main apne aap ko introduce karta ho... Main hu iss ghar ka sabse khas aur honhar mamber rohit mehta aur janti ho uncle aur aunty mujhe pane ke liye mummy papa ko kitni tapsya karni padi ke pocho hi maat tab jakar mere jaisa beta inhe mila hai bagwan toh keh rahe the ruk jaa....naa jaa par maine socha didi bechari mujh jaise bhai se mil naa paye aur ekli reh jaye toh main dharti lok par janam liya hoo
Rohit ki baat aur rohit ke kehne ke style se sab pait pakad ke hasne lagte hai wahi Rohit bhi hasne lagta hai
Rohit:-mummy dekho aap bol rahe the meri standup comedy bekar hai sab ke sab hass rahe hai
Mukesh:-kamal hai beta bahut acha huner hai
Rohit:-thanku uncle thanku everyone
Suresh:-iss se toh mil liye mukesh bahut jada sharati hai par sach me itna khush aur zinda dil beta hamme bhagwaan ki dua se hi mila hai kabhi ghar me udasi nhi aane deta hai yeh hai meri pyari beti iss ghar ki laxmi aur khushi bhawana abhi pichle saal doctor bani hai abhi internship laga rahi hai
Roshni:-bhaisaab aur neelam ji main keh deti ho mujhe apki beti pasand hai aap bas ladka dekh lijiye bahu hamme pasand hai aur haa agar ladka nhi pasand aaya toh ham tab bhi bahu ko utha lenge.... Kitni sunder hai bilkul khanni wali pariyo ki tarh
Apni beti ki tarif sunn Suresh aur neelam dono khush ho jate hai
Mukesh:-yash beta apne bhai ko le aao
Anjali:-main jati ho papa
Anjali waha se uth yash ke room me aa jati hai jo mayus saa room me bed par baithe ho
Anjali:-yakeen nhi hota bhaiya apki kismat par apne jo kiya uske baad bhi itni khubsurat aur achi wife mil rahi hai pair pakad lijiye gaa agar naa bole toh bhi kyoki mujhe toh yahi bhabhi chahiye agar aap badal gye hai toh varna maat kariye gaa unki life kharab bahut jada masoom aur khubsurat hai woh
Apni choti behan ki baat sunn jatin ki aakho se do boond aasu chalak jate hai
Jatin:-main galat ho Anjali janta ho par sach me main apni galti par pachta raha ho bas kuch galat adat ki vajh se woh sab mere dimag me aaya jis ke karan maine woh kar diya jis ke karan main khud se bhi ab nazre milane se darta ho... Main agar kabil nhi ho uske jo bahar hai mujhe aisa lag raha hai ke jo sach bhi hai toh plss unhe bejh do wapas main nhi kisi ki zindgi me aana chahta iss jeelat se jada toh maut achi hai Anjali
Anjali:-sorry bhaiya saaaahhhh galati ho gyi apse aap sarminda bhi hai janti ho sayad Suman apko kabhi maff naa kare par agar aap behtar bann gye toh dooriyaan thodi kaam hogi ab chaliye bahar mujhe sach me yeh bhabhi chahiye ab... Apni baat par pachtana achi baat hai par apni galti ka paschatap aap kisi ko khushi dekar kar sakte hai
Jatin:-tum kitni samjhdar ho
Anjali:-ab chaliye sab intzar kar rahe hai
Jatin apna muh dhokar ek smile lekar bahar aa jata hai sath me Anjali hoti hai
Mukesh:-lijiye aa gya mera beta jatin master kiya hai business me par family business me hi rakhna hai isse mall me shop lekar rakha diya hai kayi compeny offer diye hai par yeh sabke sath rehna chahta hai
Jatin jakar apne saas sarur ke pair chu baith jata hai
Neelam:-mujhe bhi pasand hai ladka bhaisaab (bhawana se) beta tumhe pasand hai
Bhawana ek baar jatin ko dekhti hai fir muh niche kar haa keh deti hai jis se sab khush ho jate hai aur sab ke dusre ko meethai khilate hai
Jatin:-mummy mujhe inse kuch baat karni hai ekle me
Mummy:-beta tujhe bahu pasand hai naa agar nhi hai toh bhi koi baat nhi par bahu meri yahi banne gyi
Jatin:-mummy mujhe pasand hai bas baat karni hai
Rohit:-karne dijiye mummy ji kya pata budget discuss Karna ho aakhir meri behan ke kharche utana asan thodi hai
Yash:-tum kamal ke comedian banno ko gye
Rohit:-thanxx yash ji chaliye ab ham kya budhon me baithe hai boring feel ho raha hai ab yeh didi ki tarif kare gye udher se aunty jija ji ki tarif kare gye ham yar aise hi jale gye aap log aa rahe hai (Rohit Anjali aur Suman ko kehta hai)
Anjali;-haa bilkul
Suman aur Anjali bhi waha se uth bahar aa jate hai jatin aur bhawana chhat par chle jate hai Anjali ko dar lag raha tha jatin kuch galat naa bol de kyoki woh kuch jada hi Atamgalani me tha
Anjali:-yash ham rohit ko dekhte hai tu yar dekh bhaiya kuch galat naa bol de bhabhi ko jo nhi kehna chahiye mujhe woh teek nhi lag rahe
Yash:-teek hai
Yash:-aap log chaliye main washroom jakar aaya
Yash unhe bejh khud chupke se chatt ke pass aa jata hai jaha par bhawana aur jatin khade the
Bhawana:-kya hua aap khush nhi ho
Jatin:-khush.... Haa ho sayad kismat se kahi jada mil rahi hai aap soch raha ho loo yaa mana kar do
Bhawana:-aisa kyo bol rahe ho
Jatin:-yar mujhe lag raha hai main kabil nhi ho tumhre
Bhawana:-jo baat hai khul kar bolo jatin i am doctor mujhe ghuma fira kar baat pasand nhi aati kisi aur ko pasand karte ho toh bhi bol do nhi pasand toh bhi
Jatin:-nhi nhi tum mujhe pasand ho aur mera kisi se koi chakar bhi nhi par maine galti aisi ki hai ke main kisi ke kabil apne aap mehsus hi nhi karta
Yash:-beta didi ka andaza sahi tha chl ab jaldi se nhi kaam kharab ho jaye gaa
Bhawana:-aisa kya kiya tha apne jo aap itne heen maan rahe hai apne aap ko
Jatin:-woh maine....
Yash:-main baata ho bhabhi ji...
Yash ko piche dekh dono hairan ho jate hai par yash najdeek jakar pair chu leta hai jis se bhawana uchal jati hai
Bhawana:-kya kar rahe ho yash
Yash:-bhabhi ke charan saparsh aur kya bhabhi main apka eklota dever
Bhawana:-tumhre bhaiya naa keh rahe hai
Yash:-wahi toh bataane aaya ho apna kaan idher laiye
Bhawana:-ab aisi kya baat hai tum aise baato gye
Yash:-nhi kiss karo gaa bhabhi kaan toh laye
Bhawana apna kaan kar deti hai
Yash:-bhaiya ko lag raha hai woh app ko khush nhi rakh paye gye woh hota nhi hai bhabhi jis se confidence gir jata hai wahi problem hai maine sunna tha kal phone par kisi dost se baat kar rahe the aap ko koi aur bahana bana kar mana kar denge
Bhawana yash ki baat sunn hairan ho jati hai woh doctor thi toh janti thi yeh problem hoti hai ke jada sochne se ya ladki se baat naa kar pane ke karan kayi baar confidence gir jata hai jis se lagta hai uss me koi kami hai aur woh santusht nhi kar paye gye
Bhawana:-sach me toh nhi hai naa koi kami
Yash:-nhi bhabhi i am sure bhaiya thode sharmile hai aur kuch nhi (masti me) agar hogi toh apka dever hai naa
Bhawana kuch kehti uss se pehle yash kiss kar leta hai gaal par aur door ho jata hai
Yash:-bhabhi par pehla hakk dever ka hota hai aur bhaiya maine sab baata diya hai dont warry bhabhi sab dekh legi ab unhe koi problem nhi hai chaliye niche
Jatin toh pehle hi preshan tha yash yaha kaise aaya aur uss ne kya kaha bhawana se kya sach kaha agar sach kaha toh bhawana itni khush kyo hai usse toh gali deni chahiye thi aur thapad maar ke chle jana chahiye tha jatin ko kuch samjh nhi aa raha tha
Bhawana jatin ko preshan dekh muskura deti hai
Bhawana:-yash tum niche jao ham aate hai inhe samjha
Yash muskura kar niche chl deta hai
Bhawana:-jatin iss me koi problem nhi hai it's just normal
Jatin:-kyaaaa sach me tum itni badi baat ko normal kaise keh sakti ho tumhe toh mujhe thapad marna chahiye
Bhawana:-kya aap bewkuf hai itni c baat ko lekar main thapad maar do mujhe toh khushi hai aap ne itna socha aur khud bataane aa gye aur confidence chala jana koi bimari nhi hai main pyar se le aao gyi isse aur medical help le lugi meri friend hai iss felid me ab chaliye niche mujhe toh yeh ghar aur mere nanad aur dever pasand hai apse toh fast apka bhai hai jo mera dever hai pehli kiss bhi woh le gya
Jatin toh hairan tha woh kya kehna chahta tha aur yash ne kya keh diya par ab woh yeh bol ke kisi ko tesh nhi pochana chahta tha dono niche aa jate hai sab iss baat se khush hote hai anjali aur bhawana mil kar sab ko khana khila dete hai thodi der baad sabhi vida lekar chle jate hai jald hi rasame puri karne ka bol kar chle jate hai
Sabhi thak gye the aur dinner bhi hi gya tha toh sab apne apne room me sone chle jate hai
Anjali apne room me jati hai tabhi suman waha aa jati hai aur usse bula kar apne room me le jati hai yash bhi apne bhai se baat karne uske room me chl deta hai
nice update..!!Update no 12