• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyar hai toh pariwar hai

6,544
14,966
189
UPDATE NO 10

Yash bhi samjh gya tha Suman thodi upset hai par usse samjh nhi aa raha tha sab problem slove hone baad bhi kyo upset hai

Yash:-everything is alright Suman

Suman:-haa bhaiya aap ne aisa kyo pocha

Yash:-iss liye ke tumne hi ghoomne ko bola aur tum hi upset ho

Suman:-woh toh aise hee bhaiya

Yash:-matlb aise hee khush aur udas ho jati ho par yeh bimari toh mujhe hai naa

Yash ki baat sunte hi Anjali yash ke sar par halka saa chapat laga deti hai

Anjali:-tujhe kon c bimari hogi maar khaye gaa aage se aisa bola toh aur tujhe kya hua tu kyo udas ho gyi kya tujhe yash se mil ke khushi nhi huyi

Suman:-sach kaho didi toh mujhe pehle din sach me koi khushi nhi huyi thi jaise koi apnapan tha hee nhi par kal raat se aisa lag raha hai jaise inke ilawa koi apna hai hi nhi

Anjali:-ab yeh kya tha matlb tu kya kehna chahti hai kal kuch hua tha kya....

Baat ko khulne ya bigadne se pehle hi yash bich me aa jata hai

Yash:-didi Suman ka kehne ka matlb hai uske janam ke kuch saal baad hi toh main unse alag ho gya tha toh unhe main apna kaise lagta jab lagav hi nhi tha apse toh main kafi din khela hu aur rahi kal raat ki baat toh kal maine Suman ke room me jakar bahut c baate ki sorry kaha apne naa ka karan bhi batya tab jake yeh mujhe apna manni hai

Anjali:-kya tune sach me apna raaj baata diya

Yash:-baatana pada didi varna Suman ko kaise manata

Anjali:-acha kiya tune jo Suman ko bhi baata diya aur Suman yash ka dhyan rakhna hai ab

Suman:-yeh bhi ab kehne ki baat hai kya didi marte dum tak khayal rakho gyi main

Anjali:-acha tum dono ne ek note ki

Suman/yash:-kya didi...

Anjali:-kal bhaiya bilkul teek the par raat ko unhe chot lagi aur subha bol rahe the woh gir gye par kahi se bhi girne ke chot nhi lage maine unke room me jakar dekha toh mirror tota hua tha kanch ko samet ke rakha hua tha uss par khoon tha aur tu ( yash) apna hath de toh jara... Tujhe yeh chhot kaise lagi

Yash aur Suman ki toh hawa tight ho gyi thi aisi baat sunn kar woh bhi itni bariki se par abhi aur suna baki tha jaise

Anjali:-subh bhi table par woh tum dono se najre chura raha tha aur tum dono bhi apas me kuch ishre kar rahe the aur fir tumhra Suman abhi kehna ke kal se yash tujhe bahut lagav ho gya matlb kal raat hi kuch hua hai par tum dono ke ilawa bhi koi tha aur woh the jatin bhaiya ab mujhe sach sach baato kya baat hai

Anjali ka itna kuch keh dena aur satik kehna dono ke hoth sil gya tha dono ko samjh nhi aa raha tha kya kahe sach kehna sayad unke bass ka nhi tha aur jhoot sayad ab kehne ko kuch bacha naa tha

Iss tarh ek dusre ko khaamoshi se dekhne ke karan ab Anjali ko pura sakk ho gya ke kuch toh hua hai jo usse nhi pata

Anjali:-Suman tum toh baato aakhir baat kya huyi hai...ho na ho yash ne bhaiya ko mara hai itna main samjh gyi par kyo yeh baato kyoki agar galti yash ki hoti toh tum sayad sath hoti aur jatin bhaiya jhoot naa bolte matlb jatin bhaiya galat hai aur tum bich me thi matlb baat tum se judi hai ab bolo bhi kuch.....

Yash:-didi sach me aap CID me toh nhi ho naa matlb aap ne jo kaha woh sab sahi hai par itna bariki se dekhna aur samjhna mujhe kuch samjh nhi aa raha

Anjali:-aisa kuch nhi hai bas mera focus jada hai aisi baato me ab baato baat kya hai

Suman:-didi baat meri aur jatin bhaiya ki thi yash bhaiya ne madat ki bas

Anjali:-par hua kya aur baat kya thi jo jatin bhaiya ko yash ne maar diya

Yash:-maine toh fir bhi control kar liya didi nhi sayad aaj woh zinda nhi hota

Yash ki baat sunn anajli samjh gyi baat bahut badi hai

Anjali:-tum ghoom kar aao yash main Suman se baat karti ho ekle me

Yash ko bhi yahi teek lagta hai iss liye woh waha se chla jata hai wahi yash ke jate hi Suman rote huye Anjali ke gale lag ke sari baat baata deti hai jise sunn Anjali ke bhi aakho me gussa aur aasu aa jate hai

Anjali:-jatin se jada teri galti hai Suman janti hai tum....

Anjali ki baat sunn Suman hairani se dekhne lagti hai ke sab kuch kiya jatin ne fir galti uski kaise huyi

Anjali:-ghar me itne log hai par tu kisi se keh naa saki samjhti ho mummy papa ko yeh kehna sahi nhi hota par mujhe.. Main toh teri behan ho woh bhi badi aur ek ladki bhi ho mujhe toh baata deti

Suman::(gale lagi huyi) mujhe kuch samjh hi nhi aaya didi ek baar meri jagah reh kar sochiye pehle toh aisi video aur woh sab kuch hona aur usse lekar blackmail karne wala koi aur nhi mera bada bhai hi hona kitna shocking hoga mere liye

Anjali:-samjhti ho Suman aur bagwan ka -sukriya bhi karti ho ke yash sahi waqt par aa gya

Suman:-yeh ehsaan toh main kabhi nhi bhool pao gyi didi yash bhaiya kya... Didi kitna ajib hai naa

Anjali:-kya Suman...

Suman:-17 saal didi 17 saal maine unhe rakhi bandhi hai aur ek bade bhai jitna saman ijat di hu par unhone ne....kaise didi kaise.... Mera jism hi chahiye tha toh bol dete sayad Bhai samjh ek baar de bhi deti par blackmail apni behan ko

Anjali:-kaise jism de deti yeh koi dene wali vastu nhi hai gudiya aur hawas chiz hi aisi hai jo jitna niche gir sakta hai usse uss se bhi jada gira deti hai

Suman:-kya risthe se bhi badh kar hoti hai agar apka jawab haa hai toh fir yash kyo nhi hai unki tarh unhe toh maine hosh sambhalne ke baad kabhi rakhi badhi hi nhi... Kya uss dhage ka koi mol nhi agar nhi hai toh kyo yeh jhoote fastival manye jate hai kyo raksha ki jhooti tasali di jati hai... Kyo ehsaas karya jata hai ke bada hai toh tum safe ho.... Didi ek badi behan ke sath 5 saal ka bhai bhi agar sath chlta hai toh aisa lagta hai jaise woh sab sambhal lega par itna sab hone ke baad main kaise woh sab socho didi kaise

Anjali kuch jawab naa de payi apni iss behan ko aur deti toh deti kys lla jab uske pass hi iss sawal ke jawab nhi the par uske ander aur nafrat bhare usse samjhana bhi jaruri tha iss liye apne jeb se ek coin nikl ke Suman ko de deti hai

Suman:-yeh kyo diya didi

Anjali:-dekh isse tu ek tarf head hai toh ek tarf taile.. Acha banne wala toh same bhi bana sakta tha par aisa nhi kiya kyoki sikke ke hisse ko fir pehchana kaise jata teek ussi tarh bagwan ne sach aur jhoot... Paap aur punya banya hai jis me ham fasse rehte hai... Uss samaj me Suman jatin jaise paap bhi hota hai toh yash jaisa puniya bhi.... Jatin jaha nafrat ke liye bana hai toh yash pyar ke liye jabki jatin ko hamse pyar mila aur yash ko hamse duri

Suman:-sahi kaha didi par main iss sach ko sayad kabhi naa bhool pao

Anjali:-janti ho par khosis karna ham hamesa sath hai aage se aisa kuch ho toh mujhse kuch maat chupana

Suman:-jee didi vaise maine bhaiya ko apna best friend bana liya hai unse main sab share karo gyi

Anjali:-(halki chapat laga kar) bada bhai hai toh kaise har chiz share kare gyi kuch chize pati ke liye hoti hai

Itni gehri baato ke baad iss tarh ke majak ne Suman ke chehre par bhi muskan laa deti hai

Suman:-vaise kash yash bhaiya naa hote toh mere jiju hote itna handsome jo hai

Suman itna bol waha se bhag jati hai

Anjali:-ruk tujhe main baati ho aisa majak karti hai

Suman aur anjali bhagte huye yash ke pass aa jate hai

Yash:-kya hua aise bhag kyo rahe ho.... Baat ho gyi

Suman:-haa ho gyi bhaiya ab chlo ghar ab acha lag raha hai

Yash:-yeh muskan achi lag rhi hai tum par chlo raat bhi hone lagi hai kal mujhe jana bhi hai doctor ke pass

Anjali/Suman:-hamm sath chle

Yash:-nope main ekla jao gaa

Anjali:-haa vaise meenakashi jee hai bhi kafi beautiful

Suman:-kya sachi me didi

Yash:-bass karo didi plss chalo jise jana hai chl lena bass

Suman:-didi aap toh mil aayi ho pls mujhe bhi jane do naa plss

Anjali:-acha teek tu hi jaa aa aur apna bhi ilaj kara lena

Suman:-main teek ho mujhe kisi ilaj ki jarurt nhi hai

Issi tarh ki nok jok karte huye teeno ghar aa jate hai anajli apni mummy ki help karne chli jati hai toh Suman aur yash tv dekhne lagte hai

Raat ko dinner ke baad jada baat nhi hoti jatin toh jaise alag hi ho gya tha kyoki uska sach janne ke baad Anjali ne bhi raat ko bulya nhi naa baat ki uss se aur unhe sakoon tha ke ab woh yaha rahe gaa waha unke ghar ke me nhi

Iss tarh aaj ka din bhi nikl jata hai aur yash ki saja ke 3 din bhi jo usse saja kam maja jada mil rahe the pyar ke sath
bhai aapki story sach mein bahut achhi hai. ek ek character bilkul waise hi behave kar raha hai jaise use dikhaya gaya hai, dhire dhire aage badh rahi hai but apna interest maintain karke chal rahi hai. aap bahut achha likh rahe ho bhai. best of luck! waise lagta hai ke aap bhi hamare chandigarh se ho. kyunki aapne chandigarh ko bahut achhe se describe kiya hai story mein.
 
6,544
14,966
189
:congrats: For completed 1.50lk views on your story thread.....
Prakash bhai 1.5 lk views to thik hai par bhai sahib ne story beech mein hi band kar di. It's not fair yaar.
 

Naik

Well-Known Member
21,465
77,307
258
sabhi reader aur supporters se dil se maffi chaho gaa kisi karan main story ko aage nhi likh pao gaa filhal aur kab tak yeh problem sahi hogi keh nhi sakta toh iss story ko koi aage likhna chahta hai toh likh sakta hai par main filhal iss story ko nhi likh pao gaa aap sab ke pyar ke liye sukriya... Life ke kuch important kaam hai jise pura karna jaruri hai aage future me mulakat huyi toh jarur likho gaa filhal ke liye maafi chahuga... Dhanyavaad 🙏
Dhanywad
 

Thekingmaker

Active Member
899
3,250
124
UPDATE NO 13

Anjali aur Suman iss waqt dono room me baithe huye the Anjali ko samjh nhi aa raha tha ke Suman ne usse kyo bulya hai iss liye woh suman ko poch leti hai

Anjali:-kya hua Suman tumne mujhe kyo bulya

Suman:-didi kuch dikhana tha... Main dr meenakashi se mili thi unhone kuch video diye the

Anjali:-konsi video

Suman:-yash bhaiya ke ilaj ke waqt ke hai

Anjali:-toh laga naa

Suman:-total 10 video hai suru se lagati ho... Age bhi likhi hai (first day age 12 victim yash)

Video:- main dr meenakashi iss ko continue kar rahi ho (case:-12 saal ka bacha kisi ko buri tarh se mara hai par khud hi uss se dara hua hai mentaly problem lag raha hai) suru karte hai

Meenakashi:-hello yash....

Yash 12 saal ka tha uss waqt nanha saa jo dara saa meenakashi ke aage baitha tha woh idher udher dekh kuch samjhne ki khosis kar raha tha

Meenakshi:-hello yash

Dr ke dubra kehne par yash darta hua reply karta hai

Yash:-hhello

Meenakashi:-kaise ho... Kaisa lag raha hai

Yash:-sar dukh raha hai main yaha kyo ho.....(ek tarf khadi apni miss ko dekh) Madam yeh kon hai

Tabhi side uske madam aati hai aur wahi khadi ho jati hai

Y madam:-beta yeh doctor hai tumse kuch sawal poche gye tum baato gye naa...main yahi hoo naa daro nhi...

Meenakashi:-aram se yash ham bas baat kare gye

Yash kuch nhi bolta bas ruswa saa muh le haa me gardan hila deta hai

Meenakashi:-sar kyo dukh raha hai yash... Kya jada dukh raha

Yash:-pata nhi Dr par jab se soo kar utha ho bas bahut dukh raha hai

Yash rone lagta hai apni baat keh toh pass khadi uski Madam chup karane lagti hai

Meenakashi bhi uske pass jakar baith jati hai aur usse chup karane lagti hai thodi der baad yash chup ho jata hai

Meenakashi:-yash tumne arav(jisko pehli baar mara tha) ko kyo mara tha kya tumhri ladai huyi

Yash:-nhi ham toh dost hai par uss ne mujhe gali di aaj par pata nhi kyo mujhe bahut gussa aa gya aur main usse marne laga

Meenakashi:-gali dene par tumne itna maara... Ho sakta hai majak kiya ho

Yash:-pata nhi doctor main khud nhi marana chahta tha par mere hath nhi ruk rahe the mujhe gussa aa raha tha aakhe dukh rahi thi

Meenakshi:-kya uss se pehle kuch hua tha

Yash:-muh niche kar) haa uske mummy papa aaye the milne..... Woh apne mummy papa ki baate baata raha tha maine sunne se mana kiya toh uss ne gali de di

Meenakashi:-ohhh tum hostel me rehna nhi chahte yash

Yash:-mujhe mummy papa ghar nhi rakhna chahte doctor iss liye unho ne yaha bejh diya

Yash ki baat sunn uski Madam hairan ho jati hai aur kuch bolne ko hoti hai ke dr Meenakshi usse aisa karne se rok deti hai

Meenakashi:-acha tumhe aisa kyo lagta hai woh tumhe ghar par nhi rakhna chahte woh toh tumse pyar karte hoge

Yash:-jatin bhaiya waha ghar par hai Anjali didi waha ghar par hai Suman waha par hai toh mujhe kyo yaha bejha boliye ekle rehne....

Meenakashi:-tumhe padh likh ke bada admi banna chahte hoge iss liye beta acha school bejha hoga

Yash:-kya Suman jatin bhaiya aur Anjali didi ko nhi banna chahte bada jo unhe nhi sirf mujhe bejha... Mujhe kitna dar lagta hai hostel me par main kisi ko nhi keh sakta

Yash itna bol ke rone lagta hai meenakashi aur Madam fir usse chup karte hai

Meenakashi:-teek hai yash aaj bas itni hi baat karte hai yeh lo dawai kha lo sar dard teek ho jaye gaa ab marana nhi hai kisi ko.. Gussa aaye toh apni miss ko bata dena

Yash:-nhi maro gaa doctor miss ko bata duga

Meenakashi:-main tumhre mummy papa ko bula lo woh ghar le jaye gye

Yash:-nhi mujhe nhi jana woh gande hai unho ne mujhe yaha bejh diya

Meenakashi:-acha teek hai abhi ham nhi bulye gye tum hostel jo... Kaya thoda khud care karna

M kaya:-tum fikar naa karo par kya iske....

Meenakshi:-nhi abhi nhi gadbad ho sakti hai filhal ham handle karte hai

Uske baad yash madam ke sath chla jata hai

Meenakashi:-yash ghar se achanak hostel aa jane ke karan yeh problem aayi hai aisa lag raha hai woh apne mummy papa bhai behan se gussa hai par abhi kuch nhi kaha jaa sakta ho sakta hai pehle se hi koi problem ho main iske case ko aur study karna chahti ho jaise yaha aane se pehle iska nature kaisa hai woh iske aage ki baat chit se clear hogi baki main inki family ki detail leti ho

Video khatam ho jati

Anjali aur Suman ki aakho me aasu hote hai woh dono apne bhai ki aisi halat dekh ro rhi thi

Anjali:-ruk tu mummy aur papa ko bulane de yeh sab galti unki hi hai do char ghar ne mere bhai ko galat kya keh diya usse hostel daal diya

Suman:-nhi didi mummy papa ko nhi baata sakte agar batana hi hota toh dr meenakashi ya yash nhi baata sakte the aur mummy papa ki galti nhi hai didi yash JNV entrance clear kiya hai you know naa bas yeh ek miss understanding hai agar aisa naa hota toh yash aaj aise behave kyo karta

Anjali:-baat teri sahi hai par kam se kam mummy ko sab pata hona jaruri hai taki ab yash ko galti se bhi tesh naa poche de main samjha dugi Tu tension naa aur tu janti hai woh emotionally thoda kamjor hai

Suman:-teek hai jaisa apko teek lage

Anjali bahar chali jati hai thodi der baad uski mummy aa jati hai ussi room me

Mummy:-ab tum dono itni raat ko kya majak kar rhi ho beta... Main thak gyi ho

Anjali:-majak nhi kar rahe hai mummy bas ham jo dikha rahe hai usse dekhiye aur haa yash se kuch maat kahiye gaa varna aap bahut galat kar dengi

Mummy:-beta baat kya hai.... Aur yash se kya nhi kehna

Anjali:-mummy yash jab hostel me tha toh yash ko problem thi ham apko uske ilaj ki video dikhna chahte hai taki ab koi problem naa ho kyoki abhi bhi yash ko doctor ki jarurt padti hai

Mummy:-yash bimar tha kisi ne toh batya nhi aur doctor se kab mila yash abhi

Anjali:-yash ne mana kiya tha baatane se kisi ko school me aur ham dono mile hai uske doctor se

Suman:-dusri video lago kya didi...

Anjali:-mummy ko pehli wali dikha fir lagana

Suman pehli video laga deti hai jise dekh-sunn uski mummy phoot phoot rone lagti hai

Suman:-didi maine bola tha naa apko....

Anjali:-mummy aap chup ho jaiye dekhiye yash ne kitna saha hai ab hamme usse pyar dena hai ab aage dekhiye

Mummy:-mera beta taklif me tha aur main jann bhi naa saki jarur mere me kami rehi hogi varna yeh mujhe jarur baata deta mera beta

Anjali:-aisa nhi hai mummy woh srif 12 saal ka tha kya sochta hoga uss waqt aap aage dekhiye..

Suman:-second tape par likha hai (case yash:-age-13 emotionally unstable)

Teeno ek dusre ko dekhte hai tabhi video play ho jati hai

Video play:-main dr meenakashi aaj pure 6 month ho gye yash ka ilaj karte huye iss vich usse samjhne me kafi dikat huyi hai par woh samjh gya ke uske mummy papa janbujh kar nhi bejhe hai hostel par ab bhi kabhi rone lag jata hai toh kabhi gussa karta hai iss baat se yeh pata lagta hai woh emotional unstable hai usse baate samjhne me dikat aa rhi hai

Thodi der baad yash aur dr aamne samne baithe the

Dr:-hello yash....

Yash:-hello dr.

Dr:-kaise ho....hostel kaisa chl raha hai aur fir kal holiday hone wali hai toh kal apni family se milo gye finally

Yash:-nuh niche kar) nhi milo gaa Dr.

Dr. :-kyo ghar toh jao gye naa sab jate hai beta...

Yash:-nhi Dr mujhe dar lag raha hai mujhe gussa bahut aata hai maine kisi ko kuch nuksan pocha duga

Dr:-aisa nhi hai yash tum bilkul teek ho aur tum unse pyar karte ho aisa kyo karo gye...

Yash:-nhi main teek nhi ho main bua ke ghar jao gaa... Dr main pyar karta hu iss liye hi pass nhi jao gaa

Dr:-gussa toh tumhe waha bhi aa sakta hai bua ke ghar

Yash:-nhi aaye gaa main room me band raho gaa kisi se baat nhi karo gaa

Dr:-teek hai yash acha ek baat baato jab sab mummy papa se milte hai tum nhi milte toh tumhe kaisa lagta hai

Yash:-pata nhi bahut bura lagta hai khud par gussa aata hai dil karta hai kuch kar do khud ko doctor...kisi ko bhi maarne ka dil karta hai

Dr;-par yeh toh galat hai kisi ko marana yash tum normal ho

Yash:-issi liye main bathroom me band ho jata ho doctor jab jada gussa aata hai

Dr:-teek hai yash pr tumhra bhai behan se milne ka dil nhi karta

Yash:-karta hai Dr par nhi mil sakta main unhe maar duga arav ki tarh woh school chhod gya yeh sab bhi mujhe chhod denge

Dr:-koi nhi chhode gaa...acha teek hai abhi tum maat jana tum bua ke pass jana kya tum yoga karte ho jo maine kaha

Yash:-haa Dr miss daily karti hai yoga aur ab main hostel me nhi unke pass rehta ho

Dr:-miss se bahut pyar karte ho tum

Yash:-haa woh mujhe bahut pyar karte hai bahut dhyan rakhte hai kabhi mujhe mummy papa ki kami nhi hone dete... ab toh main rehta bhi unke pass ho kitna tasty khana bante hai main toh tummy full kar ke khata ho har time kuch na kuch khane ko dete rehte hai app dekhiye main kitna strong ho gya hoo

Dr:-teek hai tum toh sach me strong ho gye....aaj ka session yahi katam karte hai yash...holiday enjoy karna room me hi nhi rehna samjhe main pocho gyi kya kya kiya

Yash uske baad chla jata hai

Cemra:-yash darne laga hai uske mann me woh pehli ghatna baith gyi hai usse lagta hai woh logo ko maar dega par achi baat hai woh apne miss ke pass reh logo se juda hua hai nhi aise case me logo se katt jana ek normal problem hai..ab tak uss ne do ladko ko maara hai par miss ko galat kehne par ab woh bewajh nhi ladta hai pehle se jada behtar hai aur samjhdar ho raha hai

Sabhi video dekh ke thode khush toh udas ho jate hai

Mummy:-mujhe iski Madam aur iss doctor se milna hai beta

Anjali:-mujhe bhi uski miss se milna hai mummy teen din baad woh hostel jaye gaa mummy tab mil lenge

Suman:-main bhi milo gyi ab agli lago

Mummy:-ruk main tere papa ko baata do main yaha soyo gyi

Uski mummy waha se jati hai aur thodi der baad aa jati hai

Next tape me 14 saal ki video thi jis me kuch khas nhi tha siwye yeh ke woh apni miss ke sath khush tha apni achieved bata raha tha age 15 me bhi jada kuch nhi tha

Suman:-case yash:-age 16 saal

Meenakshi:-pure char saal ho gye ab mujhe yash se jada nhi milna padta jada problem hone par hi milna hota hai aaj woh khud milne aa raha hai sayad usse yaha aakar apni baate kehna acha lagta hai

Meenakshi aur yash thodi der baad ek dusre se aamne samne baithe the

Meenakshi:-hello yash bade khush lag rahe ho

Yash:-hello Dr aur sach me main bahut khush ho aaj janti ho kal maine kya kiya

Meenakshi:-kya kiya mujhe kaise pata hoga

Yash:-kal maine first time apne gusse ko full control kar liya kisi ne miss ko kuch bola mujhe gussa aaya par main uss waqt totly shock ho gya miss jab maine apne gusse ko rok liya main waha se chla gya

Meenakshi:-matlb tum apne aap ko contral karne lage ho

Yash:-haa sayad...

Meenakshi:-ab tum apni family se milna chahte ho

Yash:-nhi doctor...

Meenakshi:-par kyo ab toh tum normal ho...

Yash:-sayad yeh aise hi achanak ho gya ho sayad main dubra aisa naa kar paya toh nhi nhi main abhi miss ke pass hee teek ho miss ke pass mujhe gussa hee nhi aata woh mujhe dant deti hai kabhi kabhi toh chipka deti hai par ek baar bhi gussa nhi aata unn par mujhe

Meenakshi:-mujhse jhoot naa bolo...kaya tumhe maar hee nhi sakti tumhe woh apna chota bhai manti hai

Yash:-haa woh mujhe bahut pyar karte hai aur uss din bhi ek thapad mara tha mujhe par pura din room me band ho roti rahi...

Meenakshi:-(hairan ho) kya sach me tumhe mara aur tumhe gussa bhi nhi aaya... Par tumhe mara kyo

Yash yeh sunn ghabra jata hai aur muh niche kar leta hai

Meenakshi:-kya hua tum aisa ghabra kyo rahe ho...

Yash:-yeh rehne do naa dr pochne se....

Meenakshi:-ab tum khud baato gye yaa main kaya ko call kar ke pocho

Yash:-nhi nhi unhe call nhi karna main baata deta ho woh maine.... Woh maine unho nanga dekh liya tha... Wohhh bas anchak ho gya tha

Meenakshi yash ki baat sunn muskura deti hai toh yaha yeh teeno apne bete yaa bhai ki aisi innocent baat sunn sharam se tamatar banni huyi thi

Meenakshi:-acha tumhe toh thapad padhna hi tha kisi ko aise thodi dekhte hai par uske baad kya hua

yash:-hona kya tha saam ko miss ne mere liye sab meri favorite dish bana dali main toh khud hairan tha inhone ne mujhe thapad mara aur fir yeh sab... Par baad me unhein ne mujhe khud apne hatho se khilya aur kiss kar ke samjhya bhi ke maine galat kiya tha aur maine bhi sorry bol diya

Meenakshi:-tumhri miss toh bahut achi hai...

Yash:-world ki sabse best hai....

Meenakshi:-achaa teek hai ab tum jara ghar jane ke bare me socho samjhe ab jada din ghar se door nhi rehna hai aaj yahi khatam karte hai aur haa mujh par toh gussa nhi aata

Yash:-kya Dr aap aur miss hi toh hai jis par mujhe kabhi gussa nhi par ek baat aur hai jo main baata nhi sakta

Meenakshi:-kyaaa...

Yash:-mujhe naa... Nhi bata sakta bye

Yash itna bol waha se uth kar bahat chla jata hai

Meenakshi:-yash ab pehle se behtar hai kafi jada hee ab woh dhire dhire har baat ko samjh raha hai jis par woh bharosa kar leta hai toh uska gussa bahar nhi aata yeh ek tarika hai ilaj ka uska aage uss par aur janj karna hoga

Suman:-(case yash age:-17 repeat unstable)

Meenakshi:-4 saal gye yash ka ilaj karte huye ab woh khud phone karta hai par aaj woh roye raha yaha aane se pehle lets hopefully woh teek ho

Teeno ek dusre ko dekhte hai samjh nhi aata ab kya ho gya yash ro kyo raha hai ab tak ki pehli video ko chhod sab me woh lagatar acha hi ho raha tha fir aaj achank kyo ro raha hai

Tabhi yash Meenakshi ke samne baitha hua screen par aa jata hai jiski aakhe bighi hoti hai

Meenakshi:-tum teek ho yash...

Yash:-doctor miss ne mujhe dhoka diya.....

Ab yeh sirf Meenakshi hee nhi inn teeno ke liye bhi shocking tha ke woh jis Madam se milna chahte the woh yash ko kaise dhokha de gyi teeno ki dhadakan thodi badh gyi

Meenakshi:-kya hua yash tum pehle rona band karo aur baato baat kya hai

Yash:--aaj miss school aayi apni chhutiyo ke baad par woh ekli nhi thi unke sath koi aur bhi tha ek admi... Madam bhi badli badli thi unke aate hi miss ne mujhe hostel bejh diya koi jada baat tak nhi ki... Kya woh pyar c jhoot tha sirf ek taras ke main bimar ho

Meenakshi:-yash aisa nhi sochte aisa kuch nhi hai woh unke husband hai toh unhe unke pass rehna hoga naa

Yash:-acha ek baat baatiye aap ke pass kitne marij aate hai

Meenakshi:-yeh kaisa sawal hai

Yash:-bas jawab dijiye

Meenakshi:-bahut sare.....

Yash:-kya sab meri jitni important rakhte hai apke liye

Meenakshi:-nhi tum mere special ho haa unki fikar hai mujhe par mera golu molu mujhe sabse khaas hai

Yash:-toh aisa miss ke sath kyo nhi hua jab hazaro student the tab main unke liye khas tha par ab sirf ek admi sirf ek admi ne aate hi mujhe ghar se niklwa diya janti hai Dr aaj tak mujhe gussa nhi aaya tha par aaj aaya bahut jada aaya dil kiya uss insan ka khoon kar do par bathroom me jakar khud ko thapad mare aur apna beg lekar aa gya

Meenakshi:-miss tumse baat kare gyi yash dekh lena aaj

Yash:-nhi ab yash nhi kare ga mujhe unka ehsaan nhi chahiye... Main toh ek bimar hu jis par unki daya thi

Meenakshi:-tum galat samjh rahe ho...

Yash:-main jata hoon Dr time ho

Aaj yash Meenakshi ki baat sunne bina chala jata hai uski aakhe gusse laal thi

Meenakshi:-ek wrong judgement ke karan yash ka case fir par wahi aa gya jaha tha ab dekhna hoga yeh ek do month ne kya activities karta hai jabtak isse pyar mil raha tha teek tha par miss ke marrige aur kisi aur ke sath dekh yeh shocked hai kuch din baad hi iska results dekhna hoga

Suman;-bhaiya bhi naa hadh hai marrige ho gyi toh woh apne pati ke pass rHe gye naa

Anjali:-pagal agli video laga usse sab samjh aata toh woh Dr ke pass jata ke woh bas bacha hai

Suman:-yeh toh sirf do month baad ki hai

Iss baar fir teeno hairan ho jate hai

Meenakshi:-aaj yash ke school se phone aaya woh roj ladai kar raha tha do month me 20 ladko ko maar diya... Miss kaya ki tarf toh dekhta nhi yaha tak ke uss ne uska section hi change kara liya... Principles tak uski baat mann raha hai par kaise

Thodi der baad yash aur Dr Meenakshi hote hai par yash me aaj bahut badlav the aaj woh alag tarf se baitha tha chehre par attitude tha

Meenakshi:-hello yash

Yash:-hlo doctor apne mujhe kyo bula abhi toh 4 month baki hai

Meenakshi:-tumne 2 month me kitne ladko ko mara hai jante ho... 40 ladko ko hamne kya decide kiya tha

Yash:-45 Dr lagta hai galti se galat batya apko

Meenakshi:-kya tum kaya miss ka gussa aise niklo gye.... Yash kya tum teek nhi hona chahte... Apni family se milna nhi chahte woh kitni baar milne aate hai school jara unke pyar ka socho jo pata hote huye bhi ke tum nhi milo gye woh aate hai kya unse nhi milna chahte

Dr Meenakshi ki ek hi baat se yash ka sara attitude khatam ho gya tha ab woh fir pehle ki tarh baitha tha muh niche kar ke

Meenakshi:-bolo... Teek hai jao ab ladai karo mujhe nhi karna ab tumhra sessions tumhe teek hee nhi hona

Yash:-(bighi aakho se) kya aap bhi mujhse sirf bimari ki wajh se...

Meenakshi:-nhi main tumhe apna bhai aur dost manti ho par tum ho ke mujhe kuch mante hi nhi tum meri baato ko chhod ladne lage

Yash:-muh niche kar.) I am sorry Dr.

Meenakshi:-i am sorry to main gussa huyi main nhi chhod kar jaa rhi okk ab baato kyo mara

Yash:-pata nhi sayad kisi baat ka gussa tha....

Meenakshi:-hamm teek hai yoga continues rakhna hai miss kaya se baat huyi

Yash:-mujhe unse baat nhi karni

Meenakshi:-teek hai vaise yeh principal ka kya chakar hai woh action nhi lete

Yash:-woh unka secret hai jise secret rakhne ke liye meri baat mante hai

Meenakshi:-teek hai ab tum jao jaldi hee mile gye par mujhe sikayate nhi aani chahiye

Yash:-jee miss

Uske baad yash waha se chla jata hai

Meenakshi:-uska gussa sirf pyar se contral kiya jaa sakta hai par agar woh broke ho toh ulta asar karta hai woh bekabu ho jata hai sayad aage iska rup aur kharab ho sakta hai yash ko iss sab se niklna muskil hai bas ek hi tarike hai ke sab usse pyar kare aur woh unhe kare gaa

Suman:-yeh last hai mummy yeh lagao

Anjali aur uski mummy haa kehte hai toh yash ki agli video play ki jati hai

Suman:-case yash:age 18 year complicated

Meenakshi:-aaj yash aa raha hai unse fight ki thi school me jiske liye pehli baar principal ne bahar kiya hai 7 din ke liye par woh kya baat karna chahta hai

Thodi der baad yash aur meenakshi baithe the

Meenakshi:-aaj khush pag rahe ho yash....

Yash:-haa bahut jada khush hoo dr..

Meenakshi:-mujhe bhi baato...

Yash:-aaj main apni sister se mila

Yash ki baat sunn meenakshi hairan ho jati hai

Meenakshi:-kab aur kaha kya tum abhi ghar gye the tumhe toh Restigate kiya tha naa

Yash:-woh toh maine khud ko hee karya tha madam ladka miss kaya ke bare me galat bola kuch jada mujhse bardast nhi huya

Meenakshi:-par tum toh miss kaya se hate karte ho baat nhi karna chahte kitni baar jabki kaya ne tumse baat karne ki khosis ki

Yash:-main miss kaya se nhi uss taklu se hate karta ho jo unke ghar me rehte hai jiski wajh se main bahar reh raha ho aur khaa nhi paa raha unke ghar ka bana kuch

Meenakshi;-tum jaal rahe ho...

Yash:-main nhi jalta hu dr.

Meenakshi:-achaa teek hai family ke sath kaisa lag raha hai yani apni sister ke sath time bita

Yash:-bata nhi sakta mujhe toh samjh nhi aa raha tha main unhe kaise face karo gaa unke kys sawal hoge but sab eassy ho gya unhone ne kuch nhi kaha balki mujhe pyar kiya itna ke main explain kar hi nhi sakta

Meenakshi:-mujhe khushi hai ke tumhe acha laga ab tumhe sab se pyar karna hai unhe milna hai

Yash:-haa main bhi mummy se milne ko wait kar kitna miss kiya hai unke hath kaa khana unse pyar karna unke pass ho jane ko par ab aisa kuch nhi ho sakta naa dr main bada ho gya ho Maine apna....

Meenakshi:-yash har bacha apni maa ke liye bacha hee hota hai

Yash:-hamm sayad unse milne ke baad he kuch ho sakta hai dekho ga woh kaise react karti hai

Meenakshi:-teek hai yash ab family ke sath raho koi problem ho toh baatana okk enjoy karo ab

Uske baad yash waha se chla gya

Meenakshi:-ab yash ki wajh samjh aa gyi hai woh sayad apni problem se bahar kabhi naa hee nikl paye par yeh uska hissa hai jise woh control kar sakta hai jo usse pyar kare gaa aur jo nhi toh woh uske liye fark nhi padta par usse pyar se hee handle kiya jaa sakta hai hope so uski family pyar se hee handle kare

Uske baad Sare tape khatam ho jate hai

Mummy:-thanxx beta tumne mujhe yeh sab dikhya ab main samjh gyi mere bete ko kya chahiye varna main samjh sayad nhi pati

Anjali:-haa mummy ab hamme pata hai yash ko aaj tak jo khushi
Nhi mili Woh khushi kaise de sakte hai

Suman:-main bhaiya ko khush karne ke liye kuch bhi kar sakti ho mummy unhone jo dekha woh ab kabhi yaad nhi aaye ga

Mummy:-meri bachiya apne bhai ka aise hi khayal rakhna ab main chlti ho tum dono so jao

Anjali:-aap toh mana kar rahe the papa ko fir chle

Mummy:-beta tumhre papa ke pass nhi yash ke pass jaa rahi ho

Suman:-mummy ek baat ka dhayan yash ko aisa naa lage ke ham uske sath bimari ke bare me jante hai khas kar ke aap

Anjali:-haa mummy varna woh galat samjh lega main janti ho aap uss se bahut pyar karti hai aur aaj bhi bahut pyar aa raha hai... Ham kaise bhool sakte aap ka raat raat bhar yash ki yaado me rona

Mummy:-meri pyari bachiya beta main apne bete ko bas uske hisse ka pyar hee dugi yash sahi bola agar main yeh video naa dekhti toh sayad main uss se pyar toh karti bahut jada karti par mere dimag me kabhi nhi aata mera beta apna khoya hua bachpan jeena chahta hai main usse uska bachpan hee toh dene jaa rahi ho

Uske baad dono behne kuch nhi bolti wahi uski mummy waha se nikl kar yash ke room me jati hai toh uska door khula tha

Jab uski mummy ander aati hai toh yash sayad padhta padhta hee bed par soo gya tha

Uski mummy ki aakho me halke aasu aate hai jise poch pehle woh sabhi book samet deti hai fir yash ko ache se sula uske pass hee let blanket apne dono uper le leti hai

Yash bhi sayad koi haseen sapna dekh raha tha woh bhi sarak ke apni maa ke pass ho jata hai aur baho me bhar leta hai

Yash:-(nind me) meri pyari mummy aap aa gyi main apse bahut pyar karta hu apko

Yash ke nind me bhi khud ke liye itna pyar dekh uska toh kaleja hee padh jata hai par woh chehre par muskan liya aakho me aseem pyar ke aasu liye apne iss bade bete ko ek bache ki tarh khud se kass leti hai jaise aaj bhi woh ek nanha saa bacha ho haa besak aaj woh uski baho me samaa bhi nhi raha tha
 
Top