Guri006
Back door 🚪 Secrets
- 4,209
- 12,868
- 143
Behtreen updateUPDATE NO :- 18
Woh ladki fatafat niche aati hai aur apni mummy aur baki sab ko ignore kar sidha yash ke pass aa jati hai
Ladki:-Tu ithe ki kar rihya... (Tum yaha kya kar rahe ho)
Yash toh abhi bhi muh khole dekh raha tha wahi ladki ki baat sunn uski mummy aur yash ki mummy soch rahi thi ke yeh dono kab mile
Diljot:-harleen bete idda gal kari daa ghar aaye rishtedaara daa chl maafi mang jado dekho rola pao jao nale tu kado mili yash nu tere bhen kithe aa (bete aise baat karte hai kya ghar me aaye mehmano ka chlo maffi mango jab dekho shor karti rehti ho aur tum kab mili yash se aur tumhri behan kaha hai)
Yeh jo samne ladki thi woh harleen thi preeti ki badi behan yeh wahi ladki thi jo kal yash ko lake par mili thi tab naa yash janta tha ke yeh ladki uski preeti ki behan hai jo bachpan ki dost thi par yeh mila hee nhi tha harleen se par lafda toh yeh tha woh toh janta hee nhi tha preeti ko wahi naa hee harleen ko Suman aur Anjali yaha tak rupali ne dekha tha
(Asal me Punjab me mostly badi ladki apne nanihal me hee rehti hai aur harleen bhi apne nanihal yani ke Punjab me rahi thi jiske karan rupali ya yu kahe kisi ne nhi dekha tha harleen ko bas rupali janti thi ke diljot ki ek beti Punjab me hai)
Hall me puri tarh se santi thi jisse yash ki maa hee todti hai
Rupali:-kya tu bhi diljot bacho ko daat deti hai ab yeh bachi thodi hai badi ho gyi hai kuch toh khayal kiya kar aur yeh beti beti harleen hai naa jo teri maa ke pass rehti thi bilkul tujhpar gyi hai beta yaha aao
Harleen ab tak halat ko samjh gyi thi par woh janti nhi thi kisi ko iss liye rupali ko namste kar apni maa ke pass baith gyi jaise poch rhi ho kon hai yeh sab aur yaha kyo hai
Diljot;-beta yeh simla me hamre padosi the aur yaha aaye toh milne aa gye yeh inke bache hai Anjali Suman aur yash... Preeti toh sara din inke ghar hee rehti thi aur yash ke sath toh itna ke kehne se bahar sara sara din inhe dundne me nikl jata tha
Harleen toh mann hee mann soch rhi thi ke kass woh apni behan ki jagah hoti aur yash ko bachpan se janti hoti
Abhi koi kuch bolta tabhi ek patiala suit pehne ek behad hee sanjida c ladki sidhiyo se utrne lagi...halka gulabi rang ka suit pehna tha jo unke badan par ek dum fit aa raha tha mathe par chunni le rakhi thi halka sa makeup kar rakha tha par bahut hee halka keshar jaisa rang tha halka gulabi halka laal dudhiya...naa jada moti naa jada patli hight se 5.8 inch ki yeh bilkul punjabi sardardani lag rhi thi chehre par halka tezz tha
Woh jab niche aayi toh sidha yash ki mummy ke pass ja gale lag gyi
Preeti:-apko bahut miss kiya aunty jee bahut dinno baad aaye aap milne
Rupali:-(chehre ko pakad) hye kitni sunder hai yeh diljot kitni badal gyi hai itna sanjida toh yeh bachpan me toh nhi thi diljot kitni badal gyi hai aur sunder toh pehle se bhi jada
Preeti ka rup itna jada parbhavit kar raha tha yaha ke sab ke sab Anjali Suman yaha tak ke yash bhi apni najre nhi hata paa raha tha halki sharm ki vajh se woh sidha toh nhi par kanikaon se preeti ko dekh raha tha aur soch raha tha ke yeh ladki uski ghar ghar ke khel wali patni thi aaj jaise usse lag raha tha ke kash woh ladki aaj bhi uski wife hoti
Preeti:-kaha badli ho aunty jee bas thodi badi ho gyi ho aur yeh toh Anjali didi hai naa... Didi apne pehchana mujhe
Anjali:-utna toh nhi par haa tumhra yeh chehra yaad tha
Preeti Anjali ke gale lagti hai fir Suman ko gale lag jati hai
Preeti:-tum toh bahut badi ho gyi Suman aur sunder bhi
Suman:-main aur sunder didi apne aap ko dekhiye aap kitni sunder ho
Suman ki baat par woh muskura deti hai fir yash ko dekhti hai...muskura kar mummy ke pass baith jati hai
Diljot:-kya hua yash ko nhi pehchana
Preeti:-haa pehchan liya naa.. Maine kaise bhool sakti ho apne golu ko par ab yeh golu kaha raha lamba ho gya hai ped ki tarh par chehra aaj bhi vaisa hee hai
Apni najre jhuka bahut hee dilkash tarike se yash ko dekhti hai jis se yash bhi thoda sharma jati hai
Rupali:-meri beti ko yaad hai apna bachpan ka pati
Itna bol diljot aur rupali hasne lagti hai wahi preeti aise sharma jati hai jaise sach me hee woh woh yash ki patni ho aur sabke hassi thitholi se sharma gyi ho
Anjali:-mummy dono behno me antar bahut hai naa kaha preeti itni simple hai toh wahi harleen kitni bold hai
Harleen jo tabhi se yash ko ghoor rahi thi apna jikar hone par charcha me kod jati hai
Harleen:-mujhse nhi raha jata aise behanji type bankar main toh isse bhi badlne ko kehti ho par pata nhi isse kya maja aata hai iss me aur vaise bhi main lawyer hu toh uska bold hona hee acha.... Yeh behanji type toh iss ko hee mubarak jo shayar aur poet me ghusi rehti hai
Yash:-(kisi madhoshi me) shadgi me kya kami hai harleen jee woh toh sundarta ka ek gehna hai kisi ne kaha hai:-
"Mujhse Mat Puch Mere Mehboob Ki Sadgi Ka Andaz
Nazrein Bhi Mujh Pe Thi Aur Parda Bhi Mujh Se Tha"
Yaah kehne ko toh keh gya woh besudh sa hua preeti ke mayajaal me aakhir uska yovan kuch kaam bhi toh naa tha par kahi na kahi iss madhoshi ke piche uske maa ki baate bhi thi jo raat ko kahi gyi thi woh ek tak dekh raha tha preeti ko apni baat kehne se wahi iss tarh ke jawab se harleen ko ek jhatka laga tha
Preeti ek baar yash ko dekhne ke baad aisi muskan di jo yash ke ander halchal hee macha di
Preeti:-
"lagte nhi aap sokeen hoge kitabo ke
Lafzo ka khayal rakhna firbhi aata hai"
Anjali:-mummy hamme toh pata hee nhi tha hamra yash saadgi ko itna janta hai aur kitabo ko chhod lafzo ka khayal rakhta hai
Anjali ki baat me shararat aur Natkhatpan saaf dikh raha tha
Suman:-vaise preeti didi koi poet suniye naa apni yaa kisi ki apki awaj sach me meethi hai
Suman jo kisi bhi ladki ka jo yash ke pass jati hai iss se chid jati thi aaj woh bhi jaise iss nasili ladki ke nashe me kho gyi thi koyal c meethi boli ne harleen aur yash ko toh bhula hee diya tha harleen khule vichar wali jarur thi par uske ander bhi sabhyata thi jo apni behan ki tarifo se bahut khush thi
Harleen:-haa choti teri kavita sunna naa tu bahut achi sunati hai
Preeti:-kya didi main yaha apni aunty se milne aayi ho aur aap mere sath chliye jab se aayi hai aunty ko pani tak naa pocha main chai bana ke lati ho
Preeti ke iss baat ne toh jaise sab ko moh hee liya wahi apni iss masoom ladki ke baato se aur aachran se diljot ka sar fakar se uth gya tha
Diljot:-maaf karna rupali main toh bhool hee gyi tere se milne ki khushi me khatirdaari karna ruk main lekar aati ho kuch khane ko
Anjali:-nhi aunty aap baith jaiye main madat karti yeh mera bhi toh ghar hai
Anjali waha se jaha preeti aur harleen gyi thi waha chli jati hai wahi rupali aur diljot baate karne lagte hai purne dino ki wahi Suman bhi waha se kitchen chli jati hai yash ekla besabar ho rha tha preeti ko milne ke liye
10 mint ke baad charo chai ke sath khane ko lekar aa jate hai
Rupali:-lijiye aa gye hamre ghar ki laxmi
Preeti aur Anjali sabko chai de aur apni chai lekar baith jate hai
Yash kisi se bol toh nhi raha tha par uske mann me ek tulna toh suru ho gyi thi harleen aur preeti ko lekar jaha ek saavan thi toh ek barsaat ek dhup thi toh ek chaya dono behno ke nature me zameen aasman ka fark tha
Harleen aur baki sab ne chai ki chuski lee rahi rhi par sath hee sath preeti aur yash ka nainmataka alag hee chl raha tha jo sayad yaha hall me baith kisi se chupa nhi tha
Harleen:-preeti apni woh poet sunna naa yar jo tune kisi ki yaad me likha hai
Harleen directly toh nhi kehti par jo kehti hai usse sunn ke preeti ke gulabi gaal aur jada gulabi ho gye
Preeti:-kon c poet maine koi poet nhi likhi mujhe padhna sirf acha lagta hai
Harleen:-acha copy lao teri
Harleen ki baat par preeti usse aakhe dikhne lagti hai
Anjali:-haa preeti suno naa kya likha hai
Yash:-haa suniye naa preeti jee
Preeti yash ko dekhti hai fir halka sa muskura deti hai
Preeti:-teek hai par acha naa lage toh comment maat kariye gaa
Sabhi:-teek hai
Preeti:-chuski le)
चाँदनी रात है
एक प्यारी सी बात है
हाथों में चाय का प्याला है
आपके आगमन से जीवन में उजाला है
यही बैठे हुए
चाय की चुस्कियाँ लगाते हैं
जबभी आपका खयाल आता है
मन ही मन मुस्कुराते हैं ।
यूँ तारों का टिम-टिमाना
आपकी आखें याद दिलाता है
चाँद पर नज़र जाए तो
आपका चेहरा नज़र आता है
कुछ तो बात है
इस चाँद की चाँदनी में
आपकी झलक दिखाता है
मेरा दिल भी बहलाता है ।
Preeti ki meethi awaj me yeh meethi meethi lines alag hee maza dene lagi thi sabhi iss awaj me jaise kho gye the jab tak preeti chup nahi ho gyi
Yash:-behad hee khas thi har labj ko jaise apne jivit kar diya hai mujhe toh behad pasand aayi
Rupali:-haa bhai tujhe toh pasand aaye gyi hee teri patni jo thi
Preeti:-kya aunty woh bachpana tha
Anjali:-haa issi liye aunty sara din tumhe aur yash ko dundti rehti thi
Diljot:-sach me aisi meri gudiya bilkul badal gyi pehle kitni shararat karti thi ab bas apne aap me rehti hai
Rupali:-par jo bhi ho yeh rup hamri preeti par acha lagta hai
Harleen:-hamme bhi poch lo ham teeno bhi ladkiya hai
Harleen ki iss baat sabhi hasne lagte hai sabhi halki fulki bachpan ki yaad ko karne lagte hai
Anjali:-aunty apko yaad hai ek baar yash jab padosh ki dusri ladki ko jab patni bana kar khela tha toh uss ladki ka kya haal kiya tha preeti ne
Diljot:-main kaise bhool sakti hoo beta iss pagal ne iska saar fodd diya tha ek dum jhalli thi
Suman:-apne aisa kiya tha didi aap bhaiya ke itne karib the
Rupali:-karib the ek dusre ki jaan the dono pata nhi kaise inn dono ko yaad nhi
Yaha preeti yash ko dekhti hai uski aakho me aakhe daal dekhti hai jaise keh rhi ho ke mujhe sab yaad hai tumhe yaad hai
Iss tarh se dekhne ke karan yash apni najre chura leta hai jaise usse yaad naa hone ka apraadh bodh ho
Diljot:-yaad rupali ek baar toh tere bete ne iski mang hee bhar deni thi
Harleen:-sachi mummy
Rupali:-aur nhi toh kya fir teri maa ne kitna maara tha dono ko
Rupali:-ek baar toh yeh dono ghar se beg tak lekar bhag gye the
Iss baat se toh yash khud hairan ho gya ke usne aisa kiya tha
Anjali:-yeh toh mujhe bhi nhi pata
Diljot:-mujhe bhi nhi pata tha...
Rupali:-inn dono ko maine pakda tha sehar se aur dono iss liye bhag rahe the ke ham inn dono ko marte hai aur sath nhi rehne dete
Diljot:-par rupali behan abhi dono ki jodi kitni achi lage gyi dekhiye naa jaise yash bana hee preeti ke liye ho aur preeti yash ke liye
Suman:-aunty par ab toh dono badal gye naa yash bhaiya ko kuch yaad hai naa sayad preeti didi ko
Rupali:-haa yeh bhi hai par dekho ab aage sath hee padhe gye ek month baad yash bhi college me hoga preeti bhi
Diljot:-par meri toh icha hai agar mera damad yash jaisa gabru jawan ho yeh ab pehle se kahi jada masoom ho gya ab yeh ziddi nhi raha
Rupali:-haa yeh toh sahi kaha tune ab ziddi toh nhi raha
Iss tarh ki aur bhi bahut c baate huyi harleen aur preeti apne apne tarike se yash se baat kar rhi thi jis me Anjali aur Suman bhi involved thi
Ek ghanta waha rehne ke baad sabhi ek dusre ko milkar ghar ki tarf chlne lagte hai wahi preeti Anjali se yash ka number le leti sab se vida le ab charo car me baith ghar ki tarf chl dete hai
Rupali:-toh yash kaisi lagi preeti
Yash:-kaisi kya ladkiyo jaisi thi mummy normal thi
Anjali:-normal thi iss liye aap usse har waqt ghurte rahe the
Suman:-aur nhi toh kya poet sunn aur sunna rahe the
Rupali:-dekh le agar pasand hai toh shadi ka poch leti ho fir maat kehna kisi aur ke pass chli gyi kyoki iske jaisi ladki nhi milti
Yash:-bas bas jada taang naa karo mummy aap bhi mil gyi abhi mujhe apni life banni hai uske baad yeh sab socho gaa abhi bacha hai
Anjali:-tu aur bacha chl majak kisi aur se kar
Issi tarh ke majak ke sath safar kaat jata hai sachi ghar aa jate hai rupali aur Anjali kha na banne chli jati hai baki baate karne lagte hai kal toh yash ko wapas bhi jana tha iss liye woh jada time pariwar ke pass hee rehta hai
Papa aur jatin aane ke baad sab milkar khana khate hai yash time par hee so jata hai baki sabhi vhi time par soo jata hai
Fantastic updateUPDATE NO :- 18

shandaar update..!!UPDATE NO :- 18