bht hi badhiya bhai
mazza aaaya aaj k update mein
yam wala incident bht hi mazzedaar tha
lekin ye ladi kon thi ye ek rahaysya tha
karan jyoti ko bachane k liye kuch bhi kar sakta h
dekhte h ab jyoti ko bachane k liye karan ko kya karna hoga
shayad yhi waqt h ki ab kuch waqt k liye karan ko jyoti se door rhna hoga
main centre of attraction thi
sonam ki pooja
sabse shii baat h
jab man vyakul ho to sabse phle usko shant karna chaiye
brilliant update
keep rocking bhai
