- 7,286
- 18,830
- 189
Thanks for your support bhaiWaah bhai kya update likha hai. Jyoti aur karan ka prem dekh kar accha laga..jyoti ko karan ko ek badi bahan ke roop me sambhalna aur samjhana accha laga..wo scene dekh ke man prasanna ho gaya.kaya aur karan ke beech ki bahas acchi lagi. Ab shayad is safar me kaya karan se apne prem ka ijhaar kar de..jo uske dil me hai karan ke liye nischal aur nirmal prem jisko wo nazarandaz kiye jaa rahi hai.markesh aur kubdi dayan ke paas gaye par unke saamne nahi aaye..ye dekhna hai kyon nahi aaye next me clear karna. VP ki frustration acchi lagi.
Stay tuned and keep reading
New update on page no :- 1077.