Zaigham Bhatti
Active Member
- 928
- 2,994
- 138
Bhai besabri sy update ka intzarNext update 10 baje tal aajayega friends

Update de diya. Bhai
Nice UpdateUpdate no :- 214
Karan ek jhuti muskan k sath ghar m enter kerta h , or saman side m rakh apni bahano or choti maa k sath sofe pe beth jata h.
rohan or riya karan se vida leker apne ghar ko nikal jate h
Shivani angdai lete hue :- home sweet home , kitna acha lag raha h na sonu di ghar lot ke
Sonu :- sahi bola tune shivani sahi kisi ne kaha h ghar jesa swarg or kahi ni kyu sahi kaha na bhai.
Karan :- hmm
Kavya :- bacho chalo ab raat bahut ho gayi , ab sab sone chalo
Komal :- ha taiji per hum soyenge kaha .
Sonu :- are usme konsi badi baat h , aaj meri gudiya ko m apne sath sulaungi.
Shruti :- or bhua m to big bro k sath adjust ker lungi.
Karan ye sun thoda pareshan ho jata h kyunki wo ekant chahta tha is samay or wo shruti ko mana ker uska dil bhi dukhana ni chahta tha.
Kavya karan ki pareshani samjh jati h or turant bol padi.
Kavya :- are beti so to ja lekin kal subah doctor k jane ko ready rahana
Shruti :- wo kyu bhala.
Sonam :- aisa isliye didi kyunki aapke big bro yani ki humare pujniya bhrata shri ko nind m apni martial arts ki practice kerne ki purani aadat h , baki aap khud samjhdar ho.
Shruti ghabrate hue :- na baba na fir to tumhara room tumhe hi mubarak bro , mujhe jwani m hath per tudwane ka shok ni.
Ek baar tumse pahale hi panga lena bhari pada tha .
Ye bol shruti apna or karan ka wo kissa batati h jisme karan ne gadi ki chabi lene k bahane maje liye the
Jise sun sabhi khila khila k hasne lagi.
Kavya haste hue :- bas bas ab chalo sobe bahut late ho gayaa h ld shruti beta aap aj shivani k sath adjust Kerr lo , kal m aapka or komal ka room ready kerwa dungi.
Yaha m bata du karan or jyoti ka ghar 2 manjila tha , jisme 4 rooms ground floor or 3 room first floor p the .
Lekin karan or jyoti samet sabhi members ground floor wale room m hi rahate the , or baki first floor k rooms guest rooms ki tarah h hi use hote the.
Sab kabya ki baat maan ker apne apne rooms m chale gaye or last m karan bhi uth ker jane laga.
Kabya pyaar se karan k sir p hath pherte hue fir se use dukhi na hone ko samjhati h or fir bolti.
Kavya :- beta ese udas ni hote , bhai bahano m ese ruthna manana to chalta jhi rahata h , yahi to is pyare rishte ki majbuti ki pahachan h , or wese bhi mujhse jyada to khud janta h apni gudiya ko , wo kya bhala jyada time tak naraj rah sakti h , dekhna kal hi wo bhagte hue aake tere gale lagegi, kyu sahi kaha na mane sona.
Sonam aate hue :- maa bilkul sahi kah rahi h bhai , aap tension mat lijiye, bhala humare pyare bhaiya se koi bhala naraj rah sakta h or di to bilkul hi ni.
Sonam or kavya dono kese n kese karan ka man bahalane m lagi hui, kyunki unko lag raha tha ki karan ki is halat ki vajah sirf jyoti ki narajgi h , per ye baat sirf karan hi janta tha ki wo kitna pareshan h bhitar se , pareshaniyo ka chakravyooh use nigalne ko ho raha h bhitar hi bhitar .
Sonam bhale hi bahar se normal khud ko dikha rahi thi , lekin ander hi ander use bhi andesha tha ki uske prem uske bhai ki samasya sirf itni si hi ni h. , Jis kaaran wo bhi parshan thi , wo apne bhai se baat kerna chahti thi , lekin wo janti thi ki karan ko ekant ki sakht jarurat h isliye usne ko rok liya.
Jab karan ne apni choti maa or sonam ko pareshan hote dekha to usne khud ko sambhal thoda normal kiya or unko tasali kerwa or good night wish ker apne room m enter ker apna room lock ker leta h.
Or jese hi usne room ko lock ker apne kamre ko ek najar dekha to usse or ruka n gaya , uska sabar ka bandh toot gaya or wo wahi gir fut fut k rone laga.
Or esa hona lajmi bhi tha , kyunki jab usne paya tha ki uska sab kuch yani ki uski maa jivit h to usne kya kya ni khwab sajaye the ki wo apni maa ko leker wapas apne ghar m layega or is ghar ki khoi sari khushiya lotayega , or fir apni gudiya or maa k sath phir apne bachpan k wo pyare pal jiyega, apni gudiya or maa k sath wahi msti majak karega , wahi pyari nok jhok, or thak jane k baad phir apni maa k god m hi so jayega.
Lekin wo sare uske khwabo ko ek hi bar m chaknachur ker diya gaya tha naina k dwara , karan is samay hatah pida m tha or dukh ki baat to dekho , is baar to use sambhalne wali use is dukh se ubharne wali shakti bhi usse uske pas na thi , yani ki uski gudiya uski jyoti bhi use ruth chuki thi , uski kismat ki tarah
Ese m karan ki halat or bhi kharab ho gayi thi , usne sisakte hue apna hath aage kiya or uske hath m ek wahi photo aagayi , jise karan us raat ko bhi nihar raha tha.
Or sath m hi wo apne wardrobe k pas jata or usko khol k usme lage ek secret drawer ko kholta h , ye drawer itna secret tha ki iske bare m jyoti tak ko ni pata tha , usme hath dal ek chij nikalta h jo kuch ni ek mouth organ yani ki harmonica tha , jispe badi hi sunder nakashi ki hui thi or sath m badi khubsurti se ek pyaara naam likha hua tha.
Jise padte hi karan ki ankho m ansu or teji se bahane lage or use firse apna atit yaad aane laga jisse uski taklif or bhad jati h , sach m jab hum buri tarah parshan hote h to humare sare dukh dard ek sath hi aajate h hume satane ko.
Lekin sath me hi karan ko us organ ko dekh apne purane kuch khas pal jo us organ se juda thabhi yaad aajata h , jisme uske kano m ek aawaz gunjti h
"Ek baat humesha yaad rakhna motu , jab bhi tumhe lage ki tum akele pad gaye ho or bahut dukhi ho to isko pure dil se bajana or dil se mujhe yaad kerna , m chahe jaha hou , lekin esa kerne p tu humesha tu mujhe apne pas hi payega"
Karan ko jese hi ye baat yaad aati h to uske chahre p ek halki muskan k sath dukh kam kerne ki asha aajati h , jiske sath hi wo apne room ko apni power se sound proof ker wo organ bajane laga.
Or man hi man dhun k sath gungunane laga.
Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main
Apni khushi deke main tujhe
Tere dard se jud jaaun main...
Mila jo tu yahaan mujhe
Dilaaun main yaqeen tujhe
Rahoon hoke tera sadaa
Bas itna chaahta hoon main
Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main
Hoon besahara tere bina main
Tu jo na ho to main bhi nahin
Dekhun tujhe yaara jitni dafaa main
Tujhpe hai aata mujhko yaqeen
Sabse main juda hoke abhi
Teri rooh se jud jaaun main
Mila jo tu yahaan mujhe
Dilaaun main yaqeen tujhe
Rahoon hoke tera sadaa
Bas itna chaahta hoon main
Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main.
Karan ko esa kerne se thodi rahat milti h , kyunki esa Kerne se ek baar uske ankho k samne uske past k kuch khubsurat pal aagaye the , jo uski jindagi k sabse khubsurat palo m se ek the
Jisse uska rona to tham gaya , lekin uske man ki ashanti ni.
Wahi dusri or
Humari dandnayika yani karan ki gudiya jyoti ka bhi yahi haal tha , wo bhi apni bhula se chupke bathroom m shower k bahane niche beth ker khub der se ro rahi thi.
Pida to uske dil m bhi kam ni thi , wo bhi buri tarah bhikhari padi thi , use bhi apne bhai k sahare ki jarurat to thi , lekin apne bhai se uski narajgi esa kerne se shayad use rok rahi thi.
Or wese jyoti bhi apni jagah kaha galat thi , bichari ne bachpan se sirf taklife hi to jheli thi , jis samay ek bachi ko sabse jyada prem or sneh ki jarurat hoti h us samay use sirf nafrat hi mili thi.
Jis umer me bache har choti moti chij ki jid kerte h apne maa baap se , us umer m apne bhai or khud k halato se samjhota ker usne apni har khushi ka gala hi to ghota tha
Or ese m jab itne salo baad mili uski sabse badi khushi yani uski maa k sath ka tyag kerne ko use kaha gaya to wo kese sah pati.
Jyoti ko bathroom m kafi der ho gayi thi yu rote hue to garima chintit swar me
Garima ;- jyoti beti kya hua sab sahi to h na koi problem to ni h na , m ander aake kuch help karu.
Jyoti apni bhua ki aawaz sun khud ko sambhal :- are ni ni bhua esi kuch baat ni aap chaliye m 5 min m ayi.
Garima :- ok beta.
Garima k jane k baad jyoti ne bhi khud ko sambhala or jaldi se apni night dress pahan apni bhua k room m aagayi sone.
Lekin kitni bhi koshis k baad bhi wo apni udasi na chupa payi.
Bhua :- jyoti beti m kal se dekh rahi hu , tum badi udaas najar aarahi ho , kya hua meri bachi.
Jyoti talte hua :- are ni ni bhua esi koi baat ni h.
Bhua :- beta bhua hu teri , chah ker bhi mujhse kuch ni chupa sakti , chal ab bata kyaa baat h , bhai se jhagda hua.
Jyoti pahale to na nukur kerti h fir, baar bar puchne p khud ko control ni ker payi or rote hue apni bhua ko sab bata deti h jo karan ne kabya ko bataya tha.
Garima jyoti ko sambhalte hue :- are meri bachi tu rone kyu lagi , bhai bahan me to ye sab chalta rahata h , tere chachu or meri to esa to chalta hi rahata tha , to usme kya hua.
Ager aapko bura lag raha h to kal jaker apne bhaiya se gale lag jana , dekhna sari problem sortout ho jayegi.
Garima kese n kese jyoti ko samjhati h , jisse jyoti ka man bhi shant to hota h lekin uski halat bhi karan jesi hi thi.
Usne kafi der tak apni bhua se baate ki jinme kuch important bhi thi , jo age pata chalegi .
Yu hi dono bhai bahan ko udasi m dube dube kab nind aagayi pata hi na chala.
Agli subah
Kabya jaldi uth pooja path ker sabke liye nashta bana rahi thi , tab hi piche se sonam bhi hug kerte hue.
Sonam :- good morning maa.
Kabya :- good morning mera bacha
Sonam :- maa bhai uth gaye.
Kabya :- ni beti lala abhi tak so raha h , or tum use abhi uthana bhi mat kal jesi uski halat thi , wo late hi soya hoga, isliye use aaram kerne do.
Sonam :- ji maa.
Tabhi piche se aawaz aayi .
Karam :- kise aram kerne dene ki baat ho rahi h choti ma.
Karan apni choti maa ko good morning wish kerte hue bola.
Kabya :- are uth gaya mera lala , per beta aaj to sunday h to itni jaldi uthne ki kya jarurat thi , thodi der or so lete.
Karan :- are ni ni choti maa , I m fine wo choti ma, wo m ek jaruri office k kaam se ja raha hu , thoda urgent h isliye aane m time lagega, to aap chinta mat kijiyega.
Kabya :- per beta sunday ko office.
Karan :- ji choti maa , wo kam urgent h na , ok choti ma , sona sham ko milte h.
Kabya :- are beta nashta to kerte jao.
Karan :- choti maa mujhe late ho raha h , m party k sath hi ker lunga waha, aap tension mat lena.
Ye bol karan choti maa k gal p kiss ker bye bol jaldi se waha se nikal pada .
Kavya :- are beta sun to..., Hey bhagwan ye ladka bhi na.
Sonam :- jane dijiye na ma bhai ko unka mood bhi thoda fresh ho jayega , or aapne dekha ni kal k mukable aaj unke chahre p udasi bhi kam thi.
Kabya sonam se. :- m to bhagwan se yahi prathna kerti hu beti ki tera bhai kabhi udaas ho hi na.
Sonam muskurate hue :- m bhi, chaliye ma m bhi aapki help kerti hu.
Ye bol sonam or kavya apne apne kaamo m lag gayi.
Wahi karan ghar se jaldi se jese hi ghar se bahar nikalta h uske sath hi uske chahre ki muskan ya yu kaho jhuti muskaan firse kahi gayab ho gayi, lekin kal k mukabale karan shant tha or fir wo garage m jake apni bike nikalta h or chal pada us sthan ki .Or jaha jaker wo apna dil halka ker sakta tha .
Ji ni dosto ager aap soch rahe h ki karan apne jungle wale ghar ja raha h to is baar aapka guess galat h.
Karan ki bike to balki bilkul ulte raste ja rahi thi , kuch adhe ghante baad karan ki gadi ek sunsan jagah p ruki or karan wahi park ker wahi idher udher dekhne laga ,jese uski najrre kisi ko dhund rahi ho.
Or jald hi karan k chahre p ek muskaan aagayi , kyunki jise karan dhund raha tha wo use mil hi gaya ya yu kaho mil gayi.
Karan ek or chal pada , jaha ek choti si kamra numa dukan thi , jisme ek pyari si ladki bethi thi , jiske pas hi karan jata h or pyaar se dhime dhime bina aawaz kiye uske pass jata h or uske sir p pyaar se hath pherte hue bola.
Karan :- kesi ho asma
Wo ladki yani ki asma shayad dekh ni sakti thi , yani ki wo andhi thi , jab usne apne tan p achanak kisi ka sparsh mahasus kiya to wo ghabra gayi or boli.
Asma :- kon , kon h.
Karan muskurate hue :- kya yaar asu tune to dil tod diya , itne time baad milne aaya , to iska matlab ye thodi na ki apne bhai jaan ko bhul jao.
Asma :- kya kaha aapne , aasu , is naam se to mujhe....
Asma ko jese hi dhyaan aaya to wo uchal k "karan bhai jaan" khushi se chilate hue karan k gale lag gayi.
Karan bhi pyaar se asma ka matha chum usko wapas apne sine se laga ke chum bola
:- ye ki na meri pari wali baat.
Asma rote hue :- bhai jan aap aagaye , aap kaha chale gaye the , aap itne din mujhse milne kyu ni aaye , lagta h bhul to aap gaye the apni asu ko.
Karan pyar se asma k sir ko sahalate hue :- kesi baate kerti h meri bahan , bhala tere bhaijan kese apni aasu ko bhul sakta h wo to har baar ki tarah tere bhai jan ki kismat or halato ne hi esa khel khela ki m chahker bhi yaha aana saka.
Asma bhale hi karan ka parshan chahra ni dekh sakti thi , lekin usne uski aawaz se hi samjh gayi k uska bhai abhi bahut hatash or dukhi.
Aasma :- kya baat h bhai jaan aap itne udaas kyu ho koi problem h to apni aasu se share ni karoge.
Karan :- are ni ni aasu m kaha udas hu m to fit n fine hu.
Asma :- bhai jaan aapki asu bhale hi ankh se andhi h , lekin aapki ye bahan apki aawaz sun k hi mahasus ker sakti h k uske bhai jaan taklif me .
Karan k dono hath tham :- bhai jaan , problem ko khud m hi samet k rakhne se problem badhti h bhai , or batne se kam hoti h , isliye bhai ager apni aasu se aap thoda bhi pyaar kerte ho to please bataiye bhai , (karan ka hath apne sir p rakh ker ) aapko meri kasam.
Asma ki kasam or pyaar se karan khud ko rok ni paya or usne karan ki rulayi fut gayi or usne apni sari kahani aaj tak jo bhi story m bataya gaya aap sab ko story m av tak bataya gaya h karan ki jindagi m ghatit hua sab kuch shuru se leker aaj tak jo sab hua bina kuch chupaye sab kuch bata diya.
Asma ko sab sun bahut. Dukh hua or herani hona to lajmi tha hi lekin usse jyada hairani ki baat hum sab k liye ye h ki , use karan ki shaktiyo or ab tak k safar ko leke hairani ni thi , balki use hairani uske jyoti or sonam ko relation ko leker hi thi , jiske baare m bhi usne karan se kisi or din is baare m baat soch , karan ko sambhalne lagi.
Lekin karan k shant hone k baad masumiyat k sath khud hi ro padi.
Asma rote hue :- mere bhai jaan ne itna sabb kuch saha or m idher itne aaram se rahi , or jab itna pareshan hote hue bhi aap mujhse milne aaye to m apni hi shikayat leke beth gayi
kitni buri bahan hu na m bhaijaan.
Asma ko rota dekh karan khud ka dukh bhul asma ko shant.
Karan :- are aasu meri gudiya , meri pari tu kkuyu rone lagi , tu to meri sabse achi or pyaari bahan h , teri ankho m ye ansu bilkul ache ni lagte.
Buri tu ni balki tera ye. Bhai jan h , khuda ne itni pyaari bahan h , itna pyaar kerti h fir bhi. Use rulata h.
Aasu shant hote hue ek pyar se mukka marte hue :- khabardar mere bhai jan ko bura kaha to , mere bhai jan duniya k sabse ache bhai h.
Karan :- ager esa h to chalo rona chodo or chalo muskurao.
Ye bol karan asma ko gudgudi kerne laga , jisse asma khil khila k hasne lagi , fir thodi der aasma se yu nok jhok k baad karan thoda serious ho gaya , or asma se kuch bolna chaha.
Karan :- aasu mujhe yaha aaye kafi deer ho gayii h , ager abhi m usse na mila na to kaho esa na ho vo naraj ho jaye.
Asma karan k in shabdo m chupe dard or dukh ko ache se samjh rahi thi , jisse uski ankhe nam ho gayi or vo boli.
Asma :- ji bhai jaan , aap jake unse miliye , itna m sab saman ready kerke waha pahunchti hu.
Karam :- are aasu tu kyu taklif kerti h m khud le lunga.
Asma :- isme taklif kesi bhai , ye to mera kaam or aapki bahan hone k nate farz h mera.
Asma karan ko samjha k bhej deti h or fir karan chal pada samne lage ek bade gate ki or jiski dusri or wo jagah thi , jo har ek insan k jivan ka antim gantavya h , jaha ek n ek din har kisi ko jana hi h , jo is sansaar k har prani ka moksh dham h , jise har sampraday m alag nam or riti se jana jata h , lekin sabka kaam ek hi mukti pradan kerna.
Bas unhi naamo m se se ek naam samne gate p lage board per likha hua tha
Jo tha.
Kabristan.
kyu aaya tha karan kabristan or kon h ye asma jise karan ki sari sachai janne k baad bhi hairani na hui or kya sambhandh. H uska asma or is kabristan m mojud us shaks se jisse wo milne aaya h , janne. K liye sath bane rahe
Aaj k liye bas itna hi
Stay tuned
Amazing broUpdate no :- 214