Ashwathama
अहङ्कारं बलं दर्पं कामं क्रोधं च संश्रिताः 🕸
- 708
- 4,360
- 123
विलंभ के लिए माफ़ी, फिल्हाल व्यस्त था हैरी भाई... रही बात रिव्यू की तो मै बाद मे देने बाला था, किन्तु इस अंश को पढ़ने के बाद खुद को रोक न सका,Update no :- 248
Friends zoya to yaad hi hogi aapko , ha wahi jiske chakkar m kuch samay pahale karan itna bhaybhit tha ki kahi jyaoti ko uske baare m yaad n aajaye per ab uski story m usse jude har character m changes laye gaye h or sath m rakshabandhan ko bhi 2 din baad hoga agle din k bajaye to aap sab log confuse mat hoiyega.
Location :- kabristan k pas wali road
Karan or jyoti sham ko kuch shopping kerke apni bike per lot rahe the .
Jyoti :- aaj to maja aagaya na bahut kitne dino baad hume yu akele me ghumne or waqt bitane ka moka mila ni to aajkal aapko mere liye waqt hi kaha milta h
Ye bolte hue jyoti ne karan k pith per mukka mara pyaar se per, jyoti ne ye baat bhale hi mazak m boli ho per sach to ye tha ki jyoti bhi apni jagah sahi thi , jab se unhe apna parivar pura wapas mila tha tabse unke berang jindagi m khushi bhare rang to aagaye the , per sath m kahi n kahi dono ko hi apni purani life k sunhare pal bhi yaad aate the, jab wo ek dusre k sath akele m kafi pyara or acha waqt bitate the or unke is pyare quality time m dakhl dene wala koi ni tha
Lekin ab itna badi family hone k kaaran esa hona un dono k liye bahut mushkil ho gaya tha , kyunki har waqt un dono se ya to unki bahane ya ma sath rahate , esa ni tha ki ye sab unhe pasand n tha wo to khush the per wo thodi privacy bhi chahthe the.
Ye sab sochte hue dono bhai bahan ghar ki or lot rahe the , tabhi ek mod p karan ne bike left m ghuma li.
Jyoti :- bhai ye kya ghar ka rasta to sidhe tha n to ye bike aapne is taraf kyu modi is taraf to kabristan h naa.
Karan :- ha gudiya , m janta hu per mane socha ki bahut din ho gaye , hume apni purani swargiya saheli se mile hue, use sharadhanjli diye to socha aaj moka or waqt dono h to .
Karan ki baat sun jyoti ki bhohe tan gayi or muh or hath krodh se kale padne lage or uski muthi bhichne lagi.
Jyoti gusse se :- koi jarurat ni h us gaddar k yaha jane ki bhai ,bhul gaye us kamini zoya ki wo qartut jis k kaaran hum.
Ni bhaiii bilkul bhi ni n to m waha jaungi na hi na hi aapko jane dungi.
Jyoti ka gussa bahut ugra ho raha tha bitte palo k sath jise karan ache se mahasus ker pa raha tha , jiska ahasas kerte hi karan turant bike rokta h or jyoti ko turant sine se laga ker bolta h.
Karan :- sshh shant meri gudiya shant , tum to meri achi bahana ho na , yu gussa ni kerte or gudiya tum to sakshat karuna ki jiti jagti murti ho devta tak tumhare saral or madhur swabhav ki prashansa kerte h , ese m tumhara yu krodh kerna kya sahi h.
Wo bhi uske liye jo ab is duniya m bhi ni h , ni gudiya , gudiya mat bhulo shree ram ne kya kaha tha divangat bhale hi aapka apne jeevan kal m koi bhi raha ho ya kesa bhi ho marnoprant wo saman k layak hi hota hai h chahe wo shatru ho ya mitra .
Karan k samjhane or prem bhare sparsh se jyoti shant to ho gayi per usne kabristan m karan k sath jane ko mana ker diya
Karan kuch dur jaker bike rokta h kyunki samne hi kabristan tha.
Karan ek baar jyoti se ek baar fir chalne ko kahata h per jyoti saf saf mukar jati h ,jisse karan hatash ho chal pada kabristan k pas ki dukan se Zoya k favorite yellow rose leker chal pada under or pahunch gaya kabar ki or.
Jaha jakee uski ankhe nam ho gayi or uske samne bhutkal k madhur pal samne aagayi ho thi ,Jisse wo bhavuk ho gaya.
Pahale to karan ne kaya ki kabar ki safai ki pas m rakhi jhadu se or phir ghutno p bal uski shanti ki prathna kerte hue karan bola
.
Karan :- janta hu zoya tum naraj to bahut hogi apne prince se , or hona bhi chahiye us din vada kerke gaya tha ki jald firse milne aaunga per fir bhi itne dino baad aaya
(Karan yaha us din ki baat ker raha tha , jab use yaha use aradhya mile the apne , per jesa ki aapko bataya yaha ab kuch changes kiye gaye h.)
Per tumne dekha n mane apna vada nibhaya h , m is baar bilkul ni ro raha , isliye ab tumhari ye narajgi ni chalegi ha .
Ulta m tumse naraj hu , pata h kyu , (nam ankho se ) kyu ki tum mujhe chod k to gayo sath m esi kasam bhi de gayi ,jis kaaran hum timo ka pavitra Prem k rishe k bich nafrat ki diwar khadi ker di .
Aakhir tumnr esa kyu kiya zoya , kyu , dekha aaj tumhari usi kasam k kaaran hi tumhari sabse achi saheli tumse is kadar nafrat ker bethi h ki yaha tak aayi or fir bhi tumse milne ni aayi
Per usme uski bhi kya galti wo bechari to janti bhi ni ki jisse wo nafrat ker bethi h anjane m aaj usike kaaran hi Humara ye rishta or hum salamat h , or tumhari Kasam or jyoti ko khone k dar k kaaran m na chahte hue bhi kuch kah ni pata.
(Fir kuch der mand mand rone k baad karan khud ko sambhalte hue bola.)
Kher tum bhi kya soch rahi hogi ki ek to tumhara ye dost itne time baad to aaya or apna hi dukhda leke beth gaya.
Or chinta mat kerna meri darling tumhara prince kabbi tumse naraj ni ho sakta or ek waqt esa. Bi. Aayega jab gudiya ko bhi tumhari qurbani ka ahasas hoga or wo bhi apni jhute gusse ko bhula tumse milne aaya karegi .
Or ishwer se meri yahi prathma h meri dost k tum jaha bhi ho khush raho .
Yu hi kuch der yu hi zoya ki kabr se bAte kerne k baad karan waha se bahar aata h.
Jyoti :- mil aaye ho to chale .
Karan :- ha chalo .
Ye bol karan or jyoti nikal pade apne ghar ki or .
Ghar jake karan or jyoti thodi der aaram kerte h tabhi karan k man m baba ki aawaz gunjti h.
Baba :- putra karn kal tum or putri jyoti mujhse aaker milna , ek vishesh karya h tumhare liye.
Karan :- jo aagya baba.
Karan fir jata h apni sakhi k room k pas.
Uska darwaja to khula tha , per fir bhi karan darwaje ko knock kerte hue .
Karan :- kya hum ander aasakte h senapati mahodaya.
Kaya haste hue :- kya sakha aap bhi sakha aapko bhi ab apni sakhi k room m aane k liye permission leni padegi kya.
Karan ander aate hi kaya jo bed p bethi hui ki god m sir rakh bola.
Karan :- sakhi ye baat sahi h ki hum dost h per tum ek ladki ho tumhari bhi kuch privacy ni.
Kaya :- ji ni dosto k bich koi private chij ni hoti , vese janab aaj humari yaad kese agayi.
Karan :- are bas bas yaar ab tum mat shuru ho jana yaar vese hi jyoti is kaaran udaas h ab tum mat muh mat fula lena.
Kaya :- jyoti bhi apni jagah sahi h naa karan , per hum dono samjhte h ki badi family m thoda to adjustment kerna padta h , per aap fir bhi thoda thoda try keroge to manage ho jayega na.
Karan :- sahi m kaya tum jesi saheli ko pakee m fir se apne ko bhagyashali samjhne laga hu.
Kaya :- fir se matlab ?
Karan ko ahasaas hua ki anjane m usne zoya ki baat ched di , jo wo Kaya ko ni batana chahta tha kyunki isse kaya bhi dukhi hoti or vo bhi , vo apne past ko bhula dena chahta tha.
Per na jane kyu vo jab bhi kaya k sath samay bitata to esa pratit hota ki jese wo apne past m pahunch gaya or apni zoya k paas , or uske sath firse u hi pyar or masti bhare pal bita raha ho , jaha wahi ruthna Manana , ek dusre se hasi majak , tang khichayi wagerah sab .
Shayad esa isliye hota tha karan ki najar m kyunki zoya k baad kaya hi uski zindagi me ek saheli ki tarah aayi thi , jo thi to uski rishte m cousin , per unka dil ka rishta dosti ka tha , jinme swarth or havas jesi kisi burayi ka namonishan na tha , tha to bas masumiyat bhara prem.
Kya sach m esa hi tha ya kuch or kaaran tha iska to aage hi pata chalega.
Karan apne khayalo se bahar aate hue :- kuch ni , vese tumhe pata h aaj friendship day h or m tumhare liye froendship band k sath or sath m gift bhi laya hu
Kaya :- wah yaar what a coincidence m bhi.
Karan :- kya tum bhi.
Kaya :- or ni to kya , mera bhi to apne sakha k sath pahala friendship day h to m ni la sakti kya.
Karan apne jeb se ek choti si dabi nikal kaya ko hath aage bhadane ko bolta h.
Kaya hath aage bhadati h to karan hath pe ek Bahut hi sunder silver ka breslet pahanate hue.
Bola
Karan :- happy friendship day my beautiful sakhi .
Ye bol karan kaya k gal chum leta h jisse kaya khush ho jati h or sath m karan ek necklace bhi gift deta h white gold ka jise dekh Kaya boli
Kaya :- ni ni karan m ye ni le sakti , ye bahut expensive h or ye breclet ki bhi kya jarurat thi itne mahange ki
Karan kaya se :- hat pagal gift ki kabhi value dekhi jati h kya , m kich ni sunne wala tumhe ye lena ho hoga tumhe meri kasam .
Kaya :- per sakha,
Karan :- are mane kaha na , chalo ab ye faltu baate chodo vese bhi ye dusra necklace tumhari saheli jyoti ki or se use choti ma k sath koi kaam se jana pada isliye mane hi dediya .
Wo sab chodo mujhe mera gift do.
Ab kaya ki halat kharab hone lagi , wo sochne lagi ki kaha karan ne use itne mahange band or gift diya or kaha uska ek sadharan sa band or chota sa gift, karan uske baare m kya sochega.
Per karan ne shayad uske man ki baat jan li thi , to usne kaya k bagal m rakhe gift ko utha ker khud hi khol liya.
Kaya to sharmindagi ss sir jhukaye niche karan k reaction ka intezar ker rahi thi , per jab uske kano m karan ki aawaz padi to chok k wo samne dekhti h.
Karan :- wow sakhi its so beautiful, ye mere life ka ab Tak ka best gift h kyunki ye tumne jo Diya h sakhi.
Darasla gift me ek locket tha heart-shaped ka jis per likha tha ki for my best friend my life likha tha , per wo ek sadharan sa tha koi sone chandi ka ni
Kaya :- kya sach m aapko pasand aaya sakha mujhe to laga tha ki ...
Karan bich me :- ki m gift ki value dekh ker ise pasand ni karunga , pagli tumne abhi tak apne sakha ko ni jana , pagli mere liye peso ka koi mahatv ni , balki mahatv rakhta h to wo prem jo is locket roopi gift k roop m mujhe aaaj jo prapt hua h wahi mere liye sabse important h.
Kaya ye sun apni soch p pachtati h or rote hue karan se mafi mangti h jise karan apne sine se shant kerata h or apna hath aage bhadata h or jispe kaya bhi friendship band bandhti h.
Tab karan ko ek idea aata h or wo kaya k locket ko hath m laker us heart sape wale locket k do part ker do locket bana deta h.
Or ek locket khud pahanta h dusra kaya ko pahanate hue bola.
Karan :- aaj se ye locket humare dosti ka wo prateek hoga , jo hum dono k sath humesha rahega.
Kaya ye sun khushi se gale lag jati h karan k or pure chahre ko chumne lagti h or dono ki ankhe ek shan takra jati h or kab dono k hoth mil jate h dono ko pata hi ni chalta.
Dono pationate kiss kerne lage , jisme keval prem tha , kabhi karan kaya k uper k hotho ko chumta to kabhi niche k , kabhi kaya karan k muh m jibh dalti jise karan chusta to kabhi kaya esa kerti or sath sath dono ek dusre k badan ko sahalate hue bed per let gaye
or jab dono ki saanse ukhadne lagi to dono alag hue or kaya sharma k karan ki baho m muh chupa leti h or karan uss baho m leke wahi uske sath bed p late jata h
Tabhi achanak se bijli ki garjana k sath bahar barish shuru ho jati h jise dekh sari bahane waha aapahunchi or karan ko sath m unke chal k barish m nahane ko bolti h pahale to karan mana kerta h or unhe bhi rokta h per sabki jid k aage usko manna pada or wo bhi sath m chat pe chal diya jaha sab khub khelte h barish m tab tak jyoti bhi aagayi thi .
Karan kuch der baad jhule pe beth jata h jo chat k bichobich laga hua tha bada sa or apni bahano ko aanand lete hue dekhta h.
Tabhi thak ker komal bhi vaha aajati h or bolti h .
Komal :- bhaiya kya m yaha aapke sath beth sakti hu.
Karan kuch ni bolta bas use khich k apni god m bitha ker uske gal khichte hue bolta h.
Karam :- pagli tu to jaan h apne bhaiya ki , tujhe bhala puchne ki jarurat h kya.
Komal :- oouch bhai esa mat kiya kero .
Karan dusra gaal khichte hue :- m to karunga .
Komal :- acha ye baat , ruko m batati hu aapko ye bol wo karan k gudgudi kerne lagi , jispe karan ki hasi nikalne lagi.
Karan kuch der baad :- acha ye bata komal tera man to lag raha h na yaha koi pareshani to ni na.
Komal :- ni bhaiya esa kuch ni h , domo tayiji mera khub khayal rakhti h mumma k jese or aapke hote esa ho sakta h , bas sare din ghar p rahakar bore ho jati hu .
Karan ::- acha meri choti gudiya bore ho jati h koi ni jald hi jab sab bade office k kaam se free ho jayenge to sab chalenge.
Komal :- itna intezar kyu kerna bhai , aapke pas powers h na to chaliye kahi ghumke aate h.
Komal ne thoda tez bol di ye baat , jisse karan hadbadda gaya or komal ko shant kiya wo to acha hua barish ki aawaz m kisi ne suna ni .
Komal udass ho ker '- sorry bhaiya.
Karan :- koi baat ni mera bacha bas aage se thoda dhyan rakhna , wese bahut din ho gaye yaar chachi se baat ni ki chalo unko call kerte h.
Apni maa ka naam sun kee komal khush ho jati h or karan turant nidhi ko video call kerta h jisse Nidhi 2 ring m utha leti h.
Karan :- namaste my beautiful chachi kesi ho aap.
Nidhi :- khush raho beta , aakhir mere bete ko Chachi ki yaad aahi gayi .
Karan :- ni ni chachi esi baat ni h wo to.
Nidhi :- na beta n koi bahana ni chalega , teri to m udher aake hi khabar lungi sheetan , or kesa h mere laal
Karan :- bas ek dam mast chachi , per aapki bahut yaad aati h , aap jaldi se aajao na.
Nidhi :- mera to khud tere bina kaha ji lagta h mere laal , bas tere chachu or mamu ka jese hi kam pura hua ni hum turant aajayenge.
Karan :- ji chachi , lo komal se baat kijiye.
Phir karan komal ko phone dedeta h , komal bhi apni maa se baat ker bahut khush hoti h or tabhi sari bahane bhi waha ikhatha ho nidhi se baato m lag jati h.
To karan ek side chala jata h or aasman ko niharne lagta jh per kahi n kahi use kuch bahut bure hone ka ahsas ho raha tha , jese koi sankat aane wala ho uske jivan m or u ye mosam usi ka ishara ho
Saal k is waqt barish aam baat thi per fir bhi najane kyu karan ko esa anubhav ho raha tha.
Fir kuch der baad wo apne chacha se baat ker phone rakhta h , itne m choti ma bhi aajati h or bolti h
Choti maa :- chalo bacho ab niche chalo bahut bhig liye, ab jyada der yaha rahe to bimar pad jaoge
Kavya ki baat maN sabhi niche chal dete h
Kavya karan se :- lalla naina kaha h itni der ho gayi mujhe to chinta ho rahi h.
Sonam or komal jo kal k hue baat se gussa the sonam se vo bol padi.
Sonam :- chodiye na maa , aap kyu us nakchadi ki chinta kerti ho , kitna ganda vyavhar kiya tha aapse or bhai or didi p to kal hath bhi uthaya ,
Karan datte hue :- sonuu ,
Karan ki daat se sonam sir jhuka leti h to kavya use sine se laga k boli.
Kavya :- ni beta esa ni bolte , wo abhi choti h uper se usne itni si umer m kya kya ni jhela , to hum sab me adjust hone or sabko samjhne m time to lagega hi na , dhire dhire sab thik ho jayega.
Kash naina yaha hoti to kavya k madhur vyavahar ko dekh ker use apni bhul ka shayad ahasas ho jata .
Karan :- choti maa ap chinta mat kijiye naina aaj rohan or riya di k yaha rukne wali h meri baat ho gayi thi mosi ee.
Karan yaha jhut bolta h kyunki wo janta tha ki Naina jarur apne kisi mission p hi hogi.
Wahi dusri or
Location :- Himalaya.
Yaha bhi bhayank tufan sa mosam ho raha tha , charo or bijli kadak rahi thi , musladhar barish ho rahi thi, wahi usi tufan k bich choti p khadi akshara narayan se var mang rahi thi
Narayan :- ek baar punah vichar ker lo putri akshara , tumne jo abbi kaha wahi var tumhe chahiye .
Akshara :- ha karuna nidhan mujhe yahi var chahiye kripya mujhe mera ichit var pradan kare.
Narayan ye sun soch m pad gaye , tab akshara boli .
Akshara '- kis soch m pad gaye prabhu mane amratv jesa koi esa var to ni manga jism aapko itna sochna pade ya mera itna tap prayapt ni , yadi esa h to m or bhi kathor tap k liye saj hu.
Narayan :- ni putri, tumhe or kisi tap ki avshyakta ni itna prayapt h , isliye m shrishti palak vishnu tumhe tumhara icchit vardan pradan kerta hu .
Parantu smaran rahe putri is vardan ka kabhi durpyog mat karna ni to ye var kahi tumhare liye abhishap ban jayega , ise tum meri tumhare prati chinta samjho ya chetavani.
Akshara :- jo aagya Prabhu, ab ap mujhe mera ichit var pradan kare.
Narayan ashirvad mudra me :- tathastu.
Ye bol narayan vaha se anterdhyan ho gaye or unke jate hi akshara shetani hasi haste hue.
Akshara :- sharap to avshya banega aapka vardaan prabhu parantu mere liye ni apitu us kamini or uske parivar k liye.
Hahahahaa
Aaj k liye bas itna hi
Stay tuned.
अद्भुत, ... अद्भुत अंश था ये... कहानी मे पुराने कीरदारो की चर्चा की गयी...
ज़ोया... मुझे लगा था की कही आप इस किरदार को भी न बदल दो, पर आपने इस पात्र को रख कर हम पाठक के विचारों का मान रखा उसके लिए तहे दिल से धन्यवाद । शायद अब ज़ोया की कहानी मे कुछ बदलाव देखने को मिले, वैसे एक और पात्र थी.. उसका नाम याद नही आरहा परंतु वो शायद ज़ोया की ही बहन थी जो कब्रिशतान के बाहर फूल बेचते हुए दिखाई दी थी, शायद अंधी भी थी....
तो क्या उस किरदार को भी आप पुनः किसी नये रूप मे लाने बाले हो?
यहाँ काया की तुलना ज़ोया से की है आपने, हो सकता है ज़ोया की कहानी को काया की कहानी से जोड़कर हमे कुछ बेहतर पढ़ने को मिले, जो की हमेशा से मिलते आरहे है ।
करण और काया के बीच का एक प्रेम भरा पल, अच्छा लगा पढ़कर ।
इधर ये अक्षरा को उसका मन चाहा वरदान मिल चुका है, अब आगे वो कामिनी और परिवार के साथ क्या करती है ये देखने योग्य होगी ।
बाकी कहानी का ये अंश पहले की तरह ही लज़ाबाब था । आगे के लिए सुभकामनाएँ ।