Ab aage.....
Rajgharana pariwar ... shaam hote hi nirmala ji ke ghar prasthan krta hai.
shadi samaroh ka ayojan bhut hi dhoomdhan se ho raha tha .....baaki mehman bhi nirmala ke bete ki shadi samaroh me pahuche the...
idhar nirmala apni priyatam saheli ko alisan car se aate dekh bhut khusss hoti he aur apni beti Priyadarshini( jo hamari nayika hai)....ke saath unka sawagat krne ke liye ghar ke mukhiy gate pr aati hai ...
Itne mai pariwar ke sabhi log car se utarte hai Angaraksh Raga bhi unke saath aata hai...unke utarte hi nirmala fhul malao se sawagat krti hai..
Nirmala " ap sabhi ko mera aur mere paiwar ki aur se pranaam !....sawagat hai aaplogo ka..aayeie andar prasthan kijiye aap sab "..... aur rajgharana pariwar muskurate huye gate ke andar pravesh krta hai.. aur idhr Raga ki nazare ek tuk priyadarshini ko dekhte rah jata hai jo unke man tan mohit kr deta hai aur dil ghayal ho jata hai... priyadarshini bhi apni trichi nazar se unko dekti hai aur man hi man muskurati hai....
Nirmala" Tab safar kaise raha madhu.... aane m paresahani toh nhi huyi na"
"Nahi huyi .. hamare angrakshk Raga ke hote huye kya pareshani ho sakti hai meri pyari saheli " madhu muskurate huye boli
Nirmala"Hmmm wo toh hai itna balist bodyguard ho toh pareshani hogi hi nhi "
Unke piche Raga unki baat sun kr seena chwda kr deta hai.... aur man hi man khuss hota h ki usse jyada balwan takatwar purush yaha koi nhi hai.
Priyadarshini ye baat sunkr thodi si hasti hai....aur neha ko bolti hai "mard chahe kitna v balist ho takatwar ho nari ke aage sab phigal jata hai.. "
neha "hmmm ap jaise
Sundar apsara ho toh ye mumkin hai....." aur jor se hasti hai "tum v kam nhi ho neha " " nhi apke jaise apsara toh nhi hu mai " aur dono isi trh masti bhari baate krte huye ghar ke andr parwesh krtei hain.
balwant madhumita aur nirmala v saath m ati hain.. Raga andr nhi aata bhar hi rukh jata hai.... bhar me ek naukar raga ko bolta hai ap baith jaw yaha aur raga ek khursi par bhar hi bait jata hai.
Nirmala ka Ghar bhut hi sundar tha trh trh design ki huyi paintings aur murti the.
unke ghar ki sajawat bhi kafi aachi thi . balwant aur madhumita bade se sofe pe baithe huwe ye nazare dekh rahe the.. madhumita ye sab dekh ke balwant ko bolti h" kya sundar painting h ji dikye to...". Balwant" haan bhut sundar hai pata nhi kisne paiting ke huyi h"
To be continued ....
This is short update Updates will be posted according to viewers reviews and comments... thanks