- 4,035
- 1,836
- 144
baatein toh aisi hi karte ho.Are me koi piyayakad lagta hu kya tujhe, bc itna to jab Peeta tha tab bhi kisi ne nhi bola mujhe....
Pagal ladki
Jab Peeta bhi tha naa tab bhi esi halat naa hue, apni capecity bahut hai wo bhi neet me, colddrink, soda, paani ye to kabhi mix hi nhi kiya....baatein toh aisi hi karte ho.
Bas kisi din yeh haal na ho jaaye
![]()
ab yahan ke logon ke hisab se khud ko adjust karna padega naTum bhi to hindi bolne lagi babe
Once a nasedi always a nasedi...Jab Peeta bhi tha naa tab bhi esi halat naa hue, apni capecity bahut hai wo bhi neet me, colddrink, soda, paani ye to kabhi mix hi nhi kiya....
Baki ab to sab chhod diya... Sirf zindagi ka Nasha hai
Esa kuch nhi hota, sharab to fir bhi mahine me 3-4 baar Peeta tha but smoking to 1-2 packet karta tha, use chhod diya mene wo bhi ek hi baar me aur aaj tak naa pee hai naa piyungaOnce a nasedi always a nasedi...![]()
Wo tab hoti hai jab so nhi pata, bas nind ka thoda prblm hai pichle 10-12 saal seAankhe tumhare laal toh nhi rheti?
Tujhe bada pata hota hai, isliye log doubt karte hai ke is cham cham ko me kha raha hu
Uska Google translator hamesha on rheta hai isliye tumhara username Hindi mein padh liya hoga![]()
Lol Misty ko चम चम mujhe तुक।।Meri galti तुक bhai, Kavita galat bol diya mene
Rhyme - तुक मिलाना
Main to bola tha.. bhai ne peg maare hainSach mein peg laga ke baithe ho kya![]()
Aisa hi hota hai bhaiAre me koi piyayakad lagta hu kya tujhe, bc itna to jab Peeta tha tab bhi kisi ne nhi bola mujhe....
Pagal ladki

Arey Misty ho skta vihan27 bhai kisi gham mein aankhein laal kar ke betha hoOnce a nasedi always a nasedi...
Aankhe tumhare laal toh nhi rheti?
Waah bhai hats offEsa kuch nhi hota, sharab to fir bhi mahine me 3-4 baar Peeta tha but smoking to 1-2 packet karta tha, use chhod diya mene wo bhi ek hi baar me aur aaj tak naa pee hai naa piyunga
Wo tab hoti hai jab so nhi pata, bas nind ka thoda prblm hai pichle 10-12 saal se
Misty to pahle se apni cham cham buddy hai ju ka aaj se nawa naam तुकLol Misty ko चम चम mujhe तुक।।
Ye kya Naya rog Paal liye ho![]()
Nhi re, office apne liye mand*r jesa hai, isi se apna ghar chalta hai, vaha peeke jaane ka to soch bhi nhi sakta, jab Peeta tha tab bhi nhi gaya kabhiMain to bola tha.. bhai ne peg maare hain
Logo kaa kya hai yaar, log to mc hai
Aisa hi hota hai bhai
Jab मयखाने ke andar hote ho to koi nahi dekhta aur jab galti se bahar se guzar bhi gaye to sab बेवड़ा hi bolte Hain
Kya hai ke mujhe baar baar safai dena vese bhi psnd nhi to bhai tu kuch bhi soch sakta hai.. mujhe real life me logo ke sochne ka fark nhi padta to yaha ghanta padegaAur ju to shayad aaj ho bhi..![]()