• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy ? Raavan ? ( Ek Naam Ya Ek Razz )

Status
Not open for further replies.

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,835
31,355
259
To dosto isse phale ki main is story ke update apko du is story ke baare mae jan lete hai aur ha yaha sirf nam ek saman hoga ( is story mae kisi bhi gods ya devo ke nam ka upayog nahi hoga unki jagha ek kalpanik nam aur character ka upyog hoga)

story concept - ye story ek fantasy, magical, adventure, action, suspense thriller and blood se bhari hogi

( note - is story ka kisi bhi religions ko hart nahi karega isme kisi bhi tarah se ramayan ke kisi bhi character ke nam upyoug nahi hoga)

Raavan jab bhi hum is naam ko sunte hai to hame ramayan ke sabse khunkar rakchas aur asuro ke raja ki yaad ati ek khunkar, gamandi, dust aur papi par uske kuch ache chije bhi jo ki apko pata hogi aur nahi to mae apko bata deta hu
Ek prakand Pandit, ek itna Gyani ki uska gayan hum jese 10 sir( dimag) mae bhi na sama paye, bagwan mahadev ke mahan bhakto mae se ek, jisne apni Bhakti aur tapsya ke bal par itni adhik shakti arjit kr li ko ek ajit raja ban gaya
Par kahte hai na zada sakti ghamnd ka karan banti hai aur ghamnd vinash ka karan banta hai aur yahi gamand Raavan aur uske puri jati ko le duba

( note - to dosto mene jo upar likha hai us par dhyan jarur dena Kyuki is story ka hero ya villian ki adat usi ke jese hogi)

YY mera purani story king of death hi hai bus suruwat ke update alag honge

IMG-1602143053122
 
Last edited:

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,835
31,355
259
:congrats:4 STARTING NEW STORY THREAD
:applause: :celebconf:

HOPE THIS STORY WILL TOUCH OUR HEARTS :heart:
_________
Keep going
We will wait 4 the 1st update..
Index bana dena aur us story ka pdf bhi
 
king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,835
31,355
259

INDEX

Family Introduction

Update 01Update 02Update 03Update 04Update 05
Update 06Update 07Update 08Update 09Update 10
Update 11Update 12Update 13Update 14Update 15
Update 16Update 17Update 18Update 19Update 20
Update 21Update 22Update 23Update 24Update 25
Update 26Update 27Update 28Update 29Update 30
Update 31Update 32Update 33Update 34Update 35
Update 36Update 37Update 38Update 39Update 40
Update 41Update 42Update 43Update 44Update 45
Update 46Update 47Update 48Update 49Update 50
Update 51Update 52Update 53Update 54Update 55
Update 56Update 57Update 58Update 59Update 60
Update 61Update 62Update 63Update 64Update 65
Update 66Update 67Update 68Update 69Update 70
Update 71Update 72Update 73Update 74Update 75
Update 76Update 77Update 78Update 79Update 80
Update 81Update 82Update 83Update 84Update 85
Update 86Update 87Update 88Update 89Update 90
Update 91Update 92Update 93Update 94Update 95
Update 96Update 97Update 98Update 99Update 100
 
Last edited:

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,835
31,355
259
update 1

To chaliye suru karte hai jese ki lagbhag har fantasy story mae hota hai universe ka nirman kese hua to yaha bhi wese hi hoga

To hum rahte hai earth par aur hamre earth ke alawa 8 aur grh hai aur hamara sun ( Suraj)

To aj se na jane kitno Samy pehle ( kya pata hamre universe ka nirman kis time hua hoga) jab kuch nahi bhi nahi tha us wakt sirf ek bahut hi chamkili urja thi ( isme har rang mile hue the)
Aur urja mae ek wisfot ( blast) hua aur wo urja na jane kitne hi bhago mae bat gaya par iske par ek pramuk urja pind ( jo ek ande jesa tha) iske 3 tukdo hye jinme jivan hua matlab jinhone apna rup liya
Magar usme bahut samya tha aur is samya sirf us paramuk urja aur unke hi jese urja ne rup liya jisko hum parampita ke nan se janege wo bilkul hi ek safed aur golden colour ki unki skin thi jo chamak rahi thi aur chamkile ball bhi aur unke saath unhi ke jese ek stri bhi bani jinko rani maa bolenge un dono ki ankhe band thi kuch samya bad unki chetna ka vikas hua aur unhone apni ankhe koli aur sabhi aur dekhne lage aur sochne loge ki - hame kisne banaya hai aur kis liye tabhi us urja se awaj aai

Urja- tumko mene janam diya hai baccho ek tarha se tum meri hi santan ho

Dono ne urja ko dekha aur juk gae

Urja- utho baccho aur jo bhi sawal hai tum dono ke man man mae bolo Aur haa tum dono pati patni ho

Parmpita- main jan gaya ki app ne hame banaya hai par kyu aur humko kya karna hoga

Urja- ab is universe ki jimedari tumko utani hogi aur ha ek baat dhyan rahe tum dono ke andar meri saktiya hai

Parmpita- tik hai magar muje uske liye kya karna hoga

Urja- tumko sirf intjar karna hoga in do urja ko dekh rahe ho

Paempita ke samne 2 urja ke gole the ek jo safed tha par puri tarha se nahi usme kuch kali roshni bhi thi jabhi dusre mae kali aur lal roshni jada thi

Urja- in dono se 2 jivan ka nirman hoga ek jisko tumhe lord king nam dena hoga aur dusre ko demon king ye dono hi is Universe mae achi aur buri sakti ke malik honge

Parampita - ji tik par duniya ke liye kya- kya lagega

Tab us urja ke anginat tukde the usnese bahut si galaxy ka nirmn hua aur sath hi unke andar taro, grh aur bhi bahut kuch par us pramuk urja se ek 7 rango ( 7 Rambo) ki roshni nikli aur us roshni ne rup lena suru kiya aur ek bahut hi sundar stri mae badal gai

Parampita- ye kon hai

Urja- ye hai prkriti ( nature) hai ye tumhari madad karegi is duniya ko chalne mae ye is puri duniya mae rahegi kisi na kisi rup mae

Aur fir wo nature kai alag alag urja se har ek grh mae chali gai

Parampita- tik hai par ab jivan ka nirman

Fir us urja ne apne andar se anginat chote chote roshni ( atma) jo ki alag alag jiv bane

Urja - ab jo main bol raha dhyan se suno ab in dono urja se jinka nirman hoga unki mili juli adat se ( achi- buri) se insano ki rachna karna aur mujhe ek vachan ( promise) do ki tum inko kabhi pata lagne nahi doge ki tumhare upar bhi koi hai inke liye sirf tum hi inke janamdata ho jawoo aur devo ka nirman karo jo in 5 tatwo ( element) par apna control kare

**********stop*********

In sab ke bad wo urja gaayab ho gya aur parampita aur unki patni ke liye us urja ne mahal ka nirman kiya

Samya apni raftar se chalta gaya aur earth par anyek ( deferent) prakar ke jivan bane aur khatam hua

Aur is bich demon king aur lord king ne parampita aur apni soch mila kar insano ki rachna ki aur un sabhi mae jivn us pramuk urja ( atma) se aai

Aur sun ko chod sabhi 8 grh mae jivan ki rachna hui

Par samya ne apna khel khela aur demon, lord ke bich dusmani badi ( ye dusmani kese hua isliye apko intjar karna hoga iska razz bahut bad open hoga)

To ab Chalate hain sirf 4 grh ke introduction par

1 Tha lighting grh - iska yesa nam is liye pada Kyuki yaha par Phoenix's ka Raz tha
( phoenix - ek yesa jiv jiska asli rup ek chil ki tarah hota hai aur iske pankho ki jagah agg hoti hai phoenix ek tarah se immortal hote hai Kyuki ye fir se apni rakh se wapas jinda ho jate hai inki kai powers hoti hai joki apko story mae pata chalge)

2 Tha lord grh- yaha par lord unki family aur unki Vishal sena ka razz tha Kyuki lord bhi us urja se baane the unke pass bahut si powers thi inki powers aur inki family ke bare mae dhire dhire apko pata chalega

3- Tha dark grh- ya Razz tha demon king unki family aur sena ka inke bare mae bhi baad mae pata chalega

4- earth - yani hamara ghar jaha par kisi ka raj nahi tha balki yaha sabhi jiv jantu aur insaan apne hisab se ji rahe the

Par samya fir badla aur insaan ke andar buraiyo ko apnane lage aur khun, lut- pat rep, jese crime hone lage demon king ki soch se kuch insaan ne kali takto ki puja karna suru kiya
Wahi lord king ki soch se achi takto ki bhi puja hui ( note yaha gods ki puja ka jikr nahi kiya ja raha hai)

Demon king aur lord dono hi duniya par raj karna chahte the par parampita unko rok diya

Samya badta gaya aur lord demon king ki powers bhi badti gai aur insano ka Lalach bhi aur aa gaya 21 century matlab science ka yug ab sab kuch badal chuka tha insaan ne ek dusre se age hone ki hod mae yese yese vinashak weapon ka nirman kar liya jinke upyog se sab kuch barbad ho sakta tha
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,406
28,431
218
To dosto isse phale ki main is story ke update apko du is story ke baare mae jan lete hai aur ha yaha sirf nam ek saman hoga ( is story mae kisi bhi gods ya devo ke nam ka upayog nahi hoga unki jagha ek kalpanik nam aur character ka upyog hoga)

story concept - ye story ek fantasy, magical, adventure, action, suspense thriller and blood se bhari hogi

( note - is story ka kisi bhi religions ko hart nahi karega isme kisi bhi tarah se ramayan ke kisi bhi character ke nam upyoug nahi hoga)

Raavan jab bhi hum is naam ko sunte hai to hame ramayan ke sabse khunkar rakchas aur asuro ke raja ki yaad ati ek khunkar, gamandi, dust aur papi par uske kuch ache chije bhi jo ki apko pata hogi aur nahi to mae apko bata deta hu
Ek prakand Pandit, ek itna Gyani ki uska gayan hum jese 10 sir( dimag) mae bhi na sama paye, bagwan mahadev ke mahan bhakto mae se ek, jisne apni Bhakti aur tapsya ke bal par itni adhik shakti arjit kr li ko ek ajit raja ban gaya
Par kahte hai na zada sakti ghamnd ka karan banti hai aur ghamnd vinash ka karan banta hai aur yahi gamand Raavan aur uske puri jati ko le duba

( note - to dosto mene jo upar likha hai us par dhyan jarur dena Kyuki is story ka hero ya villian ki adat usi ke jese hogi)
:congrats: for new story
 
Nice start
 
Status
Not open for further replies.
Top