Chapter 12
7 din kesy gaye peta nehi Chala abhi hum collage Janey waly they tu call ayee ka baba ko heart attack Aya hai mein Sonali didi seeda hospital gaye waha baba ab khatray sai bahir they mein Sonali ko chor ker doctor sai Mila
Doc: app ka Naam
Mein: Mera Naam Ali hai baba ab kesy hai
Doc: khatray sai bahir hai lekin theek nehi hai in k kee heart transplant kerna perya ga
Mein: heart transplant
Doc: gee lekin us ka Liye kharcha 30 lakh lagye ga or 1 month ka under kerna perya ga werna patient kee jaan ko khatra hai
Mein: Tek hai app process start kerye mein advance jama kerwa doon ga 7 din mein lekin Meri bhen or baba ko peta na chaly mein Janta tha hammray pass total saving ka 7 lakh hai lekin mein Baki ka paisey kaha sai arrannge ker sakta hoon mein mavi wasim or friya Anjali ko location send ker ka bola Liya hoon urgent Milo sub ek place per they mein un ko Bata dyta hoon Meray apny yahe thee sub perhsaan hoo gaye mavi na apny dad sai paisey ka kaha un naye 4 lakh Tek arrange ker deya wasim ka Ghar sai bhi 6 lakh Tek mile gaye 17 lakh hoo gaye they lekin abhi bhi 13 lakh kaam they mein tension mein tha
Mavi: loan apply ker laye
Ali: kabhi nehi bro mein interest ka khilaf hoon or interest per paisey loon
Mavi : phir keya hoo jaye gaye tu tension na laye
Mein Mumbai ek club mein jata hoon waha Mera ek trainer Rahul they un sai Mila or un sai BAAT kee un naye kaha ek Rasta hai ager tum underground fight mein participate kero lekin is fight mein agar tum ko Kuch ho bhi jaye phir bhi tummri family ko 1 crore mile jaye ga ager tum win keye tu 7 crore
Rahul: dekh Ali risky hai lekin 7 saal sai jitni training tu ker Chuka hai teray Liya ya bari BAAT nehi hai duniya ka best arts tu Sikh Chuka hai tu Janta hai jism ka Kise part per click sai tu us part ko damage ker sakta hai Meray khayal sai 3 4 minute mein tu hatam ker deye ga fight
Mein woh tu hai lekin app jantey hai ek dafa fight mein Chala gaya tu mafia phir bar bar Bula laye gaye
Rahul: woh tu hai but is ka Siwa koi or option hai keya hamray pass
Ali: abhi tu nehi hai mujey baba ka operate kerna hai
Rahul tu kal tayyar Rahi kal bhute bari fight hai
Mein Ghar a jata hoon or sari Raat practice kerta hoon hude ko prepare kerta hoon Meray 4 masters hai un mein sai ek master naye mujey woh deya hai Jo Kise bhi shaks ka Kise bhi jism ka part ko nakra ker sakta hoon woh part kaam kerna chor deye ga ya ability mujey master chang naye sikhye thee woh china sai they lekin India aty jatey rehty they or master na wada Liya tha ya ability bus mein bhute mushkil mein use ker sakta hoon
Dosri jaga ek Ghar mein mein ek larki na sub kee naak mein dum keya hova tha
Sonia Mehta ( 1 lead girl )
Deepak Mehta kee beti Commissioner of police
Nithya Mehta wife
Ranveer Mehta beta
CHOTI beti Sonia Mehta bahi or baap ke jaan ya same us collage mein jaha Ali or Sonali perty hai is ka subject arts hai or design ka course ker Rahi cloth design
Dad mein kaha tha na mujey new car chahiye
Deepak: mike jaye gee
Ranveer: dad is rats ko harab na kerye app zayda
Nithya or Deepak has perty hai dono kyu ka Ranveer hamesha apni bhen ko rats kehta hai Pyaar sai
Sonia: bahi app joker hai bhute baray ya bol ker ek pillow uta ker apny bahi ko Marti hai or Chali jati hai
Nithya: keya beny ga is larki ka app dono naye bhute ziddi ker deya hai
Ranveer : mom Meri ek he bhen hai or us kee har Khushi pori kerna Mera farz hai kyu dad Deepak Bolta hai bilkul
Nithya: kal shadi bhi kerni hai us kee Deepak
Deepak : tu keya hova larka bhi hammray sath rahy ga Ranveer has perta hai kyu ka us ka dad us kee maa kee firki laye rahy they
Nithya: tum baap betay bus Mazak kerty Raha kero
Ranveer yes madam mein Chala job per Ranveer ips hai ok sir milty hai or Deepak ankh mar dyta hai
Wahin Sonia collage Nikal gaye thee us kee dost
Aditi us ka wait ker Rahi thee
Aditi : ohh madam kaha thee itni late
Sonia: bahi or papa kee class laye rehi thee car kee BAAT ker rehi thee
Aditi: ohh hoo medam ab car sai Aya kerye gaye
Sonia: hum Kise sai kam

nehi
Aditi: chal chal late hoo Raha hai Sonia Aditi childhood friends hai har kaam sath kerna hai in ka kapry bhi same he hoty hai choice bhi same Aditi ka father banker hai or ya un kee Akeli beti hai