Kafi acha Update tha
Sandeep singh nirwan bhai. Ab aayega na maja. Ab hogi aar aur paar ki ladayi. Jisme jahir si baat hai hamara Raj hi jitega. Khir raj ne abki band baja di. Sbke khilaf sabut bhi juta liye hai. Ab koi bach bhi nahi sakta hai. Lakin usne plan kya soch raha hai ? Aakhir kon si saja ki baat kar raha tha wo ? Aur ye wapas se pasupati ke ghar kyu aaya hai raj ? Kya ab direct fight start hogi ya ye bhi raj ka mind game hi hai ?
Aur ye Raj manisha ko le kar kya soche baithe hai ? Uske mammy papa se uska hath mangne ki baat kar raha hai ? Lakin jaha tak abhi jame pata hai raj to kisi se sadi karna nahi chahata hai to ye sub kya hai ?
Badi basad hai baba ab kya hoga ? Kon karega ? Kya kya karega ? Kuch nahi pata hai kisi ko siway aapke bhai. Bahut se suspens daal diye ab dekhte hai next update me suspence kam hone ya abhi aur bhi jyada badhenge.