- 11,034
- 70,162
- 259
Update 246 killing aura Posted masti Mai padhne ka bindass likes aur revoes pelne ka
Superb updateUpdate 151
Waves…….
Recap …….
Jaisen aur vitthal niche sidhiyo se hote hue pohoche to samne dikha bohot bada hall jisme abhi sirf 4-5 hi bande the jo kuch chair par baithe baate kr rahe the.
Jaisen aage ki ore badhte hue bola--"vitthal pata hai n Boss ne kya kaha hai to uska intezam hua ki nhi ??"
Vitthal--ji bhai sabka intezam kr diya hai bas plan ka aap samjha dete to sab kaam finish ho jata.
Jaisen muskurate hue piche muda--"isme plan kaha banana hai hume to unki jindigiyo se sirf khelna hai."
Continues…
Haveli….Mandawa
Divya-- Raj ke kaan pakad kar ….tuje jogindar bhaiya ke bungle pe rukne ko kaha tha aur tu besharam ladkiyo ke sath unke bunglow pe rukta h …..
Raj —-aaaahhhh …. nahi nahi maa….shweta ne bataya na wo jhut bolti h….
Divya-- aur jor se kaan khinchkar ….maa hu teri muje sab pata h …tu kanha rahta h ….jogindar bhaiya se sab pata rahta h samja faltu hosiyari mat dikha…….
Jagmaal singh--- are bus kar …usai aye ek ghanta bhi nahi huva h aur enquiry baitha di iski……aur waise bhi sonali parayi thodi he h ….
Choti Chachi — ha usai Saans toh lene do ……
Raj —- Divya ko gale lagate huve maa tum kahogi wanha raha lunga ab toh khus …waise jhanvi kanha h…
Divya — uski mat puch puchmuje nahi pata h ki wo kya karti rahti h….khud he puch le
Jagmal — Tikh h tum kuch dair baad mujse aakar milo ….
Raj room mai pahuchta h toh usai wanha ek ladka jhanvi ke pass baitha huva milta h dono he laptop mai kuch kar rahe the…raj ke nock karne par jhanvi piche moodkar dekhte he uchal padti …hhh supermen…..woooo….raj usai gale lagate huve piche khade ladke ki taraf dekhta h …..jo chalta huva raj ki taraf ata h aur raj ke pair chuta h….raj ek nazar usai dekhkar …….
Raj--- Tum Ajay ho na….
Ajay — Ha bhaiya…..
Raj-- usai gale lagate huve aj kitne salo baad tuje dekha h …. chote tu toh bada ho gaya h …….
Ajay-- bhaiya …apke liye chota he hu …..
Raj--- Ha ha ha….toh course complete ho gaya wanha se …
Ajay--course toh agaya h aur ab main India se he padhayi karunga aur haaa ab main ek software developer ban gaya hu aur wahi isai sikha raha hu aur hum haveli ko full high-tech bana rahe h… itne saal bahar padhayi aur software banane sikhe h unhe …apply kar raha hu .
Raj--that's nice tikh h ….ab tum dono hightec banao haveli ko …main dadaji milkar ata hu…
Jagmaal singh room….
Jagmaal singh--- Toh ab agai chacha ke sath kya karna chahte ho….
Raj-- Dadaji ….maaf unhe kiya jata h jinse galti hoti h…inhone viswaasgath kiya h….apno ke sath …apno ke pyar ke sath…..jiski saza….sirf ….Maut par inhe main maut se bhi buri saza dunga…..
Jagmaal singh— Aur tumhare bhai bahan….
Raj-- Dadaji ….wo drugs ke soudagar ban gaye ….dono ne milkar kitne he masoomo ki jindgiya barbad kar di h …wo apne baap ke nakshai kadam par h ..unke dil mai lalach aur gaddari h….aur rahi chachi ki baat toh ….uske liye hum koyi mayne he nahi rakhte h unke liye uske maa baap he sab kuch …..
Dadaji-- Toh kya karna chate ho…..
Raj--- unhe paisa chahiye na ..wahi dunga beshumaar paisa aur aisi jagah bhejunga janha paisa dikhega par unhe nahi milega..sari kamayi unki hogi par taraste rahenge ….aur wo tadpenge ….ki kyo kiya…..dhokha ……
Dadaji--- Tikh h maine unko hospital se…..lane ke liye bheema ko bheja h… wo unke leke ajayega…
Raj-- dada ji …ab hum koyi galti nahi kar sakte h par main inhe marunga nahi ….
Jagmaal singh--- Nirwana….Mahabharat mai bhai bhai ke khilaf lada ……. Toh jo burayi ke paksh mai h uski maut tay h tumhe jo karna h karo ….
Itna kah kar wo apne secret room se bahar agaye aur raj chala gaya basement ki taraf janha pashupati…sp …aur 2 jane pahle kaid mai the jo jinda the par unki halat bahut jayda kharab thi…..kisi ke ane ki aahat se sab salakho ke pass agaye aur dekhne lage aur unhe dikha raj……jisai dekh wo dar se wapas andar deewar se chipak gaye…..
Raj-— ye dard toh marte dum tak sahna h tumhe……aur roj milega naye naye tariko se milega…. Baki sathi bhi jald he ane wale h …..
Delhi—
Commissioner office ……
Ek shaks police ki dress mai enter karta h aur salute ka reply karta huva andar galley se chalta huva sidha commissioner ke room mai enter karta h aur table ke upar envelope aur box rakh kar wapas ajata h …
Inspecter— kaayi jhallaa….
Havaldar — Nako saab ….. commissioner sab toh meeting mai gaye h…..
Inspector—- chokas rahna khatra bahut h samja
Aur itna kah wo chup chap muskarata huva wapas bahar chala jata h…..aur bahar aakar message type karta h …….done….
Raat ke 10 baje black 2 Scorpio ek speed se ja rahi thi….jiska destination Delhi singhaniya office tha….wanha pahuch kar kuch duri par rook gayi aur kuch admi paidal parking ki taraf toh baki wanhi baithe intezar karne lage….
Maneger-- Sir marketing reports ….mail kar di h …..
Sunil-- what about finacial reports…
Manager— sir complete h…
Sunil — so send me tomorrow meeting is very important for us …..
Secretary— sir 11pm ho gaye h….sir ka order h ap 11 pm it's too late warna bade sir muje daantenge ….
Sunil-- ok fine ….muje pata h ye kounse bade sir ka order h …so don't smart …..in front of Me…ok meeting is over …Tommorrow sharp 10 am …..aur ap mere ghar he rook jana…waise bhi subhe hume jaldi ana h….
Secretary— yes sir ….
Aur sunil ke bahar aate he uske sath uske body guards ho gaye h….aur wo lift se sidha niche agaya……par car ready nahi thi…..
Sunil —- what happened…..
Body gaurd-- I wil check sir….
Itna kah kar wo baki ko alert bolkar parking ke andar jane laga toh unki 3 cars samne agayi …..aur secretary ne door open kiya….but sunil kuch soch raha tha…
Secratery — Sir ….
Sunil-- waise bich mai grocessary store aye toh rokna ….chocklet purchase karni h….sab gusa h mujse ….Raj hota toh wo manage kar leta h …
Secratery—-muskara kar sure sir … waise apka matlb Deepika mam …naraj h…
Sunil--- hmmmm choti badi dono naraj h ….main call karke puch leta hu pata laga kuch aur chahiye ho….
Kahte kahte usne apna mobile nikala toh….uske mobile mai network nahi tha …usne check Kiya toh flight mode on tha….usne flight mode off Kiya toh bhi mobile mai network nahi aya… ÀuR uska matha thanak gaya….
Secratary— What happened sir……
Sunil---muuu par ungli rakh kar chup rahne ke liye bola sssshhhhhhhh……..aur itna kahne ke sath he uski nazar charo taraf ghoom gayi janha charo taraf wo kuch dhundhne laga …..par usai kuch nahi dikha …..achanak usai kuch realise huva usne secratary ko apne ek hath se pakadkar apni taraf khincha aur pakadkar dusri taraf bhagne laga …..tabhi…..
booooooommmmmm
Bhadaaaaaaammmm
Ki awaj ke sath car ke parkhache ud gaye sunil aur secratary dur ja kar gire …….
Sccccccreeeecchhhhh ki awaj se teen gadiya aakar ruki aur tabadtod firing suru ho gayiiii…….sunil ….. secratary ko apne sath ghasit te huve gate ke pass diwar ke piche lekar chala gaya …usne pocket check ki toh gun nahi thi girne ki wajah se gun gir gayi thi usne apne body guards ko dekh toh unki halat buri ho gayi thi…..3 mar chuke the aur ek he jinda bacha tha usne ….sunil ki taraf dekh kar ek gun uchal di thi……sunil ne gun pakadte he usai check Kiya jo fully loaded thi …. secratery buri tarah dari sahmi deewar se chipki huvi ro rahi thi…sunil ne uski taraf dekh aur usai wanhi rahne ka ishar kiya Par wo rone lagi toh sunil ne uski ankho mai dekh kar kaha kuch bhi ho jaye yanha se hilna bhi mat…..phir uske chahre par behad kroor bhav agaye aur palak jhapakte he wo gayab ho gaya usne jane se pahle body gaurd ko ishara kiya aur phir sgoliya chalne ki awaj ghunjti gayi aur usai aaspass ke sabhi cheeje jinse roshni ho rahi thi wo band hoti chali gayi ab us area mai dheere dheere andhkaar failne laga aur sunil ne apna dragger nikal liya …..uska chehra khun se Sana huva tha sarir ke kayi hisai kat fat Gaye the ….par usai pata tha ye waqt sochne ka nahi aur na dard ki parwah karne ka h usne puri heemat ikkhatii kari aur wo turant he andhere ka hisa ban ghus gaya killers ke bich mai aur phir ghunj uthi ek ke baad ek cheekhe ….kisi ka sir kat ke gira toh kisi ka hath kat kar gire …..5 minut mai he puri shanti ho gayi thi……sunil andhere mai kafi dair chipkar intezar karta raha ki koyi jinda toh nahi bacha h….par usai kisi ke hone ka ahsas nahi huva …aur tab baji phone ki ring …aur sunil ne phone ke sound ki taraf move Kiya aur jiska phone ring kar raha tha uski pocket se phone nikalkar khudko ek jagah safe kar liya dhamke ki awaj se security wale bhi ab bhag kar bahar aane lage the
Sunil bomb blast se last moment pe move kar gaya warna uska marna confirm tha wo buri tarah ghayal hokar deewar ke sahare baitha huva tha ….uska body gaurd bhi apne side ke gundo ko maarkar uske pass agaya…..
Bodyguard—- sir ap tikh h ….
Sunil--- kisi ko koyi khabar nahi honi chahiye h is mamle ko yanhi daba Dena h.
Itna kah kar usne turant sonali ko call laga kar apne pass bula liya…..agai wo aur koyi action leta usai pahle he kamjori aur chot ki wajah se behosh ho gaya….
Par ussai yahi Bhul ho gayiiii…..usne sonali ko kisi ko bhi batane se mana kar diya jo ki uske apno ke liye ab agai kya musibat lane wala h ussai khud andaza bhi nahi tha…
Sonali ke pass sunil ke call,ane se 30 minut pahle….
Shiwani area visit karke ab wapas ghar ki taraf aarahi thi……tabhi sonali ka call aya… “kitni dair aur lagegi tuje“
shiwani-— gadi side mai lagakar nikal rahi hu ..thodi dair me pahuch jaungi….
Sonali--ok so …. message Kiya h tuje grocessary purchase karte huve le ana ..….
Shiwani —- ok lekar aati hu main…aur call cut karne ke baad gadi start karne lagi toh gadi start nahi huvi par 2 baar dubara self marne par start ho gayi………
Delhi outer…
Ajju —- are tuje pura yakin h …yanha wo ayenge…
Shrutiii--- bilkul ayenge …teri nahi hu jo adhure kaam karti huu…main ek mahine se piche padi hu
Ajju-- adhure aur main …main toh tere piche kitne salo se pada hu aur ….ek din tuje apna bana ke rahunga
Shruti-- sapne dekh …
Ajju-- ab nahi ayenge chal kal subhe abhay ka birthday bhi h …usai lekar morning mai…. shipping par chalna h aur phir party karenge…..
Shrutii--- ok let's go……
But in sabko kya pata tha ki unki past ki ek galti unke kal ke suraj ke sath unki duniya mai kya lane wala tha....
Aj ke liye itna he ….
Masti mai padhne ka likes aur Revoes pelne ka….
Amazing update Sandeep bhaiupdate 152
Death halo's Death game begins
Recap...
Delhi outer…
Ajju —- are tuje pura yakin h …yanha wo ayenge…
Shrutiii--- bilkul ayenge …teri nahi hu jo adhure kaam karti huu…main ek mahine se piche padi hu
Ajju-- adhure aur main …main toh tere piche kitne salo se pada hu aur ….ek din tuje apna bana ke rahunga
Shruti-- sapne dekh …
Ajju-- ab nahi ayenge chal kal subhe abhay ka birthday bhi h …usai lekar morning mai…. shipping par chalna h aur phir party karenge…..
Shrutii--- ok let's go……
Continues..update 152....
Shiwani gadi start karne ke baad khud se he baate karti huvi ja rahi thi….
“Pata nahi raj kyu gaav gaya inke sath akele chodh ke mujhe wo hota tha toh kam se kam ye ladte toh nahi the,ab Dinbhar bhabhi nanand ki baate sunni padti hai…dono ek dusre ki burayi karti rahti h abhi wo thodi dur he gayi thi ki gadi band ho gayi…..aur wo gusai se badbadate huve ki issai bhi meri khusi bardast nahi hoti h kya jo ab ye bhi pareshan karne lagi..ye kahte huve….lagatar self markar gadi start karne ki koshish kr rahi thi jo ho nhi rahi thi … phir tang aakar gaadi se bahar nikli dekhne ke liye ki kya hua hai.Usne gadi ka bumper khol ke upar kiya aur dekhne lagi ki hua kya hai.Usne dekha ki fuel buffer bhi thik hai engine me bhi kuchh problem nhi dikh rahi to wo confuse ho gayi akhir problem kya hui gadi me diesel bhi hai aur kahi leakage se koi tube kati bhi nhi hui hai to kya problem hui hai.par usai kuch samaj nahi aya..
Usne tang aakar gaadi ke tyre par laat maari aur phone nikal kr help ke liye call lagane lagi par uske mobile pe tower nhi araha tha jissai wo thodi shock hui aur usse smjhte der nahi lagi ki kuch gadbad hai.Usne jaldi se apni gun apane kamar pe tange gunpocket se nikali aur load krte hue chaukani hokar aaspass ka jayeza lene lagi.Ussai ek baat utane der se pareshan bhi kar rahi thi ki Road pe ek bhi gaadi abhi tak nahi dikhi thi .Uska sakk ab confirm ho raha tha aisi situation me to usne turant apana phone nikala emergency no. dial karne ke liye lekin tabhi usse kuchh awaz sunayi padi jo sun wo bina waqt gavaye gaadi se dur jungle ki ore bhagane lagi.
Tipp-Tipp...TipTipTipTip....ki awaj tehuvi...Peeeeeee.....
Wo abhi gaadi se 40 kadam hi dur bhagi thi ki
Boooooooommmmmmm
.....
Dhasssshhhhhh-Dhaddddd
Gaadi ke parkaccche aakar jamin par gire aur ek aur jordar blast hua
Booooooooooom*
Gaadi ke parkachhhe ud gaye the,Pura malwa idhar udhar bikhra pada tha aur aag ke lapte unn malwo me lahak dahak rahe the.bomb ke fatne se kala dhunva charo taraf fail gaya tha..
Wahi uss blast se kuch metre dur ek ped ke pass Shiwani giri padi thi jiska sar pathar par laga hua tha, jiske karan wo behosh ho gayi thi aur uske bagal me gira uska phone jispar emergency no. beep ho raha tha.
Screeeeechhhh
Ek car aakar ruki aur usmai utara jasien wo muskarta huva dheere dheere behosh padi shiwani ko taraf chala gaya …..
Jasien--- Tum toh abhi se behosh ho gaye khel toh abhi suru huva h…..
Jasien ke chahre pe ayi muskan ye bhanya karne ke liye kaafi thi ki agai kya hona h….usne shiwani ke pair ko pakda aur bedardi se kankad pather ke upar se ghasit ta huva car ki taraf lekar jane laga …..
Morning 11 am ….
DT MALL*
Sari ghatna se bekhabar abhi shruti aur ajju just mall se bahar aaye the.Jaha ajju ka ek hath bags se bhara the to dusra hath shruti ke hath me tha.Dono samne dekhte hue badh rahe the,koi bhi undono me se kuch nhi bol raha tha siwaye muskurahat ke jo unke har man ki baat ko hotho par saja de rahi thi.
Wo dono aage badhe the parking ke ander ki shruti ko waha mall ke bahar icecream van dikhayi padi jispar likha tha
"Couples Cup"
Jo dekh wo excited hokar ajju ki ore dekhte hue boli
Shruti:-Ajju chalo icecream khate hai
Ajju—-shruti ki awaz sun uski ore dekhne laga aur ek baar icecream van ki ore dekha usne aur muskurate hue bola
Ajju- tum bolo to muh mitha hum yaha bhi kar sakte hai.
Shruti ne uski baat suni to uske gaal laal ho gaye aur usne do mukke jadd diye uske pith par piche se khair ajju gaya bag rakhne car me ye bolkar ki tum chalo wanha main aata hu.
Shruti jhumati hui van ki ore chali gayi to ajju parking ke ander.
Uske bagal me hi khada guard jo paper padh raha tha usne phone par
Guard:-ladki van ki ore hi jaa rahi hai aur ladka parking me gaya hai dusra plan follow krna padega.
Idhar ajay gadi ke pass pohocha hi tha ki ek admi ne tezi se uske hath me liya bag khinchka aage ki ore bhagane laga.Ajju ne turant react kiya aur piche bhagne laga Wo ladka bhagate hue underground parking me ghus gaya jiske pichhe piche ajju bhi parking mai gaya aur jaise hi usne underground parking me kadam rakha hi tha ki usse padi laat bagal se jo sidha uske jabde pe laga aur wo side ki ore pade net par gira.Jiske girte hi agal bagal ke pillar ke pichhe se kayi sare admi bahar aate hi net ko uske upar se bandhane lage jaha ajay nikalne ki koshish kar raha tha.
Unn logo me se ek ne bola jisne laat maari thi
Jasien-tum log toh ..bade halke nikle..aur hath mai li rod uske sir par de mari…. Ie chalo
Uski baat sun unn logo ne jaldi se net ke ander pade ajju ko utha kar ek mini truck ke pass le gaye jaha 2 bande drum liye pahle se hi khade the aur ajju ko unnlogo ne andar dala aur upar se band kar diya drum ko. phir us drum ko uthakar unlogo ne mini truck me rakh diya
Jaisen — uska hone le liya…
Admi2:-haa bhai,wo to jab wo cafeteria me baithe the tabhi utha liya tha …
Jasien--- ab udan pari ki bari wo kanha h …
Admi 3 lagta h ye abhi pura behosh nahi huva h …hil raha h …
Admi1:-Hilne de be konsa tod dega steel ka drum hai,chal be tu start kar gadi muh kya dekh raha hai.
Jasien — drum ke pass jakar …tu jitna hilega wo ladki utni tadpegi ….choice is yours …
Andar band ajju ne hilna band kar diya par uski ek ankh se ansuu bah nikla …
Wahi shruti van ke pass khadi thi aur parking ki ore dekh rahi thi
Shruti:-kaha rah gaya ajju ab
Usne phone nikala hi tha ki usse piche se kisi ki awaz aayi aur usne mud ke dekha to wo icecream van wala shaks tha jiska chehra white mask se aadha dhaka huva tha jiske bagal me ek ladki khadi thi
"Ma'am apka vanillated icecream ready hai with couples cup."
Shruti ne ek najar icecream par dali aur parking ki ore dekhkar wapas boli
Shruti:-Sorry par mere bf aaya nhi h abtak kya aap isse thode der rakh sakte hai mai dekh kar aati hu kaha rah gaye wo
Uss shakhs ne piche dekha jaha wo van me khadi ladki customer ko icecream dete hue usse dekhte hue hami bharti hai
"Sorry ma'am,But aap call kr ke bula lijiye."
Shruti ko uski baat sun ajjib lagi lekin fir usne ajju ko call lagaya to phone turant cut ho gaya wo abhi dubara call lagati ki uski najar network par gayi to waha tower nhi araha tha wo thoda dur gayi waha bhi tower nhi araha tha wo tower dhundhte hue van ke piche footpath par chadh gayi thi tabhi uss ice cream van ke side ka gate khula aur ek admi nikalte hi uske muh par rumal rakh kar dabane laga.Shruti chutne ke liye hath-pair sab chalane ki koshish kar rahi thi tabhi van se ek aur admi utra aur usse jabardasti wapas ander lekar chale gaye aur wo ladki jo waha baith kar dekh rahi thi usne wo gate band kar diya.
Tabhi wanha abhay bike lekar pahuchta h .. ….
Abhay — yaar ye dono bhi location toh yanhi ki send ki h shruti ne par dikh kyo nahi rahe h …..phir apne phone ko dekhkar aur ye network ko kya huva abhi toh tha ….
Itna kahkar wo idhar udhar dekhne laga phir ice cream van ke pass jakar
Abhay —phone dikhate huve kya tumhe bhi network problem arahi h...
Van ladki — sakpakate huve ….network problem nahi toh …
Abhay — oh….phir mere phone mai dikat ho gayi h….kya main ek call kar sakta hu …
Van ladki-- sorry but mera phone discharge ho rakha h ……aur muje abhi dusri location par van lagani h excuse me….
Itna kah wo driver ko van nikalne ka ishara karne lagi….abhay ne jayda dhayan nahi diya….aur wo idhar udhar unhe dekhne laga …..par usai ajju shrutii kanhi nahi dikhayi diye ..
Abhay — inka hamesa ka h …har baar aisa he karte h ….sale aise ..bolte h hum ek dusre ko dost mante h aur akele rahne ka bus mouka chahiye h …….
Jasien dur se abhay ko khada dekh muskarate huve bola ….teri bari bhi ayegi….itna kah usne mobile dial kiya aur ek number par ring jane lagi…..
Abhay jo idhar udhar dekh raha tha achanak uski nazar apne se 50 meter dur ja rahi van par padi jiske andar wo ladki kisi se phone par baat kar rahi thi…..
Abhay — abhi toh bol rahi thi discharge h phone aur abhi baat kar rahi thi mana karna tha toh aise he kar deti….aur Apni pocket se phone nikal kar dekha toh network araha tha….toh wo bola strange………tabhi uske pass ek message pop up huva…. Jispar likha tha….
Address
18°45′N 82°10′E
Time 24 hours …come alone…
DEATH HALO'S DEATH GAME BEGINS………
Mandawa....
Raj jhanvi ke sath khel raha tha uske mobile par message pop huva ...
....... ALERT........
Aj ke liye itna he masti mai padhne ka likes aur revoes pelne ka.....
Tommorrow detail update kar deta hu top parAMAZING AWESOME FANTASTICUPADATE KAB AYA GA SANDEEP BHAI
![]()
2 update milenge majs aayegaUpdate 157 and 158 tommorrow
ok bhaiChota sa break tha khatam ho gaya ....,.