Bhaiii,,, yahan toh ye padhkr he andar se bahut bhari bhari mann lg rha h,,, imagine bhi nhi kiya ja rha ki kya neet rhi hogi uss aadmi prrr,,,, stories me biwi ko aur real life me bhi log yunhi depict kr dete h ya kuchh log bss yunhi smjhte h,,, lekin ek achhi pyari biwi life me kya ahmiyat rkhti h,,, usko btane k lie shabd he ni h mere pass,, ek kitab bhi kam padd Jaye,,, bichara tumhra dost,,, uski baat se he pta chl rha h ki uss bhai ko kis level ka dard jhelna paddd rha hoga,,
. Aajkal ki life me hume jara stress aata, pressure aata,,mannn bhari hone lgta toh apne Mann ki bechaini pareshani taklif bhulne k lie pron ya phr stories me duba dete apne aapko kuchh time,,, uss bichare ka toh koi apna sbse pyara humesha humesha k lie dur chla gya usse,,, Bache hue uske toh bhi bichara andar se toota hua he rhega,,,. Me toh bss itna keh skta ki apne dost k sath rehne ka ya dinbhar usse baat krne ka try krnaa,, uske andar ki duniya me kya haal hoga uska ye toh whi jaan skta h. Bhagwan usko himmat de Khushi de aur uski patni ko shanti