Bahut hi mast thrilled tha bhai
Raj ko bachpan ki yaadein aa rahi hai mind mein. Vidya aur nirwana ka kuch connection jaroor hai jo aisa ho raha hai raj ke sath abhi .
Sandeep bhai next update ke liye excitement pure charam par hai
.
Ha sayad dono ki yade apas mai clash kar rahi h... Aj dopahar se likhna suru karunga..
Awesome update again.....past ki kai batein clear hui...Abhay bhi aa gaya hai. Manisha ne khud ranjan ko mara...10 din tak use torcher kiya...kya koi info nikalwayi mama se yaa sirf aise hi maar diya.
Abhay ka clear karna baaki habhi wo jab uski entry hogi tab ayega...usne kya kaha ye toh agai he pata lagega isiliye ye point blank rakha maine
Kafi time baad Poonam ka scene aaya to acha laga.
Uska role ek baar richa ki tarah cut ho gaya h
Prediction almost sabke galat nikle yaa kahu khel gaye guru.... Last update ka premise dekhkar laga tha ki Sunil hi sab batayega....but Sunil ne to kuch nahi bataya...baki sabne apne apne hisse ki jankari kriti ko dedi. Udhar Divya aur Richa ko bhi Sherdil aur Abhay se pata chal gaya.
Dadaji ne thoda sherdil aur manisha ne thoda sonali ne apna part parab tak bahut kuch miss h jo agai aur ayega
Mandawa ab ek abhed kile ki tarah ban gaya hai, lekin kaise iska jikr agar Sunil aur Kriti ki entry ke time par karte to mast lagta. 4-5 line me ki kya kya security ke tarike mandawa me lagaye gaye hai. Khair aage kar sakte ho ye.
Uski details isliye nahi dikhayi kyoki agai agar part aya aisa jismai batana hoga toh detail mai ayega
Baki abhi mandawa ke halat thik hi hai, aage ka kuch kaha nahi jaa sakta, kahan se dushman nikal aaye. Filhal to Raj ki side hi Mausam bigadta dikh raha hai.
Bilkul mandawa sonali kavita mamta sab ok h ab thoda sa paet kaptan aur deepika ka ayega
Balram ke chehre ki muskurahat acha sanket to nahi thi, upar se simmi ki shadi Nirwana hone nahi dega. Khair abhi ke liye UP me Nirwana, Abhay, Mityudoot aur Sherdil hai.
Bawal hona h par balram kundan bhi purane papi h
Budhiya ki maut pe zero sympathy meri taraf se. Rest in peace Shiwani again. Deepika side and Anu shayad aage dekhne mile.
Usko jana he tha akhir ek galti ne sabkuch ujad jo diya...
I wanna see Sonali in some action again...maybe Poonam aur mla ke matter me kuch aisa ho sake.
Sonali ha ayegi na in future raj ki dhunayi jo karegi
kasam sab tod degi uska
Great update
Keep updating
Thank you samar bhai
Bhai yaar babita ko chode
Wo waise bhi fans gayi h...
Awesome update bhai
Ek side ka past Sherdil ne bataya ar dusre side ka past Divya aur Richa ne bataya........khair abhi 2 logo ko aur pata chal gaya hai ki raj jinda hai
Ha ha ha sonali manisha divya dadaji ...sabne apna part nibhaya....
............MAnisha ka raj ke prati pyaaar dekh ker accha laga .....ek bhai ,ek dever, ak dost ........aur ye kya RAnjan ne khud MAnisha ki maa ko maar dala tha ...........
Ha ranjan ne khud manisha ki maa ko maar dala ...kamina jo tha ..
Tou wahi poonam ko bahar ghoomane ke liye bola gaya hai ........per kaha ghoomayenge poonam ko bahar kyuki poonam per ab MLA ki bhi najar rahti hai ...........wo bhi kuch chahta hai ranveer singh se ...........
Socha toh h jagah ke bare mai...par abhi confuse hu dekhta hu scene toh acha create hoga...
Ab richa Raj ko leker phir se chali jaayegi jaha wo pahle rahti thi raj ke nana ke ghar ki taraf ........... But ab raj ko bhi bachapan ki yaad thoda thoda taja ho rahi hai ............
Uskedimag mai kya chal raha h clear nahi but bahut confusing h ki akhir dubble personality h ya pichle janam ki yaade ya double soul but bahut confusing h
Aur singh groups company me aisa kya raaz dafan hai ..........? Ab next update me lagata hai bawal hoga
...........kyuki raj aur RIcha phir jaa rahe hai nana ke ghar ya kahu gaaon jaha richa pahle rahti thi aur wahi balraam aayrga simmi aur nana ko paresaan kerne ............ phir waha mujhe balraam ki kutai chahiye ek baar sandeep bhai ........meri tou yahi demand hai veere
Bilkul agla update wakayi bawal hone wala h aur kanha hoga ye abhi clear nahi h par definitely UP toh hoga he ..
Raj ke dimag me dwand chal raha hai sayad ab woh tutega aur fir se Raj apne hosh me aayega. Yudh to mandwa me hi hoga fir ek baar/ Poonam aur Sonali ashayen aur Richa kap falega. Sunil ki , Manish ki aur Raji ke sab rishtedaron ki ashyen firse jee uthegi. Romanchak. Pratiksha agle rasprad update ki
Wo pal abhi bahut dur h par definitely wo pal bahut khass hoga jab raj sabse milega aur ek baar fir pariwar ek hoga....
Nirwana lagta hai Raj ka pura memory khod rha hai mind me.
Gadbad toh chal rahi h yakinun
Thank you so much to all for your precious words and appreciation