- 10,901
- 69,545
- 259
Update 245 keemat
Sabhi bhaiya ki duwao ke liye tahe dil se shukriya...
Sabhi bhaiya ki duwao ke liye tahe dil se shukriya...
Last edited:
Death halo kaha per aur kaun se ghar ke samne hai ...? Mandawa me ....? Kyuki mandawa ke baare me death halo ko Ranjan ne bataya tha ....? Baaki abhi Raj jaha hai wo tou sayad wo tattu waala shaks death aur 6 tattu waalo ko bataya hoga ........."Is baar kuch aur he tha kismat mai wo ek he nahi nikla tha...kuch aur bhi the jo raat ke saye mai alag alag jagah se nikal chuke the...."
Toh wanhi death halo Raj ke ghar se kuch dur khada tha"
Ok bro...ap apna time leke update dijiyeBro abhi one k he likha h...2se 3din mai de dunga...
Roj one k likh raha hu thoda thoda karke
Apke sawal mai he jawab h Sunil nahi janta h ki raj jinda h ... Bus wo umid mai yanha wanha dhundh raha h...Death halo kaha per aur kaun se ghar ke samne hai ...? Mandawa me ....? Kyuki mandawa ke baare me death halo ko Ranjan ne bataya tha ....? Baaki abhi Raj jaha hai wo tou sayad wo tattu waala shaks death aur 6 tattu waalo ko bataya hoga .........
BHai waise ek sawaal tha Ab kaha hai Sunil ke khabari jo pal pal ki khabar Sunil ko dete the jab bhi koi Raj ko khojne jata tha tou uski sirf maut milti thi....but ab kya hua kya ab Sunil ko pata nhi chal pa raha hai jab tattu wale ab Raj ko khoj rahe hai tou ab kaha hai Sunil ke aadmi ya kahe yamdoot .........Ab tou death halo bhi aa gaya hai aur usne pata bhi ker liya hai ki Raj kaha hai but Raj aur Sunil ko iske baare ko koi bhanak tak nahi hai ....?
Sorbobhuk bro bus mains ka exam h prelims ka result ate he mains ho jayega isliye laga huva h aur roj thoda thoda likh raha huOk bro...ap apna time leke update dijiye
Mandawa mai death halo ? Aur kon kon nikal chuka haii... ye raat kis kis ka Anat hoga ..."Is baar kuch aur he tha kismat mai wo ek he nahi nikla tha...kuch aur bhi the jo raat ke saye mai alag alag jagah se nikal chuke the...."
Toh wanhi death halo Raj ke ghar se kuch dur khada tha"
Apke sawal mai he jawab h Sunil nahi janta h ki raj jinda h ... Bus wo umid mai yanha wanha dhundh raha h...Aur abhi agar raj apne nanaji umed singh ke gaanv mai h toh death halo bhi wanhi h...aur ....ab death halo kanha kamjor raha h uski tarif nahi suni thi pichle update ki ye best h sare kaam sahi se aur pure karta h iska matlb uska level badh gaya h........abhi jayda nahi bataunga bus thoda aur intezar ...phir dekhte h Raj/Nirwana/Deepu/Sunil/Abhay/Sherdil/xabhi/Aag/Rajeev/jogindar inmai se koun action mai ata h
![]()
Yamraj bhai 8 pm ka asar toh nahi h naBhai tumne kaha tha exam khatm hote hi update ki barish kar dunga.... Itna update dunga jitna xforum ke itihaas me kisi ne diya nahi hoga......
Bs last exam kab h bhai tumhara .....
Ha ye promise kar sakta hu agle dono he dhamakedaar jismai se ek toh abhi he mil jayegaUpdate dhamakedar hone chahiye Sandeep bhai aap apne samay lijiyega....