Sabka update tha na par agala sach mai heat wave wala he h
Rao pariwar ka wo shakhs poonam ke piche gaya toh bawal hona he hona poonam par hath dalna matlb valentine rider ...aur nirwana se sidhe taur par ulajhna hoga jo bawal se bhi bada hoga ...kyoki is baar ravinder sath hoga
Ab jo bhi planing kari wo toh dhari rahni he h kyoki nirwana ko koyi fark nahi padta h kisai pata lage kisai nahi aur agar death halo dikha toh phir kuch bachega he nahi
Death halo ka ana he maut ka khel tay h aur bilkul agar death halo samne gaya toh ladayi nirwana se he hogi .....aur ladayi huvi toh puri jagah kya sab ke sab he satyanash ho jayenge
Thank you so much for your precious words and review..