If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
sneha ne ghabra kar aradhana ko dekha to aradhana ajib si nazron se raja aur sneha ko dekhne lagi.
sneha raja ke ej chapat laga kar jaise aai thi. vaise bhag nikli. bas itna bol ke gayi. besharam kamina raja.
aradhana. ye kya hai
raja. kya kya hai
aradhana. bano mat. sach sach batau. tumhare aur sneha ke beech kya chal raha hai
raja. wahi to mere aur aapke beech chalne wala hai
aradhana ghabra gai. kk. kya chalne wala hai hamare beech
raja besharmi se. wahi jo ek ladka aur ladki ke beech hota hai
aradhana phadphada kar raja ke ghere se nikalne ka prayas karne lagi.
raja. chhod raja mujhe. mai kahti hon mujhe chhod. tu sach me bohut kharab ho gaya hai.
raja. nahi chhundunga.
aradhana. dekh raja main maa ko awaz laga dungi
raja. acha to kya kahogi bua se
aradhana. yahi ki raja bohut kharab ho gaya hai
raja. acha.. chal theek hai.. buaaaaaaaaaaaaaaaa
raja zor se cheekha. aradhana ne jhat se raja ke moh par hath rakh dia. wo badi ghabra gai thi.
aradhana dant pees kar boli. raja tum sach me bade besharam ho.
sulochana bhi aa gai. kya bat hai raja beta. mujhe kyun awaz lagai tumne.
apni maa ko dekh aradhana chup kar gai. raja usay dekh bola. bua agar main aapki beti ko lekar bhaag jaaon to.
sulochana. kyaa. hahaha.. bhaga kar lenaja chahta hai tu meri beti ko
raja. haan bua.
sulochana. hehehe. le ja. mujhe koi aapatti nahi hai. fir bahar moh karke hasti hui boli.
sulochana. aji sunte ho. raja bete aradhana beti ko bhaga kar lejane ki baat kar raha hai.
aradhana sharam se pani pani hone lagi. sulochana ki baat sunkar sab wahi aa gaye. andar raja ki bahun me aradhana ko dekha. to sulochana ki saas sarita boli. raja se acha rishta kahin milega bhi nahi. aradhana ke to bhag hi khul jayenge agar raja se iska vivah ho gaya to.
sulochana ka pati ashok - acha hai.mera kharcha bhi bach jayega aur chinta se bhi mukt ho jaunga.
aradhana ka bhai mahesh - par hamare hone wale jija ji ka kya hoga. wo bechare to shadi se pahle hi randwe ho jayenge.
aradhana ke gaal surkh hone lage the sabki baten sunkar.
raja ki maa mansi. ab usay kya sochna. raja aradhana ko bhaga kar le jaaye. usse acha hai. dono ki usi mandap me shadi kar den. jis mandap me koi begana bethne wala hai.
sneha. fir mera kya hoga maa. raja ki dulhan to main banne wali hon na.
chacha ka beta atul bola. didi aapse shadi main kar lunga.
sab hasne laga. hahahaha
sneha usay ghoor kr dekhne laga. kamina didi bolta hai. aur baat shadi ki karta hai. shakal dekhi hai kabhi aaine me apni.
sab aur bhi zor se hasne laga.
atul. itna sunder to hai mera chahra didi. kabhi kabhi aap hi ise chum kar bolti han. ohh bhai kitna payara hai.
chachi. hehehe. pahle didi bola. ab bhai bol dia. mansi mera beta bada buddhu hai. shadi ki baat bhi nahi karni aati ise. pata nahi kya banega iska.
mansi. hehehe. abhi se nalla banne laga ye.
atul jheep gaya aur wahan se bhag nikla sab firse has pade. ab aradhana bhi hasne lagi thi. raja usay sath liye ek charpai par ja betha aur kuch wahi beth kar to kuch khade hokar baaten karne lage. ghar me khub ronaq lag gai thi.
shaam ke khane ke bad gaon ki ladkiyan aa gai halla gulla karne ke liye. gane shane gane ke liye. raja bua ke bete mahesh aur atul ke sath bahar nikal gaya.
raja. kon hai wo aur kaisa hai jisse didi ka rishta kiya hai
mahesh. jija ji(nikhil) ache parivar se han. dada ji ke purane jaanne wale han. dada ji ne pahle se dekh rakha tha usay. unho ne shadi ka parastav rakha to dada ji ghar aa kar sabse bat ki aur sab maaan gaye
raja. didi se baat kari thi. usse pucha tha nikhil ke bare me.
mahesh. haan didi se baat kari thi. didi aur jija ji ne pahle se ek dusre ko dekh rakha tha. par baat cheet nahi thi dono ke beech. fir dono ko alag se moka dia gaya. didi khush han rishte se. jija ji didi ko pasand aye han.
raja. kam kya karta hai
mahesh. akela beta hai. teen behne han. sabki shadi ho chuki hai. 16 acre zameen hai. apne pita ke sath kheton me kam karte han.
aise hi raja apni tasali ke mahesh se sawal jawab karta raha. usay lagta ye rishta aradhana ke liye sahi nahi hai to wo shadi cancel karwa deta. itni power raja rakhta tha. aur nahi chahta tha. uski kisi bahan ki shadi kisi fraud ladke se ho.
mahesh. atul ab tu bata. ye chot kaise aai.
atul raja ko dekh kar bola. sab bataya to tha.
mahesh atul ke kandhe par dhapat lagata hua bola. bhola nahi hon main. akal ka andha bhi nahi hon main. jab sab bata rahe the. to sabki nazren raja par thi. matlab asal bat kuch aur hai. sab raja ke kahe anusar baat ko badal kar bata rahe the. kyun maine sahi kaha na.
raja. sahi kah rahe ho tum mahesh. baat wahi ha. jo har bhai ki zindagi me bar bar hoti rahti hai. koi uski bahno ko chedta hai to aise halat janam le lete han
mahesh bhi guse me aa gaya. fir kya kiya us haramzade ke sath
raja. hona kya tha. wahi haal kiya jo raja ki bahno par gandi nazar rakhne walun ke sath hota aaya hai.
mahesh. matlab tumne sabko maar dia.
atul. sabko gadi samet jala dia.
mahesh raja ke gale lag gaya. raja tumhare jaisa bhai bhagwan har bahan ko de.
raja. lekin shart hai. sab parivar wale bhi tum sabke jaise hone chahiye.
bohut der tak ghumne aur baaten karne ke baad teeno wapis ghar ke liye laut pade. sari ladkiyan apne apne gharon ko ja chuki thi. raja seedha ja kar aradhana ko bahun me utha kar bola. aaj main aur didi ek sath soyenge. kyu didi mere sath sone me aapko koi aapatti to nahi hai na.
sab. humen koi aapatti nahi hai.
aradhana. mujhe aapatti hai. chhod mujhe raja. itna bada ho gaya hai. ab me akele me sote hue dar lagta hai kya tujhe. jo mere sath sone ki bol raha hai.
raja. han bohut dar lagta hai. sapne me bhoot aa kar mujhe darate han.
sab hasne lage. aur aradhana raja ko ghoorne lagi. raja sabke beech aradhana ko lekar aradhana ke kamre me ja ghumsa. aradhana ko charpai par lita kar door band kar dia. fir besharmo wali smile honto par liye wo charpai par aradhana ke sath ja leta. aradhan sarak kar ek side kinare ho gai. raja uske barabar leta aur apna ek hath uske nange pet par rakhe ungliyan sahlane laga.
aradhana raja ko ghoorne lagi. aur raja usay smile se dekhne laga.